Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 2 votes, 5.00 average. Display Modes
mere hamsafar mere saath chal
Old
  (#1)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
mere hamsafar mere saath chal - 17th April 2012, 10:08 AM

Mere hamsafar mere saath chal , mujhe raasto'n Ka pataa nahii'n.
Kahii'n kho Na jaau'n mai'n bhiid me'n , mera haath Aise chhudaa nahii'n.

Lo shab-e-firaaq* bhii raaegaa'n* hii chamak-garaj Ke chalii gayii,
Nahii'n barq* haay girii nahii'n , nahii'n abr* haay fataa nahii'n .

Meri bekasi* Ka sabuut hai ye tarah-tarah kii udaasiyaa'n
Ye zamee'n bhii haay fatii nahii, ye falak bhii haay giraa nahii'n

mere haal-e-dil pe tuu ha'ns to le , haa'n ye soch le,ye samajh bhii le
Koi aisaa bhii hai jahaan me'n jise dukh kabhi bhii huaa nahii'n.

Yahii raat-din ki shikaayate'n hame'n is safar me'n lagii rahii,
Mere saath Kyu'n tuu rukaa nahii'n ,Tere saath kyu'n mai'n chalaa nahii'n.

Mere saath Jo bhii huya ufaq WO kisi Ke saath kabhi na ho,
Jo bhii Chaah kii WO mili nahi'n , Jo bhii paas thaa WO raha nahii'n.

################################

Shab-e-firaaq = night of separation

Raaegaa'n = fruitless

Barq = lightening

Abr = cloud

Bekasi = helplessness

Last edited by zainy; 21st July 2014 at 02:52 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
18th April 2012, 06:33 AM

meree beqasi ka saboot hai ye tarah-tarah ki udaasiyaa,
ye zamee bhi haay fatee nahi, ye falak bhee haay giraa nahi.

mere haaledil pe tu has bhi le ki ye soch le ye samajh bhi le,
koi aisaa bhi hai jahaan men jise dukh kabhi bhee huya nahi.


Bahut Sundar ... Uffak Ji !

BaDhi RawaaN DawaaN Aur Khoobsurat Ghazal Likhi Hai !

UmdaaH Ash'aar .. BehtreeN BayaaNii !

Laajawaab ... PurKash ... Dilee Mubaaraqbaad !!!




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
19th April 2012, 08:33 AM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
meree beqasi ka saboot hai ye tarah-tarah ki udaasiyaa,
ye zamee bhi haay fatee nahi, ye falak bhee haay giraa nahi.

mere haaledil pe tu has bhi le ki ye soch le ye samajh bhi le,
koi aisaa bhi hai jahaan men jise dukh kabhi bhee huya nahi.


Bahut Sundar ... Uffak Ji !

BaDhi RawaaN DawaaN Aur Khoobsurat Ghazal Likhi Hai !

UmdaaH Ash'aar .. BehtreeN BayaaNii !

Laajawaab ... PurKash ... Dilee Mubaaraqbaad !!!
aapka bahut-2 shukrguzaar hu naresh jee jo aapne is khaaksar ki bazm men haaziri darj ki aur meree is adnaa si ghazal ko apnee beshqeemti daad se nawaaza...................khush rahiye.........................
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
19th April 2012, 03:17 PM

Uff ak jee:

salaam

apki ghazal dil ko chhu gayi.. Aage bhi yunhi bazm ko raushan karte rahen.. Daad

dua go

apka
-Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Ahmad Hyderabadi
Registered Member
Ahmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant future
 
Offline
Posts: 933
Join Date: Oct 2011
Location: Hyderabad (Deccan)
Rep Power: 31
19th April 2012, 05:42 PM

Quote:
Originally Posted by uff ak View Post
mere hamsafar mere saath chal, mujhe raasto ka pataa nahi.
kahee kho na jaaun main bheed men , mera haath tu yu chudaa nahi.

wo tuffani raat bhi gam bhari yu chamak-garaj ke chali gayi,
nahi barq* haay giree nahi , nahi abr* haay fataa nahi.

meree beqasi ka saboot hai ye tarah-tarah ki udaasiyaa,
ye zamee bhi haay fatee nahi, ye falak bhee haay giraa nahi.

