Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Kismat jo BADAL na payeNge
Old
  (#1)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Post Kismat jo BADAL na payeNge - 11th September 2005, 12:22 AM

Adaab sabhi ko ...

Tum haqeeqat ho ya khwaab.. par tumhe sach maan ke jindgi jeeta huN maiN... ki mere aramanoN maiN tumhara aks hai kahiN na kahiN.. jise maiN dekh sakta huN .. chu sakta huN.. par pal bhar maiN simat jata hai wo kahiN... dil roz jee uththa hai.. aur roz.....................!

_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_

Behak na jana, ki hum sambhal na payeNge…
Tere agosh maiN aake phir nikal na payeNge..

Is raat maiN kar lena dil ki hasrateN poori…
Jo gujar gaya ye pal phir pighal na payeNge…

Meri ankhoN mai beh rahe mere jazbat-e-dil…
Padh lo inhe jara ye phir machal na payeNge...

Tere intzaar mai tanhai ko mehfil batate kabse…
ranginiyoN se ab ye armaan behal na payeNge…

apne hashra ki fiqra kya karooN mere khuda…
us katil ko de di kismat jo badal na payeNge…

Janta huN yahi hai manzil teri “saccha_pyar”…
Par Teri judai ka jehar hum nigal na payeNge…

kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#2)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
11th September 2005, 10:27 AM

bhaiya ek aur dil ko choo lene wala kalam bas dil khush ho gaya ise padh kar.bahut hi khoob likh hai aapne.bas aise hi likhte rahiye aap aur hume kuch bhi nahi chahiye.

aapka CHOTA

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Re: Kismat jo BADAL na payeNge
Old
  (#3)
ruhani
Registered User
ruhani is a jewel in the roughruhani is a jewel in the roughruhani is a jewel in the rough
 
ruhani's Avatar
 
Offline
Posts: 1,499
Join Date: Feb 2005
Location: punjab
Rep Power: 23
Re: Kismat jo BADAL na payeNge - 11th September 2005, 11:00 AM

Quote:
Originally posted by sacccha_pyar
Adaab sabhi ko ...

Tum haqeeqat ho ya khwaab.. par tumhe sach maan ke jindgi jeeta huN maiN... ki mere aramanoN maiN tumhara aks hai kahiN na kahiN.. jise maiN dekh sakta huN .. chu sakta huN.. par pal bhar maiN simat jata hai wo kahiN... dil roz jee uththa hai.. aur roz.....................!

_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_

Behak na jana, ki hum sambhal na payeNge…
Tere agosh maiN aake phir nikal na payeNge..

Is raat maiN kar lena dil ki hasrateN poori…
Jo gujar gaya ye pal phir pighal na payeNge…

Meri ankhoN mai beh rahe mere jazbat-e-dil…
Padh lo inhe jara ye phir machal na payeNge...

Tere intzaar mai tanhai ko mehfil batate kabse…
ranginiyoN se ab ye armaan behal na payeNge…

apne hashra ki fiqra kya karooN mere khuda…
us katil ko de di kismat jo badal na payeNge…

Janta huN yahi hai manzil teri “saccha_pyar”…
Par Teri judai ka jehar hum nigal na payeNge…

_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_

kunal
dear kunal,
wah dost wah tere likhne ke andaaz ki mein kya tareef karu ki shabh hi nahi rehte tere kalam ki daad dene ke liye. aaj dost tune mujhe khush kiya yeh dua hai khuda se ki teri jholi khushiyon se bhaar de. it was a pleasant surprise to see ur post so oftenly now these days n i m so happy for this. kaha tha na khuda ki razaa mein raazi rehna seek lo n to see ur closed ones smile do watever u can do to get a smile on their face. n today u r the reason of my smile. janti hoon dard hi dard chalkta hi tumhare har alfaas mein but jab woh din nahi rahe to yeh bhi jald hi khatam ho jayenge. i know its not easy buddy but then we have to go miles n miles ahead to make our path more radiant.
now coming to ur writing. as usual tumhein jab jab padhne ka mauka mila ya to ishq ke samundar ki gehraiyon mein doobe hue paaya aur aaj woh waqt hai ki aah nikalti hai tere har alfaas mein ki dil ko cheerta hai tera har ek alfaas. kuch alfaas jodh paayi kunal tumhari is anmol rachna ke liye.

