Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Anjuman-e-Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Milenge
Old
  (#1)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
Milenge - 10th January 2005, 02:05 AM

milenge


Aaj jo na mile to keh-kashaa.n per milenge
Augar jameen na mili to phir aasmaa.n pe milenge
Abr per ik duniya bani hogi tere mere liye
Augar yahaan na mile to phir uss jahaa me milegne

kehkashaan-milky way
abr-cloud

Meri kuch naraazgi khuda se bhee to hai
Mukhalif ko na batana kahaa.n kahaa.n pe milenge
Augar jamee na mili to phir aasmaa pe milenge

mukhalif-enmy

Jidhar bhee bichdenge wo jamee viraan ho jayegi
Phool khilenge hum or tum jahaa.n jahaa.n pe milenge
Augar jamee na mili to phir aasmaa pe milenge

ishq ke usloob mausamon ke mijaaj hain
hume na pooch ke hum tujhse kiss adaa se milenge

usloob-style

ek hashr ka din mukarrar hai karan'tere liye
mera kayaash ke hum kayaam-e-khuda pe milenge

Aaj jo na mile to keh-kashaa.n per milenge
Augar jameen na mili to phir aasmaa.n pe milenge


Karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Old
  (#2)
nice_off_me
sabke dil mein pyar banke
nice_off_me will become famous soon enough
 
nice_off_me's Avatar
 
Offline
Posts: 1,053
Join Date: Jan 2005
Location: in ur heart
Rep Power: 21
10th January 2005, 03:12 PM

karan apne buhut acha likha hai

guzar gaee raat aankhon aakhon mein
ho gaee mulaqaat aakhon aakhon mein

sadiyoo se pyassi thee mohabbat
ho gaee barsat aakhon aakhon mein

mil na saka tha dil kabhi dil se
ho gaee mulaqaat aakhon aakhon mein

ehd-e-wafa or qasmoon ki bhi ho gaee shuraat aankhon aakhon mein

unforgetable simran
Attached Images
File Type: jpg cap.jpg (35.6 KB, 398 views)
   
Reply With Quote
Ek mukammal din, per mukaddas lafz aapke
Old
  (#3)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
Ek mukammal din, per mukaddas lafz aapke - 10th January 2005, 06:05 PM

Nice lines again
Nice to begin my poerty with your repllys .. it appear.. you are the first person always who read my posts...
bahoot accha likhti ho..
likhti rehna ..
humari mehfil me raunak barkaraar rahegi aapke aane se
izzajat
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Old
  (#4)
nice_off_me
sabke dil mein pyar banke
nice_off_me will become famous soon enough
 
nice_off_me's Avatar
 
Offline
Posts: 1,053
Join Date: Jan 2005
Location: in ur heart
Rep Power: 21
11th January 2005, 12:05 AM

karan ap ju likhte hai naa
buhut acha likhte hai
aur hume buhut pasand bhi hai apka likhne ka style
so hum apki tarif karte hai.

bandagi hai khuda ki,
khuda ka hai noor heero mein heera hai,
nooron mein kohinoor
kitno ka katl kiya isne,
kitno ko kiya majboor
dilwaloo ka hai aasra,
jab wo hote hai door
judai mein dilbar ki,
ye ban jati hai nasoor
kaise bataoo mein kya cheez mohabbat hoti hai
poochu ye usse ,jisko mohabbat hoti hai....

unforgetable simran
   
Reply With Quote
Hii simran
Old
  (#5)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
Hii simran - 11th January 2005, 01:48 PM

Nice .. very nice
Bahoot accha laga Ek baar phir
Sach me accha likhti ho
I feel flat..
Keep writing like this .. Tumhare replly meri poertys ki jaan ban chuke hain.. Ye jaan kaayam rakhiye
Aati rahiye.. accha lagta hai
Izzajat
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
From komal
Old
  (#6)
komal5
Eyes and Dreams..
komal5 will become famous soon enoughkomal5 will become famous soon enough
 
komal5's Avatar
 
Offline
Posts: 1,228
Join Date: Jan 2005
Location: Mumbai
Rep Power: 22
From komal - 11th January 2005, 01:59 PM

hi! karan.

