Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Ghazal Section

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ghazal:maiN baat dil se kahta huuN yah baat merii maaniYe!
Old
  (#1)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
Ghazal:maiN baat dil se kahta huuN yah baat merii maaniYe! - 15th January 2007, 05:44 PM

Pyaare dostoN,

ek Ghazal pesh-e-khidmat hai, paRhiye aur izhaar-e-khayaal zaroor farmaayeN:

***************************************

Matla arz hai:

maiN baat dil se kahta huuN yah baat merii maaniYe!
mil jaaYe gaa sab kuch waheeN dar par Khudaa ke jaaniYe!

yeh zindagee kee raah pyaare! muKhtaSar hee jaaniYe!
hai lamHah lamHah qeematee kuch mol to pehchaaniYe!

Sher:

gar HauSile ooNche hoN to baadal bhee Khud chhaT jaaYeN ge
kaT jaayeNgii duShwaariyaaN jo kaam dil meiN Thaaniye!

jab un ke paas aataa hooN maiN woh door mujh se jaate haiN
hai un ke dil meN baat kyaa yeh raaz kaise jaaniYe?

chehre ke peechhe haiN chhupe chehre bohat, ShakleN hazaar
duShman kee kyaa pehchaan hai aur dost kis ko jaaniYe?

TooTaa hu'aa. looTaa hu'aa, sahmaa hu'aa, bikhraa hu'aa
ham aap ko dil de chuke haiN, maaniYe nah maaniYe!

Maqta Haazir hai:

kucHh lafz^ haiN TooTe :Mayank:, eHsaas kucHh bikhre huwe
yaaroN se maiN kehtaa huuN :mujh ko jaaniye, pehchaaniYe:!


-Mayank

Last edited by Mayank; 25th January 2007 at 09:53 AM..
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#2)
munfairy
Registered User
munfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the rough
 
munfairy's Avatar
 
Offline
Posts: 850
Join Date: Nov 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
15th January 2007, 06:11 PM

Assalam walekum mayank ji,

kya khoob likha hai aapne,
aapki is ghazal ka,ek alag hi andaaz hai,
padhte waqt bhi kafi achha lag raha hai,

khaas kar aapke yeh ashaar......

TooTaa hu'aa. looTaa hu'aa, sahmaa hu'aa, bikhraa hu'aa,
ham aap ko dil de chuke haiN, maaniYe nah maaniYe!


wow really nice..
Allah aapko aur tarakki de AAMIN,,
ALLAH HAFIZ
**********************************

Gale se milte hi,jitne Gile the bhul gaye,
warna yaad thi hum ko,shikayatein kya_kya.

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´


Apki dost
Sweet HASSONI,
( Badrul HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ Badrul HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
15th January 2007, 08:02 PM

Mayank Bhai..

Behad khoobsoorat shabdon me aapne apne ehsaas-e-bayaan kiye hain..

Jab Matla padha.. to laga.. vaah yehi sabse sundar hoga... sher padha.. to woh aur bhi sundar tha.. aur Maqta ke to kya kehne..

Mujhe poori hi ghazal behad pasand aayi..

Ek bahut hi achi ghazal pesh karne ke liye daad aur mubarakbaad dono hi kubool keejiye..

Take Care..

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
16th January 2007, 09:17 AM

bahut accha lagga aapki gazal ko padna...dil se daad kabool kijiye.

aapki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
16th January 2007, 05:19 PM

mayank ji ko mera namskaaR,

mayank ji sach me aapki gazal ko paRhna bahot hi achha laga , aapne itni khoobsoorti se apne pyaare se ehsaasoN ko is meiN jo sajaya haiN dil khus ho gaya

puri gazal bahot hi badhiya aur sab se ziyadah matla bahot hji pasaNd aaya mujhe

dil se n ikli daad kubul kareN

khus raheN aur apna khayal rakheN


aapka dost
dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
17th January 2007, 07:18 PM

Munfairy jee:

w-asallam,

Ghazal ki pasandagii ke liye tah-e-dil se Shukriyah! Husn-e-nazar hai aap ki jo yeH gahzal aap ko pasand aayii hai.. KoShiSh rahegii kii aage aur behtar likh sakuuN...yuuN hii aati raheN..

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
25th January 2007, 09:58 AM

Quote:
Originally Posted by chaahat123 View Post
Mayank Bhai..

