Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
ashq bahaane se kya haasil ?
Old
  (#1)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
ashq bahaane se kya haasil ? - 1st July 2006, 01:29 PM

doob kar gam-e-saagar mein ashq bahaane se kya haasil ?
roshni ke shehron mein dil jalane se kya haasil ?

chod kar apni jamin kaun jaye sehra* mein naukri karne
apnon se jo kar de juda aise kamane se kya haasil ?

kaali kamaai karne wale siyaasatdaanon* se koi yeh keh de
ujli safed poshakein pehan kar muskurane se kya haasil ?

ishq ki jami par bane mehal mausam badle dheh jayenge
tufaanon ki jadd mein gharonde banane se kya haasil ?


sehra = desert (gulf country)
siyaasatdaanon = leaders,neta

-MANOJ KUREEL


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
1st July 2006, 02:44 PM

doob kar gam-e-saagar mein ashq bahaane se kya haasil ?
roshni ke shehron mein dil jalane se kya haasil ?

chod kar apni jamin kaun jaye sehra* mein naukri karne
apnon se jo kar de juda aise kamane se kya haasil ?

true.. so true manoj bhai.... apnmon se door rehkar kaami ka kya faayda....


kaali kamaai karne wale siyaasatdaanon* se koi yeh keh de
ujli safed poshakein pehan kar muskurane se kya haasil ?

ishq ki jami par bane mehal mausam badle dheh jayenge
tufaanon ki jadd mein gharonde banane se kya haasil ?

well said...

Manoj bhai,

Kaise ho? hope acche hi honge.... Bahut accha likha hai bhai humesha ki tarah is baar bhi aapne... acch laga yeh padhkar... likhte rahiye...


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
bhut khub
Old
  (#3)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
bhut khub - 1st July 2006, 04:04 PM

manoj ji lajabaab bhut acha likha hai.....app ki kalam yu hee rawa rahay,jab tay shayri ka bakki nisha rahay........meri daad kabool karain.......kasam say mazza aa gaya...........appka dost raj.....

ishq ki jami par bane mehal mausam badle dheh jayenge
tufaanon ki jadd mein gharonde banane se kya haasil ?


yeh share bhut pyara hai.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#4)
red_ruchika
Registered User
red_ruchika will become famous soon enoughred_ruchika will become famous soon enough
 
red_ruchika's Avatar
 
Offline
Posts: 381
Join Date: Feb 2003
Location: apni dillii
Rep Power: 23
1st July 2006, 08:07 PM

waah waah...bohat khoob

roshni ke shehron mein dil jalane se kya haasil ?

bilkul sahi likha hai aapne,dil ko choo gaya pura kalaam...


"sanam" chahe zindagi se bas itna
aik mutthi main kaid kar loon,
yeh aasman hai jitna!"
  Send a message via Yahoo to red_ruchika  
Reply With Quote
Old
  (#5)
tabassumshakeel
Registered User
tabassumshakeel is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 126
Join Date: Jun 2006
Rep Power: 18
2nd July 2006, 04:39 PM

bahut khoob manoj


TITALI KE TAAQQUB ME KOI PHOOL SA BACHCHA
AISA HI KOI KHWAB HAMARA BHI KOI THA
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
2nd July 2006, 07:41 PM

ishq ki jami par bane mehal mausam badle dheh jayenge
tufaanon ki jadd mein gharonde banane se kya haasil ?


Namaskar Manoj ji

Nice poetry with beautiful words......hamare daad kabul kijeyega...

keep writing
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
4th July 2006, 03:55 PM

pulkit bhai
dil ki gehraiyon se shukrguzar hoon aapka ki aapne mujhe padha aur samjha....hauslaafzai ke liye shukriya.
take care
MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Re: bhut khub
Old
  (#8)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: bhut khub - 4th July 2006, 03:56 PM

RAJVEER SAHEB
tahe dil se shukrguzar hoon aapki izzatafzai ka..take care
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#9)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
4th July 2006, 03:57 PM

RUCHIKA JI
bahoot acha laga ki aapne mujhe padha aur saraha....hauslaafzai ke liye aabhari hoon aapka.
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
hi
Old
  (#10)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 4th July 2006, 04:00 PM

manoj ji aap ka ye kalaam bahut hi pasand aaya,aise hi likhte rahiyega

take care
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#11)
Rubeena Parveen
Registered User
Rubeena Parveen is on a distinguished road
 
