Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
beti zawaan hai meri............
Old
  (#1)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
Sad beti zawaan hai meri............ - 27th January 2012, 12:19 PM

dosto, maloom nahee ye sabke saath hota hai ya sirf mere saath huya hai kuch ghazal likhee nahee jaatee,khud b khud ban jaatee hai.ye ghazal bhee kuch aisee hi hai.pichhle bahut dino se kuh nayaa nahee likh pa rahaa tha.
par aaj na jaane kya huya? khyaal ek ke baad ek aate chale gaye.aur dekhte hi dekhte ek ghazal taiyaar ho gayee.
ummeed hai aap logo ko pasand aayegee.aapkee beshqimtee raay ka intazaar rahegaa...............
is poori kaaenaat pe hai jisko ikhtiyaar.
dairo haram men rah gaya wo hoke giraftaar.

do bhaar meri buddhi kamar laadke chalee,
betee zawaan hai meri betaa berozgaar.

arsaa huya gareeb ka chulha jale huye,
tum iski raakh men kabhi dhoondho nahi sharrar.

ashqo lahoo milaane ka hai naam zindagi,
haasil bada hi kam hai jee mehnat ki beshumar.

daawa e ishq raah men aaya jo bah gayaa,
par dekh ye rahaa hu ki daryaa men hai utaar.

kya dhoom thee ki rango boo laayegi saath men,
aate hi aik khar men par fas gayee bahaar.

ham aaj kisi baat pe roye nahee "UFAQ",
aate nahi hayaat men din aise baar baar.
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
27th January 2012, 01:45 PM

Quote:
Originally Posted by uff ak View Post
is poori kaaenaat pe hai jisko ikhtiyaar.
dairo haram men rah gaya wo hoke giraftaar.

do bhaar meri buddhi kamar laadke chalee,
betee zawaan hai meri betaa berozgaar.

arsaa huya gareeb ka chulha jale huye,
tum iski raakh men kabhi dhoondho nahi sharrar.

ashqo lahoo milaane ka hai naam zindagi,
haasil bada hi kam hai jee mehnat ki beshumar.

daawa e ishq raah men aaya jo bah gayaa,
par dekh ye rahaa hu ki daryaa men hai utaar.

kya dhoom thee ki rango boo laayegi saath men,
aate hi aik khar men par fas gayee bahaar.

ham aaj kisi baat pe roye nahee "UFAQ",
aate nahi hayaat men din aise baar baar.
AchChhe Sher Kahe HaiN ... Uffaq Ji !

BaDhiyaa Ghazal Huii Janaab ... Dilee Mubaaraqbaad !!!

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
27th January 2012, 02:32 PM

Quote:
Originally Posted by uff ak View Post
dosto, maloom nahee ye sabke saath hota hai ya sirf mere saath huya hai kuch ghazal likhee nahee jaatee,khud b khud ban jaatee hai.ye ghazal bhee kuch aisee hi hai.pichhle bahut dino se kuh nayaa nahee likh pa rahaa tha.
par aaj na jaane kya huya? khyaal ek ke baad ek aate chale gaye.aur dekhte hi dekhte ek ghazal taiyaar ho gayee.
ummeed hai aap logo ko pasand aayegee.aapkee beshqimtee raay ka intazaar rahegaa...............
is poori kaaenaat pe hai jisko ikhtiyaar.
dairo haram men rah gaya wo hoke giraftaar.

do bhaar meri buddhi kamar laadke chalee,
betee zawaan hai meri betaa berozgaar.

arsaa huya gareeb ka chulha jale huye,
tum iski raakh men kabhi dhoondho nahi sharrar.

ashqo lahoo milaane ka hai naam zindagi,
haasil bada hi kam hai jee mehnat ki beshumar.

daawa e ishq raah men aaya jo bah gayaa,
par dekh ye rahaa hu ki daryaa men hai utaar.

kya dhoom thee ki rango boo laayegi saath men,
aate hi aik khar men par fas gayee bahaar.

ham aaj kisi baat pe roye nahee "UFAQ",
aate nahi hayaat men din aise baar baar.
Ji Nice creation.....................

Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye

E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
27th January 2012, 04:20 PM

dosto, maloom nahee ye sabke saath hota hai ya sirf mere saath huya hai kuch ghazal likhee nahee jaatee,khud b khud ban jaatee hai.ye ghazal bhee kuch aisee hi hai.pichhle bahut dino se kuh nayaa nahee likh pa rahaa tha.
par aaj na jaane kya huya? khyaal ek ke baad ek aate chale gaye.aur dekhte hi dekhte ek ghazal taiyaar ho gayee.
ummeed hai aap logo ko pasand aayegee.aapkee beshqimtee raay ka intazaar rahegaa...............

Janab Uffaq Sb…….! Shayad Aap Ke Sath Aaj Pehli Baar Aisa Hua Hai……. Ke Ghazal Likhi Nahi Balke Khud Bakhud Ho Gai….. Agar Yehi BAat Hai To Aap ko Mubarak Ho Ke Ab Aap Ka Asl Safa Shuru Hua Hai……
Mere Sath Baarha Aisa Hua Hai…. Kabhi Kabhi Bethay Bithaye Na Chahtay Huay Bhi Na-janay Kia Hota Hai Ke Ghazal Ho Jati Hai Or Aisay Ashaar Ki Aamad Hoti Hai Jaisay Koi Likhwa Raha Ho Or Hum Likhtay Chalay Jaayen…… Isay Hee Aamad Kehtay Hain…Or Aisi Hee Ghazal Parhnay Ka Bhi Lutf Aata Hai…Kiuke Ye Dil Se Nikli Aawaz Hoti Hai Jo Seedha Dil Pr Hee Asar Krti hai…..

is poori kaaenaat pe hai jisko ikhtiyaar.
dairo haram men rah gaya wo hoke giraftaar.

Hmmmmm…. Khooob Kaha Hai…..

do bhaar meri buddhi kamar laadke chalee,
betee zawaan hai meri betaa berozgaar.

Wahhh Khubsurat Fikr…… Is KHayal Ko Dheron Daad….
Aik Baat … Aap Ne Lafz “Bhaar” Istemaal Kia Hai…. Mere Khayal Me Lafz “BAAR” Ya “Bojh” Hota Hai…. Aap Isay Baar Kr Len….Aap Isay Bojh Kr Len Ta-Ke Sab Ke Liye Samajhnay Me Bhi Aasaani Ho Or Lafz Bhi Theak Ho Jaye….

arsaa huya gareeb ka chulha jale huye,
tum iski raakh men kabhi dhoondho nahi sharraar.

Wahhh…. Maloom Hota Hai Aap Muashray Ke Is Muflisi Walay Pehlu Ko Boht Gehri Nazar Se Dekhtay Hain… Achi Fikr Hai Saheb…. Daad

ashqo lahoo milaane ka hai naam zindagi,
haasil bada hi kam hai jee mehnat ki beshumar.

Ye Bhi Acha Hai Janab…..
“Ashk-o-Lahoo” Lafz To KHoob Hai Magar Ye Dono Lafz Aik Sath Is Tarha Pehlay Sun’nay Me Kabhi Nahi Aaye….

daawa e ishq raah men aaya jo bah gayaa,
par dekh ye rahaa hu ki daryaa men hai utaar.

Wahhhh Ye Behtreeen Sher Hai…… Meri Taraf Se Daad
kya dhoom thee ki rango boo laayegi saath men,
aate hi aik khar men par fas gayee bahaar.