teri justazoo meri khaana-viraani
yehi hai jawani to kya hai jawani
dil mei dard aur ankhon mei pani
dilwalon ki doston yehi hai nishani!

hey kunal as usual loved reading each word of urs. keep flowing ur thoughts ahead to n keep sharing with us. take care n may god bless u with his finnest glitters. jab jab dard bhara kalam padhti hoon khud ko usmein doobe hue paati hu kyoki kahin na kahin mere andhar jo daba hai jab jab aisa kuch padhne ko mile to mano jaise yeh mere hi khayal ho. neways take care n always keep smiling.

ajnabi raaston pe mile nakhuda zindaghi ke
dheere-dheere humein sagar-e-ishq mein dubo gaye
phir ek din aisa aaya gamn-e-toofan "jas"
na raha na-khuda,safeene bhi kho gaye!

with love
urs TQ

mera aashiyaan tha wahan jahan toofanon ka theekana tha,
ek naadan dil tha aur ek bedard zamana tha!
na jaane kyu ussi pal mil gaya ek dard naya,
jab kisi roz mere labon ka muskurana tha!

*****************************

Kutch bayani ho ehsaason ki…..
Kutch kahani ho jasbaaton ki….
Ek paaq bazm jahan ho sirf pyar…..
Dhoondte hain koi aisa manzar yaar….

Karein ek dooje se har koi lagaav….
Koi kare shikayat koi de sujaav
Naazim kare hifaazat-e-pyar…
Dhoondte hain koi aisa manzar yaar….

Buzurgoon ki kahawaat hai…
Fal-e-intezaar meetha hai….
Kehte hain Jas- Nal- Aman….
Thoda sa, bus thoda sa intezaar….

Last edited by ruhani; 11th September 2005 at 11:02 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
karthik
Registered User
karthik has a spectacular aura aboutkarthik has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 1,172
Join Date: Mar 2005
Location: hyderabad
Rep Power: 22
11th September 2005, 11:49 AM

kunal bhai....kya likha hain aapne...
it really is an amazin post...
woww...it was fantastic to read u...

Tere intzaar mai tanhai ko mehfil batate kabse…
ranginiyoN se ab ye armaan behal na payeNge…

especially this one was too good...
keep writin n keep sharin
take care

Karthik
Chaandni mere pyaar ki kyun uspar na rang laayi
Kyun bas kami hi meri ibaadat me usko nazar aayi
Thaa laakh bura sahi main. sacchi meri chaahat thi
Kyun meri bhaavnaon ko woh samajh nahi paayi...

Dekhna chahta hun..
Tere tasveer ko khwab banake dekhna chahta hun
Aur us khwab mein apne aap ko khona chahta hun

I envy the words, which took the form of my emotions
I love my poetry…
Which has turned the tears of pain in to the pearls of love…
   
Reply With Quote
Re: Kismat jo BADAL na payeNge
Old
  (#5)
kasak
Pieces of me!
kasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to all
 
kasak's Avatar
 
Offline
Posts: 823
Join Date: Jul 2005
Location: Bhopal(MP, india)
Rep Power: 25
Re: Kismat jo BADAL na payeNge - 11th September 2005, 01:32 PM

Quote:
Originally posted by sacccha_pyar
Adaab sabhi ko ...

Tum haqeeqat ho ya khwaab.. par tumhe sach maan ke jindgi jeeta huN maiN... ki mere aramanoN maiN tumhara aks hai kahiN na kahiN.. jise maiN dekh sakta huN .. chu sakta huN.. par pal bhar maiN simat jata hai wo kahiN... dil roz jee uththa hai.. aur roz.....................!

_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_

Behak na jana, ki hum sambhal na payeNge…
Tere agosh maiN aake phir nikal na payeNge..

Is raat maiN kar lena dil ki hasrateN poori…
Jo gujar gaya ye pal phir pighal na payeNge…

Meri ankhoN mai beh rahe mere jazbat-e-dil…
Padh lo inhe jara ye phir machal na payeNge...

