Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Mukhtasar si mulaqaat ka ShukriyaH!....
Old
  (#1)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
Mukhtasar si mulaqaat ka ShukriyaH!.... - 8th April 2013, 01:36 AM

Ek ghazal pesh e khidmat hai...aapki raey ki muntazir huuN

Behr:

212 212 212 212
mutadarik musamman salim

Mukhtasar si mulaqaat ka ShukriyaH!
Bikhre bikhre se jazbaat ka ShukriyaH!

Ye udaasi ye gham,uspe aankheN bhi nam
TooTi bikhri meri zaat ka ShukriyaH!

Kaun haiN aap ,aur kaise aana hua’a
Aapke in sawaalaat ka ShukriyaH!

Yaad jab bhi kiya,khwaab me aa gaye
Moutabar aise lamhaat ka ShukriyaH!

Aaya saawan bhi ab, tum na aaye magar
Aisi bemaani barsaat ka ShukriyaH!

Zakhmi dil, bebasi aur tanhaaiyaN
Ujre ujre se haalaat ka ShukriyaH!

Chand bhi jaane kyuN saath roya mere
Dard me bheegi is raat ka ShukriyaH!

Jhoote waade, jafaa, dillegi , berukhii
Aah me lipti saughaat ka ShukriyaH!

Ranj deke mujhe muskuraatay rahe
Aap ki sab inaayaat ka ShukriyaH!

Zainy mashkoor mamnoon hai aapki
ShukriyaH! Saa’b har baat ka ShukriyaH!..

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm

Last edited by zainy; 9th April 2013 at 06:22 PM..
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#2)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
8th April 2013, 07:49 AM

Chand bhi jaane kyuN saath roya
mere
Dard me bheegi is raat ka ShukriyaH!

Zainy jee...umda ghazal hui hai....ye lines dil ke kareeb rahin.....

एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
8th April 2013, 12:11 PM

zainy :

namaste

bahot hi khoob aur dilkash Ghazal kahi hay aapne . . dil ko behad pasand aayiin aapki yeh Ghazal dil se daad aur duaaen

khush rahiye apnaa khayaal rakhen

duaaon ke saath ijaazat

aapka

Dhaval

*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
8th April 2013, 02:34 PM

Zainy Sahibaa Aadaab!

Bahut khoob jee bade dinoN baad aapne koi gazal toH likhi... iske liye
humari taraf se shukriyaa...

Gazal achche tarannum meiN rahi yeH baat khoob rahi... , par ashaaroN meiN zyaada
gehrai nazar nahi aayi... means jaise kalaam ki ummid thi aapse woH
nahi milaa...

Wel meri dili daad O mubbarakbad kabul kijiye...
Likhate rahiye.. Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez...
  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#5)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
8th April 2013, 07:55 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Ek ghazal pesh e khidmat hai...aapki raey ki muntazir huuN

Behr:

212 212 212 212
mutadarik musamman salim

Mukhtasar si mulaqaat ka ShukriyaH!
Bikhre bikhre se jazbaat ka ShukriyaH!

Ye udaasi ye gham,uspe aankheN bhi nam
TooTi bikhri meri zaat ka ShukriyaH!

Kaun haiN aap ,aur kaise aana hua’a
Aapke in sawaalaat ka ShukriyaH!

Yaad jab bhi kiya,khwaab me aa gaye
Moutabar aise lamhaat ka ShukriyaH!

Aaya saawan bhi ab, tum na aaye magar
Aisi bemaani barsaat ka ShukriyaH!

Zakhmi dil, bebasi aur yeh tanhaaiyaN
Ujre ujre se haalaat ka ShukriyaH!

Chand bhi jaane kyuN saath roya mere
Dard me bheegi is raat ka ShukriyaH!

Jhoote waade, jafaa, dillegi , berukhii
Aah me lipti saughaat ka ShukriyaH!

Ranj deke mujhe muskuraatay rahe
Aap ki sab inaayaat ka ShukriyaH!

Zainy mashkoor mamnoon hai aapki
ShukriyaH! Saa’b har baat ka ShukriyaH!..

