Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Chand ho ya ho tum Chand ka aaina
Old
  (#1)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
Chand ho ya ho tum Chand ka aaina - 11th July 2003, 08:34 PM

Hi DostoN kaise ho aap log ..

Chand ho ya ho tum Chand ka aaina
Ya ho tute sitaaroN ka ek aashiyaN

Ya haiN Aise mahal se tumhare kadam
GhunghruoN ne jhankna ho sikha jahaN

Chandi ki gully se jo guzra kabhi
MaiN banaunga palkoN pe ek aasmaaN

Chaand ban Tum chamakti rahogi vahiN
Ban ke parwana ek maiN rahunga vahaN


andaaz

Last edited by kshitiz; 11th July 2003 at 08:37 PM..
   
Reply With Quote
Hi
Old
  (#2)
Rimjhim
Registered User
Rimjhim has a spectacular aura aboutRimjhim has a spectacular aura aboutRimjhim has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 607
Join Date: Mar 2003
Rep Power: 24
Hi - 12th July 2003, 02:11 AM

Khitiz ji,

aaj aapne bahaut time ke baad kuch Shari E Ishq mai likha hai, i am very happy, ek baat kahoon aapse, mujhe jyada khushi hogi ki agar aap Shayri E Ishq mai likhen to, Shayri E Dard mai ke elaava bhi.

Aapne bahaut accaha likha hai, aap to hamesha hi acacha likhte hain... Ab hum jaante hain aap shukriyaa kahenge, lekin plzzzzzzz aap shukriyaa mat kahna, kyonki dosti mai shukriyaa nahi kaha jata hai, yeh to mera hakh hai, kyon???

Rimjhim


"It takes a minute to have a crush on someone, an hour to like someone, a day to love someone, but it takes a lifetime to forget someone..."

Isn't that true??? ;-)
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
punnu
Registered User
punnu is on a distinguished road
 
punnu's Avatar
 
Offline
Posts: 278
Join Date: Apr 2003
Rep Power: 22
12th July 2003, 02:13 AM

HI KSHITIZ JI
APNE BAHUT PYARA LIKHA HAI LIKHTE RAHEGA
BYE
PUNNU
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#4)
pari
Registered User
pari will become famous soon enoughpari will become famous soon enough
 
pari's Avatar
 
Offline
Posts: 687
Join Date: May 2003
Location: USA
Rep Power: 23
hi - 12th July 2003, 03:10 AM

kshitiz ji ,,.
ab mere pass lafj khatam ho rahe hai tareef ke liye....
hamesha achha hi likhte hai kabhi kharab bhi likh dijiye...
just kidding..
take care,
pari


Chadha hai aaj bhi uska Rang, jisne kabhi Ranga hi nahi :-)
   
Reply With Quote
maja aa gaya
Old
  (#5)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
maja aa gaya - 12th July 2003, 06:40 AM

kshitiz dost,
ek halki si hawa jaise.... choop kadmo se aa kar gujar jaati hai aisi lagi aaj ki tumhari nazam... bhale hi woh choop thhi par ooske GhunghruoN bol oothhae... bahetareen..
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
12th July 2003, 02:06 PM

Kshitiz sahab! Aaj yahan ka raasta kaise bhool gaye??

Kidding..

Sach maniye.. aapse itni pyaar bhari ghazal sun kar dil ko bohat sukuun pohoncha.. achha laga jaan kar ki aap sirf shayri e dard me basar nahi karte..bohat hi khubsoorat hai ye kalaam.... Khaaskar kyonki isme 'Chand' lafz itne baar istemaal hua hai!!


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
main shayar to nahi
Old
  (#7)
chetan agrawal
Registered User
chetan agrawal is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 41
Join Date: Jul 2003
Location: bhopal
Rep Power: 0
Love main shayar to nahi - 12th July 2003, 02:12 PM

hi kshitiz ji
hello
appki tarif ke liye mere pass shabad nahi hai koi alfaz nahi hai
bus esi tarah app likhte rahai yahi duua hai hamari

bye


chetan
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
12th July 2003, 02:53 PM

Rimjhim ji ..

