gaana hi hai... rules me likha tha ki gaana ya dialogue kuch bhi
(๏̯͡๏) (๏̯͡๏)
Hasratein dilo ki chupaye nahi chupti hai, dard juba par bankar bayan sab karti hai.....
***************************** Dard ki mehfil me ek sher hum bhi aarz kiya karte hai.. Na kisi se marham Na duaon ki Ummed kiya karte hai.. kayi chehre lekar log yaha jiya karte hai....... hum in aasunao ko ek chehre ke liye peeya karte hai....
Dabangg .....
Next : kadi hass v liya karo Ji.................... ................................
Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D