Tere intzaar mai tanhai ko mehfil batate kabse…
ranginiyoN se ab ye armaan behal na payeNge…

apne hashra ki fiqra kya karooN mere khuda…
us katil ko de di kismat jo badal na payeNge…

Janta huN yahi hai manzil teri “saccha_pyar”…
Par Teri judai ka jehar hum nigal na payeNge…

_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_--_

kunal

kunal bhaiya........
apki tareef karne ki hamari aukaat shayad hi kabhi ho paaye..........par phir bhi yahi kahungi ki apki shayri me jo dard milta hai wo shayad hi kisi aur ke kalaam me mile......aksar royi hoon apki shayriyaan padhkar......apki shayri dekhkar kabhi kabhi soch me pad jaati hoon ki pyar kisiko kis hadd tak shayar bana daalta hai.........

apse bahut kuch seekhungi......zaroor.........

do keep on writing.......

with lots of love,
KaSaK.......

~A tease in heart~

Judaa huye haiN bahut log, ek tum bhii sahii,
Ab itnii sii baat pe kyaa zindagii haraam kareiN ..
  Send a message via Yahoo to kasak  
Reply With Quote
Old
  (#6)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
12th September 2005, 12:24 AM

Quote:
Originally posted by ghayal_shayar
bhaiya ek aur dil ko choo lene wala kalam bas dil khush ho gaya ise padh kar.bahut hi khoob likh hai aapne.bas aise hi likhte rahiye aap aur hume kuch bhi nahi chahiye.

aapka CHOTA
Lucky...

Shukriya .. mere kalaam tumhare dil main utar ke jagah banate hai... aise hi sath dete rehna ...

tumhara apna

kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#7)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
12th September 2005, 10:00 AM

Tere intzaar mai tanhai ko mehfil batate kabse…
ranginiyoN se ab ye armaan behal na payeNge…

Hello my sweet brother

Kaise ho .....ek baar phir itna dard bhara likh diya........upar quote ki hui lines were very touching......bahut kuch kehti hay tumhari rachna...di ki daad kabul karna...yuun hi likhtey rehna....di ki daad to sada tumharey sath hay

Keep Smiling :-)
   
Reply With Quote
Re: Re: Kismat jo BADAL na payeNge
Old
  (#8)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Re: Re: Kismat jo BADAL na payeNge - 13th September 2005, 03:50 PM

Quote:
Originally posted by ruhani
dear kunal,
wah dost wah tere likhne ke andaaz ki mein kya tareef karu ki shabh hi nahi rehte tere kalam ki daad dene ke liye. aaj dost tune mujhe khush kiya yeh dua hai khuda se ki teri jholi khushiyon se bhaar de. it was a pleasant surprise to see ur post so oftenly now these days n i m so happy for this. kaha tha na khuda ki razaa mein raazi rehna seek lo n to see ur closed ones smile do watever u can do to get a smile on their face. n today u r the reason of my smile. janti hoon dard hi dard chalkta hi tumhare har alfaas mein but jab woh din nahi rahe to yeh bhi jald hi khatam ho jayenge. i know its not easy buddy but then we have to go miles n miles ahead to make our path more radiant.
now coming to ur writing. as usual tumhein jab jab padhne ka mauka mila ya to ishq ke samundar ki gehraiyon mein doobe hue paaya aur aaj woh waqt hai ki aah nikalti hai tere har alfaas mein ki dil ko cheerta hai tera har ek alfaas. kuch alfaas jodh paayi kunal tumhari is anmol rachna ke liye.

teri justazoo meri khaana-viraani
yehi hai jawani to kya hai jawani
dil mei dard aur ankhon mei pani
dilwalon ki doston yehi hai nishani!

hey kunal as usual loved reading each word of urs. keep flowing ur thoughts ahead to n keep sharing with us. take care n may god bless u with his finnest glitters. jab jab dard bhara kalam padhti hoon khud ko usmein doobe hue paati hu kyoki kahin na kahin mere andhar jo daba hai jab jab aisa kuch padhne ko mile to mano jaise yeh mere hi khayal ho. neways take care n always keep smiling.

ajnabi raaston pe mile nakhuda zindaghi ke
dheere-dheere humein sagar-e-ishq mein dubo gaye
phir ek din aisa aaya gamn-e-toofan "jas"
na raha na-khuda,safeene bhi kho gaye!

with love
urs TQ
Jas..

