Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Unke aane ki na ho khabar aaj ki raat
Old
  (#1)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
Arrow Unke aane ki na ho khabar aaj ki raat - 19th March 2006, 06:51 PM

zakhm dukhne lage be-mehar aaj ki raat
unke aane ki na ho khabar aaj ki raat

unse kehna ki mudh ke na dekhein mujhko
chura na le unko meri yeh nazar aaj ki raat

chupa ke tees mehekna, muskurate phirna
dekhna phir se pee leinge yeh zehar aaj ki raat

meri haalat pe pashemaan hai shab bhi mujhse
Khuda keh de ki hogi meri bhi sehar, aaj ki raat

unke deedaar ko chali ho tau sambhal ke 'paras'
hans de na koyi be-rahm thokar aaj ki raat

chalo mita daalein naam-o-nishaan hi apna
taarikiion ko ho na jaaye khabar aaj ki raat

kahin ishara na ho waqt-e-rukhsati ka yaarab
dekhta hai falak ki or chaaraagar aaj ki raat

be-mehar = unkind
pashemaan = ashamed
taarikiion = darkness
falak = skies
chaaraagar = doctor
yaarab = O God

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan

Last edited by Parastaar; 19th March 2006 at 06:55 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
19th March 2006, 07:02 PM

paras ji
aapki ek aur rachna bhaut hi umda rachna aur bhaut kuch seekhne ko mila hai aaj
aaj iske baad se aap dil ke bhaut kareeb hui hai
kahi na kahi mere dard mai shamil

aaj se aapko paras ji nahi
sirf di kahungi
loue u
shrdh

  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Old
  (#3)
kuhulika
Registered User
kuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant future
 
kuhulika's Avatar
 
Offline
Posts: 2,269
Join Date: Jul 2005
Location: New Delhi.(India)
Rep Power: 37
19th March 2006, 08:03 PM

hi di
kaise ho aap?

ik ik sher umda likkha hai...

"unke deedaar ko chali ho tau sambhal ke
hans de na koyi be-rahm thokar aaj ki raat"
ye sher mujhe bahut pasand aaya di...
aap bas aise hi khoobsoorat kalaam likhte rahiye...

tc

SHWETA

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai

uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai

kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
   
Reply With Quote
Re: Unke aane ki na ho khabar aaj ki raat
Old
  (#4)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
Re: Unke aane ki na ho khabar aaj ki raat - 19th March 2006, 10:04 PM

Dear Paras ji

bohat hi pyara laga apka ye kalaam...jabse se shayri ya urdu ya kuch-2 samjha hai to aapko hi padhkar...

bohat acha laga aapko padhkar...vaise hamesha hi lagta hai

shukriya

Quote:
Originally posted by Parastaar
zakhm dukhne lage be-mehar aaj ki raat
unke aane ki na ho khabar aaj ki raat

unse kehna ki mudh ke na dekhein mujhko
chura na le unko meri yeh nazar aaj ki raat

chupa ke tees mehekna, muskurate phirna
dekhna phir se pee leinge yeh zehar aaj ki raat

meri haalat pe pashemaan hai shab bhi mujhse
Khuda keh de ki hogi meri bhi sehar, aaj ki raat

unke deedaar ko chali ho tau sambhal ke 'paras'
hans de na koyi be-rahm thokar aaj ki raat

chalo mita daalein naam-o-nishaan hi apna
taarikiion ko ho na jaaye khabar aaj ki raat

kahin ishara na ho waqt-e-rukhsati ka yaarab
dekhta hai falak ki or chaaraagar aaj ki raat

be-mehar = unkind
pashemaan = ashamed
taarikiion = darkness
falak = skies
chaaraagar = doctor
yaarab = O God

Navard-e-ishq mein kya hua kya bataye hum
kabhi humne yu khud ko harata naa dekha

Kaise Samjhau Dil-e-hasarat-nasiib Ko Apne
K Sab Kuch Milta Nahi Chah Lene Se Ish Zamane Mein..... "Diggaj"
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
Re: Unke aane ki na ho khabar aaj ki raat
Old
  (#5)
saathi
Registered User
saathi is on a distinguished road
 
saathi's Avatar
 
Offline
Posts: 36
Join Date: Mar 2006
Location: Hindustan
Rep Power: 0
Re: Unke aane ki na ho khabar aaj ki raat - 19th March 2006, 10:10 PM