Wah Wah Wah…. Ye Sher To Kamal Ka Hua Hai… Gehri Soch…. Dheron Daad

ham aaj kisi baat pe roye nahee "UFAQ",
aate nahi hayaat men din aise baar baar.
Hmmmmm… Ye Bhi Khooob Hai……
Janab Uffaq Ji………. Bila-shuba Ye Ghazal aap Ke Behtreen Ahsaasaat se Saji Hui Hai… Is Me Aap Ke Takhayyul Ki Parwaaz Ki Bulandi Bhi Maaloom hoti Hai…… Meri Taraf Se Is Kalaam Pr Dheron Daad Qabool Farmayen……..
Yunhi Likhtay Rahen……….. Khush Rahen…

Mukhlis: AHMAD ALI SHAKIL

Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
30th January 2012, 04:42 PM

aadab , ahmad shakil sahab. sabse pahle to main aapka shukrguzaar hu ki aapne meree ghazal ko is had taq pasand kiya.
ahmad sahab jaisaa ki aapne doosre sher ke liye kahaa hai ki bhaar koi harf nahee hai to bhai bhaar hindi ka harf hai jiska matlab hai weight
rahee baat bojh kee to ye negative word hai aur mere khyaal se bacche kabhee mata-pita par bojh nahee hote.
bhai mere ilm men baar jaisaa koi harf nahee hai .meharbaani karke mujhe iskaa matlab bataa de taqi mere ilm men bhee kuch ijaafa ho jaaye.
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
30th January 2012, 05:23 PM

aadab , ahmad shakil sahab. sabse pahle to main aapka shukrguzaar hu ki aapne meree ghazal ko is had taq pasand kiya.
ahmad sahab jaisaa ki aapne doosre sher ke liye kahaa hai ki bhaar koi harf nahee hai to bhai bhaar hindi ka harf hai jiska matlab hai weight
rahee baat bojh kee to ye negative word hai aur mere khyaal se bacche kabhee mata-pita par bojh nahee hote.
bhai mere ilm men baar jaisaa koi harf nahee hai .meharbaani karke mujhe iskaa matlab bataa de taqi mere ilm men bhee kuch ijaafa ho jaaye

Janab Uffak Saheb….!

Aap Ne Kaha Ke “Bhaar” Hindi La Lafz Hai. Or Is Ka Maani Hai Weight…. Wazan….
Theak Hai Saheb…Itna TO Mujhy Maloom Hai… OPr Hamaray Yahan Punjaab Me Yehi Lafz “bhaar” Punjabi Me Istemaal hota Hai Or Is Ka Matlab Bhi wohi Hai jo Aap Keh Rahay Hain….

2- Aap Ne Kaha Ke “ Bojh” Negative Sence Me Aata Hai To Chaliye Maan Letay Hain….. Magar “Bojh” Or Wazan Aik Hee Hain……

3- Aap Ne Kaha Ke “Baar” Jaisa Lafz Aap Ke Ilm Me Nahi Hai……… To Chaliye Janab Hum Aap Ke Ilm Me Laaye Detay Hain…..

BAAR: Asl Me Faarsi Zuban Ka Lafz Hai…URDU Me Asli Maani Or Asli Halat Me Hee Ba-tor-e-ISM Or Kabhi Kabhi Bator-e-Ism-e-Sift Istemaal Hota Hai…..

Ab Main “ BAAR” Mukhtalif Maani Misaalon Ke Sath Aap ko Samjhanay Ki Koshish Krta Hun….

1- Baar Ka Matlab Hai…. “ Garani, Wazan, Bojh….

Misaal: Us Ke Khoon Ki Qeemat So Baar Shutar Chhuhara Thi… Ye 1912 Me Istemaal Hua Tha….

2- Is Ka Dusra Matlab Hai “ Bojhal Pann, Dabaao (Jo Tabiat Waghaira Pr Baar Ho)

Gharz Ho Jo Zohra Pe Ghussay Ka Daar
Na Sambhalay Nazakat Se Sakhti Ka Baar

3- BAAR Ka Matlab Hai “ Zimma-Daari, Kafaalat

Aap Sila Rahmi Krtay Hain, Maqruzon Ka Baar Uthatay hain…

4- Baar Ka Maani Hai “ QARZ

Is Jaayidaad Pr Bohat Baar Hai…

5- Baar Ka Matlab Hai “ Martaba, Dafa, Naubat

Dunia Me Karorron Aadmi Hain Jo Aik Hee Baar khatay Hain.

