Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
kaun jeeta kaun hara bata dena
Old
  (#1)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
kaun jeeta kaun hara bata dena - 10th May 2006, 10:39 AM

kabhee kabhee shayri ke sites par bas rajneeti dekhata hoon shayri nahee tab dukh hota hai gahara dukh hota hai . kishayri ek kone main paree karah rahee hai aur ham is uljhan main hai kise kis kursi par baithaya gaya hai. nakalee votings best shayri ke liye har kadam par rajneeti kal bahut dukh huya ye soch soch ke tab ye shayri kahee. hamaree is site par balki ksiee behe shayri kee site par shayri ke siwa kuch bhee aham na ho ye kamana karata hoon. mujhe kamaron kee safayee ka kam bhee de diya jaye aur kah de koyee issee se shayri zinda rahegee to main kar loonga mera is se khoon ka rishta hai isee liye jab shayri rotee hai main bhee rota hoon
Anil

shoharat-e-chand ko bant-te kaise
chandni ko kat-te kaise

apne apana hisse ke liye
larayee zaree thee
ab sochata hoon udas dil se
tum hare the ki ghzal haree thee

par tum ko ohdon ka fikr tha
shayree ka kahan kaheen zikr tha
tum sochte rahe ksie kya eenam milta hai
khushboo kis ke hisse ayegee
phoolon pe kis ka nam milta hai

ek kash-m-kash main
asman-e-ashar ka
nizam bigar gaya
gazal-o-geet bikhar gaye
khar zinda rahe
sare gulab mar gaye

apne apne kad kee fikr rahee
chand aur channdnee ka kad
kam hota raha
tum apas main uljhe rahe
chand shayer tha rota raha

sach kahoon
tum jahan ho woh bazm-e-sukhan nahee
bas jalsazee hai
main yahan rah nahee sakta
ye charcha-e-ahsas nahee
sirk kabootar bazee hai

jab failsla aye mujhe jaga dena
kaun jeeta kaun hara bata dena
main sukhanvar hoon geeton kee
lashen ghar utha layoonga
tanha baith ke
murda geet gayoonga
tum bas neend se jaga dena
kaun jeeta kaun hara bata dena


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
kya kahun????
Old
  (#2)
aapki_anamika
Registered User
aapki_anamika has a spectacular aura aboutaapki_anamika has a spectacular aura aboutaapki_anamika has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 195
Join Date: Mar 2006
Location: in my love's heart
Rep Power: 21
kya kahun???? - 10th May 2006, 12:25 PM

bhaiya mai kya kahun kya na kahun kuch samajh nahi aa raha hai...

aaj aankhen bhar aayi ye post padhke..aapne sahi kaha hai ki shayri site par ab sirf shayri nahi panapti balki kuch or chijen hi hone lagi hai..par ek baat sochiye ki ye sab karne waale or koi nahi hai hum hi hai..hum hi kassurwaar hai agar hum chahe to in sab ko rok sakte hai...

par aaj sabko apni reputation apni seat ki lagi hai..har koi apna ek alag mukaam pana chahta hai..apna ek alag mukaam pana bura nahi basharte wo doosro ko hurt na kare tab tak hi..

kher aapki ye anu thoda bahut samjhi hai jo aapne kehna chaha hai is post k jariye..
ek ek lafj mei sacchai hai aapke

khushi hui kisi ne to soch se sacchai ki taraf kadam badhaya....

thanx from d core of my heart


@~~**AapKi aNAmIkA**~~@

   
Reply With Quote
anamika
Old
  (#3)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
anamika - 10th May 2006, 12:32 PM

hamaree anamika bahut achha laga aaj tumhara parahana. ho sakta hai tumahre baad koyee na parhe na kahe kcuh is par. par ek insan ne bhee dil se meree baat ko mahsoos kar liya to meree kavita maree apnee ankhon main amar ho gayee. bahut bahut shukriya tumhara aur jab bhee kam maro shari par kavita par us ke charano main baith ke karana us ke sar par baith ke nahee. aaj mujhe 4 log jante hain to meree shayree kee wajah se main ise bahgwan ka darza nahee doon to bas mauj mastee kee baat rah jatee hai
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#4)
ranju bhatia
Registered User
ranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 544
Join Date: Mar 2006
Location: Delhi
Rep Power: 21
10th May 2006, 01:45 PM

anil ji aapki yah posr us dard ko bayan karti hai jo aaj kal sites main faila hua sa hai ...........anmika ne sab kah diya jo isko pad ke mere jahan bhi aaye they ...........kavitaa bahvano ko vayakt karne ka mdhayam hai ......usko kavitaa main hi range rahne de toh jayda accha hai .........par jab yah sab jahan per chha jata hai toh kavitaa kahan ho pati hai ..........sirf rajneeti hi rah jati hai ........umeed hai aapki yah post bahut se logo ko sachai ka ehasas karwaygi aur fir se shayrari , payr dard ko izhaar karne ka sundhar madhaym ban jayegi.................

