Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Anjuman-e-Shayri

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 3 votes, 5.00 average. Display Modes
Old
  (#121)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
5th January 2004, 08:38 PM

MARGHATIS 4900 KABRISTAANIS 2200

http://www.shayri.com/forums/showth...=8&pagenumber=8

Naye team members ke liye yeh link ha regulations ka...

Banjara Bhai it is sweet of you to be persistant like that...kya pata ek din i will relent...aapko shayad apni ahmiyat ka ilm nahin...aur shayri aapki hamesha khoobsurat hoti hai...hey, are you trying to fish out compliments from Paras...LOL...yeh lijiey aapke liye chand lines...

sabhii ko dekho nahii.n hotaa hai
nasiibaa raushan sitaaro.n jaisaa
sayaanaa vo hai jo patajha.D me.n bhii
sajaa le gulashan bahaaro.n jaisaa
ho o o o ... kaagaz ke phuulo.n ko bhii
jo mahakaa kar dikhalaae

ek ba.njaaraa gaae, jiivan ke giit sunaae
ham sab jiine vaalo.n ko jiine kii raah bataae


Arre Marghatiyo, Kabristaaniyon...where are you bhai...zarra yahan bhi nazar daaliye na huzoor...Shimul...tum kahan chalin gayin...Sweden se tau maine socha tum laut aayi ho...Plz aaja ki intezzar hai...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#122)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
5th January 2004, 08:40 PM

MERI CHSME NAM MERA SATH DE IK BACHPANE KI KHWAHISH JAGI
MAIN KHOB KHAILON MATIYON PE.BARISHON MAIN SAFAR KARON

kabhi mekade main dhondo tujhe. masjidon main mangon tujhe
din khwab khwab basar karon ,raat jag jag sehar karon



Yeh banjar bhai kee post hai...plz continue....


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#123)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
5th January 2004, 10:50 PM

bahut khoob banjar bhai..aapke aakhri post ke word 'raat' se aaghaaz karte hai...


baat kuch aur thi lekin yeh baat rahi baaki
woh guzar gayi phir bhi woh raat rahi baaki

nam aankhon se dekhe the chanchal sapne
khwaab guzre phir bhi woh saugaat rahi baaki...


-mast



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#124)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
6th January 2004, 03:23 PM

Hum Khwaab lafz lekar apna ek kalaam likh rahe hain.. waise to is nazm me 16 lines hain.. magar rules ko follow karne ke liye hum isme se 12 lines hi likh rahe hain.. don't mind

Chaand ke rath par,
Jo sawaar aaye,
Woh Khwaab haseen,
Tere naam karti huun.

Raat ke aanchal par,
Jo sitaare jagmagaaye,
Woh amber mazeen,
Tere naam karti huun.

Har pal is dil par,
Tu basar paaye,
Woh manzar shireen,
Tere naam karti huun.


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Old
  (#125)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
8th January 2004, 05:30 AM

MARGHATIS 5000 KABRISTAANIS 2300

http://www.shayri.com/forums/showth...=8&pagenumber=8

Naye team members ke liye yeh link hai regulations ka...

KYA HUA? WHERE'S EVERYONE? ARRE BHAI AAYIYE NA AUR IS LINK KO BADHATE RAHIEY...

Shimul, kahan hain aap, kayi dinon se nazar nahin aayin? Sakhi aur Talib, my right arms...where are you two? Ghayal Bhayyia, Mast, Arvind Sony...guys you just have to pop in sometimes...aur bhi naye log jo participate karna chahte hon...plz feel free to write something...and we will put you either in Marghat or Kabristaan...lol...a position sure to be coveted...lol...

so long.....paras

Yeh Banno ji ne likha tha...

Chaand ke rath par,
Jo sawaar aaye,
Woh Khwaab haseen,
Tere naam karti huun.

Raat ke aanchal par,
Jo sitaare jagmagaaye,
Woh amber mazeen,
Tere naam karti huun.

Har pal is dil par,
Tu basar paaye,
Woh manzar shireen,
Tere naam karti huun.



pls continue from here....


