muqaddar -
19th April 2008, 10:44 PM
i m new in ur group..
1 ghazal likh raha hoon agar ghaltiyan hoon to islaah chahta hoon.......................
raste uljhe hue hain,chaurahe pareshan hain;
phir bhi qadam yeh kah rahe hain,manzilein asaan hain.
kookti baghon mein koyal, ya hansta hai masoom koi;
mandiron ki ghantiyan hain masjidon ki azaan hai.
doob gaya pani mein sooraj,surkh samandar ho gaya;
kitni khilti dopahar thi,kitni khooni sham hai.
1 hath mein sookha pani,1 hath mein gili dhoop;
ab bhi muqaddar ko na samjha? 'FAIZY' tu bada nadan hai....
|