Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Bheed logon ki hata do, ki mein zinda hoon abhi
Old
  (#1)
Zakhmi_Dil
Registered User
Zakhmi_Dil will become famous soon enoughZakhmi_Dil will become famous soon enough
 
Zakhmi_Dil's Avatar
 
Offline
Posts: 24
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 0
Bheed logon ki hata do, ki mein zinda hoon abhi - 11th August 2008, 03:30 PM

Kissi ranjish ko hava do, ki meiN zinda hooN abhi
mujhko ehsaas dila do, ki meiN zinda hooN abhi

mere rukne se meri saanseiN bhi ruk jaayeingi
faasle aur bada do, ki meiN zinda hooN abhi

zeher peene ki aadat thi zamaane waaloN
ab koi aur dava do, ki meiN zinda hooN abhi

chalthi raahoN meiN yooNhi aankh lagi haiN 'Dil'
bheed logoN ki hata do, ki meiN zinda hooN abhi...


Woh "Dil" kahan se laaoN jo teri yaad bhula de...
MujH ko yaad aane waale tu hi koi raasta bata de.
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
11th August 2008, 05:46 PM

Zakhmi dil Sahab aapne jo gazal post ki hai isko janaabSudarshan "Fakir" sahan ne likha hai aur bahut umda gazal baantne ke liye shukriya par ek baat jo gazal aapki na ho us par poet ka naam ya not maine likh diya kare...........TC


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#3)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
12th August 2008, 12:01 PM

Quote:
Originally Posted by Zakhmi_Dil View Post
Kissi ranjish ko hava do, ki meiN zinda hooN abhi
mujhko ehsaas dila do, ki meiN zinda hooN abhi

mere rukne se meri saanseiN bhi ruk jaayeingi
faasle aur bada do, ki meiN zinda hooN abhi

zeher peene ki aadat thi zamaane waaloN
ab koi aur dava do, ki meiN zinda hooN abhi

chalthi raahoN meiN yooNhi aankh lagi haiN 'Dil'
bheed logoN ki hata do, ki meiN zinda hooN abhi...

Its really a nice one....

Bahut achha laga aapki is nazm ko padhkar. Umeed hai aage bhi achha padhne ko milega. Khuda aapki kalam ko aur taaqat bakhshe.

Khush rahiye........



Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Bheed logon ki hata do, ki mein zinda hoon abhi -. shalini_singh Shayri-e-Mashahoor Shayar 1 7th July 2010 11:21 PM
main zinda hoon abhi anil_anna Shayri-e-Dard 0 17th December 2005 01:18 PM
Shayad mein isiliye abhi zinda hoon Neha Haroon Shayri-e-Ishq 0 28th March 2003 04:00 PM
bheed logoN ki hata do, ki meiN zinda hooN abhi Neha Haroon Shayri-e-Ishq 1 28th March 2003 11:12 AM
ki meiN zinda hooN abhi-Sudarshan "Fakir" subodhgupta Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 18th July 2001 09:19 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com