Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Khuda Se Ru-ba-Ru Hua...
Old
  (#1)
amrit_sharad
Just a normal guy
amrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really nice
 
amrit_sharad's Avatar
 
Offline
Posts: 480
Join Date: Apr 2003
Location: HindusTaaN...
Rep Power: 26
Khuda Se Ru-ba-Ru Hua... - 23rd September 2008, 02:37 AM

BahuT Samay baad is bazm meiN Likhne jaa Raha hooN... KucH Galti Ho To KhaakSaaR ko MaaF KariiyeGa!...

DostoN.. Is Se Pehle Mein Apani Ghazal Pesh Karuu... aaP se Kuch KahNa ChahuGa!

Ek Din MeiN Khuda Se Ru-ba-Ru Hua Khuda Ne Mujhse Kaha!! meiN Tumare Aur Tumari MohabbaT Ke Liye Ek-Ek Tohfe Laya hooN.Phir Us Ne Mujhko Vo Dono Tohfe Bataye. Aur Kaha Khud ChuN Tu ApaNa TohFa auR Mujhe BaTa..

Ek Hai "Zindagi" aur Ek Hai "Maut" Sunkar Mein Sochne Lega To Khuda Ne Poocha Kis Soch Mein DhooB Gaye Ho Tum. In meiN se ek Tohfa ChuN aur Bata KauN sa Tu LeGa!

Sochne Ke BaaD Meine Kaha Khuda Se MauT Ye SunkaR Khuda Ne Mujh se Kaha Zindagi Ke JagaH MauT Aaisa KyoN..

Meine Khuda Se Kaha..............

DaasTaaN-E-MohabbaT Mein Ab aur kya ChaahunGa
Duniya meiN us ke AakaR naa LautNaa ChaahunGa

Duniya ko us se pehle maiN jaan Naa Paya thaa
Ab Uske Har ek Rang meiN Doobnaa ChaahunGa

Apani Mohabbat Ke har Saaz’o SamaaN Juta Kar
Aamad se us ke Pehle ek AashiyaNa ChaahunGa

Jab Ghum Simat ke Aayenge AaNchal meiN us ke
HaathoN meiN Haath us ke aur ek Rishta ChaahunGa

UsKe Gum-E-ishQ meiN Aasq na Bah jayeiN
PalkoN Pe Inhe maiN Gauhar saa ChaahunGa

ZindaGi ko Bech kar Maut kharidega "Sharad"
Mar kar Bhi Uske Liye Zindagi Jeena ChaahunGa


ChalTa Hoon.....

AaP Ka DosT
--------------
Amrit

Last edited by Mayank; 23rd September 2008 at 01:27 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
n_ravinder
Registered User
n_ravinder is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 28
Join Date: Sep 2008
Location: nagpur
Rep Power: 0
23rd September 2008, 02:26 PM

dear amrit

apki gajal bahuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuut achi lagi
thankssssssssssss a lotsssssssssssssssssssss

ravi.
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
23rd September 2008, 02:53 PM

Sharad bhai,

Bahut khoobsurati se aapne khuda ko jawaab diya hai... Mar kar bhi uske liye zindagi jeena chahoonga... bahut khoob... daad kubool karna ek khoobsurat bayaani ke liye... yun hi likhte raho... khayal rakhna apna...


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#4)
baagi
......since birth
baagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of light
 
baagi's Avatar
 
Offline
Posts: 428
Join Date: Apr 2008
Location: bangalore
Rep Power: 21
23rd September 2008, 06:29 PM

achcha laga apka jawab,bahut achche ahsaas rahe,sukriya,share karte rahe


ibadat bhi khuda hai,bagavat bhi khuda hai
khuda baagi kahi hai,kahi baagi khuda hai.
  Send a message via Yahoo to baagi  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
23rd September 2008, 06:32 PM

Quote:
Originally Posted by amrit_sharad View Post
BahuT Samay baad is bazm meiN Likhne jaa Raha hooN... KucH Galti Ho To KhaakSaaR ko MaaF KariiyeGa!...

DostoN.. Is Se Pehle Mein Apani Ghazal Pesh Karuu... aaP se Kuch KahNa ChahuGa!

