Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Ghazal Section

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
' Kabhi Aah Lab Pe Machal Gayi...! '
Old
  (#1)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
' Kabhi Aah Lab Pe Machal Gayi...! ' - 14th August 2010, 10:06 PM

Kabhi Aah Lab Pe Machal Gayi Kabhi Ashk Ankh Se Dhal Gaye
Ye Tumhare Gham Ke Chiragh Hain Kabhi Bujh Gaye Kabhi Jal Gaye

Main Khayal o Khwaab Ki MehfileN Na Baqadr e Shauq Saja Saka
Teri Ek Nazar Ke Saath Hi Mere Sab Iraade Badal Gaye
Ye Tumhare Gham Ke Charagh Hain Kabhi Bujh Gaye Kabhi Jal Gaye
Kabhi Aah Lab Pe Machal Gayi...

Kabhi Rang Main Kabhi Roop Main Kabhi Chaaw Main Kabhi Dhoop Main
KahiN Aftaab e Nazar Hai Wo KahiN Mahtaab Main Dhal Gaye
Ye Tumhare Gham Ke Charagh Hain Kabhi Bujh Gaye Kabhi Jal Gaye
Kabhi Aah lab Pe Machal Gayi...

Jo Fana Hue Gham e Ishq Mein UnheN Zindagi Ka Na Gham Hua
Jo Na Apni Aag Mein Jal Sake Woh Parayi Aag Mein Jal Gaye
Ye Tumhare Gham Ke Charagh Hain Kabhi Bujh Gaye Kabhi Jal Gaye
Kabhi Aah Lab Pe Machal Gayi...

Tha Unhen Bhi Meri Tarah Junoon To Phir Unmein Mujhmein ye Farq Kyon
Main Garift e Gham Se Na Bach Saka Woh Hudood e Gham Se Nikal Gaye
Ye Tumhare Gham Ke Charagh Hain Kabhi Bujh Gaye Kabhi Jall Gaye
Kabhi Aah Lab Pe Machal Gayi...

Written By Rashid Kamil Ji

Sung By Ghulaam Ali Ji

http://www.youtube.com/watch?v=UbwRqUUHULc



Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai


Last edited by Amanush...; 14th August 2010 at 10:13 PM..
  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
15th August 2010, 11:02 AM

Quote:
Originally Posted by Mushkil View Post
Kabhi Aah Lab Pe Machal Gayi Kabhi Ashk Ankh Se Dhal Gaye
Ye Tumhare Gham Ke Chiragh Hain Kabhi Bujh Gaye Kabhi Jal Gaye

Main Khayal o Khwaab Ki MehfileN Na Baqadr e Shauq Saja Saka
Teri Ek Nazar Ke Saath Hi Mere Sab Iraade Badal Gaye
Ye Tumhare Gham Ke Charagh Hain Kabhi Bujh Gaye Kabhi Jal Gaye
Kabhi Aah Lab Pe Machal Gayi...

Kabhi Rang Main Kabhi Roop Main Kabhi Chaaw Main Kabhi Dhoop Main
KahiN Aftaab e Nazar Hai Wo KahiN Mahtaab Main Dhal Gaye
Ye Tumhare Gham Ke Charagh Hain Kabhi Bujh Gaye Kabhi Jal Gaye
Kabhi Aah lab Pe Machal Gayi...

Jo Fana Hue Gham e Ishq Mein UnheN Zindagi Ka Na Gham Hua
Jo Na Apni Aag Mein Jal Sake Woh Parayi Aag Mein Jal Gaye
Ye Tumhare Gham Ke Charagh Hain Kabhi Bujh Gaye Kabhi Jal Gaye
Kabhi Aah Lab Pe Machal Gayi...

Tha Unhen Bhi Meri Tarah Junoon To Phir Unmein Mujhmein ye Farq Kyon
Main Garift e Gham Se Na Bach Saka Woh Hudood e Gham Se Nikal Gaye
Ye Tumhare Gham Ke Charagh Hain Kabhi Bujh Gaye Kabhi Jall Gaye
Kabhi Aah Lab Pe Machal Gayi...

Written By Rashid Kamil Ji

Sung By Ghulaam Ali Ji

http://www.youtube.com/watch?v=UbwRqUUHULc


Danny Ji..........Haapy Birthday ! sach much yeh ghazal ek nayaab tohfaa hai......aur Ghulaam Ali Sahab ki awaaz ne chaar chaand laga diye.....bahut acche se adaa kiya hai........amazing creation......

nice sharing....

Thanks.....Danny Bhaai.... !




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----

Last edited by naresh_mehra110; 15th August 2010 at 11:05 AM..
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com