28th August 2006, 02:03 PM
Hum paida hue, tunehi mera saath diya
jabse maine angan mein chalna sikh liya
aaj bhi tu mera humdam hain mera saathi hain
kabhi kisi chaurahein par to kabhi daftartak
tu hain jisne mera daman tham liya har sukh aur dukhmein
koi raaj khul bhi gaye to tere samne
tu hi hain woh shay mera dost jiski dosti meri jindagi hain
par pata nahin aaj kyun main to kabhi tu
gumrah ho rahen hain kadam kadam par
kabhi zahar bankar to kabhi jam bankar.....
------------
Main Jindagi hoon teri,
tuzhe pata nahin.
Tum taqdir hon meri,
mujhe khabar nahin.
WAH JANAB WAH BAHOT HI UMDA KHAYAL HAI AAPKE AUR BAHOT HI BADHIYA LIKHA HAI DOST........AISE HI AGE ACHHA LIKHO AISI AAPSE UMMID KARTE HAI...........DHAVAL
*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
|