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#126)
ghayalparwana
Registered User
ghayalparwana will become famous soon enoughghayalparwana will become famous soon enough
 
ghayalparwana's Avatar
 
Offline
Posts: 1,128
Join Date: Nov 2002
Location: London
Rep Power: 24
8th January 2004, 07:15 PM

Banno ki nazm se Khwaab lafz lekar aage badh raha huun..

Bahut haseen khwaab dekh raha tha,ik khila gulaab dekh raha tha
Dekh raha tha main Gulshan e Bahara..tera chehra benakaab dekh raha tha

Achaanak neend toot gayi..sapna mera choor hua..
..tu to mujhse duur hi tha.. tera chehra bhi mujhse duur hua
   
Reply With Quote
Old
  (#127)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
9th January 2004, 12:45 AM

Thanks to you. Sabko meri Adaab, hope you all are well. I had net problems, that's the reason I couldn't come online.
Paras Jee, thanks. I don't want to say much about your say, you do what you think is best. haan, yeh aur baat hein ke mein keya mehsoosh kee.
Afshan Jee, gana bohot achhi thi, love the song.
sabka hi likhha hua bohot achha laga. I have gone through all.

Dekh lafhj se age karti hu. Talat Mehmood Jee ke awaz meh.

Dekh lee teri Khudai baas mera dil vhar gaya.
Teri rahmat chup rahi.......mein rote rote maar gaya,
Dekh lee teri Khudai.......
Mere Malik keya kahu Teri duwaoka fareb,
mujhpe yu saaya ke mujhko gharse beghar kar gaya.
Dekh lee teri Khudai.......


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#128)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
hi - 9th January 2004, 02:38 PM

good one ghayal ji
post se lafz..KHUDAI le kar..aik sher
---------_________-----
laho dast se tarahsa tha jine kabhi main ne
wohi pathar karne lage dawe khudai k...


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????

Last edited by banjara''''; 9th January 2004 at 02:43 PM..
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#129)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
hi - 9th January 2004, 02:53 PM

hi aal..
apni post se lafz dast le kar...
------_______-----
manga nahi tha kuch jasarat se ziada ham ne
mere daste talab ko na ghor se dekha tum ne

chalo bata do us tawiz ka matlab kiya tha
meri kalai per juki ankhon se jo tha bandha tum ne ...


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#130)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
hi - 9th January 2004, 02:56 PM

apni post se lafz...tawiz le kar
-----______-------
bandh lain hath pe sene pe saja lain tum ko
ji main ata hay k tawiz bana lain tum ko

is kadar tot k tum pe hmain piyar ata hay
bhar lain bahon main mar hi dalain tum ko

dil main ik ajab si uthti hay khwahish
kar k munna sa hwaon main uchalain tum ko
(written by SYED WASI SHAH)


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????

Last edited by banjara''''; 9th January 2004 at 03:02 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#131)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
9th January 2004, 03:14 PM

mere sabhi dost or khan boss........
khan n hota to is budhhu ka yaha aan akabhi n hota...... so mere aane ki kisi ko khushi ho to khan ke hawaale karna.
ek baju taalibji ne brif ans; likhwana sikhaya to yaha to khan ne jo meri left-right li hai woh maie hu jaanti hu.
khair........ koshish karti hu......
khan ne jo likha hai oos maie se dil labz le kar........:

dard ban kar dil maie aana koi tumse sikh jaaye

jaane- aashik ho ke jana koi tumse sikh jaaye

----- daag dahelvi





   
Reply With Quote
hi
Old
  (#132)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
hi - 9th January 2004, 03:24 PM

hi aal..
meena ji..kmal karti hain aap....
aap k ane ki khishi hmain bhi bohat hay..ham kis k hwale karain...?
meena ji ki post se lafz DIL le kar..hmari site k aik new member k chand ashar hain..jo hmain bohat ache lage...un se ijazat le kar...
-------______--------
uski aas mei.n jo dil ke aas-pass hai
bevajah hee aankh mei.n paani udaas hai

usne jaane kaun se lahze mei.n baat kee
uske har ik lafz kaa kaisaa libaas hai ....



;
____-------written by...RAHUL SAHIB...in APP KI SHAYRI..
plz aal read this..