Humne to pahli baar kuch likha hai shayri E ishQ me jane kaise aa gaye yahaN ye to klhud bhi nahi malum bas aise hi aap logo ki likhi hui kuch ghazal shayri vagairah padh rahe the to dil kiya ki kuch aap logo ke sath shair kiya jaye bas yahi soch kar likh diya .. Khair ye ghazal to humne 3 saal pahle likhi thi aap logo ki likhi hui shayri dekh kar hume bhi kuch purani bateiN yaad aa gayiN to likh diya ..
Ab aapne mana kar diya hai to shukriya kah nahi sakte par itna zaror kahenge meri khushkismati hai ki aap jaisi dost yahaN par mere saath mauzud hai ..

Take Care .



Punnu ji ..

Tareef ke liye bahut bahut shukriya ..

Bye 2 u




Pari Ji ..

Maine kaha tha na ki DostoN ki nigaheiN hoti haiN jo apne dostoN ki khubiyaN pahchaan jati haiN ..

Ab aur kya kahuN .. Bas
LIkhti rahiye issi tarah se ..

Take care



Meena JI ..

Iss kadar tareef karengi to hum aasmaan me chale jayenge issi zamin par rahne di jiye apne saath .. Vakeyi jis lahze me aap ne tareef ki hai vo hausla afzayi karti hai ..

Likhti rahiye issi tarah se ..




Afshan ..

Hai na ajeeb baat MaiN yahaN par huN .. bas samjh li jiye ki koi musafir rasta bhatak kar aa gaya yahaN tak ..

Arre bas aise hi aa ja raha tha to yaad aaya ki hum bhio kabhi ishQ ke bare me likhte the bas post kar di ek biti baat yahaN par ..

khair ..

Aap kaisi haiN ..



Chetan Bhai ..

Aapki dua ke liye maiN bahut shukrguzaar huN ..

Aapne apne keemti alfaaz se mujhe navaza meri khushkismati hai ..

Izaazat di jiye ..


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
12th July 2003, 03:09 PM

Woh kya aaye, bahaarein aa gayi,
Kadam paRe unke, fizaein chaa gayi.

Suna suna tha aalam dil ka,
Unke pyaar ki ghataein chha gayi.

Koi shay na lubhaati thi hume,
Aane se unke, saari baatein bhaa gayi.

Sajna sawarna bhool gaye the hum,
Nazar se unki kaii raunakein aa gayi.

Dil ki basti aabaad hui hai aaj to,
Chaar su palkon ki panahein chaa gayi.



Aapko kya lagta hai, kaise hain hum aaj??


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
12th July 2003, 03:25 PM

Afshan ..

Aapka mizaaz to bahut rumani lagta hai aaj .. YooN mahsos ho raha hai ki badalte mausam ka asar aa raha hai is khushnuma mausam me aapke khyalat bhi indradhanush ki tarah rang birange ho gayeN haiN .. Magar kya kahuN main chaah kar bhi kuch aisa nahi likh pata jo rumani ho ..kuch purana likha hua hai vahi urz kar deta huN ..

Kisi ki nigahoN ke betaab ban kar
Sabhi se nazar hum churane lage haiN

Ek chehra dil me utara hai jab se
YooN surat sabhi ki bhulane lage haiN

KI vo chand jo koi ek baar dekhe .. To
Ta umar usko hi socha karega

Ussi khwaab ko hum sabhi se chura kar
khyalooN me apne sajaane lage haiN


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
12th July 2003, 03:32 PM

LOL.. ji.. aaj koi lauta hai.. darr sa to ab bhi hai.. magar bohat kum.. kaii dino baad is chehre par muskuraahat aayi hai..

Janaab, aap to kaafi rumani hua karte the.. bhale hi ab aisa likhna aapke liye mumkin na ho, magar likhte to bohat achha ho..


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
12th July 2003, 03:41 PM

Afshan ..

