Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Meri Jaan To Kab Aye ga
Old
  (#1)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
Sad Meri Jaan To Kab Aye ga - 31st May 2008, 04:40 PM

Adab Dostoooo!

Mein Apni Yeh Ghazal Punjabi Kudi (Sunita Baji) ko dedicate ker raha hon


Yeh Ghazal meri sab se pehli Ghazal thi, mager mein isy kabhi mukamal nahi ker paa raha tha ...mager ab ker lee hai , Yakeen Maaniye mein apny in alfazon ko jodty waqt , beikhtiyar roya hon ...ager app bhi isy aisy pedhy keh jaisy appka piyaar appki jaan app se kosson door hai to beshak app zar-o-qatar na roien gay , mager aik qatra ashk to zaroor nikly ga , baat mery alfazon ke achy hony ki nhi hai , baat hai judai ki

arz kerta hon.............

Na tha Maloom to Aise Chala Jae ga
Hansa ke mujhe beinteha phir rulay ga
(beinteha= Unlimited)

Is aas pe ab bhi jee rahi hon mien
Katty gi raat kathin to din aye ga

Din dhalta nahi ,jesy hashr ho.
Yeh sadiyon ka fasla kab mitaey ga
(hasher=Qayamat, Sadiyon = Century)

Tumbin to mausam hain sab khizan ke
Nikhre gi mujhpe bahar jab tu aye ga

Mujhy manzoor hai teri her aik shirt
Mager Bata meri jaan to kab aye ga .
(Manzoor= Accept , Shirt = bet)

Mujhe guma.n tha tery jaany pe ye
Ja ke tu pardes mien bas jae ga
(Guma.n = darr)

Mager kehta tha to ye ho nahi sakta
Ye veham tera kabhi na rang lae ga

Saaton janam hum rahy gay sath sath
wo pheron mein kiya wada kab nibhaey ga

Aik bar mujhe tadapta to dekh tu...!
Dil tera beikhtyar ashk bahae ga
(beinkhtiyar=without control)

Manti thi tujhe chand ki manind “Mujeeb”
Seher mai routh k shab ko laut aye ga
(Maanind = like as )

Naa umeed nahi hon tery laut aany pe
Lagta hai jab meron gi tu tab aye ga
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#2)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
31st May 2008, 08:54 PM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
Adab Dostoooo!

Mein Apni Yeh Ghazal Punjabi Kudi (Sunita Baji) ko dedicate ker raha hon


Yeh Ghazal meri sab se pehli Ghazal thi, mager mein isy kabhi mukamal nahi ker paa raha tha ...mager ab ker lee hai , Yakeen Maaniye mein apny in alfazon ko jodty waqt , beikhtiyar roya hon ...ager app bhi isy aisy pedhy keh jaisy appka piyaar appki jaan app se kosson door hai to beshak app zar-o-qatar na roien gay , mager aik qatra ashk to zaroor nikly ga , baat mery alfazon ke achy hony ki nhi hai , baat hai judai ki

arz kerta hon.............

Na tha Maloom to Aise Chala Jae ga
Hansa ke mujhe beinteha phir rulay ga
(beinteha= Unlimited)

Is aas pe ab bhi jee rahi hon mien
Katty gi raat kathin to din aye ga

Din dhalta nahi ,jesy hashr ho.
Yeh sadiyon ka fasla kab mitaey ga
(hasher=Qayamat, Sadiyon = Century)

Tumbin to mausam hain sab khizan ke
Nikhre gi mujhpe bahar jab tu aye ga

Mujhy manzoor hai teri her aik shirt
Mager Bata meri jaan to kab aye ga .
(Manzoor= Accept , Shirt = bet)

Mujhe guma.n tha tery jaany pe ye
Ja ke tu pardes mien bas jae ga
(Guma.n = darr)

Mager kehta tha to ye ho nahi sakta
Ye veham tera kabhi na rang lae ga

Saaton janam hum rahy gay sath sath
wo pheron mein kiya wada kab nibhaey ga

Aik bar mujhe tadapta to dekh tu...!
Dil tera beikhtyar ashk bahae ga
(beinkhtiyar=without control)

