Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Tay huna tha abhi
Old
  (#1)
noureen
Registered User
noureen is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 20
Join Date: May 2002
Location: Uk
Rep Power: 0
Tay huna tha abhi - 20th May 2002, 05:20 PM

Vo bewafa ha ya bawafa, yeh tay na hu paya tha
Vo apna ha ya begana, yeh tay na hu paya tha

Khil gayay kitanay muhabat kay phool us kay liya yunhi
Abhi say yaadun kay saharay jena tha, yeh tay na hu paya tha

Us ki yaad ko seenay say laga kar behtna hu ga
Us kay sath jeena marna tha, Yeh tay na hu paya tha

Us kay narm marmary hathun ki sarsarahat baqi ha
Yun us say bechar jana tha, yeh tay na hu paya tha

Abhi to us kay huntoun ko kuch or pena tha mujha
Vo sub kuch la jaya ga, yeh tay na hu paya tha

Abhi to agazay safar ki ulghnayn baqi thi
Juda hu kar zinda rehna tha, yeh tay na hu paya tha
Noureen
  Send a message via Yahoo to noureen  
Reply With Quote
Reply
Old
  (#2)
Faisal
Registered User
Faisal is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 14
Join Date: May 2002
Location: Uk London
Rep Power: 0
Thumbs up Reply - 20th May 2002, 05:49 PM

Dear Noureen ji
I have replied to you before and told you how good of a poet you are and also asked of what dard and pain you have. because from what I can see it seems like some one has hurt you. Anyway, you said that there is no such thing and you have no dard then how do you write such great poerty about dard pain bewafai. because you have to have pain to know the feelings.

Anyway here is one of my fav poems written by Shakeel Badayuni, a great poet:

YEH AISH-O-TARAB KEY MATWAALE
BEKAAR KI BAATEIN KARTE HAIN
PAAYAL KE GHAMON KAA ILM NAHIN
JHANKAAR KI BAATEIN KARTE HAIN

NAAHAK HAI HAWAS KEY BANDON KO
NAZZAARA-E-FITARAT KAA DAAWAA
AANKHON MEIN NAHIN HAI BETAABI
DEEDAAR KI BAATEIN KARTE HAIN

KAHTEIN HAIN UNHIN KO DUSHMAN-E-DIL
HAI NAAM UNHIN KAA NASEYH BHI
WOH LOGH JO RAH KAR SAAHIL PAR
MANJHDHAAR KI BAATEIN KARTE HAIN

PAHUNCHEIN HAIN JO APNI MANZIL PAR
UN KO TO NAHIN KUCHH NAAZ-E-SAFAR
CHALNE KAA JINHEIN MAQDUR NAHIN
RAFTAAR KI BATEIN KARTE HAIN

Hope you like it, it suits you.

Waiting for your reply

Faisla


Shayri = A way to express your feelings.
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#3)
Hina Tariq
Registered User
Hina Tariq is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 35
Join Date: May 2002
Location: canada
Rep Power: 0
hi - 20th May 2002, 08:24 PM

salam naureen ji ap bahut acha likhtin hain apki shayri main bhi bahut dard hota hai magar pata nahi main kaab aisa likh sakongi leykin ap plz likna maat choreyga keep riting khuda hafiz....


Hina Tariq


Hina Tariq
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Sitam Dhaaya hai Abhi Abhi ! pallavi_here Shayri-e-Dard 21 2nd October 2011 10:50 AM
abhi abhi mere dil ko ye khabar lagi hai naresh_mehra110 Shayri-e-Ishq 2 17th May 2009 06:16 PM
Abhi abhi to pyaar ka pc kiya hai chaaloo.. chaahat Humourous Shayri 7 11th October 2007 11:14 PM
kaya tumne mujko yaad kiya abhi abhi sunita thakur Shayri-e-Dard 12 13th October 2006 09:34 AM
Paani ka ek katra aankh se gira abhi abhi sahilmehta111 Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 24th September 2005 07:53 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com