Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Sharaab

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
chalo maikhane me
Old
  (#1)
henna
Silence
henna is a jewel in the roughhenna is a jewel in the roughhenna is a jewel in the rough
 
henna's Avatar
 
Offline
Posts: 135
Join Date: Jan 2002
Location: uk.....(North)
Rep Power: 25
chalo maikhane me - 4th January 2002, 07:54 PM

phir is dil me aag hai
door door thak aaj dhooan hoga
chal is aag ko bujhaye
maikhana tho khula hoga

najane kaisa aaj yeh raat hoga
har jaam me aaina hai
lag tha hai khud se mulaqat hoga

ek qayamat aaj hogi
apne jaam se na koyi judaa hoga
har ek ka sar jhuka hai
sakhi tere mehfil me khuda hoga



plz let me know what you guyz think of it


Silence!!!

Dont live on a promise.....you'll be waiting all your life.

Dont wait for me.....I might not return.
  Send a message via Yahoo to henna  
Reply With Quote
Old
  (#2)
786fahim
Registered User
786fahim is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 4
Join Date: Oct 2001
Location: delhi
Rep Power: 0
15th March 2002, 09:02 PM

that was fantastic shayer
net ko aur mahkaane ke liye sher likhti rahiye

let me try one
tu jab bhi aati hai shayri mai bahar aa jaati hai
peeke mehboob ke badan ki sharaab
jindgi jhoom jhoom jaati hai
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
henna
Silence
henna is a jewel in the roughhenna is a jewel in the roughhenna is a jewel in the rough
 
henna's Avatar
 
Offline
Posts: 135
Join Date: Jan 2002
Location: uk.....(North)
Rep Power: 25
Smile 8th October 2002, 07:56 PM


hEY THANKS FOR YOUR REPLY.
iTS BEEN AGES SINCE I LOGGED ON SO SORRY I DIDNT REPLY ANY SOONER
tHATS A VERY NICE VERSE YOU WROTE THERE- kEEP IT UP!


DHUAN DHUAN HOGAYA THA SAMA JAB BARSAAT ME MAINE PIYA THA
AAG THA YA ANSSOO THA, JANE KYA MAINE PIYA THA
TOOTA HUWA DIL LEKE MAIKANE ME JEE RAHA HOON MAIN
ABH SOOCH THA HOON KYA KABHI MAIN JIYA THA


Silence!!!

Dont live on a promise.....you'll be waiting all your life.

Dont wait for me.....I might not return.
  Send a message via Yahoo to henna  
Reply With Quote
Old
  (#4)
786fahim
Registered User
786fahim is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 4
Join Date: Oct 2001
Location: delhi
Rep Power: 0
11th November 2002, 08:10 PM

hi!
good one!

keep it up like this only.
here one from my side,not on mahkhana

HUSN KO CHAND JAVANI KO KAMAL KAHTE HAIN
TERI SURAT NAZAR AAYE TAU USE GAZAL KAHTE HAIN
SANGEMARMER SE TARASA HUA TERA YE BADAN
LOG DEKH KAR ISE TAZMAAHAL KAHTE HAIN

BYE
FAHIM
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
karamjaan
Registered User
karamjaan is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 6
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 0
21st February 2008, 08:27 PM

Ab To Aisa Lagta Hai Ishq Mout Se Badi Saza Hai,
Kya Kare Kisi Se Shikayat Jab Mukaddar Hi Bewafa Hai.
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
karamjaan
Registered User
karamjaan is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 6
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 0
21st February 2008, 08:28 PM

Zindagi Ne Itna Ghum Diya Kisi Ka Ghum Yaad Na Raha,
Jab Baithe Maikhane Mein To Kya Desi Kya Rum Yaad Na Raha....
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
karamjaan
Registered User
karamjaan is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 6
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 0
21st February 2008, 08:30 PM

Hame Apno Ne Luta Gairo Mein Kaha Dum Tha,
Mar To Us Din Gaye Jab Maikhane Mein Sharab Kam Tha,
   
Reply With Quote
reply
Old
  (#8)
vineet_singh201
Registered User
vineet_singh201 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 2
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 0
Love reply - 22nd February 2008, 09:50 AM

Hi

a great shayri .
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
sahil_ludhiana
Registered User
sahil_ludhiana is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 15
Join Date: Feb 2008
Location: ludhiana
Rep Power: 0
Love 22nd February 2008, 03:29 PM

ma mar jana si ajj lOKO
OHDE KAHAN UTE JEUN LAGA
MA LIKDA NAHI SI SHARE PHALA
OHDE JAD'CHO SHARE BANAUN LAGA
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
sahil_ludhiana
Registered User
sahil_ludhiana is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 15
Join Date: Feb 2008
Location: ludhiana
Rep Power: 0
Question 22nd February 2008, 03:37 PM

