Na kar gila usse jiski hai yeh duniya...
Gar khata hai to duniya se tujhe kuch mila hi nahin
Naummed hokar na chod to mera daman...
'Zindagi' ne kabhi aisa to bhi to kaha hi nahin
Usne to di hai yeh zindagi humko...
Kaun aisa hai jise saath gham mila hi nahin..