Ulfat-e-gum -
14th August 2009, 12:59 PM
Sabko Mera Namshkaar __/\__
Ulfat-e-gumo se gujarti hai ye meri zindagai..
ke ab khaak main simat jaana chahta hun..
na dhund sake koi mera wazood..
is tarha sabki yaadon se nikal jaana chahta hun..
chaahat bhari thi is dil main itni..
pattar jamane ne kuchal daali..
nahi gila kisi se ab koi...
ke main khudh ko mita chala..
ab gum-e-zindagi main doob jaana hai...
ke ab yaad se hame kaun apna kaun praya kaya paaya aur kaya khoya sab bhulana hai....
|