Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Ghazal Section

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
))))))) ZIndaGii (((((((((
Old
  (#1)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
))))))) ZIndaGii ((((((((( - 30th June 2009, 03:57 PM

DostoN AadaaB.......

Ek adna si koshish kii hai Zindagi ko bayan karne kii..... Aapki nazar pesh kii hai apake replly's bahut zaruri hai...... Plz apni rai se nawaze........
Ke meri yeh koshish kahan tak sahi hai.........

************************************************** ************************************

Mumkeen hii nahi hai karna, Aye Zindagi tafsira tera
Tu hi bata Aye Zindagi, Isper hai kya mashwara tera

Qaid e bamashakhat ki saza, Rooh ko hai jism mein
Samjha Nahi phir Zindagii, wafaat ka yun majra tera

Kehta hai dil bagawat se kabhi , Zindagii to fuzul hai
Rehta hai kyuN musalsal, jeene per maut khatra tera

Bad hawas si hai zindagi, Aye JaaN teri furkhat mein
Nazare pesh hai jo aaj, Aashiq hai woh ad-mara tera

Waqt e muddat hai kya, zindagi tu kabtalak mehdood
Befikhri hi ho jauN maiN, Bata kab talk hai sahara tera

Pucha Nahi kisine hal o hawal, the Hayat jab Kwahish
Hui jo jahaN se rukhsati phir, Nikal pada Tazkira tera

************************************************** *************************************


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#2)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
30th June 2009, 04:22 PM

khwaish sahab...aadab

bahut hi seedhi aur saral baat karti hui bahut acchi ghazal likhi hai apne....
apki yeh koshish mujhe chu gayi...
meter ko madde nazar rakne ki koshish apne ki hai..yeh dikh raha hai mujhe..

ap to KAMAAL se bemisal hote ja rahe hai janab......

regards
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
30th June 2009, 06:40 PM

Quote:
Originally Posted by chocboy View Post
khwaish sahab...aadab

bahut hi seedhi aur saral baat karti hui bahut acchi ghazal likhi hai apne....
apki yeh koshish mujhe chu gayi...
meter ko madde nazar rakne ki koshish apne ki hai..yeh dikh raha hai mujhe..

ap to KAMAAL se bemisal hote ja rahe hai janab......

regards
AadaaB Zidd sahaB...

Aapko meri koshish pasand aayi dil se shukriya........
Mujhe bher ka utna knowlege nahi hai.. but koshish karta hun meri gazal behr mein na bhi hui to achche flow mein ho....

Yeh to aapki zara nawazi hai sahab......... Hum koi kamal bhi nahi aur bemisal bhi nahi..

Khush rahiye aur apna saath banaye rakhiye...


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Amazinggg ....
Old
  (#4)
loveforgudia
Ankahi Kahaani
loveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to behold
 
loveforgudia's Avatar
 
Offline
Posts: 438
Join Date: Jun 2007
Location: USA
Rep Power: 23
Smile Amazinggg .... - 23rd June 2010, 01:58 AM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
DostoN AadaaB.......

Ek adna si koshish kii hai Zindagi ko bayan karne kii..... Aapki nazar pesh kii hai apake replly's bahut zaruri hai...... Plz apni rai se nawaze........
Ke meri yeh koshish kahan tak sahi hai.........

************************************************** ************************************

Mumkeen hii nahi hai karna, Aye Zindagi tafsira tera
Tu hi bata Aye Zindagi, Isper hai kya mashwara tera

Qaid e bamashakhat ki saza, Rooh ko hai jism mein
Samjha Nahi phir Zindagii, wafaat ka yun majra tera

Kehta hai dil bagawat se kabhi , Zindagii to fuzul hai
Rehta hai kyuN musalsal, jeene per maut khatra tera

Bad hawas si hai zindagi, Aye JaaN teri furkhat mein
Nazare pesh hai jo aaj, Aashiq hai woh ad-mara tera

