Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Rab hota hai anaarhi
Old
  (#1)
anaarhi
Talib-e-ilm
anaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 213
Join Date: Aug 2010
Location: NOIDA (U.P.)
Rep Power: 23
Rab hota hai anaarhi - 23rd December 2010, 04:00 PM

Mere zaheen saathiyo,

Apne takhal'lus ke saath ek paryog kiya hai, aisa maine apne chhotey se shayri ke safar mein abhi tak kahin dekha nahin hai bas aise hi khyaal aaya ke kya takhal'lus ka istemaal poori gazal mein aise bhi kiya ja sakta hai. paryog aapki adaalat mein hazir hai, ab iska faisla aap log hi karen, galtiyan jaroor bataayen aur agar koi example ho to please refer karen.........





तामीर-ए-जहां से खुश होता है अनाड़ी,
मान लो अब तो रब होता है अनाड़ी.

तामीरी इन बुतों की भले काम न आई,
सर को पकड़ के देख लो रोता है अनाड़ी

भरोसे दोस्तों के दरिया पार न होगा,
कश्ती को किनारे ही डुबोता है अनाड़ी

घरों से जब भी निकलो माहौल देख लो,
बस्तियों में नफ़्रतें बोता है अनाड़ी

टुकडों ही में बंट चुका वज़ूद सभी का,
जीना इस जहां में समझौता है अनाड़ी

तदबीरे मंज़िल आदमी करता है आप ही ,
हरदम मगर तक़्दीर को रोता है अनाड़ी

सैंकडों ही लग चुके हैं दाग रुह को,
रोज़ाना पैरहन ही धोता है अनाड़ी

निकले सभी अनाड़ी यहां शैख बरहमन,
चश्म क्यों अपने तू भिगोता है "अनाड़ी"

RAB HOTA HAI ANAARHI

Tameer-e-jahaan se khush hota hai anaarhi,
maan lo ab to rab hotaa hai anaarhi.

Taameeri in buto.n ki bhale kaam na aaee,
sar ko pakaD ke dekh lo rota hai anaarhi.

Bhrose dosto.n ke dariyaa paar na hoga,
kashti ko kinaare hi dubotaa hai anaarhi.

ghro.n se jab bhi niklo maahaul dekh lo,
bastiyo.n mein nafraten bota hai anaarhi.

tukDo.n hi mein bant chukaa vazood sabhi ka,
jeena is jahaa.n mein samjhauta hai anaarhi.

tadbeer'e manzil aadmi karta hai aap hi,
hardam magar taqdeer ko rota hai anaarhi.

sainkaDo.n hi lag chuke hain daag ruh ko,
rozaana pairhan hi dhotaa hai anaarhi.

nikle sabhi anaarhi yahan shaikh barahman,
chashm kyo.n apne tu bhigotaa hai “anaarhi”.


“Anaarhi”
23rd December 2010.


पुराने लिबासों में लाखों हैं पैवंद,
ख़यालों को चोला नया दे रहा हूँ .
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
23rd December 2010, 06:17 PM

tukDo.n hi mein bant chukaa vazood sabhi ka,
jeena is jahaa.n mein samjhauta hai anaarhi.


Bahut Umdaa Khayal ........ Anaarhi Ji !

Very Nice Creation ... tahe dil se daad ... !

aise hi likhte rahen aur aate rahen ... khush rahen ... !

duaaon ke saath ... !




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
23rd December 2010, 07:37 PM

Quote:
Originally Posted by anaarhi View Post
Mere zaheen saathiyo,

Apne takhal'lus ke saath ek paryog kiya hai, aisa maine apne chhotey se shayri ke safar mein abhi tak kahin dekha nahin hai bas aise hi khyaal aaya ke kya takhal'lus ka istemaal poori gazal mein aise bhi kiya ja sakta hai. paryog aapki adaalat mein hazir hai, ab iska faisla aap log hi karen, galtiyan jaroor bataayen aur agar koi example ho to please refer karen.........




तामीर-ए-जहां से खुश होता है अनाड़ी,
मान लो अब तो रब होता है अनाड़ी.

