Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Old
  (#241)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
23rd June 2015, 01:19 PM

Quote:
Originally Posted by mast View Post

Lafz baarish par ek ghazal ki koshish aapki nazar....umeed hai aapko pasand aayegi. Is mein aagar kuch kami lage to bejhijhak bataiYeGaa

Behar: Hazaj musamman saalim

Takhti: 1222, 1222, 1222, 1222

Arkaan: Ma-faa-ee-lun, Ma-faa-ee-lun, Ma-faa-ee-lun, Ma-faa-ee-lun

kisi ka din nikaltaa hai humari raat hoti haiN
kahin par dil tadaptaa hai kahin barsaat hoti haiN

ye kyun aa.khir tadapta hai tumhari yaad mein saawan
ye kyun boondoN bhari saazish mein meri maat hoti haiN

jawaan nagme hasee qisse yun ab honthon pe rehte haiN
ye kyun har baat par aksar tumhari baat hoti hai

na tere ghar se ab mujhko vo qaatil chaand dikhta haiN
na ab har raat taaron ki hasee baraat hoti haiN

kahi main bheeg na jaaun isi chahat ki baarish mein
isi ik aarzoo mein ab khaak saari raat hoti haiN

किसी का दिन निकलता है हमारी रात होती हैं
कहीं पर दिल तड़पता है कहीं बरसात होती हैं

ये क्यों आखिर तड़पता है तुम्हारी याद में सावन
ये क्यों बूंदों भरी साज़िश में मेरी मात होती हैं

जवान नग्मे हँसी क़िस्से यूँ अब होंठों पे रहते हैं
ये क्यों हर बात पर अक्सर तुम्हारी बात होती है

न तेरे घर से अब मुझको वो क़ातिल चाँद दिखता हैं
न अब हर रात तारों की हँसी बरात होती हैं

कही मैं भीग न जाऊं इसी चाहत की बारिश में
इसी इक आरज़ू में अब ख़ाक सारी रात होती हैं

waahhh mast saahab waahh kamaal ki adaaygee huii hai is baar to bas ke waah hi waahhhh

baarish ki boondon par jo kalaam pesh kiya hai wo bahut khoob hai.... meri taraf sse dili daad is muqammal ghazal ke liye..... likhte rahen.... bahut rawaan gahzal huii hai is baar

behad mubaarkbaad aapko....

Shaad....

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#242)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
23rd June 2015, 02:11 PM

Quote:
Originally Posted by mast View Post

Lafz baarish par ek ghazal ki koshish aapki nazar....umeed hai aapko pasand aayegi. Is mein aagar kuch kami lage to bejhijhak bataiYeGaa

Behar: Hazaj musamman saalim

Takhti: 1222, 1222, 1222, 1222

Arkaan: Ma-faa-ee-lun, Ma-faa-ee-lun, Ma-faa-ee-lun, Ma-faa-ee-lun

kisi ka din nikaltaa hai humari raat hoti haiN
kahin par dil tadaptaa hai kahin barsaat hoti haiN

ye kyun aa.khir tadapta hai tumhari yaad mein saawan
ye kyun boondoN bhari saazish mein meri maat hoti haiN

jawaan nagme hasee qisse yun ab honthon pe rehte haiN
ye kyun har baat par aksar tumhari baat hoti hai

na tere ghar se ab mujhko vo qaatil chaand dikhta haiN
na ab har raat taaron ki hasee baraat hoti haiN

kahi main bheeg na jaaun isi chahat ki baarish mein
isi ik aarzoo mein khaak saari raat hoti haiN

किसी का दिन निकलता है हमारी रात होती हैं
कहीं पर दिल तड़पता है कहीं बरसात होती हैं

ये क्यों आखिर तड़पता है तुम्हारी याद में सावन
ये क्यों बूंदों भरी साज़िश में मेरी मात होती हैं

जवान नग्मे हँसी क़िस्से यूँ अब होंठों पे रहते हैं
ये क्यों हर बात पर अक्सर तुम्हारी बात होती है