Rubeena Parveen's Avatar
 
Offline
Posts: 111
Join Date: Apr 2006
Location: new delhi 25
Rep Power: 19
5th July 2006, 02:19 PM

hi
apka har kalam lajawab hota he maine apke kuch kalam hi padhe magar jo padhe usse apki qabiliyat ba khubi wazah hoti he padhkar lagta he

doob kar gam-e-saagar mein ashq bahaane se kya haasil ?
roshni ke shehron mein dil jalane se kya haasil ?
bahut hi meaning ful sher he

chod kar apni jamin kaun jaye sehra* mein naukri karne
apnon se jo kar de juda aise kamane se kya haasil ?
apni apni thinking he no comments (q ki jo door jate hain wo bhi apno ke roshan mustakbil ke liye hi jate hain)

kaali kamaai karne wale siyaasatdaanon* se koi yeh keh de
ujli safed poshakein pehan kar muskurane se kya haasil ?
(kash apke ye alfaz kuch netaon ko samajha sakeN ameen)

ishq ki jami par bane mehal mausam badle dheh jayenge
tufaanon ki jadd mein gharonde banane se kya haasil ?
really bahut pyara sher he lajawab...........

thanx for writing wonderful ghazal

take care
bye


Mangi thi mene tumse mohbbat ki zindagi
Zindagi ko tumne mohbbat bana diya
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
5th July 2006, 02:50 PM

bahut door ki baat keh gaye aap bhaiya.bahut ahcha laga ek baar fir se aapko padh kar.aapne ek kalaam v likha hai aur kaafi kuch sandesh v diya jo kaafi kathin kaam hota hai.to umeed hai ki aap aage v yunhi mehfilrn sajate rahiyega.taki hum jaise nacheez kuch seekhte rahen.



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Re: ashq bahaane se kya haasil ?
Old
  (#13)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: ashq bahaane se kya haasil ? - 5th July 2006, 03:22 PM

Quote:
Originally posted by manoj kureel
doob kar gam-e-saagar mein ashq bahaane se kya haasil ?
roshni ke shehron mein dil jalane se kya haasil ?

chod kar apni jamin kaun jaye sehra* mein naukri karne
apnon se jo kar de juda aise kamane se kya haasil ?

kaali kamaai karne wale siyaasatdaanon* se koi yeh keh de
ujli safed poshakein pehan kar muskurane se kya haasil ?

ishq ki jami par bane mehal mausam badle dheh jayenge
tufaanon ki jadd mein gharonde banane se kya haasil ?


sehra = desert (gulf country)
siyaasatdaanon = leaders,neta

-MANOJ KUREEL
Manoj ji

bahut khoob likha hai appney, aur jo message appne diya hai, dua karti hu ki sab esko padey aur eski gahrai mai janey ki kosish karey.

mubarakbaad kabool kijiye.


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#14)
kasak
Pieces of me!
kasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to all
 
kasak's Avatar
 
Offline
Posts: 823
Join Date: Jul 2005
Location: Bhopal(MP, india)
Rep Power: 25
6th July 2006, 09:14 AM

manoj jee.......

mera salaam kuboolei.N.........

aaj ek baat zeheN me aayi ki duniya me jitne bhi dard haiN wo sab aapke qalaamoN me jhalakte haiN......
duniyaa itni nahi dekhi....magar jitnaa aap dikhaate haiN usse pataa chalta hai ki dard ka naam hi duniya hai aur duniya ka doosra naam hi dard hai......

ye sher khaas pasand aaye......

chod kar apni jamin kaun jaye sehra* mein naukri karne
apnon se jo kar de juda aise kamane se kya haasil ?

ishq ki jami par bane mehal mausam badle dheh jayenge
tufaanon ki jadd mein gharonde banane se kya haasil


likhte rahiyega...
dua go,
KasaK......


~A tease in heart~

Judaa huye haiN bahut log, ek tum bhii sahii,
Ab itnii sii baat pe kyaa zindagii haraam kareiN ..
  Send a message via Yahoo to kasak  
Reply With Quote
Old
  (#15)
candyboy
Registered User
candyboy will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 1,473
Join Date: Aug 2004
Location: Sharjah, U.A.E.
Rep Power: 21
6th July 2006, 03:09 PM

Pyare Manoj Bhai,

Its so nice 2 read u're work again. It always carries along a new freshness with u're trademark feelings of deep pain. Always goes straight 2 the heart and evokes so many emotions. Do keep blessing us with moreso.


Luvs,

Salim

If there are no tears in the eyes, there will be no rainbow in the soul

Happiness is a butterfly, which, when pursued, is always just beyond your grasp, but which, if you sit down quietly, may alight upon you.

We come to love not by finding a perfect person but by learning to see an imperfect person perfectly
  Send a message via Yahoo to candyboy  
Reply With Quote
Old
  (#16)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
6th July 2006, 03:26 PM

chod kar apni jamin kaun jaye sehra* mein naukri karne
apnon se jo kar de juda aise kamane se kya haasil

waah manoj ji,kya baat hai.bilkul sahi likha apne,maangaye aapko.bahut acha laga aapki yeh rachna padhkar.har sher sacchayi se bhar poor


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#17)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
8th July 2006, 05:32 PM

tabassum sahiba
aapki hauslaafzai ke liye tahe dil se shukrguzar hoon....take care
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#18)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
8th July 2006, 05:33 PM