तामीरी इन बुतों की भले काम न आई,
सर को पकड़ के देख लो रोता है अनाड़ी

भरोसे दोस्तों के दरिया पार न होगा,
कश्ती को किनारे ही डुबोता है अनाड़ी

घरों से जब भी निकलो माहौल देख लो,
बस्तियों में नफ़्रतें बोता है अनाड़ी

टुकडों ही में बंट चुका वज़ूद सभी का,
जीना इस जहां में समझौता है अनाड़ी

तदबीरे मंज़िल आदमी करता है आप ही ,
हरदम मगर तक़्दीर को रोता है अनाड़ी

सैंकडों ही लग चुके हैं दाग रुह को,
रोज़ाना पैरहन ही धोता है अनाड़ी

निकले सभी अनाड़ी यहां शैख बरहमन,
चश्म क्यों अपने तू भिगोता है "अनाड़ी"

RAB HOTA HAI ANAARHI

Tameer-e-jahaan se khush hota hai anaarhi,
maan lo ab to rab hotaa hai anaarhi.

Taameeri in buto.n ki bhale kaam na aaee,
sar ko pakaD ke dekh lo rota hai anaarhi.

Bhrose dosto.n ke dariyaa paar na hoga,
kashti ko kinaare hi dubotaa hai anaarhi.

ghro.n se jab bhi niklo maahaul dekh lo,
bastiyo.n mein nafraten bota hai anaarhi.

tukDo.n hi mein bant chukaa vazood sabhi ka,
jeena is jahaa.n mein samjhauta hai anaarhi.

tadbeer'e manzil aadmi karta hai aap hi,
hardam magar taqdeer ko rota hai anaarhi.

sainkaDo.n hi lag chuke hain daag ruh ko,
rozaana pairhan hi dhotaa hai anaarhi.

nikle sabhi anaarhi yahan shaikh barahman,
chashm kyo.n apne tu bhigotaa hai “anaarhi”.


“Anaarhi”
23rd December 2010.
bhai anarhi ji .... galtyaan nikaalne ka ilm to nahiin hai aur n hi adaalat chalane ki haisiyat .... bas humein aapka prayog bada hi dilchasp lagaa aur aapke ehsaas aur andaz e bayaan bhi bahaut khoob lage. dil se daad haazir hai .... duaon ke saath ... zarraa
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
23rd December 2010, 07:41 PM

Quote:
Originally Posted by anaarhi View Post
Mere zaheen saathiyo,

Apne takhal'lus ke saath ek paryog kiya hai, aisa maine apne chhotey se shayri ke safar mein abhi tak kahin dekha nahin hai bas aise hi khyaal aaya ke kya takhal'lus ka istemaal poori gazal mein aise bhi kiya ja sakta hai. paryog aapki adaalat mein hazir hai, ab iska faisla aap log hi karen, galtiyan jaroor bataayen aur agar koi example ho to please refer karen.........





तामीर-ए-जहां से खुश होता है अनाड़ी,
मान लो अब तो रब होता है अनाड़ी.

तामीरी इन बुतों की भले काम न आई,
सर को पकड़ के देख लो रोता है अनाड़ी

भरोसे दोस्तों के दरिया पार न होगा,
कश्ती को किनारे ही डुबोता है अनाड़ी

घरों से जब भी निकलो माहौल देख लो,
बस्तियों में नफ़्रतें बोता है अनाड़ी

टुकडों ही में बंट चुका वज़ूद सभी का,
जीना इस जहां में समझौता है अनाड़ी

तदबीरे मंज़िल आदमी करता है आप ही ,
हरदम मगर तक़्दीर को रोता है अनाड़ी

सैंकडों ही लग चुके हैं दाग रुह को,
रोज़ाना पैरहन ही धोता है अनाड़ी

निकले सभी अनाड़ी यहां शैख बरहमन,
चश्म क्यों अपने तू भिगोता है "अनाड़ी"

RAB HOTA HAI ANAARHI

Tameer-e-jahaan se khush hota hai anaarhi,
maan lo ab to rab hotaa hai anaarhi.

Taameeri in buto.n ki bhale kaam na aaee,
sar ko pakaD ke dekh lo rota hai anaarhi.

Bhrose dosto.n ke dariyaa paar na hoga,
kashti ko kinaare hi dubotaa hai anaarhi.

ghro.n se jab bhi niklo maahaul dekh lo,
bastiyo.n mein nafraten bota hai anaarhi.

tukDo.n hi mein bant chukaa vazood sabhi ka,
jeena is jahaa.n mein samjhauta hai anaarhi.

tadbeer'e manzil aadmi karta hai aap hi,
hardam magar taqdeer ko rota hai anaarhi.

sainkaDo.n hi lag chuke hain daag ruh ko,
rozaana pairhan hi dhotaa hai anaarhi.

nikle sabhi anaarhi yahan shaikh barahman,
chashm kyo.n apne tu bhigotaa hai “anaarhi”.