6- Baar Ka Maani Hai “ Samaan, Asbaab ( Jo Laada Janay Wala Ho)

Un Oonton Ka Baar Rastay Me Phaink Dia….

7- Is Ka MAtlab HAi “ Nagawari, Andoh, Kulfat

Baar Shadaayid Safar Apnay Uper Ziada Karna Aql-o-Daanish Se Door Hai….

Janab Uffak ji………..! Ummid Hai Aap Ab Baar” Ke Baray Me Jaan Chukay Hon Gay….
Aakhir Me Aik Baat Or Kahun Ga……… Jo Aap Ne “Bhaar” Istemaal kia Hai…. Wo bhi Theak Hai…. Us Ka Bhi Yehi Maani Hai…. Magar Hamaray Yahan Usay hee Baar” Boltay Hain…

Baar-e-Gham ( Ghamon Ka Bojh)
Baar-e-Gunah (Gunahon Ka Bojh)

Aisay Hee Isay Mukhtalif Tareeqon Se Adaa Kia Ja Sakt aHai…..

ALLAH PAAK Aap Ko Khush Rakhay………..
Yunhi Seekhnay Or Sikhanay Ka Silsila Jaari Rakhiye Ga

Mukhlis:
AHMAD ALI SHAKIL

Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL

Last edited by AHMAD SHAKIL; 30th January 2012 at 05:28 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
1st February 2012, 09:49 AM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
AchChhe Sher Kahe HaiN ... Uffaq Ji !

BaDhiyaa Ghazal Huii Janaab ... Dilee Mubaaraqbaad !!!
bahut -2 shukriya naresh jee............................................... .
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
1st February 2012, 11:36 AM

Quote:
Originally Posted by uff ak View Post
dosto, maloom nahee ye sabke saath hota hai ya sirf mere saath huya hai kuch ghazal likhee nahee jaatee,khud b khud ban jaatee hai.ye ghazal bhee kuch aisee hi hai.pichhle bahut dino se kuh nayaa nahee likh pa rahaa tha.
par aaj na jaane kya huya? khyaal ek ke baad ek aate chale gaye.aur dekhte hi dekhte ek ghazal taiyaar ho gayee.
ummeed hai aap logo ko pasand aayegee.aapkee beshqimtee raay ka intazaar rahegaa...............
is poori kaaenaat pe hai jisko ikhtiyaar.
dairo haram men rah gaya wo hoke giraftaar.

do bhaar meri buddhi kamar laadke chalee,
betee zawaan hai meri betaa berozgaar.

arsaa huya gareeb ka chulha jale huye,
tum iski raakh men kabhi dhoondho nahi sharrar.

ashqo lahoo milaane ka hai naam zindagi,
haasil bada hi kam hai jee mehnat ki beshumar.

daawa e ishq raah men aaya jo bah gayaa,
par dekh ye rahaa hu ki daryaa men hai utaar.

kya dhoom thee ki rango boo laayegi saath men,
aate hi aik khar men par fas gayee bahaar.

ham aaj kisi baat pe roye nahee "UFAQ",
aate nahi hayaat men din aise baar baar.
bahut badhiya ghazal hui hai...aapki soch ka paimaana gazab hai...
daad qubuul kijiyega uffaq saheb...

'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....

vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#9)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
2nd February 2012, 10:26 AM

Quote:
Originally Posted by Radhika_2 View Post
Ji Nice creation.....................

jee bahut -2 shukriya.......................................... ..................
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
3rd February 2012, 07:32 PM

Quote:
Originally Posted by uff ak View Post
dosto, maloom nahee ye sabke saath hota hai ya sirf mere saath huya hai kuch ghazal likhee nahee jaatee,khud b khud ban jaatee hai.ye ghazal bhee kuch aisee hi hai.pichhle bahut dino se kuh nayaa nahee likh pa rahaa tha.
par aaj na jaane kya huya? khyaal ek ke baad ek aate chale gaye.aur dekhte hi dekhte ek ghazal taiyaar ho gayee.
ummeed hai aap logo ko pasand aayegee.aapkee beshqimtee raay ka intazaar rahegaa...............
is poori kaaenaat pe hai jisko ikhtiyaar.
dairo haram men rah gaya wo hoke giraftaar.

