Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Mitti daldo ab koi ke pareshan hun mein…
Old
  (#1)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
Sad Mitti daldo ab koi ke pareshan hun mein… - 6th September 2003, 02:39 PM

jab dil tanhaai mein doobta hai kuch tootne ki awaaz aati hai. nazre charo or ghabrakar dekhti hai aur dhoondhti hain ke kya toot gaya??...lekin phir ek halki si hasi hoto pe ajati hai aur yaad aata hai ke ye jo toota hai woh kuch aur nahi mera dil hai.unki yaadon ki dastak itni tez thi ke mere dil ke darwaaze toot gaye phir ek baar....



Khoon mein lipti ek laash hun mein,
Jaane kyun aaj itni udaas hun mein,

Bekafan bechain yaha padi hun mein,
Jaane kiska utra hua libaas hun mein,

Sabki nazron ka khuaf lagti hun mein,
Jane kaisi veeran kaali raat hun mein,

Raste ka akela mayus pathar hun mein,
Jane kiska toota hua khwaab hun mein,

Soch me yuhi lahuluhan padi hun mein,
Jane kiska daba kuchla gulab hun mein,

Ek khali kabr ki aaj talabgaar hun mein,
Mitti daldo ab koi ke pareshan hun mein


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
6th September 2003, 02:46 PM

Farhana ji,


kya qayaamat likhi hai aapne!!


Dard se sisakte hue apke alfaaz paR kar dil kaaNp sa gaya hai.. waqai.. tanhai me bewafai ki yaadein ghazab kar jaati hain.. dil to tooTa hua tha hi, iske TukRon ko bhi biker jaati hain.

Aksar aise kalaam paRne milte hain jo behad khubsoorat hote hai.. itne ki tareef kiye bina raha nahi jaata.. lekin inme itna dard simTa hota hai, ki inki shaan me kuchh kehna, tareef kum, tauheen zyada lagti hai...

Bas.. yahi kahenge.. ki aap likhti rahein..


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
shukriya!
Old
  (#3)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
Love shukriya! - 6th September 2003, 02:54 PM

kaisi hain aap afshaan?bada accha laga aapka reply padhke.aur apki tareef ke liye shukriya.sahi kaha apne tanhaai mein aksar bewafa ki yaadein gazab kar jati hain!!dil jab rota hai toh uske aasun kisiko nazar nahi aate hain aur mujhe toh aankhon se rone ki aadat bhi nahi rahi hai ab,kyun kisiko apne assun dikhayen jab yeh aasun paani se bhi halke kisiko lagte hain.khair yeh toh zindagi hai...jiye jarahe hain jane kis ummeed ke sahare....kat jayegi umar yuhin..
kisine kaha hai,
toofane yaas,dard ki lehren,hujume gham..
sarmaya bas yahi hai dil-e-bekarar ka......


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Zor E Ishq hai
Old
  (#4)
nasir
" Kash aap saath hotey...
nasir is an unknown quantity at this point
 
nasir's Avatar
 
Offline
Posts: 18
Join Date: May 2003
Location: south india karnataka gulbarga city
Rep Power: 0
Zor E Ishq hai - 6th September 2003, 05:46 PM

lagta hai aap ko kafi dard mila hai zindagi main

koie baat nahi ager aap ka dard kaam hoo duwa kaorwga


Gam woh cheez hai
Gam woh cheez hai
Gam woh cheez hai
Jisse kagaz chipkaye jaate hain

zara muskura na ok


" Zindagi bus itni hai ! ek boond pani aasman se aaya aur zameen per ger gaya .... haan ager aap ko kuch aur waqt milta hai tu kisi se pyar karo"
B'coz pyar hi zindagi hai aur zindagi pyar hai
 Send a message via ICQ to nasir Send a message via Yahoo to nasir Send a message via AIM to nasir  
Reply With Quote
thanx
Old
  (#5)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
thanx - 7th September 2003, 10:27 PM

hi nasir,

apka bahaut bahaut shukriya jo aapne mujhe hasane ki koshish ki...gham toh bahaut mile hain haan par aap ki badaulat has bhi liya humne.aise hi hamein hasate rahiyega....bada accha laga apka reply padhke.keep in touch.bye.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#6)
Dard-e-sush
Registered User
Dard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the rough
 
Dard-e-sush's Avatar
 
Offline
Posts: 605
Join Date: Jul 2003
Location: Moscow, Russia
Rep Power: 23
7th September 2003, 10:33 PM

Rukhsana jee

bahut dard liye hei ye work aapka. Magar hila deta hei ye sach me. itna dard to sirf dil me paida hota hei magar kalam se isko bahut kam likh sakte hein. aapne bahut ache se kiya ye.