Manti thi tujhe chand ki manind “Mujeeb”
Seher mai routh k shab ko laut aye ga
(Maanind = like as )

Naa umeed nahi hon tery laut aany pe
Lagta hai jab meron gi tu tab aye ga

Itna dard bhara likha hai mujeeb ji koi roye ya nahi sunita di ko aap rula ker hi chorrainge wesay bhi mujeeb ji zaroori nahi hota ke jiska koi apna bichrra ho wohi roye mere khayal main doosron ka dard bhi aesay hi mehsoos hona chahiye jese apna ho yehi insaniat hoti hai yehi hasasiyat hoti hai jo shayron ka khasa hai bohat acha likha hai bohat hi khubsurti se ahsasaat ko dhala hai lafzon main ....likhte rahiyega allah aapko aap ke bichrron se mila de ameennn aur agar mumkin nahi to aapko sabar aur sukoon se nawaze ameen


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin

Last edited by koi to ho; 31st May 2008 at 08:57 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Love 31st May 2008, 09:41 PM

bahut khub MUJEEB....dad hazir hai...itna dard,kaha chupa rakha hai janab....har ek sher pe bahut rona aaya...aankhen barasne se baaz nahi aayi...kisi bhi ghazal pe pehle kabhi itna rona nahi aaya tha...i think is baat se bada compliment koi nahi ho sakta...keep writing...apna khayal rakhna.....


"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#4)
baagi
......since birth
baagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of light
 
baagi's Avatar
 
Offline
Posts: 428
Join Date: Apr 2008
Location: bangalore
Rep Power: 21
31st May 2008, 11:20 PM

Saaton janam hum rahy gay sath sath
wo pheron mein kiya wada kab nibhaey ga


Aik bar mujhe tadapta to dekh tu...!
Dil tera beikhtyar ashk bahae ga

bahut khoob,kya baat hai,likhte rahe,sukriya....baagi


ibadat bhi khuda hai,bagavat bhi khuda hai
khuda baagi kahi hai,kahi baagi khuda hai.
  Send a message via Yahoo to baagi  
Reply With Quote
Old
  (#5)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
1st June 2008, 02:26 AM

OMG mujeeebbb..no words reallyyy..so painfulll..sach is tarah se tumhari gazal mai se dard-e-judaii zaahir hota hai ke bass..as if one can actually feel the pain..
bahut khoobbb likha..yunlikhte raho khush raho


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#6)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
1st June 2008, 08:04 AM

hi mujeeb...
wah wah ... bahut hi pyaara likha hai aapne .... dard ko aapne bakhoobi beyaan kiya hai ... itna asaan nahi hota .... aur jo dard se guzarta hai yeh to wohi jaane...yu hi likhte raho
keep up the good work
take care
mandeep



~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Nice
Old
  (#7)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 36
Thumbs up Nice - 1st June 2008, 05:06 PM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
Adab Dostoooo!

Mein Apni Yeh Ghazal Punjabi Kudi (Sunita Baji) ko dedicate ker raha hon


Yeh Ghazal meri sab se pehli Ghazal thi, mager mein isy kabhi mukamal nahi ker paa raha tha ...mager ab ker lee hai , Yakeen Maaniye mein apny in alfazon ko jodty waqt , beikhtiyar roya hon ...ager app bhi isy aisy pedhy keh jaisy appka piyaar appki jaan app se kosson door hai to beshak app zar-o-qatar na roien gay , mager aik qatra ashk to zaroor nikly ga , baat mery alfazon ke achy hony ki nhi hai , baat hai judai ki

arz kerta hon.............