Ham Ko Pather Aur Kudh Ko Pull Kahkar Muskaraea Karte Hai
Unhe Kya Pata Pather To Pather Rahte Hai Pull Hi Murjaea Karte Hai
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
alone anum
DANIYAL ANUM
alone anum is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 37
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 0
4th March 2008, 03:22 PM

nice poetry janab henna
kya kehti hai ye nazrein
kya ye dhadkano ki aawaz ko sunti hain
kya ye us andekhe anjaane dhundhle chehre ko dekh paati hain
kya ye yaadon ki kitab mein uski tasweer dhundh paati hain
kya ye haya ki rangat se bani muskaan pe uska aks dhundh paati hain
kya ye khamoshi ki chadar ode shabdo se us ajnabee ka naam puchh pati hain
kya ye un uth ti palko se aur un jhukti palko se uska pata jaan paati hain
kya ye un ehsaaso ko mehsus kar paati hain jo hamesha hamein us ajnabee ki yaad dilati hain
kya kahu
gehri hain par inmein khwabo ki rangat hain
khamosh hain par ankahe shabdo ka inmein sagar hain
kaali gehri hain par inmein haya ka noor hain
jo kuch na kehkar bhi bahot kuch keh jaati hain
har kisi ko sirf apna deewana bana jaati hain
ye nazrein
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
alone anum
DANIYAL ANUM
alone anum is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 37
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 0
4th March 2008, 03:23 PM

Kachi Deewar Hoon Thokar Na Lagana Mujh ko
Apni Nazron Mai Basa Ker Na Giraana Mujh ko

Tum ko Aankho Mai Tasawwoor Ki Tarah Rakhte Hoon
Dil Mai Dharkan ki Tarah Tum bhi Basana Mujh ko

Baat Karnay Main jo Mushkil ho Tumhein Mehfil May
Main Samajh Jaaonge Nazron Se Bataana Mujh ko

Waada Utna Hi Karo Jitna Nibha Saktay Ho
Khuwab Pura jo na ho wo na Dikhana Mujh ko


Apne Rishtey ki Nazaakat ka Bharam Rakh Lena
Main to Aashiq Hoon Deewane na Banana Mujh ko

Kachi Deewar Hoon Thokar Na Lagana Mujh ko
Apni Nazron Mai Basa Ker Na Giraana Mujh ko
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
mohammed zahed
Registered User
mohammed zahed is on a distinguished road
 
mohammed zahed's Avatar
 
Offline
Posts: 75
Join Date: Feb 2008
Location: Aap ke Dil main
Rep Power: 17
5th March 2008, 09:10 AM

Tumhain Maloom Hai Ham Ne
Kisi K Hijar Main Ye Zindagi Kaise Guzari Hai


Har Ik Khusboo Ki Aahat Per
Guman Us Ka Guzarta Hai
Har Ek Saat Pe Dil Aankhon Main Aaker Beth Jata Hai
Kai Pehlo Badalti Khuwahishain Hathon Ko Phelaie
Duain Mangti Aur Hanpti
Dil Se Guzarti Hain


Magar Jo Hijar Lahaq Hai
Wo Jism-O-Jan Ki Deewarain Girata Hai
Umeedo Beem Ki Aankhon Se
Beenai K Sab Manzaroon Ko Khak Karta Aur Mitata Hai


So Ham Bhi Khak Hain
Aur Khak Ki Qismat Main Likha Gia Hai


PHOOLO MAIN HASEEN GULAB HAI

PADHAI KE LIYE ZARURI KITAB HAI

DUNIYA MAIN HAR SAWAL KA JAWAB HAI

AGAR KOI MOHAMMED ZAHED KE BARE MAIN PUCHE

TO KAHANA LAJAWAB HAI!
  Send a message via Yahoo to mohammed zahed  
Reply With Quote
Old
  (#14)
alone anum
DANIYAL ANUM
alone anum is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 37
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 0
5th March 2008, 11:53 AM

banke ehsas meri dhadkan ke paas rahte ho
tasveer banke meri aankhon me rahte ho
aaj puchna hai ek sawal aapse..
door hoke kya aap bhi udas rahte ho.. ?

