ishq ka fasana -
21st January 2002, 10:30 AM
main tujhe chatha hoon tu meri jaan hai, KHUDA jane tu samajti hi nahin ya phir,
samajh kar bhi anjaan hai
*********
Asmaan bi hai badal bi hai barsaat nahi tu qya faidah
yaar bi hai dildaar bi hai pyaar nahi tu qya faidah
*********
Raahat hui na mukammal gum e ishq ka fasana ,
kabhi mujhko neend aayee kabhi so gaya zamana ,
mera zarf dekhkar tum zara bijliya girana ,
mujhe taab ho jahan tak wahi tak nakab uthana ,
main khushi mein teri khush hoo,
tujhe intazaar kya hain.
Tere paas bijliyaa hain mere paas ashiyana...
***********
love u guys
SANAM
GUJRE HAI AAJ HUM ISHQ MAIN US MUKAM SE,
NAFRAT SE HOGAYEE HAI MOHOBBAT KE NAAM SE.
|