apne apne kad kee fikr rahee
chand aur channdnee ka kad
kam hota raha
tum apas main uljhe rahe
chand shayer tha rota raha

sach kahoon
tum jahan ho woh bazm-e-sukhan nahee
bas jalsazee hai
main yahan rah nahee sakta
ye charcha-e-ahsas nahee
sirk kabootar bazee hai

jab failsla aye mujhe jaga dena
kaun jeeta kaun hara bata dena
main sukhanvar hoon geeton kee
lashen ghar utha layoonga
tanha baith ke
murda geet gayoonga
tum bas neend se jaga dena
kaun jeeta kaun hara bata dena



with best wishes

ranju


ranjana
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
10th May 2006, 02:08 PM

samajh nahin paa rahi hoon ki kya kahoon!

rajneeti......isne shayari mein bhi ghar bana liya....bahut afsos hota hai ye sab jankar...dukh hota hai bahut dukh hota hai....

...aapni ek bahut hi acha kadam uthaya hai...apni kavita ke jariye jo aap kehna chahte hain shayad unhe kuch samajh aaye.....
....


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#6)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 10th May 2006, 02:26 PM

aap ka pm inbox full hai bhaiya ho sake to khaali kar de.
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
shukriya ranajna
Old
  (#7)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya ranajna - 10th May 2006, 08:15 PM

bahut hee dil se parha hai tumhe har ghav is kavita ka aur bahut pyar se uttar bhee diya us ka. abharee hoon tum is kavita par ayeen aur jinhe meree baat main sach dikha un main se ek banee mere liye ye kavita bahut keemat rakhtee hai bahut udas ho ke kahe emaine shukriya tum ne use samjha
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#8)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya - 10th May 2006, 08:17 PM

wafa har baar kee tarah is khas waqt par mera sath dene kiye bahut bahut shukriya apana khayal rakahana aur mujeh salah bhee detee rahana
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
manu
Old
  (#9)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
manu - 10th May 2006, 08:18 PM

manu pm box khale ekar diya hai par yahan kaho na kya kahana hai achee buree ajisee bhee lagee jhoothee sachee jaisee bhee lagee yahan bata do
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#10)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
11th May 2006, 06:50 AM

kuch chhoti si b aato.N ka un fasana hua
rishta tha gahra jane kaise anjaana hua
dosti se jal uth the log,khel koi khel gaya
doton ladhe unki kushi ka bahana hua


bus itna hi


  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
sharrdha
Old
  (#11)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
sharrdha - 11th May 2006, 07:27 AM

dhanyavad sharrdha tum ne bhee ek dard ko dekha meree si kavita main swabhimano kee larayee main kayee baar dost kho jate hain paraye ho jate hain unhe awaz zaroor dena dost laute zaroor hain muskan ke sath
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Re: kaun jeeta kaun hara bata dena
Old
  (#12)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: kaun jeeta kaun hara bata dena - 11th May 2006, 03:52 PM

Mat poochon auron ke dukh mein yeh prem kavi kyun rota hai...
bas chot kisi ko lagti hai aur dard kisi ko hota hai...
door kahin koi darpan toote..
tadap ke mein reh jata hooon.

mohtaram anil saheb
aapki rachna ko padh kar Kishor kumar ke gaye is geet ka yeh antara barbas mere jehan mein ubhar aaya...ise mein yahan aapke liye likh diya..shayad is mauke par mein yehi keh sahunga.
hamesha ki tarah bahoot suljha hua kalaam pesh kiya hai aapne.
meri daad kubool kijiye
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#13)
Devangi
Registered User
Devangi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 140
Join Date: Dec 2005
Rep Power: 19
11th May 2006, 09:12 PM

Anil ji,

Aap ka dard aur bebasi khoob ubhar aaye hain iss kalam me. aaise hi masoom se ehsaas hum sab ki nazar karte rahiyega aur apna khyaal rakhiyega.
   
