Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
"mere armano ko badi khusi se jala raha hai"
Old
  (#1)
Khwahish
Registered User
Khwahish is on a distinguished road
 
Khwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 57
Join Date: Sep 2006
Rep Power: 18
Arrow "mere armano ko badi khusi se jala raha hai" - 15th October 2006, 10:08 AM

woh banke dard meri ankhon me beh raha hai
aj dard bhara sama kuch mujhse keh raha hai

door hote hue bhi ankho me ansu la raha hai
dard ki mehfil me ansu ke jaam pilaa raha hai

zindagi se meri kehl ke mujhe tabah kar raha hai
samjh ke ek bura sapna zindagi mese mita raha hai

anjan mazil pe wo kisi aur ke sath wo ja raha hai
bewafai ka matlab wo aaj mujhe samjha raha hai

joothe sath deke wo apnapan jata raha hai
mere armano ko wo badi khusi se jala raha hai



maine kuch likha hai aj bahot din bad kuch apney asar ap sab ke bich me lane ki tamanna thi meri .......shayad ap ko pasand aye


khwahish--Ek safar teri Zindagi ka...
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
15th October 2006, 05:18 PM

khwahish ji kais ho aap?

aap aaj bahot dino baad aayi aur kuch likha, aapki peshkas maine padhi aapki peshkas se hi aapke dard bhare ehsas ka khayal aa raha hai maine aapkipeshkas ko padha aur use samjha bhi aur samjhne ke baad hi main reply kar raha hu yahape

aapne is bar achhi kosish ki hai bich me ek line me galti hai

anjan mazil pe wo kisi aur ke sath wo ja raha hai

yaha do bar wo aaya hai

aapne bahot hi achhi kosish ki hai aur bas aise hi likhte raho aap bas yehi ummid kare hai aapse aate rahiyenga

aapka dost
dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
15th October 2006, 05:22 PM

Quote:
Originally Posted by Khwahish View Post
woh banke dard meri ankhon me beh raha hai
aj dard bhara sama kuch mujhse keh raha hai

door hote hue bhi ankho me ansu la raha hai
dard ki mehfil me ansu ke jaam pilaa raha hai

zindagi se meri kehl ke mujhe tabah kar raha hai
samjh ke ek bura sapna zindagi mese mita raha hai

anjan mazil pe wo kisi aur ke sath wo ja raha hai
bewafai ka matlab wo aaj mujhe samjha raha hai

joothe sath deke wo apnapan jata raha hai
mere armano ko wo badi khusi se jala raha hai



maine kuch likha hai aj bahot din bad kuch apney asar ap sab ke bich me lane ki tamanna thi meri .......shayad ap ko pasand aye

bahut hi umda kosish thi muhtarma.har sher bilkul wahi baat kehta chala gaya jo pehle ne shuru ki thi.laga jaise apni kahani ke hi alag alag adhyaay padh raha hoon.bas kahin kahin mujhe laga kuch shadon me gadbad hai,bura na maaniyega.

door hote hue bhi ankho me ansu la raha hai
dard ki mehfil me ansu ke jaam pilaa raha hai

yahaan shayad aansuon ke jaam hona chahiye.


zindagi se meri kehl ke mujhe tabah kar raha hai
samjh ke ek bura sapna zindagi mese mita raha hai

yahaan v agar aap mese nahi de kar kewal se deti to aur behtar lagta.


anjan mazil pe wo kisi aur ke sath wo ja raha hai
bewafai ka matlab wo aaj mujhe samjha raha hai

aur yahaan shayad sirf ek hi wo hoga.


maafi chahunga agar kuch galat keh gaya hun to.waise mujhe jo laga maine keh diya.bas aap aage v yunhi likhti rahiye..............



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#4)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
15th October 2006, 07:43 PM

Quote:
Originally Posted by Khwahish View Post
woh banke dard meri ankhon me beh raha hai
aj dard bhara sama kuch mujhse keh raha hai

door hote hue bhi ankho me ansu la raha hai
dard ki mehfil me ansu ke jaam pilaa raha hai

zindagi se meri kehl ke mujhe tabah kar raha hai
samjh ke ek bura sapna zindagi mese mita raha hai

anjan mazil pe wo kisi aur ke sath wo ja raha hai
bewafai ka matlab wo aaj mujhe samjha raha hai

joothe sath deke wo apnapan jata raha hai
mere armano ko wo badi khusi se jala raha hai



maine kuch likha hai aj bahot din bad kuch apney asar ap sab ke bich me lane ki tamanna thi meri .......shayad ap ko pasand aye
hmm bahot khuub............achha likha hai ji........mere dono doston ne thoda jo shabdon me badlav kiya vo bhi achha hi kiya hai........2nd last sher bahot pasand aya hai mujhe.......ok ji unhi likhti rahyega....ok

grazie

aapki dost
pooja


===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Khwahish
Registered User
Khwahish is on a distinguished road
 
Khwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 57
Join Date: Sep 2006
Rep Power: 18
16th October 2006, 12:07 PM

shukriya dhavalji padhne ke liye acha laga apko yaha dekh ke

khuda hafiz


khwahish--Ek safar teri Zindagi ka...
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Khwahish
Registered User
Khwahish is on a distinguished road
 
Khwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 57
Join Date: Sep 2006
Rep Power: 18
16th October 2006, 12:08 PM

shukriya apka ghayalji apke suggetions pasnd aye

khuda hafiz


khwahish--Ek safar teri Zindagi ka...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Khwahish
Registered User
Khwahish is on a distinguished road
 
Khwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 57
Join Date: Sep 2006
Rep Power: 18
16th October 2006, 12:09 PM

shukriya apka bhi poojaji yaha aneke liye

khuda hafiz


khwahish--Ek safar teri Zindagi ka...
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
16th October 2006, 06:53 PM

Quote:
Originally Posted by Khwahish View Post
woh banke dard meri ankhon me beh raha hai
aj dard bhara sama kuch mujhse keh raha hai

door hote hue bhi ankho me ansu la raha hai
dard ki mehfil me ansu ke jaam pilaa raha hai

zindagi se meri kehl ke mujhe tabah kar raha hai
samjh ke ek bura sapna zindagi mese mita raha hai

anjan mazil pe wo kisi aur ke sath wo ja raha hai
bewafai ka matlab wo aaj mujhe samjha raha hai

joothe sath deke wo apnapan jata raha hai
mere armano ko wo badi khusi se jala raha hai



maine kuch likha hai aj bahot din bad kuch apney asar ap sab ke bich me lane ki tamanna thi meri .......shayad ap ko pasand aye
waah kya baat keh di aapne....khwahish ji...bahoot khoob.....bahoot hi oomda kalaam pesh kiya aapne.....ek dum steek dil ko chhone wala...daad kabool keejiye janaab...


Harash
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Hamari Yaad
Old
  (#9)
shadab161
Guest
 
Posts: n/a
Hamari Yaad - 16th October 2006, 08:26 PM

Hamari Yaad...
Tumhe hamari yaad kabhi toh aati hogi
dil ki dhadkan bhi shayed badh jati hogi
kitna chaha tha humne ki saath saath rahe
ye sochkar tumhari bhi aankh bhur aati hogi

beete din ab vapus toh nahin aa sakte
kho diya hai jo use toh nahin pa sakte
dhuul si hi rahi gayi hai baki hava mei
kash tumhe zindgi me phir se bula sakte

zindgi chhoti hai magar itni chhoti bhi nahin
AankheN suukh gayi hai aur ab roti bhi nahin
jara jara si batoN pe agar hum na jhagadte
toh shayed ye zindgi tumse zuda hoti bhi nahi

vaise akele hi aaye hai aur akele hi jana hai
kaisa bhi ho bandhan ek din toh toot jana hai
koi kitna bhi rahe paas ya kitna bhi rahe duur
sukh dukh ka jalwa apne hi mann ka afasana hai
_____________________________________________[
COLOR="Sienna"][/COLOR]
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Khwahish
Registered User
Khwahish is on a distinguished road
 
Khwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 57
Join Date: Sep 2006
Rep Power: 18
19th October 2006, 10:14 AM

waah kya baat keh di aapne....khwahish ji...bahoot khoob.....bahoot hi oomda kalaam pesh kiya aapne.....ek dum steek dil ko chhone wala...daad kabool keejiye janaab...


Harash


apka bahot shukriya ke ap yaha aye aur ise pasand kiya

khuda hafiz


khwahish--Ek safar teri Zindagi ka...
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Khwahish
Registered User
Khwahish is on a distinguished road
 
Khwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 57
Join Date: Sep 2006
Rep Power: 18
19th October 2006, 10:16 AM

Hamari Yaad...
Tumhe hamari yaad kabhi toh aati hogi
dil ki dhadkan bhi shayed badh jati hogi
kitna chaha tha humne ki saath saath rahe
ye sochkar tumhari bhi aankh bhur aati hogi

beete din ab vapus toh nahin aa sakte
kho diya hai jo use toh nahin pa sakte
dhuul si hi rahi gayi hai baki hava mei
kash tumhe zindgi me phir se bula sakte

zindgi chhoti hai magar itni chhoti bhi nahin
AankheN suukh gayi hai aur ab roti bhi nahin
jara jara si batoN pe agar hum na jhagadte
toh shayed ye zindgi tumse zuda hoti bhi nahi

vaise akele hi aaye hai aur akele hi jana hai
kaisa bhi ho bandhan ek din toh toot jana hai
koi kitna bhi rahe paas ya kitna bhi rahe duur
sukh dukh ka jalwa apne hi mann ka afasana hai



apne acha likha hai pasand aya shabab yaha aye iske liye shukriya


khwahish--Ek safar teri Zindagi ka...
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
"AAJ WOHI MERE LIYE SAB SE PARAYI HAI.............." a shayri for her....."?" Dhaval Shayri-e-Ishq 14 26th November 2006 11:08 PM
"KHUSI AUR GAM KE AANSU ME FARK HOTA HAI..........."a shayri for her....with u always Dhaval Shayri-e-Ishq 8 29th October 2006 05:37 PM
"AAPKI KHUSI HI MERE LIYE SAB KUCH HAI......" a shayri for her....with u always...... Dhaval Shayri-e-Ishq 10 29th September 2006 05:16 PM
"KHUSI KE PAL......................." a shayri for her..."with u always.............. Dhaval Shayri-e-Ishq 20 27th September 2006 01:44 PM
" DUKH ME BHI KHUSI KE EHSAS KO DHUNDHTA HU........" a shayri for her..... Dhaval Shayri-e-Ishq 2 25th August 2006 01:18 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com