Waqt e muddat hai kya, zindagi tu kabtalak mehdood
Befikhri hi ho jauN maiN, Bata kab talk hai sahara tera

Pucha Nahi kisine hal o hawal, the Hayat jab Kwahish
Hui jo jahaN se rukhsati phir, Nikal pada Tazkira tera

************************************************** *************************************
Kwahish Ji ,,, aapki ek aur rachana padhi ... bahot hi pyaari ghazal hai .. bahot hi achchhe andaaz se aapne Zindagi kya hai ye bataane ki koshish bhi kud ki ..aur khud hi koshish mai kahe bhi diya ki .. zindagi kya hai ye bhala kaise samjhe yaa samjhaaye koi ... mind blowing.

Laga zindagi se jo Be-zubaan zakham mile hai shaayad har kisi ko kahi na kahi .. aapne un Bezubaan zakhamo ko Zubaan dene ki koshish kar di... and for me ..I feel ke aap usme kamyaab bhi rahe .. kyon ki un bezubaan zakhamo ko aapne khoob achchhe se bayaan kiya ..aur unki zubaan ne dil chhoo liya .. Puri ghazal hume bahot achchhi lagi ... par upar highlighted sher kuchh jyaada hi apne se lage..... Likhate rakhiye ... please.

Bhagwaan Ji aapko har khushi de,

Aapki Dost: Gudia

Khuda Hafiz, Jay Ambe.



------------------------------------------------------------
Puri Hoke Bhi Jo Puri Na Ho Hoon Zindagi Ki Wo Ankahi Kahaani......
-------------------------------------------
-----------------
Ek Aaina Jiski Tasveer Dhundhla Gai,
Ek Dil Jiski Dhadkan Ruksi Gai,
Ek Zindagi Jiski Manzil Ka Koi Pata Hi Nahi,
Ek Daaman Jahaan Se Khushi
yaan Galti Se Bhi Guzarti Nahi.



  Send a message via Yahoo to loveforgudia Send a message via AIM to loveforgudia  
Reply With Quote
Old
  (#5)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
23rd June 2010, 02:51 PM

Ek achchi koshish Khwaish Saheb..........daad kabool kare.


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#6)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
24th June 2010, 01:31 AM

Quote:
Originally Posted by loveforgudia View Post
Kwahish Ji ,,, aapki ek aur rachana padhi ... bahot hi pyaari ghazal hai .. bahot hi achchhe andaaz se aapne Zindagi kya hai ye bataane ki koshish bhi kud ki ..aur khud hi koshish mai kahe bhi diya ki .. zindagi kya hai ye bhala kaise samjhe yaa samjhaaye koi ... mind blowing.

Laga zindagi se jo Be-zubaan zakham mile hai shaayad har kisi ko kahi na kahi .. aapne un Bezubaan zakhamo ko Zubaan dene ki koshish kar di... and for me ..I feel ke aap usme kamyaab bhi rahe .. kyon ki un bezubaan zakhamo ko aapne khoob achchhe se bayaan kiya ..aur unki zubaan ne dil chhoo liya .. Puri ghazal hume bahot achchhi lagi ... par upar highlighted sher kuchh jyaada hi apne se lage..... Likhate rakhiye ... please.

Bhagwaan Ji aapko har khushi de,

Aapki Dost: Gudia

Khuda Hafiz, Jay Ambe.
Gudiyaa jee aadaaB!

Maine aapke jitne reply's dekhe hai maiN us se kah sakta huN ke aap ek bahut bhavuk Vyaktimatv rakhne wali aur shayari ko gehrai se samjhne wali vyakti hai.......

Zindagii kya hia yeh main to kya shayad hi koi nahi bata sakta hai...... ke aakhir yeh zindagii hai kya...... iski tulna hi nahi kii ja sakti...... jaise koi mamtaa, pyaar aur ahsaasoN ki tulna nahi kar sakta waise hi zindagii ki tulna nahi kar sakta.......