Reply With Quote
shukruta manoj
Old
  (#14)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukruta manoj - 12th May 2006, 10:23 AM

tum meree shayri kee mere kalam kee nabz achee tarah pakar lete ho bahut achha lagata hai aap ka remark parhana bas meree shayri par kabhee kabhee ate zaroor rahen shayri jaise logon kee talash main hai tum un main se ho
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#15)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya - 12th May 2006, 10:25 AM

devangi shukriya meree nazm ke dard kos amjhne ke liye aur yoon hee parhte rahana
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
hi
Old
  (#16)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 12th May 2006, 10:35 AM

DEar anilbhaiya mujhe ye pata hai ke aap ne ye kyun likha hai, aap hamesha hi se achha likhte ho ,aap ke chahne vaale aap ka dard bakhubi samajhate hai,aap ke dard ko maine kavitaa mai dhalne ki koshish ki hai, jise aap ne pasand kiya hai,aap khush rahiye, yahi dua hai,mai abhi shayad chhota hu aap ko salaah dene ke liye, is liye aap se jyaada kuchh nahi nahuna, bas aap se yahi iltijaa hai ke aap aise hi likhte rahiyea mai hamesha ap ke saath hoo.

regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#17)
Rubeena Parveen
Registered User
Rubeena Parveen is on a distinguished road
 
Rubeena Parveen's Avatar
 
Offline
Posts: 111
Join Date: Apr 2006
Location: new delhi 25
Rep Power: 19
12th May 2006, 02:37 PM

hi
anil ji

apki is rachna ko padhkar bas itna hi kehna chahungi'

"he khoob se he khoob tar kahan
ab dekhye ja ka theharti he nazar kahan"

ye khwahish to her insaan hi rakhta he ki uska muqam awwal ho lakin aap yahan per kis politics ki baat kar rahe hain kuch samjh nahi aya mujhey q ki main yahan bahut waqfe ke baad ati hoon aur chuninda logon ko hi [padhti hoon shayad isliye kya ap mujhey bataenge ki aisa yahan kya ho raha he ki apko is tarah ki rachan likhne per majboor kar diya
isko padhkar mujhey bakhubi andaza ho gaya he ki apko shayri se kis qadar pyar he mujhey ek sher yaad a raha he

"shyri khel nahi jise ladka khele
humne pachpan baras hain is fun main papad bele"

ummid karti hoon ki sabhi ne apki is rachna ke zariye mile messege ko samjh liya hoga aur age khayal rakhenge

keep writing

take care
bye


Mangi thi mene tumse mohbbat ki zindagi
Zindagi ko tumne mohbbat bana diya
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Rubeena Parveen
Registered User
Rubeena Parveen is on a distinguished road
 
Rubeena Parveen's Avatar
 
Offline
Posts: 111
Join Date: Apr 2006
Location: new delhi 25
Rep Power: 19
12th May 2006, 03:46 PM

hi
anil ji

apki is rachna ko padhkar bas itna hi kehna chahungi'

"he khoob se he khoob tar kahan
ab dekhye ja ka theharti he nazar kahan"

ye khwahish to her insaan hi rakhta he ki uska muqam awwal ho lakin aap yahan per kis politics ki baat kar rahe hain kuch samjh nahi aya mujhey q ki main yahan bahut waqfe ke baad ati hoon aur chuninda logon ko hi [padhti hoon shayad isliye kya ap mujhey bataenge ki aisa yahan kya ho raha he ki apko is tarah ki rachan likhne per majboor kar diya
isko padhkar mujhey bakhubi andaza ho gaya he ki apko shayri se kis qadar pyar he mujhey ek sher yaad a raha he

"shyri khel nahi jise ladka khele
humne pachpan baras hain is fun main papad bele"

ummid karti hoon ki sabhi ne apki is rachna ke zariye mile messege ko samjh liya hoga aur age khayal rakhenge

keep writing

take care
bye


Mangi thi mene tumse mohbbat ki zindagi
Zindagi ko tumne mohbbat bana diya
   
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#19)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya - 12th May 2006, 04:53 PM

manu bahut bahut shukriya tum to meree shayri ko andar se prh lete ho poora jan jate ho aise hee parhne walaon ka sahara rahata hai mujeh bas ate rahana
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
shukriya rubina
Old
  (#20)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya rubina - 12th May 2006, 04:55 PM

yahan koyee aisee baat nahe ehuyee rubina par kabhee kabhee shayer log har site par larate hain main bara ke too bara meree site tere site aur jane kya kya shayri ko bhool ke abs taqat ke liye tab dukh hota hai aur aisa dukh aisee shayri ko paida karata hai
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
kaun apne? kaun begaane hai? Purvi Shayri-e-Dard 9 25th October 2009 06:31 PM
Kaun ABABBU Punjabi Poetry 6 19th July 2008 10:39 AM
Woh Kaun? .. beena_sitare Shayri-e-Ishq 6 2nd March 2007 12:07 PM
(`•.¸kaun Hai Woh?¸.•´) munfairy Shayri-e-Ishq 15 24th February 2007 09:09 PM
~~~chaand Bata Tu Kaun Hamara Lagta Hai~~~ ballu Shayri-e-Mashahoor Shayar 4 21st November 2005 12:47 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com