Ek Din MeiN Khuda Se Ru-ba-Ru Hua Khuda Ne Mujhse Kaha!! meiN Tumare Aur Tumari MohabbaT Ke Liye Ek-Ek Tohfe Laya hooN.Phir Us Ne Mujhko Vo Dono Tohfe Bataye. Aur Kaha Khud ChuN Tu ApaNa TohFa auR Mujhe BaTa..

Ek Hai "Zindagi" aur Ek Hai "Maut" Sunkar Mein Sochne Lega To Khuda Ne Poocha Kis Soch Mein DhooB Gaye Ho Tum. In meiN se ek Tohfa ChuN aur Bata KauN sa Tu LeGa!

Sochne Ke BaaD Meine Kaha Khuda Se MauT Ye SunkaR Khuda Ne Mujh se Kaha Zindagi Ke JagaH MauT Aaisa KyoN..

Meine Khuda Se Kaha..............

DaasTaaN-E-MohabbaT Mein Ab aur kya ChaahunGa
Duniya meiN us ke AakaR naa LautNaa ChaahunGa

Duniya ko us se pehle maiN jaan Naa Paya thaa
Ab Uske Har ek Rang meiN Doobnaa ChaahunGa

Apani Mohabbat Ke har Saaz’o SamaaN Juta Kar
Aamad se us ke Pehle ek AashiyaNa ChaahunGa

Jab Ghum Simat ke Aayenge AaNchal meiN us ke
HaathoN meiN Haath us ke aur ek Rishta ChaahunGa

UsKe Gum-E-ishQ meiN Aasq na Bah jayeiN
PalkoN Pe Inhe maiN Gauhar saa ChaahunGa

ZindaGi ko Bech kar Maut kharidega "Sharad"
Mar kar Bhi Uske Liye Zindagi Jeena ChaahunGa

Sharad ji ....Bahot achha laga aap ke nagme ...daad hajir hai kabool kijiye ..
Younhi likhte rahiye ...hume padhne ki mouka dete rahiye.....

ZindaGi ko Bech kar Maut kharidega "Sharad"
Mar kar Bhi Uske Liye Zindagi Jeena ChaahunGa

__kis keliye


Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
23rd September 2008, 08:01 PM

Quote:
Originally Posted by amrit_sharad View Post
BahuT Samay baad is bazm meiN Likhne jaa Raha hooN... KucH Galti Ho To KhaakSaaR ko MaaF KariiyeGa!...

DostoN.. Is Se Pehle Mein Apani Ghazal Pesh Karuu... aaP se Kuch KahNa ChahuGa!

Ek Din MeiN Khuda Se Ru-ba-Ru Hua Khuda Ne Mujhse Kaha!! meiN Tumare Aur Tumari MohabbaT Ke Liye Ek-Ek Tohfe Laya hooN.Phir Us Ne Mujhko Vo Dono Tohfe Bataye. Aur Kaha Khud ChuN Tu ApaNa TohFa auR Mujhe BaTa..

Ek Hai "Zindagi" aur Ek Hai "Maut" Sunkar Mein Sochne Lega To Khuda Ne Poocha Kis Soch Mein DhooB Gaye Ho Tum. In meiN se ek Tohfa ChuN aur Bata KauN sa Tu LeGa!

Sochne Ke BaaD Meine Kaha Khuda Se MauT Ye SunkaR Khuda Ne Mujh se Kaha Zindagi Ke JagaH MauT Aaisa KyoN..

Meine Khuda Se Kaha..............

DaasTaaN-E-MohabbaT Mein Ab aur kya ChaahunGa
Duniya meiN us ke AakaR naa LautNaa ChaahunGa

Duniya ko us se pehle maiN jaan Naa Paya thaa
Ab Uske Har ek Rang meiN Doobnaa ChaahunGa

Apani Mohabbat Ke har Saaz’o SamaaN Juta Kar
Aamad se us ke Pehle ek AashiyaNa ChaahunGa

Jab Ghum Simat ke Aayenge AaNchal meiN us ke
HaathoN meiN Haath us ke aur ek Rishta ChaahunGa

UsKe Gum-E-ishQ meiN Aasq na Bah jayeiN
PalkoN Pe Inhe maiN Gauhar saa ChaahunGa

ZindaGi ko Bech kar Maut kharidega "Sharad"
Mar kar Bhi Uske Liye Zindagi Jeena ChaahunGa