न तेरे घर से अब मुझको वो क़ातिल चाँद दिखता हैं
न अब हर रात तारों की हँसी बरात होती हैं

कही मैं भीग न जाऊं इसी चाहत की बारिश में
इसी इक आरज़ू में ख़ाक सारी रात होती हैं
Kya baat hai anu ji...ek to lafz barish khud me hee itna rumaniyat liye huye hai...aur us par aapki ye katilana ghazal..bahut kamaal ke ehsaas aur rawani hai..bahut khoob....
yoon hee likhte rahiye..aur mahfil me raunak bikherte rahiye....

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#243)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
23rd June 2015, 04:57 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
waahhh mast saahab waahh kamaal ki adaaygee huii hai is baar to bas ke waah hi waahhhh

baarish ki boondon par jo kalaam pesh kiya hai wo bahut khoob hai.... meri taraf sse dili daad is muqammal ghazal ke liye..... likhte rahen.... bahut rawaan gahzal huii hai is baar

behad mubaarkbaad aapko....

Shaad....
Shaad bhai - yeh to aapka badahpann hai bhai, main to aabhi dehleez ki pehli seedhi par hi hooN...aapne ise padh kar jo izzat di hai uske liye mamnoon hoon aur dua hai ki aapka saath yunhi bana rahe...

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#244)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
23rd June 2015, 08:25 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Kya baat hai anu ji...ek to lafz barish khud me hee itna rumaniyat liye huye hai...aur us par aapki ye katilana ghazal..bahut kamaal ke ehsaas aur rawani hai..bahut khoob....
yoon hee likhte rahiye..aur mahfil me raunak bikherte rahiye....

Madhu aapka saath hamesha se ek inspiration ki tarah saath chala hai, sahi kaha lafz ki rumaniyat hi sar chadh kar bol rahi hai...har baar ki tarah saath dene ka shukriyaa

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Bol ri Baarish
Old
  (#245)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
Bol ri Baarish - 24th June 2015, 02:57 PM

Hi Friends

Bhai baarish shabd hi aisa he ki ruka hi nahi jata aur meri to sab se pakki saheli jaisi hai baarish jise har baat kehne aur bataane ko jee chahta hai.

Ek kavita usi saheli ke naam.

Bol ri baarish, bol na tu... bol kahan se aayi hai?
Kyun? cham cham cham baras ke tuune dil mein aag lagaayi hai

jhoolon par udate rehna aur pee ka dena peeng mujhe
barson ke sooye armaanon ne aaj to lee angdaayi hai

bol ri baarish.........................

Dil ka dard, piya ki yaadein, garm chaai ki ye chuski
ye sab jaane kahan se tu phir apne saath le aayi hai

bol ri baarish............

baadal ka aanchal odhe lagti hai mujhko tu dulhan
itnaa tu jo roti hai kya aaj teri bidaayi hai?

bol ri baarish....................

sakhi ri teri boondon mein dikhta hai mujhko aks apna
kya tere piya ne bhi tujhko koi chubhti baat sunaayi hai?

bol ri baarish...............

chod de ab tu laaj sharam aur odh le aanchal masti ka
keh de saagar se jaaker gar ussey milne aayi hai

bol ri baarish .......................

-Apki Dost
Sarika

Last edited by masti; 24th June 2015 at 03:10 PM..
   
Reply With Quote
Bol ri Baarish
Old
  (#246)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
Bol ri Baarish - 24th June 2015, 03:10 PM

Hi Friends

Bhai baarish shabd hi aisa he ki ruka hi nahi jata aur meri to sab se pakki saheli jaisi hai baarish jise har baat kehne aur bataane ko jee chahta hai.

Ek kavita usi saheli ke naam.

Bol ri baarish, bol na tu... bataa kahan se aayi hai?
Kyun? cham cham cham baras ke tuune dil mein aag lagaayi hai

jhoolon par udate rehna aur pee ka dena peeng mujhe
barson ke sooye armaanon ne aaj to lee angdaayi hai

bol ri baarish.........................