do bhaar meri buddhi kamar laadke chalee,
betee zawaan hai meri betaa berozgaar.

arsaa huya gareeb ka chulha jale huye,
tum iski raakh men kabhi dhoondho nahi sharrar.

ashqo lahoo milaane ka hai naam zindagi,
haasil bada hi kam hai jee mehnat ki beshumar.

daawa e ishq raah men aaya jo bah gayaa,
par dekh ye rahaa hu ki daryaa men hai utaar.

kya dhoom thee ki rango boo laayegi saath men,
aate hi aik khar men par fas gayee bahaar.

ham aaj kisi baat pe roye nahee "UFAQ",
aate nahi hayaat men din aise baar baar.

Janaab Uffaq ki bazm me shaad ka aadaab... Waah kya khooB likhte haiN aaap Masha Allah... Khudaara har misre me Aah niklii hai.... dard ka samunder agar main aapki is kalaam ko naam doon to ghalat na hogaa.. EhsaasoN ne Dil zaar zaar kar diyaa hai..

Is sher ko haasile ghazal samajhiye saab... Hamaari taraf se laakhoN daad peshe khidmat haiN.. quboool farmaaiye... Likhte rahiye... shukriyaa..

Shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
3rd February 2012, 10:33 PM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post
bahut badhiya ghazal hui hai...aapki soch ka paimaana gazab hai...
daad qubuul kijiyega uffaq saheb...

aapka bahut -2 shukriya vikran sahib
khush rahiye............................................
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
4th February 2012, 04:04 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Janaab Uffaq ki bazm me shaad ka aadaab... Waah kya khooB likhte haiN aaap Masha Allah... Khudaara har misre me Aah niklii hai.... dard ka samunder agar main aapki is kalaam ko naam doon to ghalat na hogaa.. EhsaasoN ne Dil zaar zaar kar diyaa hai..

do bhaar meri buddhi kamar laadke chalee,
betee zawaan hai meri betaa berozgaar.

Is sher ko haasile ghazal samajhiye saab... Hamaari taraf se laakhoN daad peshe khidmat haiN.. quboool farmaaiye... Likhte rahiye... shukriyaa..

Shaad...
bhai ye aapkee muhabbat hai jo aapko is nacheez ka likha huya khoob nazar aata hai.............................aapkee daad pakar mujhe bahut-2 khushee huyi.
...........................yu hee saath banaaye rakhiye aur hauslaa badate rahe...............................khush rahiye..................................ufaq
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
5th February 2012, 02:25 PM

[QUOTE=uff ak;436169]dosto, maloom nahee ye sabke saath hota hai ya sirf mere saath huya hai kuch ghazal likhee nahee jaatee,khud b khud ban jaatee hai.ye ghazal bhee kuch aisee hi hai.pichhle bahut dino se kuh nayaa nahee likh pa rahaa tha.
par aaj na jaane kya huya? khyaal ek ke baad ek aate chale gaye.aur dekhte hi dekhte ek ghazal taiyaar ho gayee.
ummeed hai aap logo ko pasand aayegee.aapkee beshqimtee raay ka intazaar rahegaa...............
is poori kaaenaat pe hai jisko ikhtiyaar.
dairo haram men rah gaya wo hoke giraftaar.

aye haye..!!!!
je baaat .............. behad kaamyaab matlaa hai bhayee one of my favt ..

do bhaar meri buddhi kamar laadke chalee,
betee zawaan hai meri betaa berozgaar.

bhayee oolaa nahi acha lagaa khilaa nahi sher jis tarhaa ka saani hai ..... laad ke chali... means ye bhaar khud laadaa
hai..

khair ignorable hai... par do bhaar ... ulajh sa raha hai... mere hisaab se oolaa hi hata do... saani bahut acha hai

arsaa huya gareeb ka chulha jale huye,
tum iski raakh men kabhi dhoondho nahi sharrar.