Sharad jee, ek ruhaani nazm... paDh kar khushi huii.. pyaar aur pyaar ki intahaa... aur pyaar ki intahaa kab paagalpan aur junuun ban jaata hai yeh kabhi pata nahii.n chalta... mai.n isay 'madness' hii kahuu.ngaa.... isi khayaal se behad milta julta qalaam kabhii ham ne bhi likhaa thaa.. aaj aap ka likha huaa paDha to hame khud ka likha huaa qalaam dubaara yaad aa gaya.. aap ne beshaq khuub likha hai.. daad haazir hai! qubuul keejiye...likhte rahiye..

Mayank

  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#7)
amrit_sharad
Just a normal guy
amrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really nice
 
amrit_sharad's Avatar
 
Offline
Posts: 480
Join Date: Apr 2003
Location: HindusTaaN...
Rep Power: 26
25th September 2008, 01:57 PM

Ravinder SahiB...

Tahedil Se aaP ki TareeF Qabool Karte hai.. Meine To Bus Khuda Se Apane Dil Ke JazbaaT Bayan kiye the aur vo hi aaP Sabhi ko ! Bhi...

Shukriya


ChalTa Hoon.....

AaP Ka DosT
--------------
Amrit
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
25th September 2008, 05:00 PM

ZindaGi ko Bech kar Maut kharidega "Sharad"
Mar kar Bhi Uske Liye Zindagi Jeena ChaahunGa

bahut khub amritji..........pyar main pagalpan na ho to pyar kaha hua????daad!

mausam


Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
amrit_sharad
Just a normal guy
amrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really nice
 
amrit_sharad's Avatar
 
Offline
Posts: 480
Join Date: Apr 2003
Location: HindusTaaN...
Rep Power: 26
26th September 2008, 01:06 AM

PulKit Bhai!! ...

Kaise Ho Bhai aaP Aur Kya Life Kaisi chal rahi hai...

Bhai Meine To sirF Vo kiya jo is Dil ne Mujh se Kaha dil jo kahta gaya vo mein Khuda ko sunaata gaya .. Ek Tamanaa hai ki Marne Ke baad bhi Hum Jee Sake!! aur jate jate Apani Zindagi Kisi Ke Naam Kar Sake!...

Daad TahediL se QabooL Hai!


ChalTa Hoon.....

AaP Ka DosT
--------------
Amrit
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
amrit_sharad
Just a normal guy
amrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really nice
 
amrit_sharad's Avatar
 
Offline
Posts: 480
Join Date: Apr 2003
Location: HindusTaaN...
Rep Power: 26
26th September 2008, 01:08 AM

Baagi Sahib...

behad Khushi Huyi aur SakooN mila!! Ki aaP ko Hamare ChanD LazF PasanD aaye! Humarri Aage Bhi koshish RaheGi Ki Is Bazm mein aur Bhi Accha Aur GahRe QalaaM Pad Sake!..

Dard Ke ShaaT Ek Naya RishTa Kaayam Kar Sake!


ChalTa Hoon.....

AaP Ka DosT
--------------
Amrit
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
27th September 2008, 01:58 AM

sharad bhai !

badi jaldi ru ba ru ho gaye khuda se .. yahaN to dhoondh kar thak gaye !

bahut achhe jaa rahe haiN janaab !

tumhaari ghazal pe mujhe mayank bhai kaa hi kuch yaad aa gaya !

mohabbat asar laayegi dhire dhire
idhar dhire udhar dhire dhire ...

khair ...

behad zahar farosh alfaazoN kaa istemaal kiya hai aapne apni ghazal meiN ... maiN kuch waQt ke liye kaaNp saa gayaa !

bahut achha likha hai !

tareef ke saath !


andaaz

Last edited by kshitiz; 27th September 2008 at 02:00 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
amrit_sharad
Just a normal guy
amrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really nice
 
amrit_sharad's Avatar
 
Offline
Posts: 480
Join Date: Apr 2003
Location: HindusTaaN...
Rep Power: 26
27th September 2008, 01:56 PM

Diya SahiiBa...