I have just regesterd 2day wid shayri.com n i felt like replying u back after reading ur last post...its fabulous!
I'd be waitin 2 read ur next post.

komal


~a tender touch~
   
Reply With Quote
Hiii komal
Old
  (#7)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
Hiii komal - 11th January 2005, 02:21 PM

I've posted near about 400 poetrys in this site
In every forum but most of my poertys can be found in shayri-e-ustaad or shayri-e-mashoor shayar and anjuman-e-shayri
doing it since many months issliye most of those can be find in back pages....Keep reading page by page you will find me in every forum.. Still tumhara humari mehfil me aane ka shuriya
Aate rehna... Aapke agle replly ka intzaar rahega
Izzajat
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Old
  (#8)
nice_off_me
sabke dil mein pyar banke
nice_off_me will become famous soon enough
 
nice_off_me's Avatar
 
Offline
Posts: 1,053
Join Date: Jan 2005
Location: in ur heart
Rep Power: 21
11th January 2005, 02:47 PM

thanx karan
hum naa chahate huaa bhi reply dena parta hai kyuki apki poetry
shayri buhut hi sweet hai aur gehri hai isliye hum chale aate hai apki mehfil mein....

chand sitare sab hai tumhare
saare haseen nazare tumhare
is dil ki har tamana tumhari
in ankhon ke sare sapne tumhare
har khushi tum hi se hai
tum hi to hu jahaan mein humare
chaho jo humse ye jaan mangloo
dil hai tumhara hum bhi tumhare....


kuch batein keh nahi pati hai ye zuban
apni dhadkano se meri dhadkano ki awaaz suniye
kya jaroori hai ki haal sunaya jaaye
mere halat bhi apne hi dil-o-jaan se suniye...


unforgetable simran
   
Reply With Quote
Dewana na banaiye
Old
  (#9)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
Dewana na banaiye - 11th January 2005, 06:27 PM

gazab likhti ho
Or taarif humari karti ho
dil ko choo jaate hain akser tumhare ye lafz..
Apne dil ki baaton ko jajbaaton ko shayri se bayaan kerti ho?
bahoot acche simmi,you've touched my heart by the soft manner of your poetrys and telling you are there not many who touched the bottom of ocean.. As i write Mai or samander do gehre khwaab khuda ke..
I enjoy your repllys .....
Mera yakeen hai log akser meri poetry padhne aate honge
lekin aakhir me tumhare Poerty padh ker Khush ho jaate honge
keep writing
izzajat
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Old
  (#10)
nice_off_me
sabke dil mein pyar banke
nice_off_me will become famous soon enough
 
nice_off_me's Avatar
 
Offline
Posts: 1,053
Join Date: Jan 2005
Location: in ur heart
Rep Power: 21
11th January 2005, 09:30 PM

humne apse hi tu likhna sikha hai
dil ki baatein lafju mein baya karna sikha hai
tu kyu naa kare tarif apki
apki mehfil hi itni rangeen hai ki koi bhi apne apko rook naa paega
apki mehfil mein aane se...

chahati thi tere liye chand le aaogi kabhi
issi bahane hi sahi tujhko yaad to aaogi kabhi
saari kaynaat tere kadmo mein rakh ke
tujhse mohabbat hai mujhko bataogi kabhi
tere mere darmiya fiza bhi naa hogi
ek din nazroo mein tujhko is tarah bithaogi kabhi
tujhe dekhne ki tamana mein tanha mar gayi tu kya
usi ek tamana ke liye tujhko bhi rulaogi kabhi..