khoob hai ... bas saani maiN ..... kabhi .... ki jagah are.. kar lo aur khilega sher

arsaa huya gareeb ka chulha jale huye,
tum iski raakh men are..... dhoondho nahi sharaar.

ashqo lahoo milaane ka hai naam zindagi,
haasil bada hi kam hai jee mehnat ki beshumar.

saani bahut acha hai oolaa nahi jamaa iske saath .... isme kuch change na karo... seedha badal daalo ...

daawa e ishq raah men aaya jo bah gayaa,
par dekh ye rahaa hu ki daryaa men hai utaar.

fir se saani bahut hi acha hai..... daryaa mai hai utaar ... ahaaa ahaaa

kya dhoom thee ki rango boo laayegi saath men,
aate hi aik khar men par fas gayee bahaar.

nice nice

ham aaj kisi baat pe roye nahee "UFAQ",
aate nahi hayaat men din aise baar baar.

bahut bahut acha matlaa hai yaar ... seedhaa thaaN karke dil pe laga ... bahut acha byaan hai do cheezeN bas
kuch yun ho jaye to kaisa rahe

tum aaj kisi baat pe roye nahee ho fikr

  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#14)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
5th February 2012, 02:32 PM

do bhaar meri buddhi kamar laadke chalee,
betee zawaan hai meri betaa berozgaar.

Wahhh Khubsurat Fikr…… Is KHayal Ko Dheron Daad….
Aik Baat … Aap Ne Lafz “Bhaar” Istemaal Kia Hai…. Mere Khayal Me Lafz “BAAR” Ya “Bojh” Hota Hai…. Aap Isay Baar Kr Len….Aap Isay Bojh Kr Len Ta-Ke Sab Ke Liye Samajhnay Me Bhi Aasaani Ho Or Lafz Bhi Theak Ho Jaye….

shakeel bhayee ... aapke bhaar lafz par comment padhy ... magar maian aapki baat pe ulajh gaya huN ..

pahle aapne bhaar lafz ko hi khariz kiyaa ... fir aapne kaha ki aapko pata hai .... samjh nahi payaa...

fir aapne kaha ki baar lafz laga do taaki sab samjh leN ... lekin baar lafz to koe hi samjhtaa ho jis tarah aapne samajhaya hai... ki ye doosri zubaan ka lafz hai to kya ye sahi hai.... ? to fir sabke samjhne se kya matlab ...

bhaari ...... to aap samjhte honge ... bhaar se bana hai .... mujhe lagtaa hai ye baar se kahi jydaa theek hai .. aap kya kahte haiN..
bojh se negitivity show hoti hai ... ufaq sahab ki bat se sahmat bhi hun ...

dont mind .... just want to explore
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#15)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,724
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
5th February 2012, 02:51 PM

Uff ak ji ... Apki ghazal padhi ... Bila shubah ek behtareen kalam hai. Dard ke ek samandar se paar karaya hai padhne waale ko apney. Meri or se dheron daad apko.
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
12th February 2012, 03:39 PM

Iss acche kalaam ke liye hamare bhi daad qubool kareiN, Uff ak Ji...!

Maqte ke liye khaas daad...!

DuaaoN ke saath

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#17)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
16th February 2012, 04:19 PM

[QUOTE=janumanu;436565]
Quote:
Originally Posted by uff ak View Post
dosto, maloom nahee ye sabke saath hota hai ya sirf mere saath huya hai kuch ghazal likhee nahee jaatee,khud b khud ban jaatee hai.ye ghazal bhee kuch aisee hi hai.pichhle bahut dino se kuh nayaa nahee likh pa rahaa tha.
par aaj na jaane kya huya? khyaal ek ke baad ek aate chale gaye.aur dekhte hi dekhte ek ghazal taiyaar ho gayee.
ummeed hai aap logo ko pasand aayegee.aapkee beshqimtee raay ka intazaar rahegaa...............
is poori kaaenaat pe hai jisko ikhtiyaar.
dairo haram men rah gaya wo hoke giraftaar.