Na tha Maloom to Aise Chala Jae ga
Hansa ke mujhe beinteha phir rulay ga
(beinteha= Unlimited)

Is aas pe ab bhi jee rahi hon mien
Katty gi raat kathin to din aye ga

Din dhalta nahi ,jesy hashr ho.
Yeh sadiyon ka fasla kab mitaey ga
(hasher=Qayamat, Sadiyon = Century)

Tumbin to mausam hain sab khizan ke
Nikhre gi mujhpe bahar jab tu aye ga

Mujhy manzoor hai teri her aik shirt
Mager Bata meri jaan to kab aye ga .
(Manzoor= Accept , Shirt = bet)

Mujhe guma.n tha tery jaany pe ye
Ja ke tu pardes mien bas jae ga
(Guma.n = darr)

Mager kehta tha to ye ho nahi sakta
Ye veham tera kabhi na rang lae ga

Saaton janam hum rahy gay sath sath
wo pheron mein kiya wada kab nibhaey ga

Aik bar mujhe tadapta to dekh tu...!
Dil tera beikhtyar ashk bahae ga
(beinkhtiyar=without control)

Manti thi tujhe chand ki manind “Mujeeb”
Seher mai routh k shab ko laut aye ga
(Maanind = like as )

Naa umeed nahi hon tery laut aany pe
Lagta hai jab meron gi tu tab aye ga
Mujeeb bhai Assalam-o-Alaykum
Aap ki is gazal ko pada to padta hi reh gaya ek ek alfaz seedha dil par asar kar gaya kisi se bichadne ka dard khuch tees si lagi wakei men aapki gazal men jo tadap hai use har shaks mehsoos kar sakta hai ese hi umda umda gazlo se hame rubaro karate rahiye dili mubarakbaad ke saath daad hazir hai kubool ho.
Aapka bahi.....kashif


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#8)
rishi22722
Ik Dukh hor Sahi
rishi22722 has a spectacular aura aboutrishi22722 has a spectacular aura about
 
rishi22722's Avatar
 
Offline
Posts: 172
Join Date: Jan 2008
Location: Adelaide (Australia)
Rep Power: 18
1st June 2008, 06:51 PM

Jo bhi likhoon iss Gazal ke bare... Kamm hai...

Rishi


Aasha ka Deep Jalaye Baitha HooN
Mann mein tujhe Basae Baitha HooN
Aana hai to jaldi aa E DosT,
Zindgi apni to kiyA,
Udhaar ki bhi Khaye Baitha HooN.
  Send a message via Yahoo to rishi22722 Send a message via Skype™ to rishi22722 
Reply With Quote
Old
  (#9)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
2nd June 2008, 09:28 AM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
Adab Dostoooo!

Mein Apni Yeh Ghazal Punjabi Kudi (Sunita Baji) ko dedicate ker raha hon


Yeh Ghazal meri sab se pehli Ghazal thi, mager mein isy kabhi mukamal nahi ker paa raha tha ...mager ab ker lee hai , Yakeen Maaniye mein apny in alfazon ko jodty waqt , beikhtiyar roya hon ...ager app bhi isy aisy pedhy keh jaisy appka piyaar appki jaan app se kosson door hai to beshak app zar-o-qatar na roien gay , mager aik qatra ashk to zaroor nikly ga , baat mery alfazon ke achy hony ki nhi hai , baat hai judai ki

arz kerta hon.............

Na tha Maloom to Aise Chala Jae ga
Hansa ke mujhe beinteha phir rulay ga
(beinteha= Unlimited)

Is aas pe ab bhi jee rahi hon mien
Katty gi raat kathin to din aye ga

Din dhalta nahi ,jesy hashr ho.
Yeh sadiyon ka fasla kab mitaey ga
(hasher=Qayamat, Sadiyon = Century)

Tumbin to mausam hain sab khizan ke
Nikhre gi mujhpe bahar jab tu aye ga

Mujhy manzoor hai teri her aik shirt
Mager Bata meri jaan to kab aye ga .
(Manzoor= Accept , Shirt = bet)

Mujhe guma.n tha tery jaany pe ye
Ja ke tu pardes mien bas jae ga
(Guma.n = darr)

Mager kehta tha to ye ho nahi sakta
Ye veham tera kabhi na rang lae ga

Saaton janam hum rahy gay sath sath
wo pheron mein kiya wada kab nibhaey ga

Aik bar mujhe tadapta to dekh tu...!
Dil tera beikhtyar ashk bahae ga
(beinkhtiyar=without control)

Manti thi tujhe chand ki manind “Mujeeb”
Seher mai routh k shab ko laut aye ga
(Maanind = like as )