“Anaarhi”
23rd December 2010.


bahot khoob khayaal lage anaarhi bhai.. acche khayaal lage aapke.. likhte rahen.

shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Thumbs up 23rd December 2010, 10:40 PM

bahut khoob anaarhi saheb...aapki ye peshkash bahut khoob rahi...achhi soch hai aapki aur gehri bhi...is soch ko aur soch ke is aNdaaz ko pakad ke rakhiyega, aap bahut jald bahut achha likhne wale haiN...is khoobsurat peshkash par daad haazir hai, qubuul kijiyega...

mukhlis,
vikram 'masttt...'


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#6)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
24th December 2010, 04:04 AM

Quote:
Originally Posted by anaarhi View Post
Mere zaheen saathiyo,

Apne takhal'lus ke saath ek paryog kiya hai, aisa maine apne chhotey se shayri ke safar mein abhi tak kahin dekha nahin hai bas aise hi khyaal aaya ke kya takhal'lus ka istemaal poori gazal mein aise bhi kiya ja sakta hai. paryog aapki adaalat mein hazir hai, ab iska faisla aap log hi karen, galtiyan jaroor bataayen aur agar koi example ho to please refer karen.........




तामीर-ए-जहां से खुश होता है अनाड़ी,
मान लो अब तो रब होता है अनाड़ी.

तामीरी इन बुतों की भले काम न आई,
सर को पकड़ के देख लो रोता है अनाड़ी

भरोसे दोस्तों के दरिया पार न होगा,
कश्ती को किनारे ही डुबोता है अनाड़ी

घरों से जब भी निकलो माहौल देख लो,
बस्तियों में नफ़्रतें बोता है अनाड़ी

टुकडों ही में बंट चुका वज़ूद सभी का,
जीना इस जहां में समझौता है अनाड़ी

तदबीरे मंज़िल आदमी करता है आप ही ,
हरदम मगर तक़्दीर को रोता है अनाड़ी

सैंकडों ही लग चुके हैं दाग रुह को,
रोज़ाना पैरहन ही धोता है अनाड़ी

निकले सभी अनाड़ी यहां शैख बरहमन,
चश्म क्यों अपने तू भिगोता है "अनाड़ी"

RAB HOTA HAI ANAARHI

Tameer-e-jahaan se khush hota hai anaarhi,
maan lo ab to rab hotaa hai anaarhi.

Taameeri in buto.n ki bhale kaam na aaee,
sar ko pakaD ke dekh lo rota hai anaarhi.

Bhrose dosto.n ke dariyaa paar na hoga,
kashti ko kinaare hi dubotaa hai anaarhi.

ghro.n se jab bhi niklo maahaul dekh lo,
bastiyo.n mein nafraten bota hai anaarhi.

tukDo.n hi mein bant chukaa vazood sabhi ka,
jeena is jahaa.n mein samjhauta hai anaarhi.

tadbeer'e manzil aadmi karta hai aap hi,
hardam magar taqdeer ko rota hai anaarhi.

sainkaDo.n hi lag chuke hain daag ruh ko,
rozaana pairhan hi dhotaa hai anaarhi.

nikle sabhi anaarhi yahan shaikh barahman,
chashm kyo.n apne tu bhigotaa hai “anaarhi”.


“Anaarhi”
23rd December 2010.

aadaab
bahot khoob
achhee ghazal hai kaafee mehnat dikhaayee de rahe hai aor sahee rukh pe dekhaayee de rahee hai

सैंकडों ही लग चुके हैं दाग रुह को,
रोज़ाना पैरहन ही धोता है अनाड़ी


is sher se pata chaltaa hai ki aap ne apne aap me doob ke ghazal kahte hain aor yahee kaamyaabi ka raaz hai
bahot badhiyaa jaa rahe ho bhai mobaarak ho
masood
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 24th December 2010, 12:59 PM

Quote:
Originally Posted by anaarhi View Post
Mere zaheen saathiyo,

Apne takhal'lus ke saath ek paryog kiya hai, aisa maine apne chhotey se shayri ke safar mein abhi tak kahin dekha nahin hai bas aise hi khyaal aaya ke kya takhal'lus ka istemaal poori gazal mein aise bhi kiya ja sakta hai. paryog aapki adaalat mein hazir hai, ab iska faisla aap log hi karen, galtiyan jaroor bataayen aur agar koi example ho to please refer karen.........





तामीर-ए-जहां से खुश होता है अनाड़ी,
मान लो अब तो रब होता है अनाड़ी.