Behad khoobsoorat shabdon me aapne apne ehsaas-e-bayaan kiye hain..

Jab Matla padha.. to laga.. vaah yehi sabse sundar hoga... sher padha.. to woh aur bhi sundar tha.. aur Maqta ke to kya kehne..

Mujhe poori hi ghazal behad pasand aayi..

Ek bahut hi achi ghazal pesh karne ke liye daad aur mubarakbaad dono hi kubool keejiye..

Take Care..

~Priya
hello Priya:

Kaisi ho? aap ko Ghazal pasand aaii isay aap ki husn-e-nazar hi kahuuNga.. verna ham kyaa haiN yeh to ham jaan,te hi haiN. yeh to ek chhhoti sii koShiSh hai.. aap ne merii ess koSHiSh par hausila afzaayi kii ess se hame aage likhne meiN sahulaat hogii.. ummeed hai aap aage bhii yuuN hii paRhti raheNgii.. aap kii daad aur mubaarak baad dono ko maiN tah-e-dil se qubool karta huuN aur aap ko Shukriya ada karta huuN.

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
25th January 2007, 10:00 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
bahut accha lagga aapki gazal ko padna...dil se daad kabool kijiye.

aapki dost
Sunita jee:

Namsate:

aap ne ess koShiSh ko pasand kiya jaan kar behad khuShi huii.. koShiSh rahegii kii aage bhii aisa likheN jo aap ko pasand aaye.. yuuN hi bazm meiN aati raheN.. Shukriyah!

-Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#9)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
25th January 2007, 10:02 AM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
mayank ji ko mera namskaaR,

mayank ji sach me aapki gazal ko paRhna bahot hi achha laga , aapne itni khoobsoorti se apne pyaare se ehsaasoN ko is meiN jo sajaya haiN dil khus ho gaya

puri gazal bahot hi badhiya aur sab se ziyadah matla bahot hji pasaNd aaya mujhe

dil se n ikli daad kubul kareN

khus raheN aur apna khayal rakheN


aapka dost
dhaval
Sunita jee:

Dear Dhaval,

itne saare pyaar bhare lafzoN se nawaaZne ke liye tah-e-dil Shukriya ada karta huuN.. Ghazal kii pasandagii ke liye ek baar phir se Shukriya... yuuN hii bazm meiN aate raheN..

Mayank

Last edited by Mayank; 25th January 2007 at 10:14 AM..
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#10)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
25th January 2007, 07:15 PM

mayank bhaiya tak nacheez ghayal ka salaam pahunche,

bhaiya bas dil cheer diya aapne, pehli to aapne kaafiya hi aisa chuna hai ki, poore kalaam me bahut tehjeeb aa gayi hai...!
aur saath me sher v aise hain ki bas dil se bas ek haaye hi nikal paayi...!
waise ye do sher bahut dil fareb rahe...!

chehre ke peechhe haiN chhupe chehre bohat, ShakleN hazaar
duShman kee kyaa pehchaan hai aur dost kis ko jaaniYe?

TooTaa hu'aa. looTaa hu'aa, sahmaa hu'aa, bikhraa hu'aa
ham aap ko dil de chuke haiN, maaniYe nah maaniYe!


bas bhaiya aage v aap yunhi likhte rahiye...! taki hum jaise nacheez kuch seekhte rahen...!



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#11)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
28th January 2007, 05:19 PM

yeh zindagee kee raah pyaare! muKhtaSar hee jaaniYe!
hai lamHah lamHah qeematee kuch mol to pehchaaniYe!


Namaskar Mayank ji

Kayi din baad aapki nayi rachna parhi.....it's beautiful....mere daad kabul kijeyega.......haan lamhah lamhah hi to zindagi banti hay......jisney lamhon ka mol jaan liya shayad usney zindagi ka mol jaan liya.....yuun hi likhtey rahiye....

With Regards
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Merul
Registered User
Merul will become famous soon enoughMerul will become famous soon enough
 
Merul's Avatar
 
Offline
Posts: 1,008
Join Date: Feb 2006
Location: India (Surat)
Rep Power: 21
29th January 2007, 01:33 PM

hi mayank ji
kese ho??

aapne bahut hi achchha likha hai..

yeh zindagee kee raah pyaare! muKhtaSar hee jaaniYe!
hai lamHah lamHah qeematee kuch mol to pehchaaniYe!

mayank ji ye line mujhe behad pasand aayi..
wah mayank ji wah...

