Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Ghazal Section

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 8 votes, 5.00 average. Display Modes
kaise banoo us Tasuwur ki Tasveer
Old
  (#1)
samyasar1
yasir
samyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to all
 
Offline
Posts: 242
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 21
kaise banoo us Tasuwur ki Tasveer - 5th August 2008, 01:25 PM

Kuch Dhundhli si Parchaii thi woh
phir kaise banoo us Tasuwur ki Tasveer

Har subha Dhuan ki tarah ud jati hai sarii yandeen
Phir kaise sunaoon unke Khawaboon ki Tabeer

Ye Lakireen bhi mit-ti jarahi hai
Phir kaise batoon apne Hatoon ki Takdeer

Mouzzam har baat to puri hokar bhi hai adhuri
Phir kaise Uthon unke Labzoon ki Takreer

Har rooz jalte hai phir bujh jate hai
Phir kaise dikhaoon apne Asbaboon ki Atish-Ae-Seer

Kabhi woh humare lagte hai aggle hi pal lagte hai ajnabi
Phir kaise kahdoon ki woh humare hai Rajbeer

Markaz si lagti hai har baat najane kyoon
Phir kaise samjhaoon unko har kisiki Nash-o-Naseer
phir kaise banoo us tasuwur ki tasveer

Last edited by zainy; 14th December 2010 at 04:02 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
rahi123
Registered User
rahi123 has a spectacular aura aboutrahi123 has a spectacular aura aboutrahi123 has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 48
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 0
19th August 2008, 12:10 PM

kya baat hai yasir saheb bahut khoob
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
malik 1
Registered User
malik 1 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 2
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 0
28th August 2008, 05:06 PM

very nice
m tanveer
aap ki selction bhut nice hai.
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
samyasar1
yasir
samyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to all
 
Offline
Posts: 242
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 21
8th September 2008, 11:53 PM

Quote:
Originally Posted by malik 1 View Post
very nice
m tanveer
aap ki selction bhut nice hai.
bhut bhut shukriya zaranavazi ke liye


यूँ छुए रूह हमारी की चरंगा चरंगा हर जर्रा खुर्शेदे-आलम-ताब
हर बेकस मज-ज़ुब रूह को
उसके
रब से जोड़ दे
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
11th September 2008, 06:58 PM

Quote:
Originally Posted by samyasar1 View Post
Kuch Dhundhli si Parchaii thi woh
phir kaise banoo us Tasuwur ki Tasveer

Har subha Dhuan ki tarah ud jati hai sarii yandeen
Phir kaise sunaoon unke Khawaboon ki Tabeer

Ye Lakireen bhi mit-ti jarahi hai
Phir kaise batoon apne Hatoon ki Takdeer

Mouzzam har baat to puri hokar bhi hai adhuri
Phir kaise Uthon unke Labzoon ki Takreer

Har rooz jalte hai phir bujh jate hai
Phir kaise dikhaoon apne Asbaboon ki Atish-Ae-Seer

Kabhi woh humare lagte hai aggle hi pal lagte hai ajnabi
Phir kaise kahdoon ki woh humare hai Rajbeer

Markaz si lagti hai har baat najane kyoon
Phir kaise samjhaoon unko har kisiki Nash-o-Naseer
phir kaise banoo us tasuwur ki tasveer

Bahot achha likhe ho janab padh ke maza aagaya ........dil se daad kabool kijiye ....khus rahiye likhte rahiye ........