तामीरी इन बुतों की भले काम न आई,
सर को पकड़ के देख लो रोता है अनाड़ी

भरोसे दोस्तों के दरिया पार न होगा,
कश्ती को किनारे ही डुबोता है अनाड़ी

घरों से जब भी निकलो माहौल देख लो,
बस्तियों में नफ़्रतें बोता है अनाड़ी

टुकडों ही में बंट चुका वज़ूद सभी का,
जीना इस जहां में समझौता है अनाड़ी

तदबीरे मंज़िल आदमी करता है आप ही ,
हरदम मगर तक़्दीर को रोता है अनाड़ी

सैंकडों ही लग चुके हैं दाग रुह को,
रोज़ाना पैरहन ही धोता है अनाड़ी

निकले सभी अनाड़ी यहां शैख बरहमन,
चश्म क्यों अपने तू भिगोता है "अनाड़ी"

RAB HOTA HAI ANAARHI

Tameer-e-jahaan se khush hota hai anaarhi,
maan lo ab to rab hotaa hai anaarhi.

Taameeri in buto.n ki bhale kaam na aaee,
sar ko pakaD ke dekh lo rota hai anaarhi.

Bhrose dosto.n ke dariyaa paar na hoga,
kashti ko kinaare hi dubotaa hai anaarhi.

ghro.n se jab bhi niklo maahaul dekh lo,
bastiyo.n mein nafraten bota hai anaarhi.

tukDo.n hi mein bant chukaa vazood sabhi ka,
jeena is jahaa.n mein samjhauta hai anaarhi.

tadbeer'e manzil aadmi karta hai aap hi,
hardam magar taqdeer ko rota hai anaarhi.

sainkaDo.n hi lag chuke hain daag ruh ko,
rozaana pairhan hi dhotaa hai anaarhi.

nikle sabhi anaarhi yahan shaikh barahman,
chashm kyo.n apne tu bhigotaa hai “anaarhi”.


“Anaarhi”
23rd December 2010.

bahut khoob............................................. ....


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
anaarhi
Talib-e-ilm
anaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 213
Join Date: Aug 2010
Location: NOIDA (U.P.)
Rep Power: 23
25th December 2010, 09:39 AM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post
aadaab
bahot khoob
achhee ghazal hai kaafee mehnat dikhaayee de rahe hai aor sahee rukh pe dekhaayee de rahee hai

सैंकडों ही लग चुके हैं दाग रुह को,
रोज़ाना पैरहन ही धोता है अनाड़ी


is sher se pata chaltaa hai ki aap ne apne aap me doob ke ghazal kahte hain aor yahee kaamyaabi ka raaz hai
bahot badhiyaa jaa rahe ho bhai mobaarak ho
masood
Janaab Masood sahab,

Aadaab,

aapki duaayen aur aashiwaad hai jo aage chalne ki prerna deta hai. aap jaisa rahbar mile to manzil kahin bhi door nahin.

Talib e ilm

"Anaarhi"


__________________________________________________ ___


Zarraa ji,

Aadaab,

Prayog pasand kerne ka shukriya, aapki hasiyat aur ilm kisi se chipa nahin hai yahan. aapka kalaam bataata hai aapke baare mein sab kuch.
mujh mein itni salahiyat nahin ke is se jyada kuch keh sakoon. aapka ati dhanyewaad kerta houn ke aap ne is nacheez ko apne samey k layak samjha.

Regards

"Anaarhi"


--_-_--__--__--___-___-__--___-___-----____-----___-----___-----___---__


Badhe bhai Naresh ji,

NAmaste,

aap ka dhanyewaad ke vichaar pasand aaye aapko. aap ka saath hamesha hi prerna srot raha hai.

Regards

"Anaarhi"



__________________________________________________ ________



Vikram bhai,

NAmaste,


peshkash pasand kerne ka shukriya, mehnat jaari hai bas aap jaise doston ka saath chahiye jo k mil bhi raha hai.


Regards

"Anaarhi"



__________________________________________________ _______



Shaad bhai,

salaam,

Aap sa kadardaan paker koun khush na hoga, aap ne hamesha hi mere kaam ko saraha hai . dil se dhanyewaad kerta houn. youn hi saath dete rahiyega.

aapka Kadardaan

"Anaarhi"

__________________________________________________ _______


Ishk sahab,

Namaskaar,


Peshkash pasand kerne ka shukriya.

Regards


"Anaarhi"
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
shayari
Registered User
shayari is a jewel in the roughshayari is a jewel in the roughshayari is a jewel in the roughshayari is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 272
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 17
30th December 2010, 01:48 PM

Again Speechless.........................

Pawan(Shayari)
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com