Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Anjuman-e-Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Geet- Kab se be-taab hu terey deedaar ko
Old
  (#1)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
Geet- Kab se be-taab hu terey deedaar ko - 27th November 2016, 09:39 AM

Iss qadar terey ulfat mai makhmoor hu
Bin terey aye sanam kitna majboor hu
Kisney roka hai ye gardish-e-do-jahaaN
Jhuk gaya terey qadmo mai ye aasmaaN
Badla badla lagey jaaney kyu ye samaaN
Ye haqeeqat hai ya nazro ko ek gumaaN
Kya kahey dil zara sun ley jaan-e-jigar
Kehna chahu jo voh baat hai mukhtasar


Kab se be-taab hu terey deedaar ko
Kuch toh taskeen de apne dildaar ko


Jab nigaahe khuley tu hi aaye nazar
Tujh mai dikhta hai taaseer-e-shams-o-qamar
Sun ke teri sada dil bhi jaaye machal
Terey aawaaz mai hai sada-e-ghazal
Kab se veeraaN para merey dil ka chaman
Kar de shadaab ulfat ke gulzaar ko


Kab se be-taab hu terey deedaar ko
Kuch toh taskeen de apne dildaar ko


Merey larzish labo ko tu aawaaz de
Mai hu khaak-e-zameeN mujh ko parvaaz de
Yak dafa tu nigaah-e-mohabbat toh kar
Aye sanam tu bhi izhaar-e-hasrat toh kar
Ho na jaaye kahi khatm ye zindagi
Kar le tasleem humdum merey pyaar ko


Kab se be-taab hu terey deedaar ko
Kuch toh taskeen de apne dildaar ko





FEW MEANINGS

Makhmoor= intoxicated
Mukhtasar= brief/short
Taaseer-e-shams-o-qamar= reflection of sun & moon
Larzish= shivering
Khaak-e-zaameeN= dust of the surface
Parvaaz= flight/ur'aan
Tasleem= accept


Kya ishaara karey ye hawaaiye
Gaur se sun zara tu sadaaiye

Khushk pattey bhi kehte bohat kuch
Shabnami phool jo keh na paaiye

Last edited by Mujahid Ali; 27th November 2016 at 09:43 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
28th November 2016, 03:25 PM

Quote:
Originally Posted by Mujahid Ali View Post
Iss qadar terey ulfat mai makhmoor hu
Bin terey aye sanam kitna majboor hu
Kisney roka hai ye gardish-e-do-jahaaN
Jhuk gaya terey qadmo mai ye aasmaaN
Badla badla lagey jaaney kyu ye samaaN
Ye haqeeqat hai ya nazro ko ek gumaaN
Kya kahey dil zara sun ley jaan-e-jigar
Kehna chahu jo voh baat hai mukhtasar


Kab se be-taab hu terey deedaar ko
Kuch toh taskeen de apne dildaar ko


Jab nigaahe khuley tu hi aaye nazar
Tujh mai dikhta hai taaseer-e-shams-o-qamar
Sun ke teri sada dil bhi jaaye machal
Terey aawaaz mai hai sada-e-ghazal
Kab se veeraaN para merey dil ka chaman
Kar de shadaab ulfat ke gulzaar ko


Kab se be-taab hu terey deedaar ko
Kuch toh taskeen de apne dildaar ko


Merey larzish labo ko tu aawaaz de
Mai hu khaak-e-zameeN mujh ko parvaaz de
Yak dafa tu nigaah-e-mohabbat toh kar
Aye sanam tu bhi izhaar-e-hasrat toh kar
Ho na jaaye kahi khatm ye zindagi
Kar le tasleem humdum merey pyaar ko


Kab se be-taab hu terey deedaar ko
Kuch toh taskeen de apne dildaar ko





FEW MEANINGS

Makhmoor= intoxicated
Mukhtasar= brief/short
Taaseer-e-shams-o-qamar= reflection of sun & moon
Larzish= shivering
Khaak-e-zaameeN= dust of the surface
Parvaaz= flight/ur'aan
Tasleem= accept
Waah...bahot pyara geet hai mujahid ji...
Mihabbat aur tadap bakhoobi bayaan huye hain....