mere haaledil pe tu has bhi le ki ye soch le ye samajh bhi le,
koi aisaa bhi hai jahaan men jise dukh kabhi bhee huya nahi.

kadee dhoop men the sane huye wo hawaa ke jhonke bhee garm the,
ki shajar ki chhaon ghani to thee mujhe chain phir bhi milaa nahi.

yahee raat din kee shikaayte hame is safar men lagi rahee,
mere saath kyun tu rukaa nahi, tere saath kyun main chalaa nahi.

kafedast* jaan liye UFAQ yu hi besabab ki phire kahaan
jise zindagi se na pyaar ho , wo qazaa* se phir to daraa nahi.



barq - lightening
abr - cloud
kafedast - palm of hand
qazaa - death
Very-2 impressive Ufaq bhaee, bayhad rawaan dawaan, tarannum say bharee ghazal.
Waysay aapkee is payshkash nay mayray zahan ka dareechaon mayn goonjtay ayk suaal ko zaahir kernay ka mawqa ataa kiya haye.....
mujhe yaad nahee maynay kahaan sunee ya perhee thee...mujhay iskee mukammal ghazal ki talaash haye.....
zahan mayn goonjta shayr more or less kuch aysaa haye....

Mujhay zindagee ki sazaa na do ,
mujhay maut say koi gila nahee,
Mujhay hamsafar ki talash haye
Wo jo jamsafar kabhie mila nahee!

Google search nay kuch mukhtalif say answers paysh kiyay....but not satisfactory......jaysay
mujhay zindgaee ki dua na do,
meri zindagee say banee nahi etc etc..

Agar aap ya koee aur iska jawaab jaantay hoan to iltejaa haye isper raoshnee daalayn!

Shukriyaa
Ahmad

Last edited by Ahmad Hyderabadi; 19th April 2012 at 05:45 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
20th April 2012, 10:29 AM

Quote:
Originally Posted by Dhaval View Post
Uff ak jee:

salaam

apki ghazal dil ko chhu gayi.. Aage bhi yunhi bazm ko raushan karte rahen.. Daad

dua go

apka
-Dhaval

bahut -2 shukriya aapka dhwal bhai.
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
20th April 2012, 10:34 AM

Quote:
Originally Posted by Ahmad Hyderabadi View Post
Very-2 impressive Ufaq bhaee, bayhad rawaan dawaan, tarannum say bharee ghazal.
Waysay aapkee is payshkash nay mayray zahan ka dareechaon mayn goonjtay ayk suaal ko zaahir kernay ka mawqa ataa kiya haye.....
mujhe yaad nahee maynay kahaan sunee ya perhee thee...mujhay iskee mukammal ghazal ki talaash haye.....
zahan mayn goonjta shayr more or less kuch aysaa haye....

Mujhay zindagee ki sazaa na do ,
mujhay maut say koi gila nahee,
Mujhay hamsafar ki talash haye
Wo jo jamsafar kabhie mila nahee!

Google search nay kuch mukhtalif say answers paysh kiyay....but not satisfactory......jaysay
mujhay zindgaee ki dua na do,
meri zindagee say banee nahi etc etc..

Agar aap ya koee aur iska jawaab jaantay hoan to iltejaa haye isper raoshnee daalayn!

Shukriyaa
Ahmad

ahmad bhai,aapka shukrguzaar hu ki aapne mere qalaam ko waqt diya aur pasand bhi kiya...............i m sorry bhai jo ghazal aapne mention ki hai wo maine phale kabhi nahi suni................ummeed hai aapki talaash jald hi poori hogi...................take care.
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
24th April 2012, 11:02 AM

Quote:
Originally Posted by uff ak View Post
mere hamsafar mere saath chal, mujhe raasto ka pataa nahi.
kahee kho na jaaun main bheed men , mera haath tu yu chudaa nahi.

wo tuffani raat bhi gam bhari yu chamak-garaj ke chali gayi,
nahi barq* haay giree nahi , nahi abr* haay fataa nahi.

meree beqasi ka saboot hai ye tarah-tarah ki udaasiyaa,
ye zamee bhi haay fatee nahi, ye falak bhee haay giraa nahi.

