Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ghazal: Wo lamhe bahot hii suhaane the...!
Old
  (#1)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,552
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 60
Thumbs up Ghazal: Wo lamhe bahot hii suhaane the...! - 12th May 2018, 11:08 AM

Mere pyaare dostoN:

Namaskaar aur Aadaab!

Aik baar fir se haazir huuN aap sab ke beech apne dil ke ehsaasoN ko liye.. Ummid kartaa huuN aapko yeh ehsaas pasand aayenge.. Aap sab ka saath aur pyaar mujhe hameshaa se miltaa rahaa hai.. wo ees baar bhee zaruur milenga yehi ummid kartaa huun.. to dostoN mulA'iizaa farmaayeN.!!

*****************************************,*,
isii ummid meiN jee rahaa huuN maiN.. kabhi na kabhi kahiN na kahiN miloge to sahi tum....phir saath mere chaloge to sahi tum...!
********************************************

Wo lamhe bahot hii suhaane the
tere sang jitne guzaare the

mere haath ki in lakeeroN meiN
kismat ne kaii Ghum Chhipaaye the

muhabbat ki raaheN nahiiN aasaaN
par donoN ke pakke iraade the

O mere sanam!! kya Khataa merii
hum ziNdaa hi tere sahaare the

haaN terii kamii ziNdagee meN rahee
jo thee tuu KhuShii ke Thikaaane the

kuChh maaNgu mujhe de sakoge kyaa?
tere dard mujH ko churaane the

Qaabil JOSH tum na rahe usske
jissko raaz dil ke sunaaye the

Ik arsaa huaa ussko deKhe hue
Wo kabhi JOSH aanKhoN ke taare the


********************************************



*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...

Last edited by Dhaval; 12th May 2018 at 12:27 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
12th May 2018, 11:18 AM

Wahhh dhaval bhai..
Bahut khoob ..
bahut dinoN baad aaj login kiya ..

Bahut achha laga aapko padh ke

Likhte rahiye
Khush rahiye

Daad


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
12th May 2018, 11:24 AM

Quote:
Originally Posted by dhaval View Post
mere pyaare doston:

Namaskaar aur aadaab!

Aik baar fir se haazir huun aap sab ke beech apne dil ke ehsaason ko liye.. Ummid kartaa huun aapko yeh ehsaas pasand aayenge.. Aap sab ka saath aur pyaar mujhe hameshaa se miltaa rahaa hai.. Wo ees baar bhee zaruur milenga yehi ummid kartaa huun.. To doston mula'iizaa farmaayen.!!

*****************************************,*,
isii ummid mein jee rahaa huunmain.. Kabhi na kabhi kahin na kahin miloge to sahi tum....phir saath mere chaloge to sahi tum...!
********************************************

wo lamhe bahot hii suhaane the
tere sang jitne guzaare the

mere haath ki in lakeeron mein
kismat ne kaii ghum chhipaaye the

muhabbat ki raahen nahiin aasaan
par donon ke pakke iraade the

o mere sanam!! Kya khataa merii
hum zindaa hi tere sahaare the

haan terii kamii zindagee men rahee
jo thee tuu khushii ke thikaaane the

kuchh maangu mujhe de sakoge kyaa?
Tere dard ghum ko churaane the

qaabil josh tum na rahe usske
jissko raaz dil ke sunaaye the

ik arsaa huaa ussko dekhe hue
wo kabhi josh aankhon ke taare the


********************************************

मेरे मित्र धवल
आखिर एक लंबे अंतराल के बाद तेरी इस नज्म को पढ़ने का मौका मिला और पढ़ने के बाद पुरानी वह सब यादें सामने घूम गई जब हम सब लोग एक साथ इस परिवार में धूम मचाया करते थे अब तो बस समय की कमी के कारण यहां आना नहीं हो पाता। क्या कहूँ दोस्त, बहुत ही उम्दा अहसास हैं। पुनः शायरी की दुनिया मे कदम रखने के लिए बधाई


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Unspokenwords
Registered User
Unspokenwords is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 17
Join Date: Nov 2017
Rep Power: 0
29th May 2018, 07:19 PM

Hi Dhaval, Bahaut achha likha hai aapne.

Was sad reading it but loved it.
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,418
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
5th June 2018, 04:16 PM

Quote:
Originally Posted by Dhaval View Post
Mere pyaare dostoN:

Namaskaar aur Aadaab!

Aik baar fir se haazir huuN aap sab ke beech apne dil ke ehsaasoN ko liye.. Ummid kartaa huuN aapko yeh ehsaas pasand aayenge.. Aap sab ka saath aur pyaar mujhe hameshaa se miltaa rahaa hai.. wo ees baar bhee zaruur milenga yehi ummid kartaa huun.. to dostoN mulA'iizaa farmaayeN.!!

*****************************************,*,
isii ummid meiN jee rahaa huuN maiN.. kabhi na kabhi kahiN na kahiN miloge to sahi tum....phir saath mere chaloge to sahi tum...!
********************************************

Wo lamhe bahot hii suhaane the
tere sang jitne guzaare the

mere haath ki in lakeeroN meiN
kismat ne kaii Ghum Chhipaaye the

muhabbat ki raaheN nahiiN aasaaN
par donoN ke pakke iraade the

O mere sanam!! kya Khataa merii
hum ziNdaa hi tere sahaare the

haaN terii kamii ziNdagee meN rahee
jo thee tuu KhuShii ke Thikaaane the

kuChh maaNgu mujhe de sakoge kyaa?
tere dard mujH ko churaane the

Qaabil JOSH tum na rahe usske
jissko raaz dil ke sunaaye the

Ik arsaa huaa ussko deKhe hue
Wo kabhi JOSH aanKhoN ke taare the


********************************************


kya baat hai dhaval bhai... kamaal ki adaaygi rahi aapki hamesha ki tarah

sach kahun to kaafi waqt ke baad aaj kuch padhaa aur aapka kalaam jaadu kar gayaa.. madhosh kar gyaaa..

bahot lajawaab peshkash rahi aapki... aage bhi likhte rahen, saajha karte hain shukriyaa

Shaad,.....


Shaad...
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com