aye haye..!!!!
je baaat .............. behad kaamyaab matlaa hai bhayee one of my favt ..

do bhaar meri buddhi kamar laadke chalee,
betee zawaan hai meri betaa berozgaar.

bhayee oolaa nahi acha lagaa khilaa nahi sher jis tarhaa ka saani hai ..... laad ke chali... means ye bhaar khud laadaa
hai..

khair ignorable hai... par do bhaar ... ulajh sa raha hai... mere hisaab se oolaa hi hata do... saani bahut acha hai

arsaa huya gareeb ka chulha jale huye,
tum iski raakh men kabhi dhoondho nahi sharrar.

khoob hai ... bas saani maiN ..... kabhi .... ki jagah are.. kar lo aur khilega sher

arsaa huya gareeb ka chulha jale huye,
tum iski raakh men are..... dhoondho nahi sharaar.

ashqo lahoo milaane ka hai naam zindagi,
haasil bada hi kam hai jee mehnat ki beshumar.

saani bahut acha hai oolaa nahi jamaa iske saath .... isme kuch change na karo... seedha badal daalo ...

daawa e ishq raah men aaya jo bah gayaa,
par dekh ye rahaa hu ki daryaa men hai utaar.

fir se saani bahut hi acha hai..... daryaa mai hai utaar ... ahaaa ahaaa

kya dhoom thee ki rango boo laayegi saath men,
aate hi aik khar men par fas gayee bahaar.

nice nice

ham aaj kisi baat pe roye nahee "UFAQ",
aate nahi hayaat men din aise baar baar.

bahut bahut acha matlaa hai yaar ... seedhaa thaaN karke dil pe laga ... bahut acha byaan hai do cheezeN bas
kuch yun ho jaye to kaisa rahe

tum aaj kisi baat pe roye nahee ho fikr
aate nahi hayaat men din aise baar baar.

daad o islaah ke liye aapka behad shukrguzaar hu, mere bhai............

khush raho aur yu hee meree thread par aakar mera hauslaa badaate raho
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
benuro_jiya
Registered User
benuro_jiya is a jewel in the roughbenuro_jiya is a jewel in the roughbenuro_jiya is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 70
Join Date: Feb 2012
Location: Kolkata ,WB .
Rep Power: 15
16th February 2012, 07:36 PM

aapki ye ghazal mujhe beht pasand aayi
aisa nahin ki aapke saath pahli bar hua
kai baar aise baatein dil mein to aati hai
magar inte achhe andaz se bayan nahin hoti
aapne vo kar dikhaya jo auroo sochte hain

daad

take care

:-ek bujhaa hua dhumil

palak jhapakte hi jo aankh se hu'aa ojhal

woh lauT kar nahiiN aayaa gaye dinoN ki taraH
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
18th February 2012, 10:01 AM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
Uff ak ji ... Apki ghazal padhi ... Bila shubah ek behtareen kalam hai. Dard ke ek samandar se paar karaya hai padhne waale ko apney. Meri or se dheron daad apko.
bahut bahut acchaa lagaa aapko is thread men dekhakar sahab..........

daad ke liye aapka shukrguzar hu...................

aage bhee saath banaaye rakhiye..............................

take care........................
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
19th February 2012, 08:58 PM

Quote:
Originally Posted by Amanush... View Post
Iss acche kalaam ke liye hamare bhi daad qubool kareiN, Uff ak Ji...!

Maqte ke liye khaas daad...!

DuaaoN ke saath

bahut -2 shukriya jee............................................... .....
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
19th February 2012, 09:01 PM

Quote:
Originally Posted by benuro_jiya View Post
aapki ye ghazal mujhe beht pasand aayi
aisa nahin ki aapke saath pahli bar hua
kai baar aise baatein dil mein to aati hai
magar inte achhe andaz se bayan nahin hoti
aapne vo kar dikhaya jo auroo sochte hain

daad

take care

bahut -2 acchaa lagaa aapko apnee thread par dekhkar...............

daad ke liye bahut -2 shukriya.......................

khush rahiye..................
   
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com