Dil ka dard, piya ki yaadein, garm chaai ki ye chuski
ye sab jaane kahan se tu phir apne saath le aayi hai

bol ri baarish............

baadal ka aanchal odhe lagti hai mujhko tu dulhan
itnaa tu jo roti hai kya aaj teri bidaayi hai?

bol ri baarish....................

sakhi ri teri boondon mein dikhta hai mujhko aks apna
kya tere piya ne bhi tujhko koi chubhti baat sunaayi hai?

bol ri baarish...............

chod de ab tu laaj sharam aur odh le aanchal masti ka
keh de saagar se jaaker gar ussey milne aayi hai

bol ri baarish .......................

-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#247)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
24th June 2015, 03:11 PM

Quote:
Originally Posted by masti View Post

Awwwwesome...itne pyare se ehsaas aur padhte padhte barish to jaise ek dulhan ki tarah samne hee aa gayi ankhon ke...bahutttt sundar.....dil khush ho gaya padh kar.....
dil se daad aapki is behatreen kavita par....

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#248)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
25th June 2015, 09:40 AM

Quote:
Originally Posted by masti View Post
Hi Friends

Bhai baarish shabd hi aisa he ki ruka hi nahi jata aur meri to sab se pakki saheli jaisi hai baarish jise har baat kehne aur bataane ko jee chahta hai.

Ek kavita usi saheli ke naam.

Bol ri baarish, bol na tu... bataa kahan se aayi hai?
Kyun? cham cham cham baras ke tuune dil mein aag lagaayi hai

jhoolon par udate rehna aur pee ka dena peeng mujhe
barson ke sooye armaanon ne aaj to lee angdaayi hai

bol ri baarish.........................

Dil ka dard, piya ki yaadein, garm chaai ki ye chuski
ye sab jaane kahan se tu phir apne saath le aayi hai

bol ri baarish............

baadal ka aanchal odhe lagti hai mujhko tu dulhan
itnaa tu jo roti hai kya aaj teri bidaayi hai?

bol ri baarish....................

sakhi ri teri boondon mein dikhta hai mujhko aks apna
kya tere piya ne bhi tujhko koi chubhti baat sunaayi hai?

bol ri baarish...............

chod de ab tu laaj sharam aur odh le aanchal masti ka
keh de saagar se jaaker gar ussey milne aayi hai

bol ri baarish .......................

bahut khoob koshish rahi aapki is baar Sarika ji...... bahut dil se bahut gahre aur sacche khayaal likhe hain apnne..... eek baat aur khayaal itne naazuq hain ke lagtaa hai baarih ki boondon par baadal ki kalam se likhaa gaya ho..... waahhhhhhhhhhhhhh likhtee rahiye khuhs rahye..... "Allah kare ho zore kalam aur ziyaadah..."

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#249)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
29th June 2015, 08:05 AM

Bahut khoob doston, mehfil mein ab tak ek kavita ek ghazal aur chand sher haazir huye hai baarish lafz ke istemaal ke saath.

Umeed hai aur dost bhi is mehfil ko aage badhaayenge aur is lafz ke saath apni shirkat karenge

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#250)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
3rd July 2015, 08:43 AM

Quote:
Originally Posted by masti View Post
Hi Friends

Bhai baarish shabd hi aisa he ki ruka hi nahi jata aur meri to sab se pakki saheli jaisi hai baarish jise har baat kehne aur bataane ko jee chahta hai.

Ek kavita usi saheli ke naam.

Bol ri baarish, bol na tu... bataa kahan se aayi hai?
Kyun? cham cham cham baras ke tuune dil mein aag lagaayi hai

jhoolon par udate rehna aur pee ka dena peeng mujhe
barson ke sooye armaanon ne aaj to lee angdaayi hai

bol ri baarish.........................