Wallaah Zainy saahiba.. kya baaat hai....bahot aala ... bahot khooobsurat kalaam ke saath tashreef laain hain aap....

Is laajwaab peshkash se kuch sher chun kar tareef karna is kalaam ki beadbii hogii... poori ghazal hi mujhe behad pasand aai.... likhtii rahiye..

Khush rahiye...

Shaad....

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
8th April 2013, 08:06 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post

hmmm..sirf ladkiyon ke ghazal se sher nahi chunte ho...baqi sabki ghazalon se chunte ho.

no regards
   
Reply With Quote
Old
  (#7)

9th April 2013, 08:39 AM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
hmmm..sirf ladkiyon ke ghazal se sher nahi chunte ho...baqi sabki ghazalon se chunte ho.

no regards
hahahaaha..... YE aapka Badappan hai Zidd saahab jo Nacheez ke baaare me aaap aisaa sochte hain........

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
9th April 2013, 11:50 AM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Ek ghazal pesh e khidmat hai...aapki raey ki muntazir huuN

Behr:
212 212 212 212
mutadarik musamman salim

Mukhtasar si mulaqaat ka ShukriyaH!
Bikhre bikhre se jazbaat ka ShukriyaH!

Ye udaasi ye gham,uspe aankheN bhi nam
TooTi bikhri meri zaat ka ShukriyaH!

Kaun haiN aap ,aur kaise aana hua’a
Aapke in sawaalaat ka ShukriyaH!

Yaad jab bhi kiya,khwaab me aa gaye
Moutabar aise lamhaat ka ShukriyaH!

Aaya saawan bhi ab, tum na aaye magar
Aisi bemaani barsaat ka ShukriyaH!

Zakhmi dil, bebasi aur yeh tanhaaiyaN
Ujre ujre se haalaat ka ShukriyaH!

Chand bhi jaane kyuN saath roya mere
Dard me bheegi is raat ka ShukriyaH!

Jhoote waade, jafaa, dillegi , berukhii
Aah me lipti saughaat ka ShukriyaH!

Ranj deke mujhe muskuraatay rahe
Aap ki sab inaayaat ka ShukriyaH!

Zainy mashkoor mamnoon hai aapki
ShukriyaH! Saa’b har baat ka ShukriyaH!..
Zainy Ji………. Bahot Hee Khubsurat Andaaz Me Aap Ne Apnay Takhayyul Ko Lafzon Ka Pairahann Bakhsha Hai……. Bahot Khoob Laga Aap Ka Ye Andaaz AUr Aapki Ye Kaawish…..
Bahot Si DAAAD Qabool Farmaaiye ….

6th Sher Ke Misra oola Me Lafz “Yeh” Hataa Den To Mere KHayal Me Ziaada Rawaani Aa Jaaye Gi….

Sada KHush Rahiye Aur Likhti Rahiye

Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
9th April 2013, 04:41 PM

maine kaha ji shukriya shukriya,
pyara pyara likhne ke liye shukriya...

Dear Zainy......bahut pyara sa likha hai tumne...hame sabhi ashyaar pyare lge

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#10)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
9th April 2013, 04:45 PM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Zainy Ji………. Bahot Hee Khubsurat Andaaz Me Aap Ne Apnay Takhayyul Ko Lafzon Ka Pairahann Bakhsha Hai……. Bahot Khoob Laga Aap Ka Ye Andaaz AUr Aapki Ye Kaawish…..
Bahot Si DAAAD Qabool Farmaaiye ….

6th Sher Ke Misra oola Me Lafz “Yeh” Hataa Den To Mere KHayal Me Ziaada Rawaani Aa Jaaye Gi….

Sada KHush Rahiye Aur Likhti Rahiye
Tareef aur hausla afzaai ka bohat bohat shukriyaH Ahmad sahab...

Aapne jo raey di 6th sher ke baare me,...mera andaaza hai ke "yeh" lafz nikaalne se sher be behr ho jaayega...

Zakh2mi1dil2, be2ba1si2 aur2 yeh1 tan2haa2i1yaN2
Ujre ujre se haalaat ka ShukriyaH!