Raste ka akela mayus pathar hun mein,
Jane kiska toota hua khwaab hun mein,


लब पे मुस्कान को लिए ऐ दोस्त, काँधों पे लाश अपनी ढोते हैं,
इस भरे शहर में हम Dard-e-Sush, जो न पाया उसे भी खोते हैं!

lab pe muskaan ko liye ae dost, kandhon pe laash apni dhote hein
is bhare sheher me ham dard-e-sush, jo na paaya use bhi khote hein
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Dard-e-sush
Registered User
Dard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the rough
 
Dard-e-sush's Avatar
 
Offline
Posts: 605
Join Date: Jul 2003
Location: Moscow, Russia
Rep Power: 23
7th September 2003, 10:34 PM

Mere khudaya maaf karna mujhe

farhana jee galti se rukhsana likh diya mene.

i m sorry indeed. halat bahut kharab hei apni
ab to apna bhi pata bhool gaye hein jese


लब पे मुस्कान को लिए ऐ दोस्त, काँधों पे लाश अपनी ढोते हैं,
इस भरे शहर में हम Dard-e-Sush, जो न पाया उसे भी खोते हैं!

lab pe muskaan ko liye ae dost, kandhon pe laash apni dhote hein
is bhare sheher me ham dard-e-sush, jo na paaya use bhi khote hein
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#8)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
Love hi - 7th September 2003, 10:59 PM

Dard-e-sush sahab,
kaise hain aap???hehe well apne toh mera naam hi badal diya.khair humne aapki maufi kubool ki.ghalti hojati hai kabhi kabhi...shukriya apki tareef ke liye.mera dard toh isse bhi zyada hai par isse kaapte hue lafz nahi mil parahe the isliye yahi likh paayi.keep in touch......magar aindah naam yaad rakhiyega.hehe.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
very good
Old
  (#9)
mustaqim
Registered User
mustaqim is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 5
Join Date: Jul 2003
Location: pakistan
Rep Power: 0
Thumbs up very good - 8th September 2003, 08:33 PM

wah frahana ji
mujhe lagta hai app mujh se zyadah is dard main doob chuki hoo wese app ne boohat accha likha hai mujhe bohat accha laga
keep it up good

ur unknown replier
HBK(heart broken kid)
  Send a message via Yahoo to mustaqim  
Reply With Quote
thanx
Old
  (#10)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
Love thanx - 9th September 2003, 12:06 AM

mustaqim ji,

kaise hain aap???sahi akha apne mera dard toh samundar se bhi gehra hai aasmaan se bhi vishaal hai....khair ab aadat hogayi hai.aapko mera likkha pasand aaya meri khush naseebi..keep in tuch.apki dost.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#11)
ghayalparwana
Registered User
ghayalparwana will become famous soon enoughghayalparwana will become famous soon enough
 
ghayalparwana's Avatar
 
Offline
Posts: 1,128
Join Date: Nov 2002
Location: London
Rep Power: 24
15th September 2003, 10:05 AM

Der se aane ki gustakhi ki hai..maafi chahta huun..

Aapne jo likha farhana ji usne dil ko cheer diya..apni mayoosi ko shabdon mein khoob dhaala hai aapne..

aapke dard ne dil ko hila karr rakh diya..


kyon zindagi ki raah mein akele chalta hai dost
chal waha chal jahan tere jaise aur bhi hai...
   