Aaj tumhare pyar ne mujhe khamosh kar diya hai ... itna kuch likh dala ki kuch samajh bhi nahi aa raha...kis baat ka jawaab duB .. sach tum jaisa dost milna bade kismat ki baat hai ... aur aaj tumhe sath pake dil khushiyoN ki bulandiyoN par haia... bas yuN hi sath dete rehna ... aur kya mangu tumse

tumhara apna

kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#9)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
17th September 2005, 11:38 AM

Quote:
Originally posted by karthik
kunal bhai....kya likha hain aapne...
it really is an amazin post...
woww...it was fantastic to read u...

Tere intzaar mai tanhai ko mehfil batate kabse…
ranginiyoN se ab ye armaan behal na payeNge…

especially this one was too good...
keep writin n keep sharin
take care
Shukriya chote bhaiya

Well aapka sath milta rahe to kalam ki bayani kabhi na ruke

bas yuN hi sath dete rehna ..

tumhara apna

kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Re: Re: Kismat jo BADAL na payeNge
Old
  (#10)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Re: Re: Kismat jo BADAL na payeNge - 17th September 2005, 11:42 AM

Quote:
Originally posted by kasak
kunal bhaiya........
apki tareef karne ki hamari aukaat shayad hi kabhi ho paaye..........par phir bhi yahi kahungi ki apki shayri me jo dard milta hai wo shayad hi kisi aur ke kalaam me mile......aksar royi hoon apki shayriyaan padhkar......apki shayri dekhkar kabhi kabhi soch me pad jaati hoon ki pyar kisiko kis hadd tak shayar bana daalta hai.........

apse bahut kuch seekhungi......zaroor.........

do keep on writing.......

with lots of love,
KaSaK.......
Kasak

Yun aukat jaise shabd ke sath khilwad na karo ... yahaN ... kyuNki humme darze kab se banne lage ... humme agar koi ranking hai to bas wo hai adab ki ... tareef ki aur daad ki ... bas khayal rakhna hai apne se badoN ki izzat ka ... aisa phir na kehna .. hrdya maiN tees si hoti hai warna ... umeed hai tum samjhogi ...

tumhara apna

kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#11)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
17th September 2005, 11:45 AM

Quote:
Originally posted by sukanya
Tere intzaar mai tanhai ko mehfil batate kabse…
ranginiyoN se ab ye armaan behal na payeNge…

Hello my sweet brother

Kaise ho .....ek baar phir itna dard bhara likh diya........upar quote ki hui lines were very touching......bahut kuch kehti hay tumhari rachna...di ki daad kabul karna...yuun hi likhtey rehna....di ki daad to sada tumharey sath hay

Keep Smiling :-)
Shukriya Didi

MaiN accha huN ... par shayad dil accha nahi... dard pe likha kya karooN kuch aur nazar aata bhi to nahi ... nas aap aayin ... accha laga ...

aapka apna

kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#12)
Devangi
Registered User
Devangi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 140
Join Date: Dec 2005
Rep Power: 19
17th December 2005, 08:55 AM

Kunal ji,

Tumhara dard bhara kalam parh ke aankhein humhari bhi nam ho gayi. yeh dard bhi na kabhi humhara pichha nahi chhorta. tumhare ehsaas parh ke achha laga. tumhare iss kalam pe meri daad kubul kar lo. yun hi aage bhi likhte rehna!

Tumhari,

Devangi.
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
sandhaya
Registered User
sandhaya will become famous soon enoughsandhaya will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 233
Join Date: Nov 2005
Rep Power: 20
17th December 2005, 01:55 PM

Kunal Ji Aapko Jab Jab Padhti HUn Kuch Naya SIkhne Ko Milta Hai........kehna nahi chahiye lekin aapke ye dard bhare alfaaz mujhe hamesha kuch na kuch sikha jaate hai .........zindagi se ek nayi pehchaan karva jaate hai meri.........likhte rahiye.....