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
Old
  (#133)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
9th January 2004, 03:33 PM

khan bahi,
tumhari khushi mere hawaale...... lol aakhir ladli bahna jo hu. hu na?
khan se dil labz le kar.......

baat woh baat ho jo dil maie asar kar jaaye,
yunh to kahne ke liyae ahlay-sukhan lakhao.n hai.

------- daag dahelvi

Last edited by meena chheda; 9th January 2004 at 03:35 PM..
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#134)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
hi - 9th January 2004, 03:41 PM

nice one meena ji
lafz bat le kar age chalte hain...
----____-----
tum raat k kisi pehar chat per a jao agar
mere dil ki batain sab chand tume se kah de ga


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#135)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
hi - 9th January 2004, 03:53 PM

apni post se lafz..CHATT ..LE KAR
BASHIR BADAR SAHIB ka
......
.AAG LEHRA KAR CHALI HAY USE ANCHAL KAR DO
TUM MUJHYA RAAT KA JALTA HWA JANGAL KAR DO

CHAND SA MISRA AKELA HAY MERE KAGAZ PER
CHATT PE A JAO MERA SHER MUKAMAL KAR DO

TUM MUJHAY CHOR K JAO GAY TO MAR JAON GA
YUN KARO JANE SE PAHLE MUJHAY PAGAL KAR DO


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
Old
  (#136)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
9th January 2004, 04:03 PM

khan bahi se kagaz labz le kar.....

aaye kya kya yaad, nazar jab padti hai oon daalano par,
ooska kagaz chipka dena ghar ke roshan daano par.

----- jaan nisaar akhtar
   
Reply With Quote
Old
  (#137)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
9th January 2004, 04:16 PM

shimul ki yaad aani hi hai.. jab koi filmi gajal yaad aani hai.....
shimul ho sake to batana yah kisne likhi hai... muje to itna pata hai yah sulakshna pandit ne gaayi hui hai......
nazar labz ko le kar aage badhhti hu.....

maana teri nazar maie, tera pyaar hum nahii,
kaise kah de ke tere talabgaar hum nahiii...
   
Reply With Quote
Old
  (#138)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
9th January 2004, 11:26 PM

meena ji bahut khub..shiml ji ko pata karna hoga ki behtareen lafz kiske hai....par aapke nagme se lafz 'pyaar' ko churakar maine kuch likhne ki koshish ki hai..batayeiga ki kaisi lagi....

teri mohabbat ka kabhi zikr kahi hota hai
khudbakhud naam mera hi chala aata hai

tu lakh dur sahi hai juda bhi mujhse
phir bhi har saans par dil yeh dhadak jaata hai

baat kismat ki hai 'pyaar' ka yeh dosh nahi
tu nahi phir bhi ek naam sa reh jaata hai

nahin furqat mein behta aankhon se paani
bas tera pyaar kabhi yunhi chalak jaata hai

khudbakhud naam mera hi chala aata hai
bas tera pyaar kabhi yunhi chalak jaata hai.......

-mast



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें

Last edited by Qasid; 9th January 2004 at 11:29 PM..
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#139)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
10th January 2004, 12:04 AM

Meena Jee, keisi hein aap? Ab toh aap bilkul thikh thakh hongi. Gana suni toh bohot hein aur aapne jo likhhi hein woh bhi suni hein. Lekin kishka likhha hua hein yeh toh mujhe nehi pata. Romance Jee ko zaroor pata hoga.
Mast Jee, aapka likhha hua hamesha hi achha hota hein. I wouldn't say much & hope you all can understand. Yes, if you know me then. Shukriya. Take care. God bless you all.

Mera lafhj se age karti hu.

Mera Pyaar tere jeevan ke sang rahega
Meri aankhon meh tera hi rang rahega
sang rahega mera Pyaar.......