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
safina
Registered User
safina is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 33
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 0
12th December 2010, 01:52 PM

Quote:
Originally Posted by samyasar1 View Post
Kuch Dhundhli si Parchaii thi woh
phir kaise banoo us Tasuwur ki Tasveer

Har subha Dhuan ki tarah ud jati hai sarii yandeen
Phir kaise sunaoon unke Khawaboon ki Tabeer

Ye Lakireen bhi mit-ti jarahi hai
Phir kaise batoon apne Hatoon ki Takdeer

Mouzzam har baat to puri hokar bhi hai adhuri
Phir kaise Uthon unke Labzoon ki Takreer

Har rooz jalte hai phir bujh jate hai
Phir kaise dikhaoon apne Asbaboon ki Atish-Ae-Seer

Kabhi woh humare lagte hai aggle hi pal lagte hai ajnabi
Phir kaise kahdoon ki woh humare hai Rajbeer

Markaz si lagti hai har baat najane kyoon
Phir kaise samjhaoon unko har kisiki Nash-o-Naseer
phir kaise banoo us tasuwur ki tasveer
bahut hi bhadiya likha hai dil se daad kubool kijiye
safi
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
samyasar1
yasir
samyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to all
 
Offline
Posts: 242
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 21
14th December 2010, 03:48 PM

Quote:
Originally Posted by safina View Post
bahut hi bhadiya likha hai dil se daad kubool kijiye
safi
bhut bhut shukriya safi g
yasir


यूँ छुए रूह हमारी की चरंगा चरंगा हर जर्रा खुर्शेदे-आलम-ताब
हर बेकस मज-ज़ुब रूह को
उसके
रब से जोड़ दे
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
14th December 2010, 04:03 PM

Kabhi woh humare lagte hai aggle hi pal lagte hai ajnabi
Phir kaise kahdoon ki woh humare hai Rajbeer

Markaz si lagti hai har baat najane kyoon
Phir kaise samjhaoon unko har kisiki Nash-o-Naseer

Bohat khoob yasir sahab...




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#9)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
2nd January 2011, 06:03 PM

Yasir mere bhai yeh kalam purana zaroor hai........par meri ek baat yaad rakhna........aap me bohat kabiliyat hai.........par yeh aap ke hatho me hai ke aap kitni mehnat karte hai........agar yuhi likhtey rahe aur seekhne ki koshish nahi ki to yeh hunar zaya ho jayega.

Aap urdu adab ki bareekiya seekhiya.......choti choti bato par gaur kijiye apne kalam achche shayro ko padhwate rahe unki islah lete rahe.

Insha_allah Allah ne chaha to ek din aayega jab hum hum aapse shayri seekhege.

Aapka Dost

Ghayel


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#10)
samyasar1
yasir
samyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to all
 
Offline
Posts: 242
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 21
12th January 2011, 09:57 PM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Yasir mere bhai yeh kalam purana zaroor hai........par meri ek baat yaad rakhna........aap me bohat kabiliyat hai.........par yeh aap ke hatho me hai ke aap kitni mehnat karte hai........agar yuhi likhtey rahe aur seekhne ki koshish nahi ki to yeh hunar zaya ho jayega.

Aap urdu adab ki bareekiya seekhiya.......choti choti bato par gaur kijiye apne kalam achche shayro ko padhwate rahe unki islah lete rahe.

Insha_allah Allah ne chaha to ek din aayega jab hum hum aapse shayri seekhege.

Aapka Dost

Ghayel
bhut bhut shukriya sajid bhai i promise u i will try my level best
thank you
yasir


यूँ छुए रूह हमारी की चरंगा चरंगा हर जर्रा खुर्शेदे-आलम-ताब
हर बेकस मज-ज़ुब रूह को
उसके
रब से जोड़ दे
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Haalaato me kaise-kaise jee raha aadmi. ajay nidaan Hindi Kavitayen 0 7th October 2010 09:11 PM
Chicha kaise kaise kahaniyaa suna raiN kwahish Humourous Shayri 2 8th April 2010 02:22 AM
kaise rang badla i's tasveer ka…? vikramjethi Shayri-e-Dard 34 14th February 2010 02:24 PM
Kaise kahein ki hum kaise jee rahein hai.. chaahat Shayri-e-Dard 14 5th January 2007 08:47 PM
kaise kaise haadase sahate rahe ..! manoj kureel Shayri-e-Ishq 4 16th July 2003 02:35 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com