Zindagi Ne Diya Nahi Mokka Humko
Mahobaat Bhara Dil Humbhi Rakhte The

Aaj Vo Ho Gaya Hai Kisi AUr Ka Kya Kahe
Kal Jisko Chori Chori Se HUm Takhte The
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
17th December 2005, 03:31 PM

Quote:
Originally posted by Devangi
Kunal ji,

Tumhara dard bhara kalam parh ke aankhein humhari bhi nam ho gayi. yeh dard bhi na kabhi humhara pichha nahi chhorta. tumhare ehsaas parh ke achha laga. tumhare iss kalam pe meri daad kubul kar lo. yun hi aage bhi likhte rehna!

Tumhari,

Devangi.
Divangi....

Kisi ka naam na lekar use ek khayal ki tarah bulana mujhe humesha pechida hi laga hai .. par koi baat nahi ... ye hi samajh lenge tum divangi ho ... jiski koi had nahi ... jo cha jaye to khud pe shumaar na rahe .. aur dard ka kya hai ye na ho to jeena jeena na ho ... line to yaad hoNgi .. Ki ab to aadat si hai mujhko aise jeene maiN ...

Sath dene ke liye shukriya .. aur jo ab kadam mila liye hai humare sath to sath hi rehna ...

tumhara apna

Kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#15)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
17th December 2005, 03:35 PM

Quote:
Originally posted by sandhaya
Kunal Ji Aapko Jab Jab Padhti HUn Kuch Naya SIkhne Ko Milta Hai........kehna nahi chahiye lekin aapke ye dard bhare alfaaz mujhe hamesha kuch na kuch sikha jaate hai .........zindagi se ek nayi pehchaan karva jaate hai meri.........likhte rahiye.....

Zindagi Ne Diya Nahi Mokka Humko
Mahobaat Bhara Dil Humbhi Rakhte The

Aaj Vo Ho Gaya Hai Kisi AUr Ka Kya Kahe
Kal Jisko Chori Chori Se HUm Takhte The
Meena ...

meri bisaar hi kya hai .. jo kisi ko kuch sikha sakuN... aap mujhme khali kalam main se alfaaz padh leti hai ye bohat hai mere liye ... warna hum koi hasti nahi jo kisi ko uch sikha sake ... abhi jto jana bhi nahi ki kalam pakdeN kaise... aur zindgi ki kahani to azeeb-o-gareeb hai .. kabhi lagta hai jaan li .. aur kabhi ... lagta hai ki bohat kuch hai ... aise main mere ye khak alfaz kya bayani kareN.... jo aapko jindgi ki haqeeqat samjhayeN ... khair aapka likha pasand aaya ... yahi kahuNga .. aap khud ek adad shayra hai ...

Kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#16)
garima
Paagal Pathik
garima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of light
 
garima's Avatar
 
Offline
Posts: 1,997
Join Date: Jan 2005
Location: In the heart of universe
Rep Power: 26
17th December 2005, 06:29 PM

Bahoot achha likha hai Bhaiya.. aise hi likhate rahiye

with lots of love
aapka Beta

Anant se bhi aage... itni si khwahish hai :)
  Send a message via Yahoo to garima Send a message via Skype™ to garima 
Reply With Quote
dear fnd rakhi
Old
  (#17)
cutemunda_2005
Banned
cutemunda_2005 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 384
Join Date: Dec 2005
Location: delhi india
Rep Power: 0
dear fnd rakhi - 17th December 2005, 08:58 PM

yaar aise sher likh kar too dil se aansu nikaal deta he.......... fir bhi carry on bye take care monti
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#18)
kuhulika
Registered User
kuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant future
 
kuhulika's Avatar
 
Offline
Posts: 2,269
Join Date: Jul 2005
Location: New Delhi.(India)
Rep Power: 37
hi - 17th December 2005, 09:10 PM

monti ji,

ye ik sher nahi ik gazal hai.. jo dil se likhi gayi hai

sorry kunal.. apki taraf se meine keh diya...

bahut hi pyara likha hai...

likhte raho yu hin.. kyunki apko padkar koi jeeta hai...