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#140)
Sofia Saeed
Registered User
Sofia Saeed is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 232
Join Date: Dec 2003
Location: Dallas, Tx
Rep Power: 21
Smile 10th January 2004, 02:03 AM

unho ne mehfil sajayee hue hai mere pyar ko barbaad kiye hue,
hum bhi jo hai gham se gehra rishta kiye hue,
chont khane ki aadat si hogayee hai
aik arsa beet gaya khushyo se kinare kiye hue.
ab kab tak un se alag reh paye gay,
dar badar bhatakte hai unka naam liye hue.....


sofia
   
Reply With Quote
Old
  (#141)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
10th January 2004, 06:54 AM

MARGHATIS 5400, KABRISTAANIS 3000

KABRISTAANI—

Meena, banjara ji, tanhaai, happy, Parasaxena, roopali, khushi, sanjoo, talkingeyes, piya, Banno, Maikash, ghayalparwana, arnab,

MARGHATI—

sakhi, talib, manoj kureel, arvindsony, bhadsha-E-gham
bindiya, ambar, shakeel shaikh, mushi bhai, manish bansal, madh-e-ghum, shimul, mast, sofia saaed

kuch bandishein hain yahan sher ya poem post karne kee…

Maximum length 12

lines (your own or borrowed).


Celebrating zindagi, pyaar, dosti, ma-baap, vagairah vagairah.


No no words, maut, chita, shamshaan, vagairah vagairah.


Must use one of the words from last post, just any.


We will have two teams…1 Marghati 2 Kabristaani
(when you post a sher, if you are not already in a team, Sakhi will assign you a team, and occasionally we will post points as well as team members’ names).

ok guys this is getting out of hand here...meena jee aur khan bhai...apni hee post ke saath janaab phir se aap nahin kuch likh sakte...you have to wait until someone writes...pehle tau aaye nahin...ab aaye ho tau janaab chapar phaadh ke...waah... kya kehne...aapka kabristaaniyon ko aage badhaane ka yeh tarikaa bhi pasand aaya...lol...

Dekhiey janaab aapki disqualified posts se humne points nahin kaate itna shukr keejiye...yeh aap dono Kabristaaniyon ko mehaj warning hee dee jaati hai...aayinda fine ho jaayega haan...khan bhai paras ke naam ek aur....haan haan....


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#142)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
10th January 2004, 07:00 AM

Meena ji aur Sofia Saeed jee ko main apni kursi kee haisiyaat se...LOL. welcome karna chaahoongi...aap aaye janaab tau is bazm mein rang khil gaye...khushiyan behak gayin...aur na jaane kya kya ho gaya...yoonhi nazar-o-karam farmaati rahiyega...

Shimul jee ne yeh likha tha...


Mera Pyaar tere jeevan ke sang rahega
Meri aankhon meh tera hi rang rahega
sang rahega mera Pyaar.......


pls yahan se thread continue kijiey....


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#143)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
10th January 2004, 04:15 PM

aapa
kya haal hai apka ??
aur mere sabhi paayr pyare dostin ka kya haal hai new yr mein haan???

mein to apko bhut miss karti hun.


mein jeevan word le raghi hun..

jeeven se bhari teri ankhe
majboor kaein jeene ke liye
sagar bhi tarste rahte hai
tere roop ka ras peene ke liye

jeevan se bhari teri ankheee

tasveer banaye kya koi
kya koi likhe tujh pe kavita
rango chando mein samayegi
kis tarh se itni sundrta

ek dhadkan hai too dil ke liye
ek jaan hai too jine ke liye


sakhiiiiiii with lov


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#144)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
10th January 2004, 07:42 PM

priye sakhu,paras ji aur sabhi doston....kaise hai aap sab......mein 1st time is bazm mein shirkat kar raha hoon.....
mein "tasveer" shabd le raha hoon....yeh ek behas pyara geet hai jisko Talat Mehmood saheb ne apni larazti aawaz bakshi hai....


tasveer banata hoon tasveer nahin banti,,,
tasveer nahin banti...
ek khawab sa dekha hai taabeer nahin banti...
tasveer nahin banti....

bedard mohabbat ka itna sa hai afsana..
nazron se mili nazrein mein ho gaya deewana
ab dil ke behelne ki taabeer nahin banti...
tasveer nahin banti........

dam bhar ke liye meri dunia mein chale aao
pyasi meri nazron ko ek jhalak dikha jao
mujhse to meri koi taqdeer nahin banti
tasveer nahin banti.....

