sabse pahle mafi chahungi mein ki apko itna lat wish kar rahi hun mein....
idhar kam aati hun to dhyaan anhi raha apka bday hai...
janam din ki hardik shubhkamanye ...bhagwan apko saari khushiya se nawaje
Sakhi Ji ... isme mafii ki koi baat nahi ... aapka rozanaa aanaa toh hota nahi ... aise hi duaaon me yaad rakhiyega ... Thanks for giving best wishes.........
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
Waise jab bacchoN ke janamdin pe log jo bade hote hai ye gaana gaate hai..
Hum bhi agar bacche hote, naam humara hota bubbloo daubloo .. to duniya kehti happ bday to u
lekin humare naresh bhai ko to ye gana apne hi janam din pe apne liye gaata mehsoos kar raha huN main
jokes apart .. khushnuma maahol main hanshi thitholi honi hi chaiye .. khair meri taraf se aapko janamdin mubarak .. aur dua karunga .. ki aapke andar ka baccha kabhi bada na ho . jaise aaj tak nahi hua ... .. aapko janamdin behad mubarak ho ...