Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Ghazal Section

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
tujhe sine me basane ki aarzu ham rakhte hain....
Old
  (#1)
kabir_shayer
Aapka Dost
kabir_shayer has a spectacular aura aboutkabir_shayer has a spectacular aura aboutkabir_shayer has a spectacular aura about
 
kabir_shayer's Avatar
 
Offline
Posts: 55
Join Date: Oct 2009
Location: Delhi
Rep Power: 17
Wink tujhe sine me basane ki aarzu ham rakhte hain.... - 26th June 2010, 05:02 PM

Tere sath judkar bhi koi kya juda hoga,
tujhe seene me basane ki aarzu ham rakhte hain..

koi muqaddar ka sikander banta hai to banjaye,
tujhse to bas dil lagane ki khwaish ham rakhte hain.

‘jana’ teri gulami bhi karlun pasand hai mujhe,
Teri khidmat me jaan lutane ki iltija ham rakhte hain.

Tu karde sar qalm mera uff bhi na karun,
Itni muhabbat seene me dafn tere liye ham rakhte hain.

Tu agar muskuraye to khiza bhi gul-e-gulzar ho,
Tere chand se chehre pe muskurahat hamesha rahe,arman yahi ham rakhte hain..

Tu jab chale to banjar zameen bhi khil uthe baharon ki tarha,
Teri thhokro me rehne ki manzuri bhi ham rakhte hain..

Teri zulfein agar suljhe to theek,agar ye uljhe to koi mosam-e-bahar nahi,
Teri in zulfo me sone ki aas bhi ham rakhte hain..

‘jana’ meri jaanib se na pohonchegi kabhi takleef bhi tumhe,
Gar yakin na aye, to lo nikal ke seene se dil apna, saamne tumhare aaj ham rakhte hain..

Kabir_shayer@yahoo.com
Kabir.shayer@gmail.com

9211544813
From delhi
  Send a message via Yahoo to kabir_shayer  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com