Singer: Munni Begum Jee. Ek hi line 2 to 3 times hein lekin meine likhha nehi hein. I just wanted to make it easy to read. Hope you will like it. Agar suna nehi hein toh zaroor suniyega.
Aasmaan se utara gaaya
Zindegi deke maaraa gaaya
Aasmaan se utara gaaya
Ishq jishne kiya sochle
Woh toh bemout maaraa gaaya
Aasmaan se utara gaaya
Meri mehfhil se woh keya gaayi
Sath mein dil humara gaaya
Aasmaan se utara gaaya.......
Mujhko sahil ka deke fareb
Mout ke ghat utara gaaya
Aasmaan se utara gaaya
Mout se bhi jo na maar saka
Ushko nazron se maara gaaya
Aasmaan se utara gaaya
Zindegi deke maara gaaya
Aasmaan se utara gaaya
Aasmaan se utara gaaya.......
*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**
*Pure Love**