mere haaledil pe tu has bhi le ki ye soch le ye samajh bhi le,
koi aisaa bhi hai jahaan men jise dukh kabhi bhee huya nahi.

kadee dhoop men the sane huye wo hawaa ke jhonke bhee garm the,
ki shajar ki chhaon ghani to thee mujhe chain phir bhi milaa nahi.

yahee raat din kee shikaayte hame is safar men lagi rahee,
mere saath kyun tu rukaa nahi, tere saath kyun main chalaa nahi.

kafedast* jaan liye UFAQ yu hi besabab ki phire kahaan
jise zindagi se na pyaar ho , wo qazaa* se phir to daraa nahi.



barq - lightening
abr - cloud
kafedast - palm of hand
qazaa - death
Ji Nice One...............................



Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye


E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
24th April 2012, 05:34 PM

Quote:
Originally Posted by uff ak View Post
mere hamsafar mere saath chal, mujhe raasto ka pataa nahi.
kahee kho na jaaun main bheed men , mera haath tu yu chudaa nahi.

wo tuffani raat bhi gam bhari yu chamak-garaj ke chali gayi,
nahi barq* haay giree nahi , nahi abr* haay fataa nahi.

meree beqasi ka saboot hai ye tarah-tarah ki udaasiyaa,
ye zamee bhi haay fatee nahi, ye falak bhee haay giraa nahi.

mere haaledil pe tu has bhi le ki ye soch le ye samajh bhi le,
koi aisaa bhi hai jahaan men jise dukh kabhi bhee huya nahi.

kadee dhoop men the sane huye wo hawaa ke jhonke bhee garm the,
ki shajar ki chhaon ghani to thee mujhe chain phir bhi milaa nahi.

yahee raat din kee shikaayte hame is safar men lagi rahee,
mere saath kyun tu rukaa nahi, tere saath kyun main chalaa nahi.

kafedast* jaan liye UFAQ yu hi besabab ki phire kahaan
jise zindagi se na pyaar ho , wo qazaa* se phir to daraa nahi.



barq - lightening
abr - cloud
kafedast - palm of hand
qazaa - death
bahut khoob ... uffak Ji

acche aur khoobsurat sher likhe hain

badhiyaaaaaa ghazal ... dil se daad hazir hai ... likhte rahiye ..

radhe radhe ......................


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
29th April 2012, 09:16 PM

Quote:
Originally Posted by Radhika_2 View Post
Ji Nice One...............................

jee bahut -2 shukriya aapka..............................
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
29th April 2012, 09:19 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
bahut khoob ... uffak Ji

acche aur khoobsurat sher likhe hain

badhiyaaaaaa ghazal ... dil se daad hazir hai ... likhte rahiye ..

radhe radhe ......................


jee bahut -2 shukriya aapka...............................
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
30th April 2012, 03:08 PM

Quote:
Originally Posted by uff ak View Post
mere hamsafar mere saath chal, mujhe raasto ka pataa nahi.
kahee kho na jaaun main bheed men , mera haath tu yu chudaa nahi.

wo tuffani raat bhi gam bhari yu chamak-garaj ke chali gayi,
nahi barq* haay giree nahi , nahi abr* haay fataa nahi.

meree beqasi ka saboot hai ye tarah-tarah ki udaasiyaa,
ye zamee bhi haay fatee nahi, ye falak bhee haay giraa nahi.

mere haaledil pe tu has bhi le ki ye soch le ye samajh bhi le,
koi aisaa bhi hai jahaan men jise dukh kabhi bhee huya nahi.

kadee dhoop men the sane huye wo hawaa ke jhonke bhee garm the,
ki shajar ki chhaon ghani to thee mujhe chain phir bhi milaa nahi.

yahee raat din kee shikaayte hame is safar men lagi rahee,
mere saath kyun tu rukaa nahi, tere saath kyun main chalaa nahi.

kafedast* jaan liye UFAQ yu hi besabab ki phire kahaan
jise zindagi se na pyaar ho , wo qazaa* se phir to daraa nahi.