Dil ka dard, piya ki yaadein, garm chaai ki ye chuski
ye sab jaane kahan se tu phir apne saath le aayi hai

bol ri baarish............

baadal ka aanchal odhe lagti hai mujhko tu dulhan
itnaa tu jo roti hai kya aaj teri bidaayi hai?

bol ri baarish....................

sakhi ri teri boondon mein dikhta hai mujhko aks apna
kya tere piya ne bhi tujhko koi chubhti baat sunaayi hai?

bol ri baarish...............

chod de ab tu laaj sharam aur odh le aanchal masti ka
keh de saagar se jaaker gar ussey milne aayi hai

bol ri baarish .......................

Sarika ji namaste,

Bohot hi sundar kavita sunai aapne.........aaur aapka barish se baat karne ka andaz to dil ko choo gaya.....bohot hi achhi....bohot masoom aur bohot surili lagi ye peshkash......yoon hi likhti rahen...duaon k sath

Bhushan

Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#251)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
10th July 2015, 11:04 AM

doston...barish ke mausam mein barish lafz ko aapke nagmo ka intzaar hai....mahfil ko apne khyalon se raushan karein...

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#252)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
10th July 2015, 01:06 PM

namskaar doston..
yoon to barish ka mausam muhabbat ka roomaniyat ka mausam hai..har taraf hariyali sab kuch khila khila sa mahsoos hota hai...par kabhi kabhi yoon bhi hota hai ki meet jab bahot door ho to yahi barish kisi dushman se kam nahi lagti jiski fuhare dil ko sukoon nahi deti balki aur tadpati hain...aise hee kuch khyaal aapse baant rahi hoon...bataiyega kaise lage..

kuch boonde barishon ki
kuch yaad sanam teri
sab mil ke aaj dil ko
mere jala rahi hain..

jab se chale gaye ho
tum mujhko yoon satakar
dil mera ro raha hai
ye geet ga rahi hain..

sab mil ke aaj dil ko
mere jala rahi hain..

har koi yahaan khush hai
ulfat bhara sama hai
bas ek aankhein meri
aansoo baha rahi hain..

sab mil ke aaj dil ko
mere jala rahi hain..

aa jao ab ke tum bhi
sawan chala na jaye
hans hans ke sabhi sakhiyaan
mujhko sata rahi hain..

sab mil ke aaj dil ko
mere jala rahi hain..

pairon me baandh payal
sang me thirak loon tere
madhu se mila doon inko
jo ye aajmaa rahi hain..

sab mil ke aaj dil ko
mere jala rahi hain...

madhu

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#253)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
10th July 2015, 01:28 PM

Madhu behad umdaa nazm huyi hai is baar aur ek alag sa roop diya hai aapne, shayad kabhi barsaat dil ka har gham aur karoch kar ubhaar bhi deti hai....

aapki is nazm ko mera salaam

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#254)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
10th July 2015, 02:22 PM

amazing madhu jii..... i cant utter a word to praise its beauty...... lovely just fantabulous....................... keep writing

shaad.....

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#255)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
13th July 2015, 10:05 PM

Quote:
Originally Posted by mast View Post

Madhu behad umdaa nazm huyi hai is baar aur ek alag sa roop diya hai aapne, shayad kabhi barsaat dil ka har gham aur karoch kar ubhaar bhi deti hai....

aapki is nazm ko mera salaam
Mast ji..aapka bahut shukriya ki aapne nazm ke ehsason ko mahsoos kiya aur likhe ko pasand kiya....aapki rai ka hamesha intzaar hota hai...
aate rahein....

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#256)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
13th July 2015, 10:26 PM

Chaliye baarish lafz par sabne behad umdaa ghazal/nazm aur kavitaaein bhi rakhi aap sabko doston ka shukrguzaar hoon ki aap is mehfil ko aage badhaate rehte hai....Waqt aa gaaya hai ki mehfil ek nazm alfaaz ke rang mein doob jaayein...

