Quote:
Originally Posted by puregold
din raat tujhko sochun
har pal me tujhko chahun
kya kar diya hai tumne
mujhpe ye kaisa jaadu.....1
na hosh hume hai apni
na phikr hai kisi ki
kya kar diya hai tumne
mujhpe ye kaisa jaadu.....2
raaton ko jagta hoon
taaron se baatein karu
jab saamne tu na aaye
har pal main tadpa karu
kya kar diya hai tumne
mujhpe ye kaisa jaadu.....3
baahon me bhar ke tujhe
main pyar itna karu
bhul jao tum ye duniya
mere baahon me khoyi raho
milte rahe yun hi hum janmo janm
dua me rab se yahi manga karu
kya kar diya hai tumne
mujhpe ye kaisa jaadu.....4
|
Hi friends ,,,its so beautiful feeling,,,,I like that,,,,,Thanks lot for share with us,,,,,I think ki aapki poem me bhi he jaadu!!!!!!!!
aapki soch me bhi he jaadu!!!!!!!!!