SHWETA

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai

uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai

kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
17th December 2005, 09:15 PM

bahaut acche kunal.....ab sabhi ne itna kuch kehdiya hai toh ab kya keh sakti hoon,aisa haalaat me mera kuch kehna mayne na rakkhe ga......apna khyaal rakkho jaan aur likhte raho.

"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."

**~*FaRhAnA*~**

Last edited by farhana; 17th December 2005 at 09:19 PM..
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
shweta g..........
Old
  (#20)
cutemunda_2005
Banned
cutemunda_2005 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 384
Join Date: Dec 2005
Location: delhi india
Rep Power: 0
shweta g.......... - 17th December 2005, 09:22 PM

taaja taaja dil tutaa he ish liye sher or gajal me fark nahi samajh sakta ........... aap logo ka aashirwaad raha to jaldi he samajh jaaunga.. ok ............... soorryyyyyyyyyyyyyyyyy
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
sager
Registered User
sager is a glorious beacon of lightsager is a glorious beacon of lightsager is a glorious beacon of lightsager is a glorious beacon of lightsager is a glorious beacon of light
 
sager's Avatar
 
Offline
Posts: 144
Join Date: Nov 2005
Rep Power: 23
17th December 2005, 11:38 PM

Meri ankhoN mai beh rahe mere jazbat-e-dil…
Padh lo inhe jara ye phir machal na payeNge...

Tere intzaar mai tanhai ko mehfil batate kabse…
ranginiyoN se ab ye armaan behal na payeNge…

wah kunal jee kya khoob lihka hai aapne.... you have given words to emotions..good work...keep it up.....nice lines...

Sager.....

Her pal dekta hoon,
dharti ko aasma se milte huye,
her pal dikh jati hai isliyat mujhe.....
aur rah jata hoon bus yehi kahte huye......
shitiz yeh nahin hai,
SAGER tere aasma se pyar ki
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
Devangi
Registered User
Devangi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 140
Join Date: Dec 2005
Rep Power: 19
18th December 2005, 07:12 AM

Quote:
Originally posted by sacccha_pyar
Divangi....

Kisi ka naam na lekar use ek khayal ki tarah bulana mujhe humesha pechida hi laga hai .. par koi baat nahi ... ye hi samajh lenge tum divangi ho ... jiski koi had nahi ... jo cha jaye to khud pe shumaar na rahe .. aur dard ka kya hai ye na ho to jeena jeena na ho ... line to yaad hoNgi .. Ki ab to aadat si hai mujhko aise jeene maiN ...

Sath dene ke liye shukriya .. aur jo ab kadam mila liye hai humare sath to sath hi rehna ...

tumhara apna

Kunal
Kunal ji,

Devangi kaho ya divangi kya farq padta hai. aur haan, tumne hi post kiya hai kalyug ka gaana hindi lyrics section... woh line yaad hai mujhe... ki ab to aadat si hai mujhko aaise jeene maiN... Nice song. Take care!
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
19th December 2005, 12:36 AM

Quote:
Originally posted by garima
Bahoot achha likha hai Bhaiya.. aise hi likhate rahiye

with lots of love
aapka Beta
Shukriya beta...

tum sath deti rehna yuN hi

Tumhara bhai

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Re: dear fnd rakhi
Old
  (#24)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Re: dear fnd rakhi - 19th December 2005, 12:37 AM

Quote:
Originally posted by cutemunda_2005
yaar aise sher likh kar too dil se aansu nikaal deta he.......... fir bhi carry on bye take care monti
Arre mere yaar..

mere dil ke haalat tujhse chupe kab hai .. meri aah maiN to tu waise bhi royega ... mera dil jo hai tu... par tu na roiye ... warna mujhe sambhalega koun..

Tera bhai

Kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Re: hi
Old
  (#25)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Re: hi - 19th December 2005, 12:39 AM

Quote:
Originally posted by kuhulika
monti ji,

ye ik sher nahi ik gazal hai.. jo dil se likhi gayi hai

sorry kunal.. apki taraf se meine keh diya...

bahut hi pyara likha hai...

likhte raho yu hin.. kyunki apko padkar koi jeeta hai...
Shewta ...

