Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
aaj phir tumhari kami hai
Old
  (#1)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
aaj phir tumhari kami hai - 3rd March 2006, 05:20 PM

Kya kahoon ke aaj phir tumhari kami hai
Hasraton ki aankh mein aaj phir nami hai

teri chahat mein aaj phir bhool gaye hum jahan
Jahan tu nahi hai wahin teri kami hai

Jahan tu nahi hai wahi teri kami hai

Tere saath gujre woh din , woh pal-chin
teri yaad dilate wahi raat din

Woh suraj, woh taare woh thandi hawa ke jhonke
kya kahun ki aaj phir dene lage hain dhoke

Tere aane ki rraah dekhein galiyan saari
Sookhi sab nadiyan, phool, kaliyaan saari

Aa jao ke ab nahi hota intezaar
Nazarein bicha ke raah mein roti huun zaar-zaar

roti huun zaar-zaar

roti huun zaar-zaar

Last edited by masti; 3rd March 2006 at 05:24 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
kuhulika
Registered User
kuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant future
 
kuhulika's Avatar
 
Offline
Posts: 2,269
Join Date: Jul 2005
Location: New Delhi.(India)
Rep Power: 37
3rd March 2006, 05:41 PM

apko kafi time baad padaa.. pehli baar padd rahi hoon...

bahut acchi creation hai aapki...


"Kya kahoon ke aaj phir tumhari kami hai
Hasraton ki aankh mein aaj phir nami hai"

apka yeh sher bahut pasand aaya mujhe.. yu hin likhti rahiye


take care
bye


SHWETA


jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai

uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai

kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
3rd March 2006, 05:42 PM

Kya kahoon ke aaj phir tumhari kami hai
Hasraton ki aankh mein aaj phir nami hai

teri chahat mein aaj phir bhool gaye hum jahan
Jahan tu nahi hai wahin teri kami hai

hmmmmmm....!


Jahan tu nahi hai wahi teri kami hai
Tere saath gujre woh din , woh pal-chin
teri yaad dilate wahi raat din

Woh suraj, woh taare woh thandi hawa ke jhonke
kya kahun ki aaj phir dene lage hain dhoke

beautifull...!


Tere aane ki raah dekhein galiyan saari
Sookhi sab nadiyan, phool, kaliyaan saari

Aa jao ke ab nahi hota intezaar
Nazarein bicha ke raah mein roti huun zaar-zaar

hmmmmmmm....!

Hiii,

Kaisi hain? I hope you are doing good and everything is going good too... Its nice to see u here after so long... accha likha hai aapne... saadgi se apne ehsaas bayaan kiya hain ... Can feel ur pain in these words .... maanaa woh door hain, magar jaldi hi aa jaayenge... aapke bina woh kaunsa reh paate hain....

Dont feel sad... ab humaara bhi to kucch rishta hai naa... to humaari khaatir hi muskuraa dijiye....

Do take good care of urself...keep smiling


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Hi masti
Old
  (#4)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
Hi masti - 3rd March 2006, 05:47 PM

hey masti gooooood work yar

Thanx 4 sharing here

Take care

Ur Manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Re: aaj phir tumhari kami hai
Old
  (#5)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
Re: aaj phir tumhari kami hai - 3rd March 2006, 05:48 PM

Quote:
Originally posted by masti
Kya kahoon ke aaj phir tumhari kami hai
Hasraton ki aankh mein aaj phir nami hai

teri chahat mein aaj phir bhool gaye hum jahan
Jahan tu nahi hai wahin teri kami hai

Jahan tu nahi hai wahi teri kami hai

Tere saath gujre woh din , woh pal-chin
teri yaad dilate wahi raat din

Woh suraj, woh taare woh thandi hawa ke jhonke
kya kahun ki aaj phir dene lage hain dhoke

Tere aane ki rraah dekhein galiyan saari
Sookhi sab nadiyan, phool, kaliyaan saari

Aa jao ke ab nahi hota intezaar
Nazarein bicha ke raah mein roti huun zaar-zaar

roti huun zaar-zaar

roti huun zaar-zaar

soomder ahesaas .
khush raho.
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
4th March 2006, 11:51 AM

Masti ji,

Divine simplicity...!!

Apna khayal rakhna
Rohin


http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
10th March 2006, 09:25 AM

Vasl-e-yaar ki hasrat dil aur honthon par Yeh taraane hai...maniye na maaniye hum bhi kuch aise hi dewaane hai

Dekh aasmaan ke taare hai kehte
Ki bas ek mere liye tu bani hai

kyun bhar aayi is tarah teri aankhon
inhi palkhon mein apni hasratein kuch buni hai

yeh kaliyan chaman ki mehakti bahaarein
kare kya tere bin yeh chanda sitarein

zindagi hi nahiN jo yaha tu nahi hai
meri dhadhkano mein kuch teri kami hai

kuch teri kami hai

kuch teri kami hai


aapke umda ehsaas ke aage to Yeh nacheez lafz kuch nahi par dil-e-hasrat bayaan kiye jaa raha hoon...