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#11)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
9th April 2013, 04:54 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Tareef aur hausla afzaai ka bohat bohat shukriyaH Ahmad sahab...

Aapne jo raey di 6th sher ke baare me,...mera andaaza hai ke "yeh" lafz nikaalne se sher be behr ho jaayega...

Zakh2mi1dil2, be2ba1si2 aur2 yeh1 tan2haa2i1yaN2
Ujre ujre se haalaat ka ShukriyaH!
nahi hoga zainyji 'ye' nikalne se sher bebeher

aur rakhne se bhi nahi hoga bebeher.....

ap jaisa chahe kar sakti hain.....general rakhna ho to 'ye' nikal dijiye aur stress dena ho to 'ye' rahne dijiye.
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
9th April 2013, 04:59 PM

is it?....

did not know that.......

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#13)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
9th April 2013, 05:03 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
is it?....

did not know that.......

simple hai zainy ji...

aapne 'aur' ka wazn 2 liya hai...use aap au2 r1 le lijiye... aur 'ye' nikal dijiye

ab aap ke thought ke hisaab se choose kijiye ki 'ye' rakhna hai ki nahi.
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
9th April 2013, 05:22 PM

Zidd Sahab .... Aap Ka Mashkoor Hun Jo aap Ne Wazaahat Ki
Mujhay Personally "YEH" Nikaal Kar Parhnay Me Ziaada Rawaani Lagi... Is Liye Kaha Tha,
Baaqi Ab Zainy Ji Ki Marzi Hai

Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
9th April 2013, 06:21 PM

Lo ji abhi nikaal dete haiN, maine bhi tou bas behr ki wajah se add kiya tha, just to fill that 212 gap....

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#16)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 9th April 2013, 07:31 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Ek ghazal pesh e khidmat hai...aapki raey ki muntazir huuN

Behr:

212 212 212 212
mutadarik musamman salim

Mukhtasar si mulaqaat ka ShukriyaH!
Bikhre bikhre se jazbaat ka ShukriyaH!

Ye udaasi ye gham,uspe aankheN bhi nam
TooTi bikhri meri zaat ka ShukriyaH!

Kaun haiN aap ,aur kaise aana hua’a
Aapke in sawaalaat ka ShukriyaH!

Yaad jab bhi kiya,khwaab me aa gaye
Moutabar aise lamhaat ka ShukriyaH!

Aaya saawan bhi ab, tum na aaye magar
Aisi bemaani barsaat ka ShukriyaH!

Zakhmi dil, bebasi aur tanhaaiyaN
Ujre ujre se haalaat ka ShukriyaH!

Chand bhi jaane kyuN saath roya mere
Dard me bheegi is raat ka ShukriyaH!

Jhoote waade, jafaa, dillegi , berukhii
Aah me lipti saughaat ka ShukriyaH!

Ranj deke mujhe muskuraatay rahe
Aap ki sab inaayaat ka ShukriyaH!

Zainy mashkoor mamnoon hai aapki
ShukriyaH! Saa’b har baat ka ShukriyaH!..

bahut khoob zainy jee aapki ghazal hamesha ki tarah bahut khoobsoorat hai
dil se daad hazir hai kabool farmaayen
radhe radhe

Aapka Apna
Ishk

'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है

email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
aslam noor
Registered User
aslam noor is a jewel in the roughaslam noor is a jewel in the roughaslam noor is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 101
Join Date: Apr 2013
Rep Power: 14
11th April 2013, 10:00 PM

Ek achi ghazal ke liyN bhut bhut mubarak ho,saare hi aashaar bhut hi khoob khe haiN aapne hamesha ki taraH, daad paish e khidmat hai qubool farmaaiye Zainy saheba

aslam

zindagi ke haseen lamhe ka
Khoobsurat sa intekhaab ho tum
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
rajinderseep
Registered User
rajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud of
 
Offline
Posts: 748
Join Date: Oct 2009
Location: new york U.S.A.
Rep Power: 28
12th April 2013, 04:12 AM

originally posted by Zainy

Ranj deke mujhe muskuraatay rahe
Aap ki sab inaayaat ka Shukriya

Subhanallah......bahut khoob.

rajinderseep
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
12th April 2013, 02:58 PM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
Chand bhi jaane kyuN saath roya
mere
Dard me bheegi is raat ka ShukriyaH!