Shukriya side lene ke liye ... use abhi gazal aur sher maiN antar nahi maaloom likh hi chuka hai wo... shhukriya pasand karne ke liye ...

dekha mere yaar gham ke mare hum aur tu hi nahi

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#26)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
19th December 2005, 12:40 AM

Quote:
Originally posted by farhana
bahaut acche kunal.....ab sabhi ne itna kuch kehdiya hai toh ab kya keh sakti hoon,aisa haalaat me mera kuch kehna mayne na rakkhe ga......apna khyaal rakkho jaan aur likhte raho.
Meri faru...

Tumhare alfaaz kitne keemti hai tum janti ho ... par koi baat nahi tum aayi ye kya kam hai... aise hi sath deti rehna

Kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
bhaut khoob
Old
  (#27)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
bhaut khoob - 19th December 2005, 09:06 AM

kunal ji
aapki kavita ke ek ek sabd jeese dil mai utarte chle gaye .bhaut hi achhi likhi hai .aise hi likhte rahiyega aur hum jeese naye logon ko kuch sikhate rahiyega.aapko padkar bahut hi achha laga.

  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Re: shweta g..........
Old
  (#28)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Re: shweta g.......... - 19th December 2005, 04:47 PM

Quote:
Originally posted by cutemunda_2005
taaja taaja dil tutaa he ish liye sher or gajal me fark nahi samajh sakta ........... aap logo ka aashirwaad raha to jaldi he samajh jaaunga.. ok ............... soorryyyyyyyyyyyyyyyyy
Arre mere yaar ,,,.. tujhe sab muaaf hai ... samjha ....

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#29)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
19th December 2005, 04:48 PM

Quote:
Originally posted by sager
Meri ankhoN mai beh rahe mere jazbat-e-dil…
Padh lo inhe jara ye phir machal na payeNge...

Tere intzaar mai tanhai ko mehfil batate kabse…
ranginiyoN se ab ye armaan behal na payeNge…

wah kunal jee kya khoob lihka hai aapne.... you have given words to emotions..good work...keep it up.....nice lines...

Sager.....
Sager

Dil ka haal sune dil wala ... shayad tabhi aapko mere alfaaz emotion maiN nazar aaye ...

shukriya sath dene ke lie

Tumhara kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#30)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
19th December 2005, 04:52 PM

Quote:
Originally posted by Devangi
Kunal ji,

Devangi kaho ya divangi kya farq padta hai. aur haan, tumne hi post kiya hai kalyug ka gaana hindi lyrics section... woh line yaad hai mujhe... ki ab to aadat si hai mujhko aaise jeene maiN... Nice song. Take care!
Sahi Kaha

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Re: bhaut khoob
Old
  (#31)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Re: bhaut khoob - 19th December 2005, 04:55 PM

Quote:
Originally posted by shrdh
kunal ji
aapki kavita ke ek ek sabd jeese dil mai utarte chle gaye .bhaut hi achhi likhi hai .aise hi likhte rahiyega aur hum jeese naye logon ko kuch sikhate rahiyega.aapko padkar bahut hi achha laga.
Shrdh

Ye to aapki jarra nawazish hai jo khak alfazoN ko itna maan diya.. aur maiN kitni baar likh chuka huN .. maiN kya koi hasiyat rakhta huN jo kisi ko kuch sikha pauN.. ye sab to aapke samne hai .. chun sakeN to chun lijiyega... aur kya kahun ... baaki banda khidmat maiN humesha rahega... aapka apna

kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Kismat jo BADAL na payeNge KunaaL Anjuman-e-Shayri 6 2nd December 2009 02:42 AM
~~jaayega Zanazaa Mera Kandha Badal Badal Ke~~ ISHIQA AGGARWAL Shayri-e-Dard 0 17th November 2006 12:18 AM
Khud Ko Khush-kismat Kahun Ya Bat-kismat? Junior_Ghalib Shayri-e-Dard 0 18th June 2005 01:01 PM
kismat ko koste nahi, kismat banane wale, neil Shayri-e-Dard 0 11th March 2003 12:46 AM
kismat ko koste nahi, kismat banane wale neil Shayri-e-Sharaab 0 11th March 2003 12:39 AM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com