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#12)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
Love shukriya - 15th September 2003, 12:14 PM

hello varinder
der aye durust aye varinderji,hehe. mujhe khushi hai ke apko meri ye peshkash bhi pasand aayi...jab tak apka feedback nahi milta likhna bekaar lagta hai...aur haan apko maafi mangne ki zarurat nahi hai...apke ke liye sab maaf hai..take care alwaz


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
....
Old
  (#13)
Dard-e-sush
Registered User
Dard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the rough
 
Dard-e-sush's Avatar
 
Offline
Posts: 605
Join Date: Jul 2003
Location: Moscow, Russia
Rep Power: 23
.... - 23rd October 2003, 01:27 AM

farhana je .. mei jab bhi shayri.com pe aaya isko padha har baar ..

meri pehchaan bayaan hei is kalam me .....

rok na saka phir se reply karne se


khuda hafiz


लब पे मुस्कान को लिए ऐ दोस्त, काँधों पे लाश अपनी ढोते हैं,
इस भरे शहर में हम Dard-e-Sush, जो न पाया उसे भी खोते हैं!

lab pe muskaan ko liye ae dost, kandhon pe laash apni dhote hein
is bhare sheher me ham dard-e-sush, jo na paaya use bhi khote hein
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
23rd October 2003, 02:16 AM

Dard hi dard hein. Mein toh aur bhi der se reply kar rahi hu.
Pata nehi keise miss hogayi hein mujhse. Aap toh bohot achha likhti hein. Samunder se gehra dard aapki hein, janke bohot mehsoosh huyi. Waise bhi samajh toh ati hein. Mein toh duwa karsakti hu ke aapko chain mile, kuch hi sahi. Baas aur samajh sakti hu, aur kuch nehi hu mein. Shukriya. Aapna khayal rakhiyega. Khuda Hafiz.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
23rd October 2003, 02:18 AM

Great Jee, shukriya aapka ke mein aaj yeh kalam parsaki. Dilse shukriya kabul kijiyega. Aapna khayal rakhiyega. God bless you.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
...
Old
  (#16)
Dard-e-sush
Registered User
Dard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the rough
 
Dard-e-sush's Avatar
 
Offline
Posts: 605
Join Date: Jul 2003
Location: Moscow, Russia
Rep Power: 23
... - 24th September 2005, 03:22 AM

Once again..

this one is outstanding..

Regards


लब पे मुस्कान को लिए ऐ दोस्त, काँधों पे लाश अपनी ढोते हैं,
इस भरे शहर में हम Dard-e-Sush, जो न पाया उसे भी खोते हैं!

lab pe muskaan ko liye ae dost, kandhon pe laash apni dhote hein
is bhare sheher me ham dard-e-sush, jo na paaya use bhi khote hein
   
Reply With Quote
susheel
Old
  (#17)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
susheel - 24th September 2005, 07:46 AM

bade lambe arse baad is shayri pe meri nazar padi hai aur woh bhi susheel ji apki wajah se.thank u so much itni tareef ke liye.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
shimul
Old
  (#18)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
shimul - 24th September 2005, 07:49 AM

bade arse baad apki is tareef ka jawab de rahi hoon.maafi chahti hoon....thanks so much.ummeed hai ki aap yuhin mujhe apni raye aur mashwarhe se waqif karati rahengi.thanks again.take care.bye


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#19)
pallavi_here
to feel & to be felt...
pallavi_here has a spectacular aura aboutpallavi_here has a spectacular aura about
 
pallavi_here's Avatar
 
Offline
Posts: 1,311
Join Date: Feb 2005
Location: On minds
Rep Power: 22
24th September 2005, 11:15 AM

ye sach me ek bemisaal creation hai farhana... bahut bahutexpressive... ek ek lafz reality show kar raha hai... maano sabhi ke thake dil ko nichod kar lafzo me piro diya... great job dear
take care


Pallavi...

******
Your attitude towards life decides Life's attitude towards you...
   
Reply With Quote
pallavi
Old
  (#20)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
pallavi - 24th September 2005, 07:54 PM

thanks so much pallaviji.i m glad you too liked it.take care.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#21)
Dard-e-sush
Registered User
Dard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the rough
 
Dard-e-sush's Avatar
 
Offline
Posts: 605
Join Date: Jul 2003
Location: Moscow, Russia
Rep Power: 23
24th April 2007, 02:22 PM

This one is amaging... One of the bests I ever read.