Zainy jee...umda ghazal hui hai....ye lines dil ke kareeb rahin.....

Bohat bohat shukriyah Aru ji...................

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#20)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
13th April 2013, 01:25 AM

Aadaab !

appka kalaam to din ba din to nikharta jaa raha hai or andaaz to waisy hi mashaALLAH bahut acha hai . youNhi likhti rahieN

aik achi ghazal per daad qabool fermaaieN
zor e qalam aur zyada
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#21)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
13th April 2013, 06:17 AM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Ek ghazal pesh e khidmat hai...aapki raey ki muntazir huuN

Behr:

212 212 212 212
mutadarik musamman salim

Mukhtasar si mulaqaat ka ShukriyaH!
Bikhre bikhre se jazbaat ka ShukriyaH!

Ye udaasi ye gham,uspe aankheN bhi nam
TooTi bikhri meri zaat ka ShukriyaH!

Kaun haiN aap ,aur kaise aana hua’a
Aapke in sawaalaat ka ShukriyaH!

Yaad jab bhi kiya,khwaab me aa gaye
Moutabar aise lamhaat ka ShukriyaH!

Aaya saawan bhi ab, tum na aaye magar
Aisi bemaani barsaat ka ShukriyaH!

Zakhmi dil, bebasi aur tanhaaiyaN
Ujre ujre se haalaat ka ShukriyaH!

Chand bhi jaane kyuN saath roya mere
Dard me bheegi is raat ka ShukriyaH!

Jhoote waade, jafaa, dillegi , berukhii
Aah me lipti saughaat ka ShukriyaH!

Ranj deke mujhe muskuraatay rahe
Aap ki sab inaayaat ka ShukriyaH!

Zainy mashkoor mamnoon hai aapki
ShukriyaH! Saa’b har baat ka ShukriyaH!..
Ek baat khaun Zainy ji ....aap ki Ghzal par kar itna luthf aa raha tha ki dil kahta tha ki ye kabhi khatam na ho , par aap ne ise makte pe jaa kar bahut beautifully
end kiya ....

itna hi kahunga , waah maza aga gaya...

sanjay sehgal

khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Thumbs up 13th April 2013, 12:23 PM

Zainy mashkoor mamnoon hai aapki
ShukriyaH! Saa’b har baat ka ShukriyaH!

shurkiyaaH Zainy Saheba... is ghazal k liye shukriyaaH...

dil baagh baagh ho gaya pha'd kar..

aise hi behtreen kalaam ru-ba-ru karaati rahiye ga,

DuaooN k saath ijaazat,

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
13th April 2013, 03:01 PM

Quote:
Originally Posted by Dhaval View Post
zainy :

namaste

bahot hi khoob aur dilkash Ghazal kahi hay aapne . . dil ko behad pasand aayiin aapki yeh Ghazal dil se daad aur duaaen

khush rahiye apnaa khayaal rakhen

duaaon ke saath ijaazat

aapka

Dhaval
bahut mashkoor hooN dhaval Bhai aapki ke aapne ghazal pasand ki aur meri himmat badhaaee ......shukriyah.

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#24)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
13th April 2013, 03:03 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Zainy Sahibaa Aadaab!

Bahut khoob jee bade dinoN baad aapne koi gazal toH likhi... iske liye
humari taraf se shukriyaa...

Gazal achche tarannum meiN rahi yeH baat khoob rahi... , par ashaaroN meiN zyaada
gehrai nazar nahi aayi... means jaise kalaam ki ummid thi aapse woH
nahi milaa...

Wel meri dili daad O mubbarakbad kabul kijiye...
Likhate rahiye.. Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez...