Shukriya aaP ka ki Khaaksaar Ko Pada... tahe dil se aap Ki tareef wabool karTe hai ...

BahuT see Cheeze hai jo shayaD mein yeha Kisi Se Share NahiN kaR Sakta HooN aur Shayad Na hi Kar PaauGa!

Bus Ye Hi kahNa ChahuGa


ChalTa Hoon.....

AaP Ka DosT
--------------
Amrit
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
amrit_sharad
Just a normal guy
amrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really nice
 
amrit_sharad's Avatar
 
Offline
Posts: 480
Join Date: Apr 2003
Location: HindusTaaN...
Rep Power: 26
27th September 2008, 02:06 PM

Mayank Jee...

Pehle To ye ki aaP Apani Jagah Sahi hai! .. Kabhi kabhi Aaisa Hota hai ... Pyar Jab Had se Jayda Bad jata To insaaN JaanwaR bhi Ban Jata hai..

Mayank Bhai Vo pyar Kya JisMeiN PagalPaN na Ho????

Vo pyar Kya Jis Mein Dard Na Do???

Vo pyar Kya Jis MeiN AasooN na Ho???

Aur Vo pyar Kya JunooN na Ho???

Khayal Sirf Khayal aur Kuch nahiN .. sirf itna hi KahuGa Insaan Har Cheez ka HakdaaR nahiN hota

Shukriya!


ChalTa Hoon.....

AaP Ka DosT
--------------
Amrit
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
28th September 2008, 12:05 AM

Quote:
Originally Posted by amrit_sharad View Post

Meine Khuda Se Kaha..............

DaasTaaN-E-MohabbaT Mein Ab aur kya ChaahunGa
Duniya meiN us ke AakaR naa LautNaa ChaahunGa

Duniya ko us se pehle maiN jaan Naa Paya thaa
Ab Uske Har ek Rang meiN Doobnaa ChaahunGa

Apani Mohabbat Ke har Saaz’o SamaaN Juta Kar
Aamad se us ke Pehle ek AashiyaNa ChaahunGa

Jab Ghum Simat ke Aayenge AaNchal meiN us ke
HaathoN meiN Haath us ke aur ek Rishta ChaahunGa

UsKe Gum-E-ishQ meiN Aasq na Bah jayeiN
PalkoN Pe Inhe maiN Gauhar saa ChaahunGa

ZindaGi ko Bech kar Maut kharidega "Sharad"
Mar kar Bhi Uske Liye Zindagi Jeena ChaahunGa
namaskaar shard jee...........bahut khoob kaha aapne...hume sabhi sher pasand aaye, kisi ek ki tareef nahi kar sakti....likhtey rahiye aur mahfil se apne ahsaas share karte rahiye.

kush rahiye
god bless u


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#15)
amrit_sharad
Just a normal guy
amrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really nice
 
amrit_sharad's Avatar
 
Offline
Posts: 480
Join Date: Apr 2003
Location: HindusTaaN...
Rep Power: 26
2nd October 2008, 01:48 AM

mausam Jee!
Shukriya aaP ka Bus aaP sab isi tarah Padte rahe ... aur hum koshish karte rahege Likhne Ki!


ChalTa Hoon.....

AaP Ka DosT
--------------
Amrit
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
amrit_sharad
Just a normal guy
amrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really nice
 
amrit_sharad's Avatar
 
Offline
Posts: 480
Join Date: Apr 2003
Location: HindusTaaN...
Rep Power: 26
2nd October 2008, 01:50 AM

Kshitiz Sahib!....

Andaaz Accha Hai aaPka Tareef karne ka!! ... Shukriya!

Bus isi tarah Aate rahe! aur Padte rahiiye!


ChalTa Hoon.....

AaP Ka DosT
--------------
Amrit
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
2nd October 2008, 10:49 PM

sarad ji bhaut kush naseeb hoga jis eapne pyar kiya hoga....

bhaut acha jawab diya hai khuda ko...bas dua hai apa khush arhe..maut s edoor jindagi ki chav tale

sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#18)
amrit_sharad
Just a normal guy
amrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really nice
 
amrit_sharad's Avatar
 
Offline
Posts: 480
Join Date: Apr 2003
Location: HindusTaaN...
Rep Power: 26
7th October 2008, 11:06 PM

sunita virender jii

Shukriya Aap Ka jo is nacheez ko aap ne pada!