Naa umeed nahi hon tery laut aany pe
Lagta hai jab meron gi tu tab aye ga
mujeeb bhai.........kuch samaj nahi aa raha ki kaise maiN apne dil ki baat kahuN tumse....mera dard aapki jubaaNi .....jab tumne yeh ahsaas pesh kiye thy yahaN...maine tabhi pad liya tha.....par bas reply karne ki himmat nahi hue.....ek ek lafaz par dil ro raha tha....!
vaise aapki gazal meiN mujhe jo sabse accha laga woh yeh hai ki kisi ka dard mahsoos karke usko usi ke mutabik bayaaN karna....bahut mushkil hai bhai....par aapne bayaaN kiya aur bakhoobi bayaaN kiya....sach meiN har lafaz mujhe mera lag raha hai....aise jaise kisi ne mere dil ki kitaab chorri se pad kar sabke saamne rakh di ho....!
bas bhai aur kuch nahi likha jayega mujse....bhare man se etna hi kah sakti hoon ki aap meiN yeh jo kabliyat hai na kisi ka dard mahsoos karne ki....esko khona mat....insha-allha....aap sabke dilo.n meiN ek pyari si khsuboo ki tarah base rahogey...ameeN

pyar ke saath
tumhari baji


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#10)
zamir
Registered User
zamir has a spectacular aura aboutzamir has a spectacular aura aboutzamir has a spectacular aura about
 
zamir's Avatar
 
Offline
Posts: 176
Join Date: Mar 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
6th July 2008, 12:32 AM

Manti thi tujhe chand ki manind “Mujeeb”
Seher mai routh k shab ko laut aye ga
(Maanind = like as )

Naa umeed nahi hon tery laut aany pe
Lagta hai jab meron gi tu tab aye ga

tere ulfat hui muskuraye hum
dard mein dard ka ehsaas baaki na rahe

mujeeb ji aap kisi ke liye hon na hon mere liye yahan par aap sab se acche shayar hain

aap ka andaa ze bayaan i love the way u write
bahot kam likhte ho aur bayaan mein tafseel hi tafseel hai

main to aap ki tareef bhi sahi dhang se nahi kar paa raha hoon


tishna
  Send a message via Yahoo to zamir Send a message via AIM to zamir  
Reply With Quote
Old
  (#11)
golden_henna
Registered User
golden_henna is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 7
Join Date: Jul 2008
Rep Power: 0
23rd July 2008, 10:14 AM

it was really goooooooood

bahut khoob
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
25th July 2008, 12:23 PM

haaan pata chalta hain pehli ghazal hain spelling mistakes ki wajeh se

baaki ehsaas bahut khub hain dil se daad kubool karna..............


mausam


Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
26th July 2008, 12:46 PM

Na tha Maloom to Aise Chala Jae ga
Hansa ke mujhe beinteha phir rulay ga


Aik bar mujhe tadapta to dekh tu...!
Dil tera beikhtyar ashk bahae ga


Manti thi tujhe chand ki manind “Mujeeb”
Seher mai routh k shab ko laut aye ga



Naa umeed nahi hon tery laut aany pe
Lagta hai jab meron gi tu tab aye ga


Buhot khoob likha hai aapne mujeeb ji....wakay beinteha dard hai is ghazal me....aur sach kaha apne,judai ka gham kya hota hai,ye wahi samajh sakta hai,jiska koi apna bichad gaya ho...hum to yahi duwa karenge.khuda kisi ko judai ka gham aur intezaar ki saza na de...

likhte rahiye...

zainy

  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#14)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
25th November 2009, 10:16 PM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
Adab Dostoooo!

Mein Apni Yeh Ghazal Punjabi Kudi (Sunita Baji) ko dedicate ker raha hon


Yeh Ghazal meri sab se pehli Ghazal thi, mager mein isy kabhi mukamal nahi ker paa raha tha ...mager ab ker lee hai , Yakeen Maaniye mein apny in alfazon ko jodty waqt , beikhtiyar roya hon ...ager app bhi isy aisy pedhy keh jaisy appka piyaar appki jaan app se kosson door hai to beshak app zar-o-qatar na roien gay , mager aik qatra ashk to zaroor nikly ga , baat mery alfazon ke achy hony ki nhi hai , baat hai judai ki

arz kerta hon.............