Bahut mashkoor hooN aap ki nawaazish ke liye. .. khawish sahab...koshish jaari rahegi ke aagay se aur bhi acchha likhun..

duaoN ki guzarish

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#25)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
13th April 2013, 03:06 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Wallaah Zainy saahiba.. kya baaat hai....bahot aala ... bahot khooobsurat kalaam ke saath tashreef laain hain aap....

Is laajwaab peshkash se kuch sher chun kar tareef karna is kalaam ki beadbii hogii... poori ghazal hi mujhe behad pasand aai.... likhtii rahiye..

Khush rahiye...

Shaad....

Alfaaz hi nahi milte aapka shukriyah ada karne ke liye sameer sahab...jis jazbe se aap sabhi ki hauslafzai farmate hain ..har ek itna wasi dil nahin hota ..aapki mohabbat ko salam aapke jazbe ko salam ..shukrguzar hoon aapki..

duaoN ki guzarish....

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#26)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
13th April 2013, 03:08 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
hmmm..sirf ladkiyon ke ghazal se sher nahi chunte ho...baqi sabki ghazalon se chunte ho.

no regards
Aap bhi do lafz ghazal ke liye keh dete tou inaayat hoti ....

regards.........

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#27)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
13th April 2013, 03:10 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
maine kaha ji shukriya shukriya,
pyara pyara likhne ke liye shukriya...

Dear Zainy......bahut pyara sa likha hai tumne...hame sabhi ashyaar pyare lge

Bahut bahut shukriyaH, di

Mujhe khushi hai ke aapko meri ghazal pasand aayi............

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#28)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
13th April 2013, 03:12 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
bahut khoob zainy jee aapki ghazal hamesha ki tarah bahut khoobsoorat hai
dil se daad hazir hai kabool farmaayen
radhe radhe

Housla afzaayi ka bahot bahot shukriyaH RAJINDER JI.....

yuhi saath dete rahiye........

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#29)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
13th April 2013, 03:16 PM

Quote:
Originally Posted by aslam noor View Post
Ek achi ghazal ke liyN bhut bhut mubarak ho,saare hi aashaar bhut hi khoob khe haiN aapne hamesha ki taraH, daad paish e khidmat hai qubool farmaaiye Zainy saheba

aslam
Bohat acchha laga aapko dubara yahaaN dekh ker Aslam sahab..bohat dino baad aap tashreef laaye..

sab se pehle to bazm ko yaad rakhne ka shukriyah..

dusra shukriyah aap meri ghazal per tashreef laaye.

hausla afzaai, daad aur duaoN ke liye teesra shukriyah......

khush rahiye..

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#30)
Ahmad Hyderabadi
Registered Member
Ahmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant future
 
Offline
Posts: 933
Join Date: Oct 2011
Location: Hyderabad (Deccan)
Rep Power: 31
14th April 2013, 02:41 AM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Ek ghazal pesh e khidmat hai...aapki raey ki muntazir huuN

Behr:

212 212 212 212
mutadarik musamman salim

Mukhtasar si mulaqaat ka ShukriyaH!
Bikhre bikhre se jazbaat ka ShukriyaH!

Ye udaasi ye gham,uspe aankheN bhi nam
TooTi bikhri meri zaat ka ShukriyaH!

Kaun haiN aap ,aur kaise aana hua’a
Aapke in sawaalaat ka ShukriyaH!

Yaad jab bhi kiya,khwaab me aa gaye
Moutabar aise lamhaat ka ShukriyaH!

Aaya saawan bhi ab, tum na aaye magar
Aisi bemaani barsaat ka ShukriyaH!

Zakhmi dil, bebasi aur tanhaaiyaN
Ujre ujre se haalaat ka ShukriyaH!

Chand bhi jaane kyuN saath roya mere
Dard me bheegi is raat ka ShukriyaH!

Jhoote waade, jafaa, dillegi , berukhii
Aah me lipti saughaat ka ShukriyaH!

Ranj deke mujhe muskuraatay rahe
Aap ki sab inaayaat ka ShukriyaH!