unforgetable simran
   
Reply With Quote
Wah Wah Wah
Old
  (#11)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
Wah Wah Wah - 11th January 2005, 10:48 PM

Simran Acche .. bahoot acche
lajawab..
Augar isski bhee taarif di To shayad nazm ki ruswai hogi
Kyunki cum se cum aise lafz humare paas to nahi ki aapki nazm ki khubsurati ko bayaan ker saken
bahoot jabardast
Dheere dheere dil ko choo liya tumne
Ab batao tumhare dil ka raasta kaun sa hai"
Hume bhee choona hai... Hum bhee ab ek safar ko niklenge
Mere dil se tere dil tak
Do you have yahoo massanger?
i wanna speak to you through massenger
Mine is
musical_moments2002@yahoo.co.in
I hope agli baar mulaqaat waheen hogi
or bhee to hain bahoot baaten sunne or sunane ke liye
Khuda se dua hui to yahi karenge ki ab tumhe bulana na pade apni mehfil me
wo khud-b-khud tumhe bhejta rahe
tune dekha he nahi apni hatheli me kabhee
doondhli si ek lakeer ussme meri bhee thee
izzajat
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Old
  (#12)
nice_off_me
sabke dil mein pyar banke
nice_off_me will become famous soon enough
 
nice_off_me's Avatar
 
Offline
Posts: 1,053
Join Date: Jan 2005
Location: in ur heart
Rep Power: 21
12th January 2005, 08:38 PM

hume acha lagta hai jab aap
hume reply dete hu...
thanx

fanaa ho jaane mein vishwas chahiye
pyarr ke liye dil mein ehsaas chahiye

hotoon se kehne ki to zarorat hi nahi
bas aankhon mein khamoshi ki awaaz chahiye

anjaam ki kab fikr karte hai deewane
bas ek khubsurat sa aaghaaz chahiye

zindagi ki had ke bhi paar pyarr hai
kisi pe marke jeena ka aandaaz chahiye

is duniya ko apne kadmo me jhuka denge
dil mein tera pyarr,hatho mein haath tera chahiye..

unforgetable simran
   
Reply With Quote
You are really unforgetable
Old
  (#13)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
You are really unforgetable - 12th January 2005, 11:12 PM

Hii simran,
You are really unforgetable
Kya tumhe pehle he pata thaa ki ek shayar ke dil ko churane ka raasta shayri se badh ker kuch or nahi ho sakta?
khair i m truelly impressed with your poerty.. they really sound awesome....''
wo mere bina bulaye he youn aa gaya dil me
Jaise jaanta thaa mere dil ke saare raaste
izzajat
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Old
  (#14)
nice_off_me
sabke dil mein pyar banke
nice_off_me will become famous soon enough
 
nice_off_me's Avatar
 
Offline
Posts: 1,053
Join Date: Jan 2005
Location: in ur heart
Rep Power: 21
12th January 2005, 11:39 PM

hum sach keh rahe hai hume
kisi shayar ka dil ka rasta nahi pata tha
shayar ka kya hume tu kisi ke bhi dil ka rasta nahi pata
yaha tak ki apne dil ka rasta bhi nahi pata


mein tu mehboon se lamhoo mein mili thi usse
phir bhi wo kitni wazaahat se mujhe sochtaa hai...

mein tu marr jaoo agar sochne lag jao usse
aur wo kitni sahoolat se mujhe sochta hai...

garchey abb tarq-e-marasim ko buhut der huee
ab bhi wo meri ijazat se mujhe sochtaa hai...

unforgetable simran
   
Reply With Quote
wah wah wah
Old
  (#15)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
wah wah wah - 12th January 2005, 11:54 PM

kitni wah or ki jaayen aapke liye?
her shayri me ek na ek line aisee jaroor huaa kerti hai jo teer ki tarha jigar ko chaak ker deti hai...
phir bhee wo meri izzajat se mujhe sochta hai...