Quote:
Originally posted by Parastaar
zakhm dukhne lage be-mehar aaj ki raat
unke aane ki na ho khabar aaj ki raat

unse kehna ki mudh ke na dekhein mujhko
chura na le unko meri yeh nazar aaj ki raat

chupa ke tees mehekna, muskurate phirna
dekhna phir se pee leinge yeh zehar aaj ki raat

meri haalat pe pashemaan hai shab bhi mujhse
Khuda keh de ki hogi meri bhi sehar, aaj ki raat

unke deedaar ko chali ho tau sambhal ke 'paras'
hans de na koyi be-rahm thokar aaj ki raat

chalo mita daalein naam-o-nishaan hi apna
taarikiion ko ho na jaaye khabar aaj ki raat

kahin ishara na ho waqt-e-rukhsati ka yaarab
dekhta hai falak ki or chaaraagar aaj ki raat

be-mehar = unkind
pashemaan = ashamed
taarikiion = darkness
falak = skies
chaaraagar = doctor
yaarab = O God
Paras Ji
Aadaab,
kya baat keh di hai aapne, bahaut behtareenb baat kahi aapne is nazm mein.
yunhi likhtey rahiyega aur hume padatey rahiyega.

Saathi
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
19th March 2006, 11:22 PM

Guddo didi,...

Ye raat behad khoob soorat hai .. jisme aapke likhe taraane ka nasa failta hi jaa raha hai .. us par ye

meri haalat pe pashemaan hai shab bhi mujhse
Khuda keh de ki hogi meri bhi sehar, aaj ki raat

kash is rat ki subah ho hi n .... sach kahuN to ab ujaale se dar hi lagta hai ...

aapka likha ek ek alfaaz dil cheer hi gaya

aapka bhai

Kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#7)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
20th March 2006, 08:09 AM

ooohhhhhhhh

Paras dd,

chupa ke tees mehekna, muskurate phirna
dekhna phir se pee leinge yeh zehar aaj ki raat

meri haalat pe pashemaan hai shab bhi mujhse
Khuda keh de ki hogi meri bhi sehar, aaj ki raat

chalo mita daalein naam-o-nishaan hi apna
taarikiion ko ho na jaaye khabar aaj ki raat

Bahut badhiyaa likhaa hain aapne, aur khaas ke yeh sher mujhe bahut pasand aaye, daad kubul karna aur yun hi likhte rehna. take care!

Your fan,
Parul.
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
20th March 2006, 08:16 AM

Shukriya Shradhaa! I'll be honored....

Shweta....

haan mohabbat mein aankhon se nahin dil se dekhte hain na....

Diggaj....

How very sweet....mujhe padhte ho sun kar bahut achha laga...

Saathi dear....

welcome to this forum...aur apna kalaam bhi hamein sunate rehna...

Kunnu kaise ho?

itni nirasha se bharpoor baat...chi nahin kehte aaise....tumhari raah mein
sehar hi sehar ho...gar nahin tau raushani hi raushani....

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
20th March 2006, 08:27 AM

chalo mita daalein naam-o-nishaan hi apna
taarikiion ko ho na jaaye khabar aaj ki raat

kahin ishara na ho waqt-e-rukhsati ka yaarab
dekhta hai falak ki or chaaraagar aaj ki raat
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
20th March 2006, 11:05 AM

meri behan

meri haalat pe pashemaan hai shab bhi mujhse
Khuda keh de ki hogi meri bhi sehar, aaj ki raat

ab ager behaisiyet shayer mein is tarah ke shayr parhoon to be-ikhtiyaar daad deno ko dil kerta hai, bohat behtreen ghazel takhleeq ki hai tum ne.

mager jab behaisiyet ek bhai ke mein tumhare is ghazel ke ek ek shayr per ghaur kerta hoon to dil bohat der sa jaata hai, ke Yah Allah meri yeh behna kis kaifiyet mein yeh ashaar likh rahi hia, aur dil dua kerta hai ke meri behna hamesha khush rahe, aur zindagi ki tamaam taimatoan se mustafeez hoti rahe.

musharrafhusain
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
20th March 2006, 08:00 PM

zakhm dukhne lage be-mehar aaj ki raat
unke aane ki na ho khabar aaj ki raat

unse kehna ki mudh ke na dekhein mujhko
chura na le unko meri yeh nazar aaj ki raat

Dear Paras Ji

Aapkey yeh Rachna dil ko chuu gayi......kya kuch keh gayi yeh Rachna...daad hazir hay......Beautiful words.....bahut acha laga aaj aapki yeh rachna padhkar......this is poetry for love with love...to kyun nahin khoobsurat hogi yuun hi likhtey rahiye

Sada muskuratey rahiye
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Aman_rahi
Paigaam-e-Aman
Aman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really nice
 
Aman_rahi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,689
Join Date: Oct 2004
Location: Patiala, Punjab, India. Now:Pune, India
Rep Power: 26
20th March 2006, 08:25 PM

Meri HB Behna..........

nazar dhoondh rahi thi tumhara kalaam......
mila ek tohfa humein, aaj ki raat...........