Zainy mashkoor mamnoon hai aapki
ShukriyaH! Saa’b har baat ka ShukriyaH!..
AsSalamAlaykum Behna, Taakheer e haazree kay liyay maazrat talab haye !

MashaAllah! Gem! A pure gem! Both the ghazal and the way it's been crafted! Well kya kahayn simply superb!! I won't say as usual coz this one is one of your very best(taking nothing away from your collection of previous jewels)! Awaiting your next masterpiece!

Dhayron daad qaboul farmayayn!!

Khoobsoorat kahee baat shukriyaa,
Aalaatareen qayaalaat ka shukriyaa!
Mushkil haye tareef lafzaon mayn,
Qalamband jazbaat ka shukriyaa!!

Duagoh

Ahmad

Last edited by Ahmad Hyderabadi; 14th April 2013 at 03:03 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#31)
Neetu Bala
Zindagi Kaisee Hai Paheli
Neetu Bala has a spectacular aura aboutNeetu Bala has a spectacular aura aboutNeetu Bala has a spectacular aura about
 
Neetu Bala's Avatar
 
Offline
Posts: 174
Join Date: Dec 2012
Rep Power: 14
17th April 2013, 07:50 AM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Ek ghazal pesh e khidmat hai...aapki raey ki muntazir huuN

Behr:

212 212 212 212
mutadarik musamman salim

Mukhtasar si mulaqaat ka ShukriyaH!
Bikhre bikhre se jazbaat ka ShukriyaH!

Ye udaasi ye gham,uspe aankheN bhi nam
TooTi bikhri meri zaat ka ShukriyaH!

Kaun haiN aap ,aur kaise aana hua’a
Aapke in sawaalaat ka ShukriyaH!

Yaad jab bhi kiya,khwaab me aa gaye
Moutabar aise lamhaat ka ShukriyaH!

Aaya saawan bhi ab, tum na aaye magar
Aisi bemaani barsaat ka ShukriyaH!

Zakhmi dil, bebasi aur tanhaaiyaN
Ujre ujre se haalaat ka ShukriyaH!

Chand bhi jaane kyuN saath roya mere
Dard me bheegi is raat ka ShukriyaH!

Jhoote waade, jafaa, dillegi , berukhii
Aah me lipti saughaat ka ShukriyaH!

Ranj deke mujhe muskuraatay rahe
Aap ki sab inaayaat ka ShukriyaH!

Zainy mashkoor mamnoon hai aapki
ShukriyaH! Saa’b har baat ka ShukriyaH!..
Jhoote waade, jafaa, dillegi , berukhii
Aah me lipti saughaat ka ShukriyaH!

very very nice

behad khoobsurat ghazal bani hai

har ek sher kamaal hai

dileeeeeeee daaaaaaaaaaaaaad
.................................................. .........
   
Reply With Quote
Old
  (#32)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
17th April 2013, 10:54 AM

Kaun haiN aap ,aur kaise aana hua’a
Aapke in sawaalaat ka ShukriyaH!

daad....

Mere khayaal se ab tak ki undoubtably aapki sabse behtareen ghazal hai ye...

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#33)
Sahil Syed
Meesam
Sahil Syed has a spectacular aura aboutSahil Syed has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 33
Join Date: Apr 2013
Rep Power: 0
18th April 2013, 01:49 AM

Masha Allah, bahot acchi koshish..likhte rahiye!

~Iss shayari ki bazm mein Misum yeh dekhenge
ke kitne kheemti gouhar nikalte hai khazaane se~
   
Reply With Quote
Old
  (#34)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
18th April 2013, 07:51 AM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
[
Mukhtasar si mulaqaat ka ShukriyaH!
Bikhre bikhre se jazbaat ka ShukriyaH!

Ye udaasi ye gham,uspe aankheN bhi nam
TooTi bikhri meri zaat ka ShukriyaH!

Kaun haiN aap ,aur kaise aana hua’a
Aapke in sawaalaat ka ShukriyaH!

Yaad jab bhi kiya,khwaab me aa gaye
Moutabar aise lamhaat ka ShukriyaH!

Aaya saawan bhi ab, tum na aaye magar
Aisi bemaani barsaat ka ShukriyaH!

