Ek baar ek bahut hi umdaa -
24th September 2010, 07:25 PM
Ek baar ek bahut hi umdaa kalaakar ne ek naye kalaakar se pauchaa- aapki nazar me kalaa kyaa hai ?
Naye kalaakar ne kahaa - Ye to paisaa kamaane ka ek jariya hai, aur jinke pass kalaa ko samjhane ka astar bhi nahi hai, unke liye ye sirf zism ki numaaish hai, meri nazar me kalaa aur kalaakar dono ke isthan badaa hi nek hai , kyoki kalaa ko samjhana har kisi ke bas me nahi aur har koi yaha kalaakar bhi nahi.uske soch me gaharaai aur nazariye me vo nazar chahiye jo dekh le mere andhar ki pratibha ko mai kaise byaan karu iski paribhasha ko.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|