Yunhi likhti rahiYeGaa taaki yeh mast masti mein rahe..

Pulkit bhai sahi pakda hai!!



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#8)
punjabivirsa
Registered User
punjabivirsa will become famous soon enoughpunjabivirsa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 4
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 0
10th March 2006, 07:16 PM

Ikhraar to humsay kiya,
phir pyaar ussay kiya,
dil to mera liya,
magar apni wafa usko diya,
oh jaaneman!Hum nay tumsay pyaar kar kay aisa kya bada gunaah kiya,
kee tunay huma humari apni zindagi say duur kar diya.
Is dil ko tadpaakay tumnay kaun saa bada kaam karliya



malo mali digde na hanju tenu yaad karke.........
kyo tun tur gyi aa menu barbad karke.........
  Send a message via Yahoo to punjabivirsa Send a message via AIM to punjabivirsa  
Reply With Quote
Old
  (#9)
cute_ashu
Registered User
cute_ashu will become famous soon enough
 
cute_ashu's Avatar
 
Offline
Posts: 763
Join Date: Jan 2006
Location: Faridabad, Haryana, India
Rep Power: 19
11th March 2006, 01:42 AM

masti ji bahut accha laga aapko padha

maine pehli baar aapki koi rachna padhi hai
padhkar accha laga

keep posting


Yun Mile Ke Mulakaat Na Ho Saki,
Honth Kaape Magar Koi Baat Na Ho Saki,
Meri Khamosh Nigahen Har Baat Keh Gayi,
Aur Unko Shikayat Hai Ki Baat Na Ho Saki.... (nm)

*(`'·.¸(`'·.¸*¤*¸.·'´)¸.·'´)*
.....«´¨`·..ASHU...·´¨`»......
*(¸.·'´(¸.·'´*¤*`'·.¸)`'·.¸)*
------------------------------------------------
  Send a message via Yahoo to cute_ashu Send a message via AIM to cute_ashu  
Reply With Quote
Old
  (#10)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
22nd July 2015, 06:39 PM

Quote:
Originally Posted by kuhulika View Post
apko kafi time baad padaa.. pehli baar padd rahi hoon...

bahut acchi creation hai aapki...


"Kya kahoon ke aaj phir tumhari kami hai
Hasraton ki aankh mein aaj phir nami hai"

apka yeh sher bahut pasand aaya mujhe.. yu hin likhti rahiye


take care
bye
Quote:
Originally Posted by Pulkit_gupta View Post
Kya kahoon ke aaj phir tumhari kami hai
Hasraton ki aankh mein aaj phir nami hai

teri chahat mein aaj phir bhool gaye hum jahan
Jahan tu nahi hai wahin teri kami hai

hmmmmmm....!


Jahan tu nahi hai wahi teri kami hai
Tere saath gujre woh din , woh pal-chin
teri yaad dilate wahi raat din

Woh suraj, woh taare woh thandi hawa ke jhonke
kya kahun ki aaj phir dene lage hain dhoke

beautifull...!


Tere aane ki raah dekhein galiyan saari
Sookhi sab nadiyan, phool, kaliyaan saari

Aa jao ke ab nahi hota intezaar
Nazarein bicha ke raah mein roti huun zaar-zaar

hmmmmmmm....!

Hiii,

Kaisi hain? I hope you are doing good and everything is going good too... Its nice to see u here after so long... accha likha hai aapne... saadgi se apne ehsaas bayaan kiya hain ... Can feel ur pain in these words .... maanaa woh door hain, magar jaldi hi aa jaayenge... aapke bina woh kaunsa reh paate hain....

Dont feel sad... ab humaara bhi to kucch rishta hai naa... to humaari khaatir hi muskuraa dijiye....

Do take good care of urself...keep smiling
Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
hey masti gooooood work yar

Thanx 4 sharing here

Take care

Ur Manu
Quote:
Originally Posted by meena chheda View Post
soomder ahesaas .
khush raho.
Quote:
Originally Posted by Rohin View Post
Masti ji,

Divine simplicity...!!