YaadoN me unki batooN me unki
Dil ko rulana chor diya

Gate the hum bhi gungunate the hum bhi
GhazaloN me sapne sajaate the hum bhi

GhazaleiN banana chor diya
YooN gungunana .. chor diya


andaaz
   
Reply With Quote
Chand hoya ho tum......
Old
  (#13)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Chand hoya ho tum...... - 12th July 2003, 04:00 PM

Dear Kshitiz, I hope you are well.
Aapka likhha hua parke aapka tarifh keise karu samajh nehi aaraha hein.
Well you are good. Aapki khayalat bohot acha hein.
Woh toh khush naseeb hongi jo aapka aapna hoga.
All the best. Likhte rahiyega. Thanks. Take care. God bless.
Regards, Shimul.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
12th July 2003, 04:10 PM

Shimul ji ..

NigaheiN Ankahi bayaN karne ke liye hoti haiN .. Aur
TareefeiN sir jhuka kar sunne ke liye hoti haiN

AB Main aapke itne keemti alfaazaat Jinse navaaz kar aapne mujhe izzat o bashar kiya hai .. ka karz maiN chuka nahi sakta ..

Fir bhi itna kahna chaunga ki .. MaiN bahut ehsaan mand huN ..Hausla afzayi ke liye ..

Take Care .


andaaz
   
Reply With Quote
Chand hoya ho tum......
Old
  (#15)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Chand hoya ho tum...... - 12th July 2003, 04:40 PM

Dear Kshitiz, Karz toh woh chukate hein jo dusre ko gair samajhte hein. Aapko toh hum aapna samajhte hein.
Aayenda karz ki baate na kare toh mujhe bohot khushi hogi.
Thanks for reply. Likhte rahiyega. Take care. God bless.
Regards, Shimul.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Hi
Old
  (#16)
Rimjhim
Registered User
Rimjhim has a spectacular aura aboutRimjhim has a spectacular aura aboutRimjhim has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 607
Join Date: Mar 2003
Rep Power: 24
Hi - 12th July 2003, 06:57 PM

Khitiz ji,

Yeh to mujhe bhi nahi pata ki aap ko yahan kaun si baat keench laayi but jo bhi keench laaya hai ooski main shukraguzaar hoon. Kyonki maine aaj tak aapko Shayri E Dard mai hi likhte dekha hai, lekin kal jab maine aapko Shayri E Ishq mai likhte dekha, to aap yakeen nahi maanege main bahaut kush thee, kush thee ki shaayad mujhe aisa laga ki aap kush ho, pata nahi kyon yeh ehsaas hua, pata nahi main sahi hoo ya galat.

Anyays main bhi bahaut kushkismat hoo ki aapke jaisa dost mere saath hai, very happy. Aur hana mere clear instructions hain ki aap mujhe thankyou and soryr nahi kahenge, samjhe???

Aapki dost
Rimjhim


"It takes a minute to have a crush on someone, an hour to like someone, a day to love someone, but it takes a lifetime to forget someone..."

Isn't that true??? ;-)
   
Reply With Quote
Re: Chand ho ya ho tum Chand ka aaina
Old
  (#17)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Chand ho ya ho tum Chand ka aaina - 14th July 2003, 12:37 PM

hi khisit
sabne aap ki tareef ki hai kyun ki aap tareef ke qabeel ho.mein aap ko "happy birthday"kehta hoon.

-manoj kureel
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#18)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
14th July 2003, 07:20 PM

Manoj ji ..

Bahut bahut shukriya .. aapne keemti waQt me se kuch hissa mere liye nikala maiN bahut shukrguzar huN ..


andaaz
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
~~id Ka Chand~~ ISHIQA AGGARWAL Shayri-e-Ishq 0 24th October 2006 02:56 PM
chand......... jassim Aapki Shayri 1 12th November 2005 08:38 AM
chand pagal_jaat Humourous Shayri 0 2nd June 2005 04:18 PM
Chand cowboy8424 Shayri-e-Ishq 0 31st March 2004 05:02 PM
Chand! aqeelahmed Humourous Shayri 2 15th September 2003 11:25 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com