-Manoj Kureel


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
hi
Old
  (#145)
arvindsony
Rajni
arvindsony is on a distinguished road
 
arvindsony's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Sep 2003
Location: Boston *USA*
Rep Power: 21
hi - 10th January 2004, 09:06 PM

Hi,
my word is tasveer
Badi muddat se mere dil me ye tasveer baitee hai
Badi muddat se mere dil me ye tasveer baitee hai
Uski zulfo ke saayo mein meri taqdeer baitee hai ..."


Love Is Life.
Love Is God.
Love is worship.
Love is Everything......
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#146)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
hi - 11th January 2004, 06:10 PM

hi all...
thanks again meena ji....ane ka...parastar sahiba...yeh bat i think rules main nahin btayi gayi hay....or galat bat hay....thik hay aap kahin to ham jeet waise hi aap k nam likh dalte hain...
or aap ne hmara pahle sher pasand nahi aya is liye dosra kahan likh payain gain..itni kahan okat hmari..or itne kabil nahin ham..
anyw ay...i will take care of that next time...
Dont u think k istarah mukabla one sided hi chalta rahe ga..baki aap jaisE kaho...
lafz..TASWEER le kar aik sher...
"KHIYALON MAIN TERE ROOP KO MUJASSAM KAR K
HAY MASHGHALA PAHRON TERI TASWEER DEKHNA''''
(written by...ABDUL RAUF RUFI)


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????

Last edited by banjara''''; 11th January 2004 at 06:12 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#147)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
11th January 2004, 08:41 PM

MARGHATIS 5700, KABRISTAANIS 3100

Banjaara Bhai...Khan Sahib...

arre aap tau yoonhi naraaz ho gaye...aur aap bhool gaye main na jeetoongi na haroongi...main to ab shamshaan se bahar hoon..na marghat mein na kabristaan mein...waise dheere se kuch kahoon? apke is sher ne tau hamein pehle hee jeet liya hai...LOL..hum pehle bhi taareef kar chuke hain...hamein bahut bahut bahut hee pasand aaya tha...sachhiiiii....

[/COLOR] KHAN SAMJHE GA K SHAYRI POHANCH CHUKI HAY MANZIL KO
PARAS..GAHRA TERI ANKHON SA IK SHER AGAR BAN JAYE KOI


Aur hamne uske uttar mein aapko yeh lines bhi bheji theen...yeh geet aapkee nazar kiya tha...

...sabhii ko dekho nahii.n hotaa hai
nasiibaa raushan sitaaro.n jaisaa
sayaanaa vo hai jo patajha.D me.n bhii
sajaa le gulashan bahaaro.n jaisaa
ho o o o ... kaagaz ke phuulo.n ko bhii
jo mahakaa kar dikhalaae

ek ba.njaaraa gaae, jiivan ke giit sunaae
ham sab jiine vaalo.n ko jiine kii raah bataae


Aur mere pyaare khan Bhai...agar us rule mein choot de dee na tau main bata doon...marghatiyon ke paas ek shimul hee kafee hai...uske pas tau gazalon ka, geeton ka khazana hai...woh ek ke baad ek sher...chutki mein hee pesh karti jaayeigi...bataayiye I have to be fair...nahin tau mujhe moderator kee kursi se bhi resign karna padega....LOL...ab be a good sport, sportsmanship dikhaayein aur apne kabristaaniyon ko lalkaarein ki aakar muqabla jeetein...maidaan tau sabka hai...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan

Last edited by Parastaar; 11th January 2004 at 08:50 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#148)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
11th January 2004, 08:47 PM

Aur khan Bhai ne yeh likha hai....

"KHIYALON MAIN TERE ROOP KO MUJASSAM KAR K
HAY MASHGHALA PAHRON TERI TASWEER DEKHNA''''
(written by...ABDUL RAUF RUFI)


plz continue...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#149)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
12th January 2004, 03:42 AM

Dear Khan Jee, aap aisi baate karenge yeh umeed nehi thi. Have you seen me posting two at a time? If every one starts doing so then just guess what will happen! I hope you can understand what I ment. Bura nehi maniyega. Yeaha 2 groups hein, your group can come anytime and post here but atleast wait till another person reply first. Thanks. Take care. God bless you.
Teri lafhj se age karti hu. Duet song.