Mere hum nafas, mere humnava mujhe dost bann ke dagaa na de
mai to dard e ishq se jaan_valab,mujhe zindgi ki dua na de,
mere daag-e-dil se hai roshni,isso roshini se hai zindgi
mujhe darr hai e mere charagar,ye chiraag tu he bujha na de

one of my fav. ghazal from farida khannum
writer...shakeel badayuni
right now as well i m listening it
you do have a very touchy poetrys in your armoury
i m really impressed
izzajat
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Old
  (#16)
nice_off_me
sabke dil mein pyar banke
nice_off_me will become famous soon enough
 
nice_off_me's Avatar
 
Offline
Posts: 1,053
Join Date: Jan 2005
Location: in ur heart
Rep Power: 21
13th January 2005, 12:09 AM

thanx karan ki apko humari shayri achi lagi

samne se tu aaya,sang apne khusboo laaya....
tere hasne se naajane,dil mein ek hulchul si chayee...
ek nazar mein ghayal karke,aise thandi aahen bharke...
ban gaya kaatil....
ek ishare par pe jiyenge,tujhse hi pyarr kareg...
hai ye mera dil....

chori se chupke se,aankhon ke raste se,tu dil mein yu aa gaya hai...
tera hi aalam hai,har pal khayaloo mein,tu hi tu ab chaa gaya hai...
tujhko ab apna hai banana,tujhko apne dil mein basana...
hoga tu hassil....
ab tere hi hoke rahege,tujhko ap apna kahenge...
hai ye mera dil...

tujhko agar koi dekha to ruk jaata hai dil kasam se....
phir na sambhalta hai,kuch na samjhta hai,tadpaata hai ye kasam se...
sabki nazro se hai bachana,tujhko apne dil mein chupana,
ab meri manzil....
tujhko apne pass rakhenge,tujhse hi ab pyarr karee....
hai ye mera dil...

unforgetable simran
   
Reply With Quote
Pyar karenge
Old
  (#17)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
Pyar karenge - 13th January 2005, 12:40 PM

Hi
Hudd hai ... Bahoot accha likhti ho
EK hudd ki bhee hudd hai..
Pyar karenge... Kise keh rahee ho?
Hume?
Kitne sawaal laati hai tumhari poerty saath me
Khair... Jo bhee likhti ho accha likhti ho
Lekin khyaal rahe ki koi galatfehmi Na paida ho jaaye
aapki mitthi mitthi baaton me..

mujhe chodh de mere haal per.. tera kya bharosa hai charagar
Ye teri nawazishen Mukhtsar Mera dard or badha na den...
FRom very fav.Ghazal of mine ..
Mere hum nafas mere hum nava mujhe dost bann ke dagaa na de

izzajat
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Old
  (#18)
palulovable
Registered User
palulovable is on a distinguished road
 
palulovable's Avatar
 
Offline
Posts: 178
Join Date: Jan 2005
Location: delhi
Rep Power: 20
13th January 2005, 03:42 PM

hmmmmmmmm
soch rahi thi apki shayri padungi aur kahungi ki kuch khas nahin likha pasand nahin aaya aur bhi kuch aisa waisa likhungi
par janab itna aacha likhte ho kijhuth bola nahin gayaabh to bolungi ki sach main bahoot aacha likhte ho aise hi likhte rahiyega han ek baat aur aap hamari bhi shayri apdiye aur jaise laga aacha ya bura bataiyega jarur http://www.shayri.com/forums/showthr...threadid=29969


apki dost
pallavi


If you have it [love],
you don't need to have anything else.
If you don't have it,
it doesn't matter much what else you do have.
  Send a message via Yahoo to palulovable  
Reply With Quote
keh diya hota
Old
  (#19)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
keh diya hota - 13th January 2005, 04:53 PM

