Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Sharaab

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
aisa ik jaam
Old
  (#1)
zakhmee ashiq
Registered User
zakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 170
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 26
aisa ik jaam - 3rd November 2009, 06:21 AM

ik ajab si dastaan sunaane laga hoon
main aaj phir se maikhaane main jane laga hoon

bahut dinon se gham ko bhool baitha tha main bewafaa
ajj us bewafa ki yaad aayi, to gham ko phir se gale se lagaane laga hoon

zyada ho jaaye to sambhaal lena mere dosto
main aaj apne aap ko azmaane laga hoon

botal mein unka chehra dekhne ka bahan lekar
main botal ko apne zakhm dikhaane laga hoon

main "zakhmee ashiq", koi maana hua sharaabi to nahin par phir bhi
nashe mein doob jaaye meri qaayenaat jise pee kar, aisa aaj ik jaam banaane laga hoon
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Love 22nd November 2009, 02:36 PM

Quote:
Originally Posted by zakhmee ashiq View Post
ik ajab si dastaan sunaane laga hoon
main aaj phir se maikhaane main jane laga hoon

bahut dinon se gham ko bhool baitha tha main bewafaa
ajj us bewafa ki yaad aayi, to gham ko phir se gale se lagaane laga hoon

zyada ho jaaye to sambhaal lena mere dosto
main aaj apne aap ko azmaane laga hoon

botal mein unka chehra dekhne ka bahan lekar
main botal ko apne zakhm dikhaane laga hoon

main "zakhmee ashiq", koi maana hua sharaabi to nahin par phir bhi
nashe mein doob jaaye meri qaayenaat jise pee kar, aisa aaj ik jaam banaane laga hoon

Wah Kya baat hai, bahut achhi Ghazal likhi hai aapne.
Achha laga padh ke...
Aise hi likhte rahiye......
Dil se daad haazir hai..
Kabuul kijiye...

Aapka dost
Vikram


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#3)
zakhmee ashiq
Registered User
zakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 170
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 26
25th November 2009, 11:53 AM

aapki daad bilkul kabool hai ji. thanks a lot for appreciation and the encouragement. koshish rahe gi aage se behtar likkhoon
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is Off
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com