Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
yeh rishta bhi koi rishta hai!!
Old
  (#1)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
Sad yeh rishta bhi koi rishta hai!! - 5th November 2003, 02:30 PM

salaam doston,

ummeed karti hun aap sabhi khairiyat se honge. aaj phir kuch likkha hai, aap sabhi ke beech apne dard baatne aayi hu.apni raye aur mashwarhe se mujhe waqif aap sabhi karayenge iski umeed karti hun.

shaam ki surmayi ankhon ko jis tarah chand ka intezaar hota hai,
us bewafa yaar ki yaad mein phir mera yeh bebas dil rota hai.

chaand ke aate hi jis tarah yeh aasmaan phirse roshan hota hai,
asuon ke aate hi ankhon me ek ajab sa dhundhla pan hota hai.

timtimati sitaaron ki chamak mein jab yeh sara jahaan sotaa hai,
tab unke paas na hone ka mujhe phir ghame ehsaas hota hai.

wo laut ayenge mere paas phir yeh dil ko jhuta ehsaas hota hai,
is matlab ki duniya mein aye farhana kaun yaha kiska hota hai.

aye duniya waalon kya yeh rishtaa bhi bhala koi rishtaa hota hai,
jisme kabhi na paakar yeh dil har pal bas khota ho khota hai !!


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
hi
Old
  (#2)
akant
Registered User
akant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to behold
 
akant's Avatar
 
Offline
Posts: 1,774
Join Date: Apr 2003
Location: UP, India
Rep Power: 30
hi - 5th November 2003, 05:22 PM


timtimati sitaaron ki chamak mein jab yeh sara jahaan sotaa hai,
tab unke paas na hone ka mujhe phir ghame ehsaas hota hai.


Ferhana ji,

aapki yah line bahut achhhi lagi. sari line mein dard ki chubhan mhsoos ho rahi hai. achchha likhati hain aap.



Akant...


*********
आहट सी कोइ आये तो समझ लेना कि तुम हो...
AahaT si koi aaye to samajh lena ki tum ho...
   
Reply With Quote
hi there
Old
  (#3)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
Love hi there - 6th November 2003, 12:25 AM

hi akant,

thanx for replying my dear.mujhe khhushi hai is baat ki ke aapne mera likkha pasand kiya. tareef ke liye shukriya.keep in touch.take care and bye


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#4)
ghayalparwana
Registered User
ghayalparwana will become famous soon enoughghayalparwana will become famous soon enough
 
ghayalparwana's Avatar
 
Offline
Posts: 1,128
Join Date: Nov 2002
Location: London
Rep Power: 24
7th November 2003, 05:23 PM

Dard ..Tanhayi ..bebasi..In jazbaaton se vabasta kara jaate hai tumhaare kalaam..

Aapke har lafz ki kadar karte hai hum..

keep writing

Varinder


kyon zindagi ki raah mein akele chalta hai dost
chal waha chal jahan tere jaise aur bhi hai...
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#5)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
Love hi - 8th November 2003, 04:02 PM

hi varinder,

nice to have ur views..well thanx so much for liking my presentation.thanx and ragards.take care and bye


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Re: yeh rishta bhi koi rishta hai!!
Old
  (#6)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: yeh rishta bhi koi rishta hai!! - 8th November 2003, 05:45 PM

farhana ji
bahooot khoob likha hai aapne,...apne dil ke jazbaaton ko bakhoobi bayan kiya hai aapne....likhte rahiye,,,,,

kisi ki yaad mein dunia bhulaye baithe hai
intezaar mein unke palkein bichaye baithe hai
wo aaye na aaye unki marzi...
ham to hasraton ke khandhar sajaye baithe hai

-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#7)
mango
Registered User
mango is on a distinguished road
 
mango's Avatar
 
Offline
Posts: 172
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 21
8th November 2003, 09:47 PM

Wahh Nazneen ji bohot hi khoobsoorat ghazal hai
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
9th November 2003, 03:58 PM

hi manoj,

kaise hain aap.....pehli baat toh yahi kahungi ke aapke sher ne dil ko choo liya.aapki tareef ke liye mein tahe dil se shukriya ada karn chahungi manoj.thanx n keep in touch.bye


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#9)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
9th November 2003, 04:03 PM

hi mango,

hey is mango ur name??if it is then its a damn cute one. mujhe khushi hai aapne meri ghazal ko tareefe kabil samjha.isi tarah mujhe hamesha apni raye batate rahiyega.thanx again and take care.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#10)
mango
Registered User
mango is on a distinguished road
 
mango's Avatar
 
Offline
Posts: 172
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 21
9th November 2003, 07:01 PM

Assalam u alaikum
Farhana ji
nahin Mango mera naam nahin hai par mere kuchh friends mujhe isi naam se bulate hain so its my nick
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#11)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
hi - 9th November 2003, 10:44 PM

hi farhana g
how r u?
pahle to tarif qabool kije ga..
itna acha klaam likhen ka
umeed hay k ainda bhi isi tarah
aap k klaam parhne ko milte rahain gain..
magar aik bat jo ham ne feel ki hay woh yeh k
aap ne jo behar use ki hay ..woh bohat lambi hay
parhne wala yeh samajhta hay k shayad bewajah
itni lambi behar ka istamal kiya gya hay...
its just a coment..i hope u dont mind..
sorry if so...
take care
aik banjara''''
abhi bas itna hi''''


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
hello
Old
  (#12)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
Love hello - 10th November 2003, 02:11 PM

hi banjaraji,

bahaut dino baad aapne hamare kalaam pe nazar daali.der se aaye par durust aaye. meine aapke sujhav par gaur kiya hai aur inshallah ise sudharne ki koshish bhi karungi....par tab tak inhi galtiyon ka mazaa uthaiyega!!hehehe. anywaz take care and have a nice time.bye.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Yaadoon se rishta kal bhi thaa yaadoon se rishta aaj bhi hai silent-tears Shayri-e-Dard 4 30th January 2008 02:39 PM
*mujh se mera kya rishta hai har ik rishta bhool gaya.."Mumtaz Rashid jee"* Diggaj_Dave Ghazal Section 1 10th September 2006 05:37 PM
Dil Ka Rishta Rubina Shaikh Shayri-e-Ishq 1 7th September 2006 12:17 PM
dil ka rishta dard_thesorrow Shayri-e-Ishq 6 19th February 2005 02:16 PM
Rishta Irfan Hakeem Shayri-e-Ishq 0 22nd December 2003 05:15 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com