jindgi aik daav nahi aik khwab hey...
jo mein roz apni khuli aakhonsey
kabhi aayiney key saamney to kabhi teri tasvir key aagey
khabhi un sunsaas rahon par anayaas hi dheykha kartahoon...
........
paar ki kasti......... -
12th January 2003, 07:28 PM
mera paar ek kasti,aur majhi ho tum.
jivan ke har sukh-dukh main sajhi ho tum.
chod dia jo beach majhdar main sahara,
to e galib namunkih hi hoga pana kinara........