Doobne ki baat huyi hai to lafz bhi wazn se bhara hona chahiye, to is baar ka lafz hai 'saaqi'

Jaleel Manikpuri ka ek sher zehan mein aa raha hai

aataa hai jii me.n saaqi-e-mah-vash pe baar baar
lab chuum luu.n tiraa lab-e-paimaana chho.D kar

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#257)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
14th July 2015, 11:32 AM

bahot achcha lafz diya hai mast ji is baar bhi...sabhi doston se guzarish hai is par shirkat karein......aur mahfil ko aage badhayein..

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#258)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
17th July 2015, 11:33 AM

adaab doston...
lafz saqi par pesh hai ek chhoti si koshish....

lagta hai ishq ka nasha dil se utar gaya
saqii sharaab ab yahi bhate hain yaar ko.

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#259)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
17th July 2015, 11:40 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
adaab doston...
lafz saqi par pesh hai ek chhoti si koshish....

lagta hai ishq ka nasha dil se utar gaya
saqii sharaab ab yahi bhate hain yaar ko.
kyaa baat hai madhu jii............. saaqii ne to gazab dhaa diyaaaaa
bahut khooooob

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#260)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
17th July 2015, 11:56 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
adaab doston...
lafz saqi par pesh hai ek chhoti si koshish....

lagta hai ishq ka nasha dil se utar gaya
saqii sharaab ab yahi bhate hain yaar ko.
Hmmm asardaar aage suniyee

jhuki palkon se barasti hai aafat pyaar ki
dekhiye vo is qadar jalaate hai yaar ko

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#261)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
17th July 2015, 12:00 PM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
Hmmm asardaar aage suniyee

jhuki palkon se barasti hai aafat pyaar ki
dekhiye vo is qadar jalaate hai yaar ko
waah waah.....kya kahne...aage bhi likhiye mast ji...intzaar rahega......

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#262)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
17th July 2015, 12:09 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
kyaa baat hai madhu jii............. saaqii ne to gazab dhaa diyaaaaa
bahut khooooob
inayat hai shaad sahab...............

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#263)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
22nd July 2015, 12:14 PM

doston....lafz saqi par aapke kalaam ka intzaar hai mahfil ko......

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#264)
fakhri
Registered User
fakhri has a spectacular aura aboutfakhri has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 94
Join Date: Feb 2012
Rep Power: 14
6th August 2015, 08:44 PM

Saqi ne apni aankho.N se itni pilaii hei
Ab kya majal haath mei.N ik aur jaam lei.N

Fakhri
   
Reply With Quote
Old
  (#265)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
6th August 2015, 11:05 PM

Quote:
Originally Posted by fakhri View Post
Saqi ne apni aankho.N se itni pilaii hei
Ab kya majal haath mei.N ik aur jaam lei.N

Fakhri
Bahut khoob........................

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#266)
fakhri
Registered User
fakhri has a spectacular aura aboutfakhri has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 94
Join Date: Feb 2012
Rep Power: 14
7th August 2015, 04:04 AM

Shukria Madhuji aap ne pasand kiya.
   
Reply With Quote
Old
  (#267)
fakhri
Registered User
fakhri has a spectacular aura aboutfakhri has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 94
Join Date: Feb 2012
Rep Power: 14
7th August 2015, 04:05 AM

ik aur sher Saqi per:

साक़ी न दे शराब तो कोई फिक़र नही
मे पी लून्ग उस्की आन्खो से उस्को खबर नही
   
Reply With Quote
Old
  (#268)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
7th August 2015, 10:42 AM

Quote:
Originally Posted by fakhri View Post
ik aur sher Saqi per:

साक़ी न दे शराब तो कोई फिक़र नही
मे पी लून्ग उस्की आन्खो से उस्को खबर नही
kyaa baat hai waaaaaa.....................

ek sher ye bhi dekhiye......

saaqii hame.n sharaab se hotaa nahii nashaa,
ashqo.n ki chaar boo.nd milaa de sharaab me.n..

Shaad....