Aansuo ke girne ki aahat nahi hoti,
Dil ke tootne ki awaaz nahi hoti,
Agar hota khuda ko ehsaas dard ka,
to use dard dene ki Aadat nahi hoti

Har dhadkan me ek raaz hota hai ,,
Baat ko bata ne ka ek andaaz hota hai..
Jab tak Thokar na lage kisi Bewafa ka…
Har kisi ko apne Pyaar par naaz hota hai …
but meri suno bewafa koi nahi hota sab Waqt aur Haalaat ki wajah se bewafa banna padta hai

Har dhadkan me ek raaz hota hai ,,
Baat ko bata ne ka ek andaaz hota hai..
Jab tak Thokar na lage kisi Bewafa ka…
Har kisi ko apne Pyaar par naaz hota hai …
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
only anum
alone anum
only anum is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 81
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 17
6th March 2008, 06:27 PM

JAB DIL TUTTA HAI TO SHARAB SATH DETI HAI


JAB KOI YAAD AATA HAI TO SHARAB SATH DETI HAI.....



JAB ANKHO ME AA JATE HAI AANSU TO SHARAB SATH DETI HAI....



YE SHARAB BHI AJIB HOTI HAI YAARO ...



JISKE SINE ME DARD HO USIKA YE SATH DETI HAI....MY.HEART
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
$@#!L
Registered User
$@#!L is on a distinguished road
 
$@#!L's Avatar
 
Offline
Posts: 19
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 0
12th March 2008, 01:16 PM

Ek hasrat thi sachha pyar pane ki,
Magar na jane kyun chal padi aandhiya zamane ki,
Mera gamkoi na samajh paya,
kyunki meri aadat thi sabko hasane ki. {$}
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Love Neha
Registered User
Love Neha will become famous soon enough
 
Love Neha's Avatar
 
Offline
Posts: 366
Join Date: Jan 2008
Location: ~*~PAKISTAN...
Rep Power: 17
Love 24th March 2008, 11:19 AM

Quote:
Originally Posted by henna View Post
phir is dil me aag hai
door door thak aaj dhooan hoga
chal is aag ko bujhaye
maikhana tho khula hoga

najane kaisa aaj yeh raat hoga
har jaam me aaina hai
lag tha hai khud se mulaqat hoga

ek qayamat aaj hogi
apne jaam se na koyi judaa hoga
har ek ka sar jhuka hai
sakhi tere mehfil me khuda hoga



plz let me know what you guyz think of it

acha hai khas kae "pehla band"


$...!
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
sabeen mahar
Registered User
sabeen mahar is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 4
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
11th February 2010, 11:45 AM

Pyaar Se Pyaar Karo Pyaar Ko Ruswa Na Karo,

Meri Toh Aadat Hai Tum Khud Ko Afsurda Na Karo,

Meri Bahon mein Chalay Aao Dartay Kyun Ho,

Gehrai Hai Buhat Dil Mein Yun Jhanka Na Karo,

Main Toh Aashiq-e-Deedar Hon Koi Rehzan Toh Nahi,

Betho Mere Paas Yun Mujhse Parda Na Karo,

Kon Chalta Hai Taman Umer Hi Sath,

Laikin waqt Se Pehl...e Toh Khud Se Juda Na Karo,

Badalon Ki Bhi Tum Ko Nazar Lag Saqti Hai,

Tang Qaba Ho Toh Barish Mein Nahaya Na Karo,

Bijliyan Girti Hain Kitnay sada Dilon par,

Aise Pe Parda Sehan Mein Aya Na Karo,

Tum Kya Jano Yeh Dil Ki Lagi Kya HOti Hai,

Kissi Masoom Se Yun Khaila Na Karo,

Dekho Nazuk Tumhari Ungliyan Buhat,

Inse Pholon Ko Yun Masla Na Karo,

Sham Dhalay Woh Pirota Hai Gham Apnay,

Tabassum Har Roz Usay Yun Mila Na karo.....!!!!
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
sabeen mahar
Registered User
sabeen mahar is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 4
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
11th February 2010, 11:46 AM

assallam-o-alekum kia halhain sahilmain new user hon plz mujhe batao kese posting hoti hai na he mujhe seprofile ban rahi hai agar aap repkr dane tu thz...

sabeen
ALLAH HAFIZ
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is Off
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Dil ke Maikhane se dushman Aapki Shayri 0 29th June 2007 09:17 AM
dil ke maikhane se dushman Shayri-e-Ishq 0 29th June 2007 08:47 AM
Kab Tak koi maikhane mei.n Harash Mahajan Shayri-e-Sharaab 6 17th October 2006 09:45 PM
Maikhane Niks Shayri-e-Sharaab 0 31st October 2005 10:36 AM
maikhane bakhtiyaar Shayri-e-Sharaab 3 4th May 2004 12:43 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com