hii pallu
aapne ko kuch bhee keh diya hota.. sab manjoor thaa
everything is valid for you.
Tum aao or kuch kaho .. itna he kaafi hai
Acchi kinhi shabdon me bhee ki jaa sakti hai
her baar good and very good kehne ki jaroorat nahi hoti
lafz jo bhee hon. fark nahi padta
fark ehsaas se padta hai
Izzajat
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Old
  (#20)
palulovable
Registered User
palulovable is on a distinguished road
 
palulovable's Avatar
 
Offline
Posts: 178
Join Date: Jan 2005
Location: delhi
Rep Power: 20
13th January 2005, 05:03 PM

aachaji

aur humain harbaat bolne ki izazat hai ok
aur sach main apne bahot acha likha tha yaar isliye aacha bola warna main jhooth nahin bolti hmmm samjhe dost

apki dost
pallavi


If you have it [love],
you don't need to have anything else.
If you don't have it,
it doesn't matter much what else you do have.
  Send a message via Yahoo to palulovable  
Reply With Quote
Izzajat hai..!
Old
  (#21)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
Izzajat hai..! - 13th January 2005, 07:51 PM

Izzajat hai
Her cheez ki izzajat hai,
Kuch bhee bolo .. or jhooth to khair bolna he nahi chaahiye
Humne aapko shayri ka replly kiya lekin jhooth to nahi bola..
N i really like the way you've expressed your feelings..
i really loved it .
keep talking and keep msging
iss silsile ko chalte rehne dena
Ye silsila chalta raha koi rishtey kaayam ho jayenge
izzajat
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Old
  (#22)
nice_off_me
sabke dil mein pyar banke
nice_off_me will become famous soon enough
 
nice_off_me's Avatar
 
Offline
Posts: 1,053
Join Date: Jan 2005
Location: in ur heart
Rep Power: 21
13th January 2005, 09:21 PM

thanx karan

teri qasam humko teri yaadein jo aati hai
humein har pal satati hai
ab tu nahi lagta humara dil tumhare bin
ab har khadkan rulati hai

tumhara saath agar milta humara dil na you jalta
ke jal ke hum ne raato mein tarap kar beqarari mein
guzare hai wo kitne pal wo yaado mein

teri qasam humko teri yaadein jo aati hai
humein har pal satati hai

raho tum khush jidhar bhi ho humara haal mat pochu
humari ye dua hai
tumhari jo bhi raaahe hai tumhai le gaye gulshan mein baharoo mein

teri qasam humko teri yaadein jo aati hai
humein har pal satati hai


unforgetable simran
   
Reply With Quote
Deep really deep
Old
  (#23)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
Deep really deep - 13th January 2005, 10:49 PM

Ek mehfil si bann gayi hai teri or meri nazmo ki
Khair ... aane waalon ki bhee treat ho jayegi
Still this is really great...
Very sweet shayri of yours
Kaash kissi ne sirf mere or mere liye he likhi hoti
to shayad zindgi se kuch or tamanna na ki hoti
Phir bhee likhti rehna .. mujhe gumaan hota hai
ki maine zindgi se kya maanga thaa
izzajat
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Old
  (#24)
nice_off_me
sabke dil mein pyar banke
nice_off_me will become famous soon enough
 
nice_off_me's Avatar
 
Offline
Posts: 1,053
Join Date: Jan 2005
Location: in ur heart
Rep Power: 21
14th January 2005, 08:16 PM

sach hi kaha apne
apki aur humari tu mehfil si ban gayi hai

sochti hoon mein aksar tanhai mein
kya tha jo mein ne us ko diya nahi
kya kami thi mere pyarrr mein
ju usne apne pehle pyarr ko bhulaya nahi
chah kar bhi kabhi bhool na saki mein
wo mere saath hai par mera nahi
sochti hoon mein aksar tanhai mein
kya tha jo mein ne use diya nahi....

unforgetable simran
   
Reply With Quote
Wo kya thaa jo tumne diya nahi
Old
  (#25)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
Wo kya thaa jo tumne diya nahi - 14th January 2005, 09:17 PM