barq - lightening
abr - cloud
kafedast - palm of hand
qazaa - death
agra mai pakeeja mughleazam.... jaise koe movie banaunga to ye gahzal zaroor lungaa usme

gr8 work
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#13)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
2nd May 2012, 07:41 PM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
agra mai pakeeja mughleazam.... jaise koe movie banaunga to ye gahzal zaroor lungaa usme

gr8 work

really great compliment........................................ thanks a lot...........
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Manshaa Thaakur
Registered User
Manshaa Thaakur is a splendid one to beholdManshaa Thaakur is a splendid one to beholdManshaa Thaakur is a splendid one to beholdManshaa Thaakur is a splendid one to beholdManshaa Thaakur is a splendid one to beholdManshaa Thaakur is a splendid one to behold
 
Manshaa Thaakur's Avatar
 
Offline
Posts: 298
Join Date: Dec 2011
Rep Power: 19
3rd May 2012, 10:20 AM

Quote:
Originally Posted by uff ak View Post
mere hamsafar mere saath chal, mujhe raasto ka pataa nahi.
kahee kho na jaaun main bheed men , mera haath tu yu chudaa nahi.

wo tuffani raat bhi gam bhari yu chamak-garaj ke chali gayi,
nahi barq* haay giree nahi , nahi abr* haay fataa nahi.

meree beqasi ka saboot hai ye tarah-tarah ki udaasiyaa,
ye zamee bhi haay fatee nahi, ye falak bhee haay giraa nahi.

mere haaledil pe tu has bhi le ki ye soch le ye samajh bhi le,
koi aisaa bhi hai jahaan men jise dukh kabhi bhee huya nahi.

kadee dhoop men the sane huye wo hawaa ke jhonke bhee garm the,
ki shajar ki chhaon ghani to thee mujhe chain phir bhi milaa nahi.

yahee raat din kee shikaayte hame is safar men lagi rahee,
mere saath kyun tu rukaa nahi, tere saath kyun main chalaa nahi.

kafedast* jaan liye UFAQ yu hi besabab ki phire kahaan
jise zindagi se na pyaar ho , wo qazaa* se phir to daraa nahi.



barq - lightening
abr - cloud
kafedast - palm of hand
qazaa - death
Bahut Khoobsurat Ghazal Likhi Hai AAPNE.............................!!


Manshaa Thaakur
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
shweta
Hmm
shweta is a jewel in the roughshweta is a jewel in the roughshweta is a jewel in the roughshweta is a jewel in the rough
 
shweta's Avatar
 
Offline
Posts: 39
Join Date: Oct 2011
Location: Delhi
Rep Power: 0
7th May 2012, 01:26 AM

Quote:
Originally Posted by uff ak View Post
mere hamsafar mere saath chal, mujhe raasto ka pataa nahi.
kahee kho na jaaun main bheed men , mera haath tu yu chudaa nahi.

wo tuffani raat bhi gam bhari yu chamak-garaj ke chali gayi,
nahi barq* haay giree nahi , nahi abr* haay fataa nahi.

meree beqasi ka saboot hai ye tarah-tarah ki udaasiyaa,
ye zamee bhi haay fatee nahi, ye falak bhee haay giraa nahi.

mere haaledil pe tu has bhi le ki ye soch le ye samajh bhi le,
koi aisaa bhi hai jahaan men jise dukh kabhi bhee huya nahi.

kadee dhoop men the sane huye wo hawaa ke jhonke bhee garm the,
ki shajar ki chhaon ghani to thee mujhe chain phir bhi milaa nahi.

yahee raat din kee shikaayte hame is safar men lagi rahee,
mere saath kyun tu rukaa nahi, tere saath kyun main chalaa nahi.

kafedast* jaan liye UFAQ yu hi besabab ki phire kahaan
jise zindagi se na pyaar ho , wo qazaa* se phir to daraa nahi.



barq - lightening
abr - cloud
kafedast - palm of hand
qazaa - death

-------------------------------------------


In one word: Superb

yahee raat din kee shikaayte hame is safar men lagi rahee,
mere saath kyun tu rukaa nahi, tere saath kyun main chalaa nahi.


really nice one...


--


harf e taaza naii khushboo mein likha chahta hai
baab ik aur mohabbat ka khula chahta hai- Parveen Shakir
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com