Teri umeed tera intezar karte hein,
aye sanam hum toh sirf tumse Pyaar karte hein.......
Jaan hum bhi tumpe jaan nisar karte hein,
aye sanam hum toh sirf tumse Pyaar karte hein.......


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#150)
arvindsony
Rajni
arvindsony is on a distinguished road
 
arvindsony's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Sep 2003
Location: Boston *USA*
Rep Power: 21
12th January 2004, 08:11 PM

My Word is Umeed

------------------------------------------------------------------------------------------
---------------------------------------------------------------------------------------------
Aaj ujaali ki kiran kho gayi
zindagi veraan se ho gayi,
gaye woh din
jab humne unse umeed rakha
Aaj yeh khoob ho gaya
ki humain dosti se nafrat ho gayi
------------------------------------------------------------------------------------------
---------------------------------------------------------------------------------------------


Love Is Life.
Love Is God.
Love is worship.
Love is Everything......
   
Reply With Quote
Old
  (#151)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
12th January 2004, 08:32 PM

bahut khoob arvind ji...'zindagi' word ko lekar aage badhte hai...kuch kal shaam ko likha tha pesh hai...

hua na dard tere zindagi se jaane ka
tere na hone ka is dil mein ehsaas bhi hai

bahut junoon tha humko bhi tujhe paane ka
teri yaadon ki kabr ka ehtaraat bhi hai

kya hua karta hai haqeqat aur hasrat ka rishta
zindagi nahin aur jeene ka ilm saath bhi hai...

-mast



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#152)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
12th January 2004, 08:43 PM

Bohot khub likhha hein aapne. Now it's my turn, right? Here you go. Dard lafhj se age karti hu.

Singers are Mehdi Hassan & Runa laila.

Darde dil kish ko sunaye koi humraaz nehi
saaj chhera hein magar ish meh bhi awaz nehi
darde dil kish ko sunaye.......

Tere milne ki tamanna meh jeeye jaata hu
zindegi ka mere ab aur koi raaz nehi
darde dil kish ko sunaye.......

Hum ko bigree huyi taqdeer pe keya kehna hein
hum toh tere hein sanam aur koi naaz nehi
darde dil kish ko sunaye.......


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#153)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
13th January 2004, 08:13 PM

shimul ji word chehra ko lekar yeh likha hai...

dhalte suraj mein bhujte din ki saanson mein
neele aakash mein badte badal ki tarah
aur kabhi behti nadiya mein chalte amrit ko
dekha humne tujhe nazuk chitwaan ki tarah

phir kabhi jo haseen chand ne nazuk saansein
bikhre taare bhi teri un yaadon ki tarah
sard saahil pe aati huyi chanchal lehren
aur kabhi shaant madosh saagar ki tarah

yunhi chalti hai yeh harkat mere seene mein
meri chahat yunhi badti hai har din ki tarah
phir kabhi jaakar bhi aata hai dubaara suraj
tera chehra haseen rukh naaye pal ki tarah....



-mast



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#154)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
13th January 2004, 08:44 PM

Dear Mast Jee, bohot khubsurat. Aise hi likhte rahiyega. Shukriya.
Tarha lafhj se age karti hu. Aap toh aise na the film ki gana.

Tu ish tarah se meri zindegi meh shamil hein
jaaha bhi jaau yeh lagta hein teri mehfhil hein
tu ish tarah se meri zindegi meh shamil hein.......


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#155)
arvindsony
Rajni
arvindsony is on a distinguished road
 
arvindsony's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Sep 2003
Location: Boston *USA*
Rep Power: 21
hi - 13th January 2004, 08:48 PM

My Word is Zindagi...

Koi Aaasaa'n Nahi Aabaad Karna Ghar Mohabbat Ka,
Yeh Unka Kaam Hai Jo Zindagi Barbaad Kartay Hai.


Love Is Life.
Love Is God.
Love is worship.
Love is Everything......
   
Reply With Quote
Old
  (#156)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
13th January 2004, 08:57 PM

Arvind Jee, achha likhha hein aapne. Shukriya. Likhte rahiyega.
Zindegi lafhj se age karti hu. Calcutta Mail film.

Zindegi hein keya Pyaar ke beena
Pyaar bhi hein keya aapke beena.......
jeene ki yeh umange khushio ki yeh tarange
inhmeh keya rang hoga aa jee aapke beena
zindegi hein keya.......