Jawaab itna sa hai...
In life god doesn't gives you what you want
he gives you what you need
And what ever make you feel complete
Aisa he to hai.. Issliye DUniya me kitni cheezen hume acchi lagti hai
hum chaahte hain ... Sab humari ho jaaye
Lekin milta bahoot cum hai
yahee faansla hai haqeeqat or sapno me
sapne kabhee apne nahi hote
Haqeeqat he apni hoti hai

Jo mil gaya tera saath thaa,Jo na mila tamanna ho gaya
Mere jism ki maiyyat per,tere pyar ka aanchal hai
Jo kal bhee kaayam thaa or aaj bhee kaayam hai

A part of my old poerty .. Kaayam hai
izzajat
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Old
  (#26)
nice_off_me
sabke dil mein pyar banke
nice_off_me will become famous soon enough
 
nice_off_me's Avatar
 
Offline
Posts: 1,053
Join Date: Jan 2005
Location: in ur heart
Rep Power: 21
15th January 2005, 01:57 PM

kya kaho aap hi bata doo
karan,

ye mere zehan se yaadoo ke diye gul kar doo
mere ehsaas ki duniya ko mita do hum-dum
raat taare nahi angaare liye aati hai
dil ki dharkan ko sulaa jaoo buhut tanhaa hoon

andheri raat mein jab chand khilne lagta hai
tumhare pyarr ke deepak jalaa ke rooti hoon
tumhare aane ki jab aas jane lagti hai
mein in chiragoo ko khud hi bhuja kar rooti hoon
zindagi aisi mita jao buhut tanhaa hoon

sochte sochte jab soch bhi mar jati hai
waqt ke qadmoo ki aahat ko sunna karti hoon
ashk thamte hai tu aahon ka dhuaa uthata hai
raat bhar yo hi tarapti hoon jalaa karti hoon
baar-e-gam kuch tu ghataa jao
ye mere zehan se yaadoo ke diye gul kar doo..

unforgetable simran
   
Reply With Quote
teri tanhai ka jawaab nahi
Old
  (#27)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
teri tanhai ka jawaab nahi - 15th January 2005, 05:24 PM

simran.. kya kaha karti ho .. bahoot khub kaha kerti ho
Kya tum koi nazm sunaya karti ho ya phir apna haal-e-dil kaha kerti ho .. agli baar jaroor batana.. kaheen aisa na ho...
tumse baaten kerte kerte galatfehmi ki daldal me dafan ho jaaye karan.q khair awaaz jo dil se nikli hai to bhee dil tak he jayegi
Jiss tanhai me aisee shayri hai..
uss tanhai ka bhee jawaab nahi
aap kya kahen .. ye hum kya batayen
Hum to lafz khoo he chuke hain aapse mulaqaat ke baad
bas yahee ek silsila her roz hota hai.
aapke likhe lafz jigar ko chaak ker
lahoo me utar jaaye hain.. phir kyun na kahen aapko
lahoo me basne lage hain aap

her shab madd ke nashe me jhoomta houn mai'
Mai Nahi peeta mujhko Tera husn pilata hai,

madd* sharaab

izzajat
karan.q

izzajat
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Old
  (#28)
nice_off_me
sabke dil mein pyar banke
nice_off_me will become famous soon enough
 
nice_off_me's Avatar
 
Offline
Posts: 1,053
Join Date: Jan 2005
Location: in ur heart
Rep Power: 21
16th January 2005, 06:49 PM

karan hum apna haal-e-dil sunate hai
agar in lafz ku koi samjh gaya tu wo
hume bhi samh gaya ye baat tu hai
ki hum aap se acha nahi likhte...