Zakhmi dil, bebasi aur tanhaaiyaN
Ujre ujre se haalaat ka ShukriyaH!

Chand bhi jaane kyuN saath roya mere
Dard me bheegi is raat ka ShukriyaH!

Jhoote waade, jafaa, dillegi , berukhii
Aah me lipti saughaat ka ShukriyaH!

Ranj deke mujhe muskuraatay rahe
Aap ki sab inaayaat ka ShukriyaH!

Zainy mashkoor mamnoon hai aapki
ShukriyaH! Saa’b har baat ka ShukriyaH!..
WaaH ! Nihaayat Khoob !!

KhoobSurat Ghazal Se Ru Ba Ru Karane Aur

Laajawaab EhsaasaaT Kaa ShukriyaaH

Dilee Mubaaraqbaad Zainy JI !!!

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#35)
Manshaa Thaakur
Registered User
Manshaa Thaakur is a splendid one to beholdManshaa Thaakur is a splendid one to beholdManshaa Thaakur is a splendid one to beholdManshaa Thaakur is a splendid one to beholdManshaa Thaakur is a splendid one to beholdManshaa Thaakur is a splendid one to behold
 
Manshaa Thaakur's Avatar
 
Offline
Posts: 298
Join Date: Dec 2011
Rep Power: 19
19th April 2013, 06:32 PM

Ye udaasi ye gham,uspe aankheN bhi nam
TooTi bikhri meri zaat ka ShukriyaH!

Yaad jab bhi kiya,khwaab me aa gaye
Moutabar aise lamhaat ka ShukriyaH!

Aaya saawan bhi ab, tum na aaye magar
Aisi bemaani barsaat ka ShukriyaH!

Zakhmi dil, bebasi aur tanhaaiyaN
Ujre ujre se haalaat ka ShukriyaH!

wah khoobsurat ashaar

laajawaab ghazal ....................................

Manshaa Thaakur
   
Reply With Quote
Old
  (#36)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
4th September 2014, 04:30 PM

Quote:
Originally Posted by rajinderseep View Post
originally posted by Zainy

Ranj deke mujhe muskuraatay rahe
Aap ki sab inaayaat ka Shukriya

Subhanallah......bahut khoob.

rajinderseep
bohat bohat shukriyah Rajinder ji....sorry for replying late....

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#37)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
4th September 2014, 04:33 PM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
Aadaab !

appka kalaam to din ba din to nikharta jaa raha hai or andaaz to waisy hi mashaALLAH bahut acha hai . youNhi likhti rahieN

aik achi ghazal per daad qabool fermaaieN
zor e qalam aur zyada

Shukriyah huzoor. ..

mujhe khushi hai ke aapko meri ghazal pasand aayi

daad qubool ki.....

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#38)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
4th September 2014, 04:40 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Ek baat khaun Zainy ji ....aap ki Ghzal par kar itna luthf aa raha tha ki dil kahta tha ki ye kabhi khatam na ho , par aap ne ise makte pe jaa kar bahut beautifully
end kiya ....

itna hi kahunga , waah maza aga gaya...

sanjay sehgal
shukriyah sanjay ji. ..

hausla afzaai ke liye bohat bohat bohat shukriyah. ...

Der se reply ke liye sorry. .I keep forgetting replying on my own writings..

Yuhi saath dete rahiye..

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#39)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
4th September 2014, 04:45 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Zainy mashkoor mamnoon hai aapki
ShukriyaH! Saa’b har baat ka ShukriyaH!

shurkiyaaH Zainy Saheba... is ghazal k liye shukriyaaH...

dil baagh baagh ho gaya pha'd kar..

aise hi behtreen kalaam ru-ba-ru karaati rahiye ga,

DuaooN k saath ijaazat,
shukriyah hassan saahab appka bhi shukriyah. .aapne isay padha, pasand kiya. ..aur itni tareef bhi ki...sab ke liye shukriyah. ..

Aap ki tareef se hamara bhi dil garden garden hogaya. ...

Yuhi saath dete rahiye...

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com