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#269)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
7th August 2015, 10:48 AM

Quote:
Originally Posted by fakhri View Post
ik aur sher Saqi per:

साक़ी न दे शराब तो कोई फिक़र नही
मे पी लून्ग उस्की आन्खो से उस्को खबर नही
Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
kyaa baat hai waaaaaa.....................

ek sher ye bhi dekhiye......

saaqii hame.n sharaab se hotaa nahii nashaa,
ashqo.n ki chaar boo.nd milaa de sharaab me.n..

Shaad....
Kya baat ....bahut khoob fakhri ji...
Shaad sahab.......waaah!

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#270)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
7th August 2015, 10:12 PM

Bohot khoobehfil sajai hai...shaad sahab aur fakhri sahab ne....waaah kya baat hai

Janchne parakhne ka koi paymana raha hoga..
Darkinaar muzhe kya soch kar saaki ne kar diya..

Bhushan

Bhushan Joshi

Last edited by bhushan; 7th August 2015 at 10:16 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#271)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
7th August 2015, 11:54 PM

Quote:
Originally Posted by bhushan View Post
Bohot khoobehfil sajai hai...shaad sahab aur fakhri sahab ne....waaah kya baat hai

Janchne parakhne ka koi paymana raha hoga..
Darkinaar muzhe kya soch kar saaki ne kar diya..

Bhushan
Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
kyaa baat hai waaaaaa.....................

ek sher ye bhi dekhiye......

saaqii hame.n sharaab se hotaa nahii nashaa,
ashqo.n ki chaar boo.nd milaa de sharaab me.n..

Shaad....
Quote:
Originally Posted by fakhri View Post
ik aur sher Saqi per:

साक़ी न दे शराब तो कोई फिक़र नही
मे पी लून्ग उस्की आन्खो से उस्को खबर नही
Quote:
Originally Posted by fakhri View Post
Saqi ne apni aankho.N se itni pilaii hei
Ab kya majal haath mei.N ik aur jaam lei.N

Fakhri
Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
doston....lafz saqi par aapke kalaam ka intzaar hai mahfil ko......
Bahut khoob doston bahut ala sher kahe hai aap sabne mehfil mein...yunhi bazm ko roshan rakhiYe

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#272)
fakhri
Registered User
fakhri has a spectacular aura aboutfakhri has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 94
Join Date: Feb 2012
Rep Power: 14
8th August 2015, 06:43 PM

Shukria zarra nawazi ka Madhuji, Shaad saheb, Bhushan bhai aur Mastsaheb. Ashk milane se sharab ka nashaa badh jata hei - koshish ker ke daikhei.Nge. Wah Shaadsaheb kya baat hei.
   
Reply With Quote
Old
  (#273)
fakhri
Registered User
fakhri has a spectacular aura aboutfakhri has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 94
Join Date: Feb 2012
Rep Power: 14
9th August 2015, 12:10 AM

Saaqi na dey sharab na dey per subu to dey
Peene ki kon kehta hei per iski bu to dey

Fakhri
   
Reply With Quote
Old
  (#274)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
9th August 2015, 10:20 AM

Quote:
Originally Posted by fakhri View Post
Saaqi na dey sharab na dey per subu to dey
Peene ki kon kehta hei per iski bu to dey

Fakhri
Waah! Khoob sher hua hai...fakhri ji.....
Aate rahein....

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#275)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
9th August 2015, 01:42 PM

ik sher hai jo mujhe bahut pasand hai, shayar shayad Adam saahib haiN, par main sure nahi huN...

Halka-halka suroor hai saaqi,
Baat koi juroor hai saaqi....

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#276)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
9th August 2015, 02:25 PM

Ek sher shayri e sharab me post kiya tha, par yahan wo jyada fit lag raha hai...isliye fir se post kar raha hoon..

"Ishk khuda hai, yaar koi saaqi nahi mera.
Uski aankhooN me may nahi, aab-e-hayaat hai"

Bhushan

Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#277)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
10th August 2015, 11:44 AM

Quote:
Originally Posted by Taish View Post
ik sher hai jo mujhe bahut pasand hai, shayar shayad Adam saahib haiN, par main sure nahi huN...

