aapni tasvir ko aankho se lagata kyon hain. -
8th March 2006, 09:38 PM
aapni tasvir ko aankho se lagata kyon hain.
ek taraf mari taraf dekh tera jata kya hain.
meri rushwaai main hain tu bhi barabar sharik.
mere kisse mere yaaro ko sunata kyon hain.
aapni tasvir ko aankho se lagata kyun hain.
paas raha kar bhi na pahchan saka tu mujhko.
dur se dekh kar hath hilata kyon hain.
aapni tasvir ko aankho se lagata kyon hain
ek baaar meri taraf dekh tera jata kya hain
umar bhar apni giebaan se ulajhne wale.
tu mujeh mere saye se darata kyo hain
aapni tasvir...............
main tera kuch bhi nahi houn magar itna to bata.
dekh kar mujhko tere jehan main aata kya hain.
ek najar ..................................
apni tasveer ko....................
|