DERI SE PADHA HAI PAR AAJ SIRF AAPKI IS RACHNA NE AANKHON KO NAHI DIL KO BHI CHHUA HAI
LOG KAHTE HAIN WAH KOI ISE AAPKI KALA KAHTA HAI
HUM JANTE HAI KI KAHI AAPKA DIL AAJ FIR SE DUKHA HAI
JAB JAB BHI AAPKI KOI RACHNA AANKHO SE GUJARI HAI
JO PADHKAR MUKARATE THE UNKA BHI SIR JHUKA HAI


ese hi likhte rahiyega
milte rahiyega
aapka dost
Merul.


Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
Pyaare dostoN,

ek Ghazal pesh-e-khidmat hai, paRhiye aur izhaar-e-khayaal zaroor farmaayeN:

***************************************

Matla arz hai:

maiN baat dil se kahta huuN yah baat merii maaniYe!
mil jaaYe gaa sab kuch waheeN dar par Khudaa ke jaaniYe!

yeh zindagee kee raah pyaare! muKhtaSar hee jaaniYe!
hai lamHah lamHah qeematee kuch mol to pehchaaniYe!

Sher:

gar HauSile ooNche hoN to baadal bhee Khud chhaT jaaYeN ge
kaT jaayeNgii duShwaariyaaN jo kaam dil meiN Thaaniye!

jab un ke paas aataa hooN maiN woh door mujh se jaate haiN
hai un ke dil meN baat kyaa yeh raaz kaise jaaniYe?

chehre ke peechhe haiN chhupe chehre bohat, ShakleN hazaar
duShman kee kyaa pehchaan hai aur dost kis ko jaaniYe?

TooTaa hu'aa. looTaa hu'aa, sahmaa hu'aa, bikhraa hu'aa
ham aap ko dil de chuke haiN, maaniYe nah maaniYe!

Maqta Haazir hai:

kucHh lafz^ haiN TooTe :Mayank:, eHsaas kucHh bikhre huwe
yaaroN se maiN kehtaa huuN :mujh ko jaaniye, pehchaaniYe:!


-Mayank


!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!





Dhoka diya tha jab tumne mujhe,
Tab dil se me naraz tha,
Phir socha ki dil se tumhe nikal du,
Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha.


Merul~~~~~~~~~~>
  Send a message via Yahoo to Merul  
Reply With Quote
Old
  (#13)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
30th January 2007, 07:15 PM

Quote:
Originally Posted by ghayal_shayar View Post
mayank bhaiya tak nacheez ghayal ka salaam pahunche,

bhaiya bas dil cheer diya aapne, pehli to aapne kaafiya hi aisa chuna hai ki, poore kalaam me bahut tehjeeb aa gayi hai...!
aur saath me sher v aise hain ki bas dil se bas ek haaye hi nikal paayi...!
waise ye do sher bahut dil fareb rahe...!

chehre ke peechhe haiN chhupe chehre bohat, ShakleN hazaar
duShman kee kyaa pehchaan hai aur dost kis ko jaaniYe?

TooTaa hu'aa. looTaa hu'aa, sahmaa hu'aa, bikhraa hu'aa
ham aap ko dil de chuke haiN, maaniYe nah maaniYe!


bas bhaiya aage v aap yunhi likhte rahiye...! taki hum jaise nacheez kuch seekhte rahen...!

Ghaayal jee:

aap ko ess Ghazal meiN se do-ek Sher pasand kiye, jaan kar khushi huii.. HaalaNkii maiN ne koShiSh yeh kee thee kii puuri Ghazal pasand aaye... Theek hai aage shaayad koShiSh kuchh rang laaye.. waise ess zameen par likhana kuchh mushkil sa laga tha, kyoN kii bohat hi kam qaafiye haiN, jin ko istemaal karna paRta hai.. phir bhii aap ne ess koShiSh ko saraaha to dil baaGh-baaGh huaa,, yuuN hii likhate raheN..

-Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#14)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
31st January 2007, 01:25 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
Pyaare dostoN,

ek Ghazal pesh-e-khidmat hai, paRhiye aur izhaar-e-khayaal zaroor farmaayeN:

***************************************

Matla arz hai:

maiN baat dil se kahta huuN yah baat merii maaniYe!
mil jaaYe gaa sab kuch waheeN dar par Khudaa ke jaaniYe!

yeh zindagee kee raah pyaare! muKhtaSar hee jaaniYe!
hai lamHah lamHah qeematee kuch mol to pehchaaniYe!

Sher:

gar HauSile ooNche hoN to baadal bhee Khud chhaT jaaYeN ge
kaT jaayeNgii duShwaariyaaN jo kaam dil meiN Thaaniye!

jab un ke paas aataa hooN maiN woh door mujh se jaate haiN
hai un ke dil meN baat kyaa yeh raaz kaise jaaniYe?

chehre ke peechhe haiN chhupe chehre bohat, ShakleN hazaar
duShman kee kyaa pehchaan hai aur dost kis ko jaaniYe?

TooTaa hu'aa. looTaa hu'aa, sahmaa hu'aa, bikhraa hu'aa
ham aap ko dil de chuke haiN, maaniYe nah maaniYe!

Maqta Haazir hai:

kucHh lafz^ haiN TooTe :Mayank:, eHsaas kucHh bikhre huwe
yaaroN se maiN kehtaa huuN :mujh ko jaaniye, pehchaaniYe:!


-Mayank
hi mayank ji

chehre ke peechhe haiN chhupe chehre bohat, ShakleN hazaar
duShman kee kyaa pehchaan hai aur dost kis ko jaaniYe?

apka ye sher bahut acha laga. ek such ko darshata hua.

yun to puri gazal hi achi lagi.
meri daad kubul karo.
sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#15)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
3rd February 2007, 01:43 PM

Quote:
Originally Posted by sukanya View Post
yeh zindagee kee raah pyaare! muKhtaSar hee jaaniYe!
hai lamHah lamHah qeematee kuch mol to pehchaaniYe!


Namaskar Mayank ji

Kayi din baad aapki nayi rachna parhi.....it's beautiful....mere daad kabul kijeyega.......haan lamhah lamhah hi to zindagi banti hay......jisney lamhon ka mol jaan liya shayad usney zindagi ka mol jaan liya.....yuun hi likhtey rahiye....

With Regards
Shukriya Sukanya jee:

aap kii daad hame tah-e-dil se qubool hai..aap ne bilkul sahii jaan liya hai.. lekin un ka kya kareN jo sab kuchh jaan kar bhi zindagii nahiiN jeena chaahate.. bazm meiN aati raheN... aap ko yahaaN dekh kar khushi huii...

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
hi
Old
  (#16)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 4th February 2007, 03:32 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
Pyaare dostoN,

ek Ghazal pesh-e-khidmat hai, paRhiye aur izhaar-e-khayaal zaroor farmaayeN:

***************************************

Matla arz hai:

maiN baat dil se kahta huuN yah baat merii maaniYe!
mil jaaYe gaa sab kuch waheeN dar par Khudaa ke jaaniYe!

yeh zindagee kee raah pyaare! muKhtaSar hee jaaniYe!
hai lamHah lamHah qeematee kuch mol to pehchaaniYe!

Sher:

gar HauSile ooNche hoN to baadal bhee Khud chhaT jaaYeN ge
kaT jaayeNgii duShwaariyaaN jo kaam dil meiN Thaaniye!

jab un ke paas aataa hooN maiN woh door mujh se jaate haiN
hai un ke dil meN baat kyaa yeh raaz kaise jaaniYe?

chehre ke peechhe haiN chhupe chehre bohat, ShakleN hazaar
duShman kee kyaa pehchaan hai aur dost kis ko jaaniYe?

TooTaa hu'aa. looTaa hu'aa, sahmaa hu'aa, bikhraa hu'aa
ham aap ko dil de chuke haiN, maaniYe nah maaniYe!

Maqta Haazir hai:

kucHh lafz^ haiN TooTe :Mayank:, eHsaas kucHh bikhre huwe
yaaroN se maiN kehtaa huuN :mujh ko jaaniye, pehchaaniYe:!