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#157)
arvindsony
Rajni
arvindsony is on a distinguished road
 
arvindsony's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Sep 2003
Location: Boston *USA*
Rep Power: 21
13th January 2004, 09:06 PM

Hi Shimul ji
jab song ke baat chali he hi to hum ko yeh song yaad aaya hi..word hi Rang

Bumbro, Bumbro Shyam Rang Bumbro
Aaye Ho Kis Bagiya Se, Hohoho Tum
Bhanwre O Shyam Bhanwre Khushiyon Ko Saath Laaye
Mehndi Ki Raat Mein Tum Leke Saugaat Aaye
Ho, Kaajal Ka Rang Laaye Nazrein Utaarne Ko
Baaghon Se Phool Laye Raste Sanwaarne Ko


Love Is Life.
Love Is God.
Love is worship.
Love is Everything......
   
Reply With Quote
Old
  (#158)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
13th January 2004, 09:21 PM

Arvind Jee, aap jeise shayar toh mein hu nehi, keya karu!
Aapka likhha hua gana achha hein.
Rang lafhj se age karti hu. Bollywood Hollywood film ki gana.

Rang rang mere rang rang meh rang jaayegi tu rang
sang sang mere sang sang meh sang ayegi sang

Rang rang mere rang rang meh rang jaayega tu rang
sang sang mere sang sang meh sang ayega sang
Rang sang mera miljaayega aang aang tera khiljaayega.......




*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#159)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
14th January 2004, 08:22 AM

MARGHATIS 6500, KABRISTAANIS 3100

KABRISTAANI--

Meena, banjara ji, tanhaai, happy, Parasaxena, roopali, khushi, sanjoo, talkingeyes, piya, Banno, Maikash, ghayalparwana, arnab,

MARGHATI—

sakhi, talib, manoj kureel, arvindsony, bhadsha-E-gham
bindiya, ambar, shakeel shaikh, mushi bhai, manish bansal, madh-e-ghum, shimul, mast, sofia saaed

kuch bandishein hain yahan sher ya poem post karne kee…

Maximum length 12

lines (your own or borrowed).


Celebrating zindagi, pyaar, dosti, ma-baap, vagairah vagairah.


No no words, maut, chita, shamshaan, vagairah vagairah.


Must use one of the words from last post, just any.


We will have two teams…1 Marghati 2 Kabristaani
(when you post a sher, if you are not already in a team, Sakhi will assign you a team, and occasionally we will post points as well as team members’ names).


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#160)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
14th January 2004, 08:28 AM

Mast Sahib...aap yellow munh lagana phir bhool gaye naa? Koyi baat nahin sirf -100 point hee lose kiye aapki team ne...jo kaafi aage badh chuki hai...lagta hai Kabristaan ka darwaaza phir se khatkaana padegaa...plz ismein hamari madad kijiey aur un logon ko maidaan main le aayiye...Banno jee bhi nazar nahin aa rahi hain...papa arvind, shimul, mast main aapki bahut aabhaari hoon jo aap samay nikal kar yahan aate hain...likhte rahieyga...

Shimul aapne meri pasand ka gana likh kar dil khush kar diya...

Rang rang mere rang rang meh rang jaayegi tu rang
sang sang mere sang sang meh sang ayegi sang

Rang rang mere rang rang meh rang jaayega tu rang
sang sang mere sang sang meh sang ayega sang
Rang sang mera miljaayega aang aang tera khiljaayega.......

pls continue...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Hoti hai lazzat e faryad burra kya hai alishah07 Aapki Shayri 5 23rd September 2009 06:19 PM
Hoti hai lazzat e faryad burra kya hai ... (My Poetry) alishah07 Aapki Shayri 3 1st March 2009 11:15 PM
lazzat-e-ishk..gazal prashant vasl Ghazal Section 0 19th July 2008 01:14 PM
kaif ka agaaz, kaif ka anjaam kaif Shayri-e-Ishq 0 29th October 2004 11:05 PM
uski chaahat se roshan dil ka kona kona tha manoj kureel Shayri-e-Ishq 6 21st August 2003 01:30 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com