ChalTa Hoon.....

AaP Ka DosT
--------------
Amrit
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
amrit_sharad
Just a normal guy
amrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really nice
 
amrit_sharad's Avatar
 
Offline
Posts: 480
Join Date: Apr 2003
Location: HindusTaaN...
Rep Power: 26
7th October 2008, 11:07 PM

Sakhi Jee...

KhushNaseeB Mein kyoki usne Humko Pyar Kiya .. aur sirf yehi Aasha Karta hoon ki vo jaha ho Khush Rahe!

Tareef ke Liye Shukriya!


ChalTa Hoon.....

AaP Ka DosT
--------------
Amrit
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
7th October 2008, 11:11 PM

Amrit ji acha likha hai aapne aapke ahsasaat pasand aye likhte rahiye yunhi.......


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
amrit_sharad
Just a normal guy
amrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really nice
 
amrit_sharad's Avatar
 
Offline
Posts: 480
Join Date: Apr 2003
Location: HindusTaaN...
Rep Power: 26
11th October 2008, 12:36 AM

koi to ho

Sukarguzar hoon aap ka Jo Is QalaaM par Nazar Padii Aap Ki!

Shukriya!


ChalTa Hoon.....

AaP Ka DosT
--------------
Amrit
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
muskaan khan
MY HEART IS NOT A TOY
muskaan khan has a spectacular aura aboutmuskaan khan has a spectacular aura about
 
muskaan khan's Avatar
 
Offline
Posts: 117
Join Date: Aug 2008
Location: karachi
Rep Power: 17
11th October 2008, 12:45 AM

SALAM
KYA BAAT HA AMRIT.BOHAT KHOOB.BOHAT DINO BAD KOI GHAZAL LIKHE MAGAR BOHAT KAMAL KI LIKHIBOHAT BOHAT ACHI LIKHE HA KA SAMJH NAHI ARAHA KA TAREEF KISE TARHAN KI JAYA.NICE.AISA KI LIKHTA RAHYA.BEST OF LUCK.
TAKECARE
ALLAHHAFIZ


KOI ATA HAI YAAD BOHUT SONE SE PEHLE,
JO CHEEN LAITA HAI ANSOO MERAY RONE SE PEHLE,
PHIR REHTA HAI WOH RAAT BHAR AISAY SAMNE,
MAIN AKSAR CHAL PARTI HON USKA HAATH THAMNE,
AB NEEND BHI AYE TO MAIN SONA NAHI CHATI,
KISI QEEMAT PE BHI MAIN USKO KHONA NAHI CHATI,
HO JAYE WOH KASH MERA MUJHE KHONE SE PEHLE,
JO ATA HAI YAAD BOHUT SONE SE PEHLE.
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
amrit_sharad
Just a normal guy
amrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really nice
 
amrit_sharad's Avatar
 
Offline
Posts: 480
Join Date: Apr 2003
Location: HindusTaaN...
Rep Power: 26
14th October 2008, 01:09 AM

MuskaaN jee!

Kabhi kabhi Aaisa hota hai ki padne ke baad alfaz nahi milte ... mein samaj sakta hooN kyoki kai baar Aaisa hamare Shaat bhi hua hai..

Aur bahuT accha Lega ki aap ko Ghazal pasanD aayi!

aage Bhi Koshish karuga accha likhne ki...


ChalTa Hoon.....

AaP Ka DosT
--------------
Amrit
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
insaaN tera ae' khuda, ab khuda ho gaya...!!! vikramjethi Shayri-e-Dard 31 12th December 2011 12:24 PM
*YeH kHuDa Na JaAnU wO kHuDa...* (one more frendz song) kuhulika Hindi/Urdu Lyrics 0 25th February 2006 07:37 PM
Gazal-Tujhse pyaar karne wale ko khuda, khuda kahete hain Arnab Shayri-e-Dard 3 9th December 2003 06:35 AM
Khuda khuda kiya hota henna Shayri-e-Dard 1 29th September 2003 02:28 AM
Yahan bhi Khuda hai...wahan bhi khuda hai... aaiyash Humourous Shayri 0 20th February 2002 01:16 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com