God Blees U Farhana.

Regards


लब पे मुस्कान को लिए ऐ दोस्त, काँधों पे लाश अपनी ढोते हैं,
इस भरे शहर में हम Dard-e-Sush, जो न पाया उसे भी खोते हैं!

lab pe muskaan ko liye ae dost, kandhon pe laash apni dhote hein
is bhare sheher me ham dard-e-sush, jo na paaya use bhi khote hein
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
24th April 2007, 03:54 PM

Quote:
Originally Posted by farhana View Post
jab dil tanhaai mein doobta hai kuch tootne ki awaaz aati hai. nazre charo or ghabrakar dekhti hai aur dhoondhti hain ke kya toot gaya??...lekin phir ek halki si hasi hoto pe ajati hai aur yaad aata hai ke ye jo toota hai woh kuch aur nahi mera dil hai.unki yaadon ki dastak itni tez thi ke mere dil ke darwaaze toot gaye phir ek baar....



Khoon mein lipti ek laash hun mein,
Jaane kyun aaj itni udaas hun mein,

Bekafan bechain yaha padi hun mein,
Jaane kiska utra hua libaas hun mein,

Sabki nazron ka khuaf lagti hun mein,
Jane kaisi veeran kaali raat hun mein,

Raste ka akela mayus pathar hun mein,
Jane kiska toota hua khwaab hun mein,

Soch me yuhi lahuluhan padi hun mein,
Jane kiska daba kuchla gulab hun mein,

Ek khali kabr ki aaj talabgaar hun mein,
Mitti daldo ab koi ke pareshan hun mein

Farhana ji...aslaam wale-kum....aapki gazal kaya kahu....bahut kamaal ka likha hai aapne....har sher dil ko chu gaya...kisi ek sher ki tareef nahi kar sakti har sher lajwaab hai....kudha aapki kalam aur jayada hunar se nawaze.

aapki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
bhut khub
Old
  (#23)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
bhut khub - 24th April 2007, 04:15 PM

Quote:
Originally Posted by farhana View Post
jab dil tanhaai mein doobta hai kuch tootne ki awaaz aati hai. nazre charo or ghabrakar dekhti hai aur dhoondhti hain ke kya toot gaya??...lekin phir ek halki si hasi hoto pe ajati hai aur yaad aata hai ke ye jo toota hai woh kuch aur nahi mera dil hai.unki yaadon ki dastak itni tez thi ke mere dil ke darwaaze toot gaye phir ek baar....



Khoon mein lipti ek laash hun mein,
Jaane kyun aaj itni udaas hun mein,

Bekafan bechain yaha padi hun mein,
Jaane kiska utra hua libaas hun mein,

Sabki nazron ka khuaf lagti hun mein,
Jane kaisi veeran kaali raat hun mein,

Raste ka akela mayus pathar hun mein,
Jane kiska toota hua khwaab hun mein,

Soch me yuhi lahuluhan padi hun mein,
Jane kiska daba kuchla gulab hun mein,

Ek khali kabr ki aaj talabgaar hun mein,
Mitti daldo ab koi ke pareshan hun mein
farhana ji ko raj ka salaam.......farhana ji har ek khyaal umda hai or har dard aaraam ka hamil hai.....bhut kareene se lafzon ko sajaya hai gazal ki shakal mein......yun hi likhti rahiyega..........raj.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Pareshan dil ki sun re pareshan dil Shayri-e-Dard 2 19th April 2012 10:42 PM
Tere Des ki mitti mein Goom Sukanya ke Armaan hain sukanya Shayri-e-Dard 20 8th December 2006 05:37 PM
Kaise Mili Mitti Mein Dhool Vipinbox Shayri-e-Dard 8 28th September 2006 08:12 AM
pareshan ruma Anjuman-e-Shayri 1 16th September 2005 02:38 PM
DIL pareshan pareshan kyu rehta hai?????????? shayri12345 Shayri-e-Dard 2 30th December 2002 08:57 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com