Na tha Maloom to Aise Chala Jae ga
Hansa ke mujhe beinteha phir rulay ga
(beinteha= Unlimited)

Is aas pe ab bhi jee rahi hon mien
Katty gi raat kathin to din aye ga

Din dhalta nahi ,jesy hashr ho.
Yeh sadiyon ka fasla kab mitaey ga
(hasher=Qayamat, Sadiyon = Century)

Tumbin to mausam hain sab khizan ke
Nikhre gi mujhpe bahar jab tu aye ga

Mujhy manzoor hai teri her aik shirt
Mager Bata meri jaan to kab aye ga .
(Manzoor= Accept , Shirt = bet)

Mujhe guma.n tha tery jaany pe ye
Ja ke tu pardes mien bas jae ga
(Guma.n = darr)

Mager kehta tha to ye ho nahi sakta
Ye veham tera kabhi na rang lae ga

Saaton janam hum rahy gay sath sath
wo pheron mein kiya wada kab nibhaey ga

Aik bar mujhe tadapta to dekh tu...!
Dil tera beikhtyar ashk bahae ga
(beinkhtiyar=without control)

Manti thi tujhe chand ki manind “Mujeeb”
Seher mai routh k shab ko laut aye ga
(Maanind = like as )

Naa umeed nahi hon tery laut aany pe
Lagta hai jab meron gi tu tab aye ga


dear mujeeb...............aaj phir tumhe padne ka man hua to tumhari profile dekhni shuru ki....es gazal par nazar gaye jo tumne muje dedicate ki thi...esko pad kar tab bhi rona aaya tha aur aaj phir padkar dil udhas hai....

tum kush raho aur likhtey raho
duao.n ke saath


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#15)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
25th November 2009, 11:43 PM

Na tha Maloom to Aise Chala Jae ga
Hansa ke mujhe beinteha phir rulay ga
(beinteha= Unlimited)

Is aas pe ab bhi jee rahi hon mien
Katty gi raat kathin to din aye ga

beautiful ......... very simple ... yet worthy ...!!



Mujhy manzoor hai teri her aik shirt
Mager Bata meri jaan to kab aye ga .

beauty ....!!
(Manzoor= Accept , Shirt = bet)

Mujhe guma.n tha tery jaany pe ye
Ja ke tu pardes mien bas jae ga

hatts offf ...!!! jabardast ........





Manti thi tujhe chand ki manind “Mujeeb”
Seher mai routh k shab ko laut aye ga

hasil-e-ghazal


Naa umeed nahi hon tery laut aany pe
Lagta hai jab meron gi tu tab aye ga[/quote]

no word ..

kisi sher mai koe bhi mushkil word nahi ... kahi bhi koe kasi huee girah nahi ... fir bhi bahut bahut laajbaab bahut hi asaani se gahrayee bayaan huee hai

aise lag raha hia jaise kisi ne hawa pe ungliyaan fira pe .. bina lafzo ka istemaal kiye manhi likh diya ho ...
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#16)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Thumbs up 26th November 2009, 12:16 PM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
Adab Dostoooo!

Mein Apni Yeh Ghazal Punjabi Kudi (Sunita Baji) ko dedicate ker raha hon


Yeh Ghazal meri sab se pehli Ghazal thi, mager mein isy kabhi mukamal nahi ker paa raha tha ...mager ab ker lee hai , Yakeen Maaniye mein apny in alfazon ko jodty waqt , beikhtiyar roya hon ...ager app bhi isy aisy pedhy keh jaisy appka piyaar appki jaan app se kosson door hai to beshak app zar-o-qatar na roien gay , mager aik qatra ashk to zaroor nikly ga , baat mery alfazon ke achy hony ki nhi hai , baat hai judai ki

arz kerta hon.............