SUKANYA JI
ek lambe arse baad aapki nazar ki dhoop meri gazal ki jamin par padi hai..bahoot khushi hui aapko yahan dekh kar..aapki hausalafzai ke liye tah-e-dil se shukrguzar hoon...take care
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Re: hi
Old
  (#19)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: hi - 8th July 2006, 05:34 PM

ACHARYA SAHEB
naacheez ki koshish ko pasand karne ke liye yeh banda tah-e-dil se aapka shukrguzar hai...take care
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#20)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
9th July 2006, 12:32 PM

Manoj bhaii,

Namaskaar,

Kaisi haiN aap? aaj bohat dino ke baad aap ko paRhna naseeb huaa.. har sher dar Haqiiqat bayaaN kar raha ahai.. Ek jagah typo hai.. theek kar leejiyega...( Gham e saagar>>>>> Saagar e gham) yuuN to puuri kalaam he behtariin hai par is sher kee baat hee niraali hai.... Mujeh behad behad pasand aaya aap ka yeh kalaam.. Mere jaanib se daad ke saath mubaarak baad qabool kareN..

kaali kamaai karne wale siyaasatdaanon* se koi yeh keh de
ujli safed poshakein pehan kar muskurane se kya haasil ?


-Mayank

Last edited by Mayank; 9th July 2006 at 12:34 PM..
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#21)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
25th August 2006, 06:41 PM

rubina sahiba
aap ne is naacheez ke kalaam ki jamin par apne anmole alfaazon ke gauhar bikhere ,,,,iske liye mein aapka tah-e-dil se shukrguzar hoon....apna khayal rakhiye..
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#22)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
25th August 2006, 06:42 PM

GHAYAL BHAI
aap beshaq ghayal hai..magar yeh banda aapka kaayal hai...!!! aapki izzatafzai ka dil ki gehraiyon se shukrguzar hoon....take care
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Re: Re: ashq bahaane se kya haasil ?
Old
  (#23)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Re: ashq bahaane se kya haasil ? - 25th August 2006, 06:44 PM

SUNITA JI
NAMASHKAR
AAPKI mubaaraqbaad ke liye shayad meri jholi bhi choti pad jayegi,..,..behad khushi hui ki aap ne meri koshish ko padha aur saraha...aapka tah-e-dil se shukrguzar hoon....apna akhayal rkahiye
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#24)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
25th August 2006, 07:02 PM

KASAK JI
NAMASHKAR
KAISI HAI AAP>>>>
sahi kaha hai aapne.....dard ke kai roop hote hai....jaisa ki Sahir saheb ne kaha hai.....

JINDAGI SIRF MOHABBAT NAHIN KUCH AUR BHI HAI
JUL-O-RUKHSAAR KI JANNAT NAHIN KUCH AUR BHI HAI
BHOOKH AUR DARD SE MAARI HUI IS DUNIA MEIN
ISHQ HI SIRF EK HAQEEQAT NAHIN KUCH AUR BHI HAI

bahoot kuch hui ki aap jaisi suljhi hui shayra ne mujhe padha aur apne jazbaaton ka izhaar kiya.....dil ki gehraiyon se apaka shukrguzar hoon....apna khayal rakhiye.....
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#25)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
25th August 2006, 07:04 PM

PRIYE SALIM BHAI
bahoot khushi hoti hai aapko is site par jab bhi dekhta hoon....aapka daad dene ka andaaz aur saaafgoi bahoot pasand aati hai mujhe...mein khushkismat samjhta hoon khud ko jab aapka jawab aata hai meri gazal par....mein dil ke har kone se aapka shukrguzar hoon....apna khayal rkahiye...khush rhaiye
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Hi
Old
  (#26)
hayanaaz
Registered User
hayanaaz is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 48
Join Date: Jul 2006
Location: delhi
Rep Power: 0
Hi - 26th August 2006, 12:46 AM

Manoj ji,
Bht khoob likha hai aapne.Always keep it up.


rafat aman
  Send a message via Yahoo to hayanaaz  
Reply With Quote
Old
  (#27)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
6th May 2009, 03:30 PM

Quote:
Originally Posted by manoj kureel View Post
chorr kar apni jamin kaun jaye sehra* mein naukri karne
apnon se jo kar de juda aise kamane se kya haasil ?

MANOJ KUREEL
manoj jii.................bahut khoob likha hai aapne, ek baar phir aapki es poetry par review de rahi hoon....yeh sher dil ko chu gaya, aur meri kahani kah gaya.....!

aate raha kijiye....aapki tazza poetry ka intzaar hai.



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Bahaane dhoondne pade Rashid_rahil Shayri-e-Dard 8 31st October 2009 01:18 AM
wo *BAHAANE* banate rahey... kuhulika Shayri-e-Dard 2 12th April 2006 11:56 PM
jeene ke bahaane...!! manoj kureel Shayri-e-Dard 26 7th March 2006 05:36 PM
Haasil shayar_abhishek Shayri-e-Dard 7 29th November 2005 04:38 PM
mosam ke bahaane aaya anish_ekshayar Shayri-e-Dard 0 16th November 2005 11:53 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com