Apna khayal rakhna
Rohin
Quote:
Originally Posted by mast View Post
Vasl-e-yaar ki hasrat dil aur honthon par Yeh taraane hai...maniye na maaniye hum bhi kuch aise hi dewaane hai

Dekh aasmaan ke taare hai kehte
Ki bas ek mere liye tu bani hai

kyun bhar aayi is tarah teri aankhon
inhi palkhon mein apni hasratein kuch buni hai

yeh kaliyan chaman ki mehakti bahaarein
kare kya tere bin yeh chanda sitarein

zindagi hi nahiN jo yaha tu nahi hai
meri dhadhkano mein kuch teri kami hai

kuch teri kami hai

kuch teri kami hai


aapke umda ehsaas ke aage to Yeh nacheez lafz kuch nahi par dil-e-hasrat bayaan kiye jaa raha hoon...

Yunhi likhti rahiYeGaa taaki yeh mast masti mein rahe..

Pulkit bhai sahi pakda hai!!
Quote:
Originally Posted by punjabivirsa View Post
Ikhraar to humsay kiya,
phir pyaar ussay kiya,
dil to mera liya,
magar apni wafa usko diya,
oh jaaneman!Hum nay tumsay pyaar kar kay aisa kya bada gunaah kiya,
kee tunay huma humari apni zindagi say duur kar diya.
Is dil ko tadpaakay tumnay kaun saa bada kaam karliya
Quote:
Originally Posted by cute_ashu View Post
masti ji bahut accha laga aapko padha

maine pehli baar aapki koi rachna padhi hai
padhkar accha laga

keep posting
Shukriya aap sab ka isey pasand karne ke liye. muafi chahungi pehle main yahan aati thi aur post kar ke chali jaati thi.

aaj achaanak is par nazar padi to socha nahi karne se der se reply karna acha. aur kya pata aap mein se koi isey dekh paaye aur phir se SDC ki taraf rukh kare?

Aap sab ke intezaar mein.


-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
22nd July 2015, 06:57 PM

sarika jee bahut khoobsoorat lagi aapki rachna
likhti rahen
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
22nd July 2015, 07:57 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
sarika jee bahut khoobsoorat lagi aapki rachna
likhti rahen
duaon ke saath
shukriya ishq ji

ye kaafi puraani hai kareeb 9 saal puraani aaj aise hi iss par nazar pad gayi.

apko yahan dekh kar bohut acha laga.


-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
22nd July 2015, 10:56 PM

Quote:
Originally Posted by masti View Post
Kya kahoon ke aaj phir tumhari kami hai
Hasraton ki aankh mein aaj phir nami hai

teri chahat mein aaj phir bhool gaye hum jahan
Jahan tu nahi hai wahin teri kami hai

Jahan tu nahi hai wahi teri kami hai

Tere saath gujre woh din , woh pal-chin
teri yaad dilate wahi raat din

Woh suraj, woh taare woh thandi hawa ke jhonke
kya kahun ki aaj phir dene lage hain dhoke

Tere aane ki rraah dekhein galiyan saari
Sookhi sab nadiyan, phool, kaliyaan saari

Aa jao ke ab nahi hota intezaar
Nazarein bicha ke raah mein roti huun zaar-zaar

roti huun zaar-zaar

roti huun zaar-zaar
Quote:
Originally Posted by mast View Post
Vasl-e-yaar ki hasrat dil aur honthon par Yeh taraane hai...maniye na maaniye hum bhi kuch aise hi dewaane hai

Dekh aasmaan ke taare hai kehte
Ki bas ek mere liye tu bani hai

kyun bhar aayi is tarah teri aankhon
inhi palkhon mein apni hasratein kuch buni hai

yeh kaliyan chaman ki mehakti bahaarein
kare kya tere bin yeh chanda sitarein

zindagi hi nahiN jo yaha tu nahi hai
meri dhadhkano mein kuch teri kami hai

kuch teri kami hai

kuch teri kami hai


aapke umda ehsaas ke aage to Yeh nacheez lafz kuch nahi par dil-e-hasrat bayaan kiye jaa raha hoon...

Yunhi likhti rahiYeGaa taaki yeh mast masti mein rahe..

Pulkit bhai sahi pakda hai!!
Waaaah....kya baat hai ji....kya ehsaas hain..bahut nazuk bahut pyare....
Bahut achcha laga aap dono ko ek sath padhna....
stay blessed....



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Zindagi Mein Tumhari Kami Reh Gayi khaksaar Shayri-e-Dard 3 2nd January 2008 12:23 PM
aaj phir tumhari kami hai masti Shayri-e-Ishq 1 3rd March 2006 06:00 PM
tumhari kami......... rooswa_zindagi Aapki Shayri 0 6th August 2005 07:05 PM
sab kuchh hai par phir bhi hai ek kami si iaminlove Aapki Shayri 0 21st September 2003 10:07 PM
Tumhari Kami... vicky_pandey Shayri-e-Dard 0 22nd June 2002 02:50 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com