Na tha Maloom to Aise Chala Jae ga
Hansa ke mujhe beinteha phir rulay ga
(beinteha= Unlimited)

Is aas pe ab bhi jee rahi hon mien
Katty gi raat kathin to din aye ga

Din dhalta nahi ,jesy hashr ho.
Yeh sadiyon ka fasla kab mitaey ga
(hasher=Qayamat, Sadiyon = Century)

Tumbin to mausam hain sab khizan ke
Nikhre gi mujhpe bahar jab tu aye ga

Mujhy manzoor hai teri her aik shirt
Mager Bata meri jaan to kab aye ga .
(Manzoor= Accept , Shirt = bet)

Mujhe guma.n tha tery jaany pe ye
Ja ke tu pardes mien bas jae ga
(Guma.n = darr)



Mager kehta tha to ye ho nahi sakta
Ye veham tera kabhi na rang lae ga

Saaton janam hum rahy gay sath sath
wo pheron mein kiya wada kab nibhaey ga

Aik bar mujhe tadapta to dekh tu...!
Dil tera beikhtyar ashk bahae ga
(beinkhtiyar=without control)

Manti thi tujhe chand ki manind “Mujeeb”
Seher mai routh k shab ko laut aye ga
(Maanind = like as )

Naa umeed nahi hon tery laut aany pe
Lagta hai jab meron gi tu tab aye ga
Mujeeb jii,

Bahut khoob....
Kuch aur kahunga to dil ke ehsaas hawaoN me hi gumj jaaenge...
Dil se daad..

Vikram


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#17)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
26th November 2009, 02:10 PM

Mujeeb sahab Aadaab............

Aapki yeh guzishta gazal hai jisme aapne bahut hi simple se words mein behad dard bahr diya, bahut khoobsurat gazal kahi hai aapne aur aapne jaise ise Sunita Dii per dedicate kiya hai wakai unhe bhi aapne rulaya hi hoga but, yeh ansoo dard kam karne wale hote hai aapne jis tarha auron ke dard ko halka karne ka zariyaa azmaya hai behad tarif e qabil hai........ Sabhi sher mein gehrai hai sachai hai..... aur aapne dil ke sabhi khayalon ko apni gazal mein utara hai dil se daad kabool kijiye...

Allah sabke dard ko kam kare, aur kisi ke zindagi mein yeh dard naa aaye.. aameeN.

Likhate rhaiye,
Khush rhaiye,
Khuda Hafez,


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#18)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
3rd September 2012, 10:27 AM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
Adab Dostoooo!

Mein Apni Yeh Ghazal Punjabi Kudi (Sunita Baji) ko dedicate ker raha hon


Yeh Ghazal meri sab se pehli Ghazal thi, mager mein isy kabhi mukamal nahi ker paa raha tha ...mager ab ker lee hai , Yakeen Maaniye mein apny in alfazon ko jodty waqt , beikhtiyar roya hon ...ager app bhi isy aisy pedhy keh jaisy appka piyaar appki jaan app se kosson door hai to beshak app zar-o-qatar na roien gay , mager aik qatra ashk to zaroor nikly ga , baat mery alfazon ke achy hony ki nhi hai , baat hai judai ki

arz kerta hon.............

Na tha Maloom to Aise Chala Jae ga
Hansa ke mujhe beinteha phir rulay ga
(beinteha= Unlimited)

Is aas pe ab bhi jee rahi hon mien
Katty gi raat kathin to din aye ga

Din dhalta nahi ,jesy hashr ho.
Yeh sadiyon ka fasla kab mitaey ga
(hasher=Qayamat, Sadiyon = Century)

Tumbin to mausam hain sab khizan ke
Nikhre gi mujhpe bahar jab tu aye ga

Mujhy manzoor hai teri her aik shirt
Mager Bata meri jaan to kab aye ga .
(Manzoor= Accept , Shirt = bet)

Mujhe guma.n tha tery jaany pe ye
Ja ke tu pardes mien bas jae ga
(Guma.n = darr)

Mager kehta tha to ye ho nahi sakta
Ye veham tera kabhi na rang lae ga

Saaton janam hum rahy gay sath sath
wo pheron mein kiya wada kab nibhaey ga

Aik bar mujhe tadapta to dekh tu...!
Dil tera beikhtyar ashk bahae ga
(beinkhtiyar=without control)