Main aapka bahut bahut shukra guzaar huN jo aapne apna waqt mere likhe huye bekaar kalaamoN per diya.........

Aage bhi apna saat banaye rakhiye.......
Humesha khush rahiye.....
Khuda hafez........


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#7)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 24th June 2010, 11:12 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
DostoN AadaaB.......

Ek adna si koshish kii hai Zindagi ko bayan karne kii..... Aapki nazar pesh kii hai apake replly's bahut zaruri hai...... Plz apni rai se nawaze........
Ke meri yeh koshish kahan tak sahi hai.........

************************************************** ************************************

Mumkeen hii nahi hai karna, Aye Zindagi tafsira tera
Tu hi bata Aye Zindagi, Isper hai kya mashwara tera

Qaid e bamashakhat ki saza, Rooh ko hai jism mein
Samjha Nahi phir Zindagii, wafaat ka yun majra tera

Kehta hai dil bagawat se kabhi , Zindagii to fuzul hai
Rehta hai kyuN musalsal, jeene per maut khatra tera

Bad hawas si hai zindagi, Aye JaaN teri furkhat mein
Nazare pesh hai jo aaj, Aashiq hai woh ad-mara tera

Waqt e muddat hai kya, zindagi tu kabtalak mehdood
Befikhri hi ho jauN maiN, Bata kab talk hai sahara tera

Pucha Nahi kisine hal o hawal, the Hayat jab Kwahish
Hui jo jahaN se rukhsati phir, Nikal pada Tazkira tera

************************************************** *************************************
sameer bhai
radhe radhe

bahut khoob zindagi par tapsara kiya hai aapne pasand aaya dil se daad ek sher to khoob hi kaha hai
Qaid e bamashakhat ki saza, Rooh ko hai jism mein
Samjha Nahi phir Zindagii, wafaat ka yun majra tera
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
12th July 2010, 05:45 AM

Sameer jii ek achi takhleeq par aapki khidmat mai daad hazir hai qubool keejiye bhut acha likhte hain aap............likhte rahiye


aslam


you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
27th July 2010, 01:57 AM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Ek achchi koshish Khwaish Saheb..........daad kabool kare.
Sajid Sahab AadaaB!

Janab ki daad dil se kabool hai...... per janab yeh kya baat huyi ke aapne mahine bhar ke liye moun rakha hai.....

Mujhe khushi huyi ke maine yahaaN NaqaaboN ki duniyaa meiN aap jaise dost bhi paye hai.......

Khush rahiye Apna khayaal rakhiye....
Khuda hafez......


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#10)
parveen komal
devil ! forgive me
parveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to behold
 
parveen komal's Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Jul 2010
Location: MUMBAI PATIALA
Rep Power: 23
27th July 2010, 09:46 AM

Qaid e bamashakhat ki saza, Rooh ko hai jism mein
Samjha Nahi phir Zindagii, wafaat ka yun majra tera

sameer bhai bahut hi gahrai se sochne wala sheir hai ye, Aur janaab mashwra bhi jindgi se hi mang lia.
Mumkeen hii nahi hai karna, Aye Zindagi tafsira tera
Tu hi bata Aye Zindagi, Isper hai kya mashwara tera
SHABDO'N KI JADUGARI KO SALAAM , +++ RAPS WITH ONE DIMOND DAAD


07666027379,09041116001,09876442643,
09417142513,09914097007,09625494246
Mail: parveenkomal@parveenkomal.com
www.parveenkomal.com/blog
{ BURA NA SUNENGE BURA NA DEKHENGE BURA NA BOLENGE
ACHHA LIKHENGE,KOI BURA KAHEGA TO KHUD KO TATOLENGE }


Wohi rizq deta jahaan ko , wohi zaat sab se azeem hai
Meri muflisi pe na hans ke wo , tera taaj sar se giraa na de
}QadeerToopchi{
  Send a message via Yahoo to parveen komal Send a message via MSN to parveen komal Send a message via Skype™ to parveen komal 
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com