Halka-halka suroor hai saaqi,
Baat koi juroor hai saaqi....
Quote:
Originally Posted by bhushan View Post
Ek sher shayri e sharab me post kiya tha, par yahan wo jyada fit lag raha hai...isliye fir se post kar raha hoon..

"Ishk khuda hai, yaar koi saaqi nahi mera.
Uski aankhooN me may nahi, aab-e-hayaat hai"

Bhushan

Bahut khoob taish ji....
Bhushan ji...........waaah!

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#278)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
10th August 2015, 06:20 PM

Quote:
Originally Posted by Taish View Post
ik sher hai jo mujhe bahut pasand hai, shayar shayad Adam saahib haiN, par main sure nahi huN...

Halka-halka suroor hai saaqi,
Baat koi juroor hai saaqi....
Quote:
Originally Posted by bhushan View Post
Ek sher shayri e sharab me post kiya tha, par yahan wo jyada fit lag raha hai...isliye fir se post kar raha hoon..

"Ishk khuda hai, yaar koi saaqi nahi mera.
Uski aankhooN me may nahi, aab-e-hayaat hai"

Bhushan
Bahut umdaa sher kahe hai aap dono ne, nacheez ki daad qubool farmayein..

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#279)
fakhri
Registered User
fakhri has a spectacular aura aboutfakhri has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 94
Join Date: Feb 2012
Rep Power: 14
11th August 2015, 02:59 AM

Here is a parody to Ghalib's famous sher:
Ishq ne Ghalib nikamma ker diya
Verna hum bhi aadmi they kaam ke

Kal talak jo molvi masjid mei.N they
Aaj bun bethe bhagat woh Raam ke

Din dhale jub woh mileNge aan ker
Muntazir hei.N hum to bus us shaam ke

AaNsoo nikal padey hei.N aaNkho.N se baarha
Hansna bhi agar chaha is dil ko thaam ke

Her aahato.N pe tere aane ka woh dhoka
Aaey hei.N aesey lamhe bhi meri shaam ke

Kal talak baahosh ik insaan they
Aaj diwaney hei.N tere naam ke

Raho.N mei.N woh milna neechi nigah kiye
Dil muntazir hey ab bhi tere salam ke

Zindagi bher piyaar mei.N tadpa kiye
Kub mileNge din hamei.N aaram ke

Yaad tujhko kiyo.N kare Fakhri koii
Jub aaya na kaam tou kisi khaas-o-aam ke

Hope you all like it.
   
Reply With Quote
Old
  (#280)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
11th August 2015, 10:40 AM

Quote:
Originally Posted by fakhri View Post
Here is a parody to Ghalib's famous sher:
Ishq ne Ghalib nikamma ker diya
Verna hum bhi aadmi they kaam ke

Kal talak jo molvi masjid mei.N they
Aaj bun bethe bhagat woh Raam ke

Din dhale jub woh mileNge aan ker
Muntazir hei.N hum to bus us shaam ke

AaNsoo nikal padey hei.N aaNkho.N se baarha
Hansna bhi agar chaha is dil ko thaam ke

Her aahato.N pe tere aane ka woh dhoka
Aaey hei.N aesey lamhe bhi meri shaam ke

Kal talak baahosh ik insaan they
Aaj diwaney hei.N tere naam ke

Raho.N mei.N woh milna neechi nigah kiye
Dil muntazir hey ab bhi tere salam ke

Zindagi bher piyaar mei.N tadpa kiye
Kub mileNge din hamei.N aaram ke

Yaad tujhko kiyo.N kare Fakhri koii
Jub aaya na kaam tou kisi khaas-o-aam ke

Hope you all like it.
Bahut umdaa janaab - behad pasand aaya yeh andaaz-e-adaa aapka yunhi likhte rahiye aur bazm roshan rakhiye

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com