Manti thi tujhe chand ki manind “Mujeeb”
Seher mai routh k shab ko laut aye ga
(Maanind = like as )

Naa umeed nahi hon tery laut aany pe
Lagta hai jab meron gi tu tab aye ga


Dear Mujeeb...aaj phir tumhari yeh gazal padi...waqt badalta hai, ahsaas bhi badal jaate hai, dard seh seh kar dil pathar bhi ho jaate hai, aur ro ro kar aankhe sukh bhi jaati hai...yehi zindgi hai, yehi zindgi ki sachai hai.

dauoN ke saath
Baaji


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#19)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
1st October 2014, 02:57 PM

missing u dear.........................................


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...



Last edited by sunita thakur; 1st October 2014 at 03:00 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,795
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
1st October 2014, 10:54 PM

Mujeeb jee..bahut khoob ehsaas lage ..dil bhar aaya aapka kalaam pad ke..ek ek shabd jaise dil me uatar jata h...daad kubul karein...



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#21)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
1st March 2016, 04:39 PM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
Adab Dostoooo!

Mein Apni Yeh Ghazal Punjabi Kudi (Sunita Baji) ko dedicate ker raha hon


Yeh Ghazal meri sab se pehli Ghazal thi, mager mein isy kabhi mukamal nahi ker paa raha tha ...mager ab ker lee hai , Yakeen Maaniye mein apny in alfazon ko jodty waqt , beikhtiyar roya hon ...ager app bhi isy aisy pedhy keh jaisy appka piyaar appki jaan app se kosson door hai to beshak app zar-o-qatar na roien gay , mager aik qatra ashk to zaroor nikly ga , baat mery alfazon ke achy hony ki nhi hai , baat hai judai ki

arz kerta hon.............

Na tha Maloom to Aise Chala Jae ga
Hansa ke mujhe beinteha phir rulay ga
(beinteha= Unlimited)

Is aas pe ab bhi jee rahi hon mien
Katty gi raat kathin to din aye ga

Din dhalta nahi ,jesy hashr ho.
Yeh sadiyon ka fasla kab mitaey ga
(hasher=Qayamat, Sadiyon = Century)

Tumbin to mausam hain sab khizan ke
Nikhre gi mujhpe bahar jab tu aye ga

Mujhy manzoor hai teri her aik shirt
Mager Bata meri jaan to kab aye ga .
(Manzoor= Accept , Shirt = bet)

Mujhe guma.n tha tery jaany pe ye
Ja ke tu pardes mien bas jae ga
(Guma.n = darr)

Mager kehta tha to ye ho nahi sakta
Ye veham tera kabhi na rang lae ga

Saaton janam hum rahy gay sath sath
wo pheron mein kiya wada kab nibhaey ga

Aik bar mujhe tadapta to dekh tu...!
Dil tera beikhtyar ashk bahae ga
(beinkhtiyar=without control)

Manti thi tujhe chand ki manind “Mujeeb”
Seher mai routh k shab ko laut aye ga
(Maanind = like as )

Naa umeed nahi hon tery laut aany pe
Lagta hai jab meron gi tu tab aye ga

Mujeeb...aaj phir tumhare en ehsaasoN ko pada...aik tees si uthi dil meiN, par bhai mere "waqt har dard ka marham hota hai" jis dard ko pehle sehna bahut mushkil lagta tha ya yu kaho ki lagta tha ki bas ab aur nahi saha jayega...ab us dard ko sehne ki aadat si ho gye hai.

yu keh lo tum ki ab tumhari baaji dard seh seh kar pakki ho gye hai



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
meri jaan...... ashiq awara, Shayri-e-Ishq 1 26th February 2006 10:23 AM
Meri Jaan sandhaya Shayri-e-Ishq 2 9th December 2005 02:27 PM
~~...mErI jAaN...~~ mann_chand Shayri-e-Ishq 16 28th October 2005 09:12 PM
Mujhe Jaan Na Kaho Meri Jaan-Anubhav farhana Hindi/Urdu Lyrics 0 14th October 2005 01:57 AM
Meri Jaan Ho Tum ! Kadeer Shayri-e-Dard 17 30th October 2004 01:15 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com