kabhi andhero mein,kabhi ujaloo mein
basa hai wo mere sab sawaloo mein
pal-pal,har pal sochti hu usse khayaloo mein
door hokar bhi basi hai uski yaad zindagi ki mehfilo mein
kabhi paas aata hai or haas kar fir gum jata hai
baato baato mein mujhe pyarr karna wo sikha jata hai
paas itna aa kaer mere haatho ko wo choom jata hai
or door hokar mere baalon mein haath fer kar jaaadu kar jata hai..

unforgetable simran
   
Reply With Quote
aata hai or sirf baalon me haath ferta hai
Old
  (#29)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
aata hai or sirf baalon me haath ferta hai - 16th January 2005, 07:06 PM

Good... jaan ker accha laga
Sirf haathon ko chumta hai
Or sirf baalon me haath ferta hai
Mera kayaash ke kerne ke liye or bhee bahoot kuch hai
khair... Itna shareef hai wo to zaahir hai koi khaas he hoga
koi apna he hoga
acchi baat hai...
Verna mere khayaal to kuch or he hai

Tujhe milker tujhe bhulana asaan nahi hai
Tanha hai dil mera,pareshaan nahi hai''

Phir humari dua ki baat kuch or aage badhe
or Haath se dil Tak pahunche
sab kuch choo ker bhee jo dil na choo saka
Hume bataiye wo musafir kahaan tak pahunch saka'

izzajat
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Old
  (#30)
nice_off_me
sabke dil mein pyar banke
nice_off_me will become famous soon enough
 
nice_off_me's Avatar
 
Offline
Posts: 1,053
Join Date: Jan 2005
Location: in ur heart
Rep Power: 21
17th January 2005, 08:24 PM

hahahaha
good karan
haa shariff hi hoga

teri yaad ne mere dil ko saja rakha hai,
tere pyarr mein sab ko bhula rakha hai....
kuch acha nahi lagta teri judaai ke baad
ek teri yaad ko seene se laga rakha hai.....
tera milna tu ab aik khawab hi lagta hai,
najane ab kyu dil ko bhula rakha hai
sab kuch lut gaya humara tere pyarr mein
teri yaad ko paalkon mein chupa rakha hai
muqadar se milte hai bichar ke
warna aaj bhi tera naam dil mein saja rakha hai
najane koi nahi basta tere siwaa ankh mein
aik teri tasweer ko dil mein chupa rakha hai...

unforgetable simran
   
Reply With Quote
Baat Niklegi to phir duur talak jaayegi
Old
  (#31)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
Baat Niklegi to phir duur talak jaayegi - 18th January 2005, 11:24 AM

Jagjeet singh ji ki ek ghazal pesh ker raha houn

Apne haathon ki lakeeron me basa le mujhko
Mai houn tera to naseeb apna bana le mujhko

Mujhse tu poochne aaya hai vafaa ke maani
Ye teri saada dili maar na daale mujhko

Khud ko baant na daalun mai kaheen daaman daaman
ker diya tune agar mere hawaale mujhko

vaada phir vaada hai mai zahar bhee pee jaun katai
Shart ye hai koi baahon me sambhale mujhko*

Bahoot accha likha thaa simran... Log kehte hain ki farishte Aasmaan se utar ker aate hain... aap farishte na sahi
Lekin aapka pyar bhee farishte se cum nahi
Waise milna nahi hai duniya me itna pyar
Your feelings are trully awesome...
Hum to bas kaayal ho gaye huzoor ke
izzajat
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
hum na milenge fairy Anjuman-e-Shayri 0 9th August 2008 07:44 AM
Roz kehti ho kal milenge-kal milenge taqdeer.786 Shayri-e-Dard 0 14th June 2007 12:27 PM
Milenge Hi qqplus Shayri-e-Ishq 0 7th March 2007 12:14 AM
fir milenge surajparashar23 Shayri-e-Dard 0 27th January 2005 12:39 PM
milenge VIKRANT Shayri-e-Dard 0 14th August 2004 02:56 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com