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
29th November 2016, 09:05 PM

Quote:
Originally Posted by Mujahid Ali View Post
Iss qadar terey ulfat mai makhmoor hu
Bin terey aye sanam kitna majboor hu
Kisney roka hai ye gardish-e-do-jahaaN
Jhuk gaya terey qadmo mai ye aasmaaN
Badla badla lagey jaaney kyu ye samaaN
Ye haqeeqat hai ya nazro ko ek gumaaN
Kya kahey dil zara sun ley jaan-e-jigar
Kehna chahu jo voh baat hai mukhtasar


Kab se be-taab hu terey deedaar ko
Kuch toh taskeen de apne dildaar ko


Jab nigaahe khuley tu hi aaye nazar
Tujh mai dikhta hai taaseer-e-shams-o-qamar
Sun ke teri sada dil bhi jaaye machal
Terey aawaaz mai hai sada-e-ghazal
Kab se veeraaN para merey dil ka chaman
Kar de shadaab ulfat ke gulzaar ko


Kab se be-taab hu terey deedaar ko
Kuch toh taskeen de apne dildaar ko


Merey larzish labo ko tu aawaaz de
Mai hu khaak-e-zameeN mujh ko parvaaz de
Yak dafa tu nigaah-e-mohabbat toh kar
Aye sanam tu bhi izhaar-e-hasrat toh kar
Ho na jaaye kahi khatm ye zindagi
Kar le tasleem humdum merey pyaar ko


Kab se be-taab hu terey deedaar ko
Kuch toh taskeen de apne dildaar ko





FEW MEANINGS

Makhmoor= intoxicated
Mukhtasar= brief/short
Taaseer-e-shams-o-qamar= reflection of sun & moon
Larzish= shivering
Khaak-e-zaameeN= dust of the surface
Parvaaz= flight/ur'aan
Tasleem= accept


bahot hi behtreen andaaz em aapne ye likhaa hai ke dil baar baar padhne ko chaahta hai...

likhte rahiye


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
30th November 2016, 10:02 AM

Quote:
Originally Posted by Mujahid Ali View Post
Iss qadar terey ulfat mai makhmoor hu
Bin terey aye sanam kitna majboor hu
Kisney roka hai ye gardish-e-do-jahaaN
Jhuk gaya terey qadmo mai ye aasmaaN
Badla badla lagey jaaney kyu ye samaaN
Ye haqeeqat hai ya nazro ko ek gumaaN
Kya kahey dil zara sun ley jaan-e-jigar
Kehna chahu jo voh baat hai mukhtasar


Kab se be-taab hu terey deedaar ko
Kuch toh taskeen de apne dildaar ko


Jab nigaahe khuley tu hi aaye nazar
Tujh mai dikhta hai taaseer-e-shams-o-qamar
Sun ke teri sada dil bhi jaaye machal
Terey aawaaz mai hai sada-e-ghazal
Kab se veeraaN para merey dil ka chaman
Kar de shadaab ulfat ke gulzaar ko


Kab se be-taab hu terey deedaar ko
Kuch toh taskeen de apne dildaar ko


Merey larzish labo ko tu aawaaz de
Mai hu khaak-e-zameeN mujh ko parvaaz de
Yak dafa tu nigaah-e-mohabbat toh kar
Aye sanam tu bhi izhaar-e-hasrat toh kar
Ho na jaaye kahi khatm ye zindagi
Kar le tasleem humdum merey pyaar ko


Kab se be-taab hu terey deedaar ko
Kuch toh taskeen de apne dildaar ko





FEW MEANINGS

Makhmoor= intoxicated
Mukhtasar= brief/short
Taaseer-e-shams-o-qamar= reflection of sun & moon
Larzish= shivering
Khaak-e-zaameeN= dust of the surface
Parvaaz= flight/ur'aan
Tasleem= accept
bahut khoob janaab....umdaa geet likh daala hai aapne, yunhi likhte rahiye



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com