arz kiya hai.......
zara gaur farmaiyega.........
ki chandni raat thi,tare chamak rahe the.....
ki chandni raat thi,tare chamak rahe the.....
humhe kya pata hum to so rahe the.......
wah..wah.........wah...
phir gaur farmaiyega........
dekho aaj mausam kitna suhana hai......
dekho aaj mausam kitna suhana hai.....
ab dekhna band kar,ghar bhi jana hai....
wah.......wah.....wah....
ye hayari aap logo ki liye...
arz kiya hai...
Ki is oobarte shayar ko yu na mitaeyega...
ki is oobarte shayar ko yu na mitaeyega....
agar pad liya ho to,replay bhi kar ke jaeyega.....
wah....wah......wah......
aur shayari padne ki liye,padiyega mere apne rachana AIRPORT...
TO BE CONTINUED......BYE TAKE CARE....