Behad asardaar kalaam.......har ashaar jaise gam ki parshaayion se ghira ho.........

ek mood, ek kaifyet....mein gujar ke ye thereer aayi hai......aur is takhleeq pe apne is bhai ki daad kabool farmayein............

aapka apna.............

**(*·.¸(`·.¸ ¸.·´)¸.·*)**
*·.¸Paigaam -e- Aman¸.·*
**(¸.·´(¸.·* *·.¸)`·.¸)**

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
inhan ankhaaon vicho kadi, tere hanju vaghe si.....
aaj ki hoye, jehda ^AMAN^ da lahoo vagda ae......

AMAN RAHI
  Send a message via Yahoo to Aman_rahi  
Reply With Quote
Old
  (#13)
sahil_violin
Registered User
sahil_violin will become famous soon enough
 
sahil_violin's Avatar
 
Offline
Posts: 76
Join Date: Apr 2006
Location: gurgaon
Rep Power: 19
16th April 2006, 02:22 AM

Bahut khoob......

"Trust is the base of relations, but LOVE is Unspoken promise of Trust"
<<<<<SaHiL and His Violin>>>>>>>>
  Send a message via Yahoo to sahil_violin  
Reply With Quote
Old
  (#14)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
17th April 2006, 12:31 PM

Parul...

sorry badi der se aayi jawaab dene...muaaf karna...tumhein kuch sher
achhe lage...mujhe bhi khushi huyi...thanks for coming

Meena ji...

shukriya hausla afzaayi ke liye...yoonhi kabh kabaar aa jaaya karo

Bhayyia...

aapka jawaab hamesha dil ko chuu jaata hai aur aankhein nam kar
jaata hai...

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
17th April 2006, 12:35 PM

Sukanyaa ji...

this is poetry for love with love...ji bilkul sahi farmaaya aapne...pyaar
kitna zaroori hai yeh koyi pyaar se mehroom hi bata sakta hai...khayaal
rakhieyga apna ....

Arre Waah Aman Veer...

Shukriya is tarah se daad dene ka...aate rehna...take care

Thanks Sahil...

Any reply on my post is a trophy to me...to be treasured forever...

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Smile 13th October 2014, 08:07 PM

Quote:
Originally Posted by Parastaar View Post
zakhm dukhne lage be-mehar aaj ki raat
unke aane ki na ho khabar aaj ki raat

unse kehna ki mudh ke na dekhein mujhko
chura na le unko meri yeh nazar aaj ki raat

chupa ke tees mehekna, muskurate phirna
dekhna phir se pee leinge yeh zehar aaj ki raat

meri haalat pe pashemaan hai shab bhi mujhse
Khuda keh de ki hogi meri bhi sehar, aaj ki raat

unke deedaar ko chali ho tau sambhal ke 'paras'
hans de na koyi be-rahm thokar aaj ki raat

chalo mita daalein naam-o-nishaan hi apna
taarikiion ko ho na jaaye khabar aaj ki raat

kahin ishara na ho waqt-e-rukhsati ka yaarab
dekhta hai falak ki or chaaraagar aaj ki raat

be-mehar = unkind
pashemaan = ashamed
taarikiion = darkness
falak = skies
chaaraagar = doctor
yaarab = O God

Paras diii...aapki poetry kisi tareef ki mohtaz nahi hai...aik aik lafz apni baat bayaan kar rha hai...bahut khoobsurati se aap lafzoN ko kagaz par pesh karti hai...dii bazm meiN aapka intezaar ho rha hai

aapki apni

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#17)

Smile 13th October 2014, 08:12 PM

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
aane ki hAI KHABAR rahnuma Shayri-e-Dard 1 28th October 2007 10:56 PM
tere aane ki khabar.... akelijaan Shayri-e-Ishq 0 10th March 2006 04:23 AM
Unke Aane Ki Khabar Se folkpoet80 Aapki Shayri 3 9th January 2005 11:05 PM
kyo tere aane ki khabar Khawab Shayri-e-Dard 0 17th September 2003 12:12 PM
unke aane se darshna Shayri-e-Ishq 1 29th September 2001 03:59 AM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com