Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 3 votes, 4.67 average. Display Modes
Pehle pyaar ki pehli shyari
Old
  (#1)
Parth1
Registered User
Parth1 will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 3
Join Date: Aug 2012
Rep Power: 0
Pehle pyaar ki pehli shyari - 20th September 2012, 11:07 PM

Hi everybody
aaj mein apni pehli kavita yaha likh raha hn ,
naya hn ,
abhi abhi bukhaar laga h shayri ka ,
thda immature bhi hn ,
likhte vaqt koi niyam kaayde kannoon nahi sochta , kyuki soche hi nahi jaate ,
jo mann me aata jaata h ,vo likh deta hn.
agar kahi kuch bhool ho gai ho ya sudhaar ki zaroorat ho ,
To mujhe zaroor bataaiye ,
dhanyavaad





Reh gaya raaho mein koi aisa hamsafar,
Jiski hansi ki khushbu se hona mera jayaz tha,
Ruka hota kash mein bi khatir uski raaho me,
Uske bina ik dum saans bhrna najayaz tha!
Nakafi h y zindagi tmhare bina,
Tmhe paane ke liye bi tmhara saath chahiye,
Hmhari aankhe bi bolti hein zuban tmhari,
Unhe uthane ke liye bi koi naqaab chaiye!


Nashtar k roopo mein chipne ki ada h tmhari,
Par dil mera hamesha tmhe dhoondh leta h!

Parindo ke paro si halki, salvate hein mjpe teri,
Parindo ki unchi udan ka mohtaz mein,
Tere aasman mein panah maangta hn,
Ud k mein fanna ho jaunga tere badal me,
Bs mjhe ek br aazad kar de!


Sapno ki neendo mein basa hua chain ho tm,
Pighalte hue is dil ko tera hi bahana chahiye,
Tera hi rulana chahiye,
Tera hi hansana chaiye,
Deewana hn mein tra,
Mjhme mjhe zinda rakhne k lie,tera yahi dewaana chaiye!



Tere bina mein nahi hu,
Tere bina mera kya hoga,
Tjhe to aankhein padhna bi nahi ata,
Tu dekh paati gar mein kitna marta hn tjhpe,
To shayad marne me aur b maza aata.......
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com