-Mayank
waah waah mayank janaab aap ko bahut din baad padhane ka yeh anubhav kaabil-e-taarif rahaa, aise hi likhte raho , khudaa aap ko aur hunarmand kare yahi dua hai

dil ki gahraayyoN se dad haazir hai aap ke is kalaam par

regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#17)
garima
Paagal Pathik
garima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of light
 
garima's Avatar
 
Offline
Posts: 1,997
Join Date: Jan 2005
Location: In the heart of universe
Rep Power: 26
4th February 2007, 07:24 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
Pyaare dostoN,

ek Ghazal pesh-e-khidmat hai, paRhiye aur izhaar-e-khayaal zaroor farmaayeN:

***************************************

Matla arz hai:

maiN baat dil se kahta huuN yah baat merii maaniYe!
mil jaaYe gaa sab kuch waheeN dar par Khudaa ke jaaniYe!

yeh zindagee kee raah pyaare! muKhtaSar hee jaaniYe!
hai lamHah lamHah qeematee kuch mol to pehchaaniYe!

Sher:

gar HauSile ooNche hoN to baadal bhee Khud chhaT jaaYeN ge
kaT jaayeNgii duShwaariyaaN jo kaam dil meiN Thaaniye!

jab un ke paas aataa hooN maiN woh door mujh se jaate haiN
hai un ke dil meN baat kyaa yeh raaz kaise jaaniYe?

chehre ke peechhe haiN chhupe chehre bohat, ShakleN hazaar
duShman kee kyaa pehchaan hai aur dost kis ko jaaniYe?

TooTaa hu'aa. looTaa hu'aa, sahmaa hu'aa, bikhraa hu'aa
ham aap ko dil de chuke haiN, maaniYe nah maaniYe!

Maqta Haazir hai:

kucHh lafz^ haiN TooTe :Mayank:, eHsaas kucHh bikhre huwe
yaaroN se maiN kehtaa huuN :mujh ko jaaniye, pehchaaniYe:!


-Mayank

Just too Good Mayank ji.... ek ek sher sidhe me utar rahe hain... bahoot bahoot achha laga aapko padhna


Anant se bhi aage... itni si khwahish hai :)
  Send a message via Yahoo to garima Send a message via Skype™ to garima 
Reply With Quote
Old
  (#18)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
10th February 2007, 12:46 AM

wah! bahut khoob!

umda ghazal par daad qabool kijiyega!

chehre ke peechhe haiN chhupe chehre bohat, ShakleN hazaar
duShman kee kyaa pehchaan hai aur dost kis ko jaaniYe?
....waah!


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
10th February 2007, 09:31 AM

mayank sir namaskar
kaise hai.n janab
bahut khoob gazal likhi hai aapne, or maqta!! maqta to kamal hai janab.
is sher per meri khas taur se daad kabool farmaiyega.

TooTaa hu'aa. looTaa hu'aa, sahmaa hu'aa, bikhraa hu'aa
ham aap ko dil de chuke haiN, maaniYe nah maaniYe!

shukriya

dilip


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#20)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
10th February 2007, 10:58 AM

janab mayank bhai aadaab..aapki aaj ki nazm bhi kaabile tareef hai..plzz yoon hi likha karen..apna khayal rakhen...
shaad
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
reena
shayari kisi ke naam ki
reena is on a distinguished road
 
reena's Avatar
 
Offline
Posts: 65
Join Date: Nov 2005
Location: delhi
Rep Power: 19
10th February 2007, 02:39 PM

wah wah mayank ji bahut hi achha likha hain aapne seedhe dil tak baat pahuchi hai. padhkar bahut achha laga.
aise hi likhte rahiyega


aksar yaad karte hain un guzre hue lamho ko
aksar yaad karte hain un tere diye zakmhon ko
kuch na baaki bacha hai jeevan mein hamaare
jo jeene ko saathi tu na raha
  Send a message via Yahoo to reena  
Reply With Quote
Old
  (#22)
talib
Registered User
talib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to behold
 
talib's Avatar
 
Offline
Posts: 775
Join Date: Aug 2001
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 29
11th February 2007, 04:05 PM

Mayank Sahaab Adaab,

TooTaa hu'aa. looTaa hu'aa, sahmaa hu'aa, bikhraa hu'aa
ham aap ko dil de chuke haiN, maaniYe nah maaniYe!

Bohot khoob bhai..bohot khoob..yeh sher kaafi pasand aayaa... daad qubool farmaaiyye.


Ta- Gor Tumhara

Talib.
  Send a message via Yahoo to talib  
Reply With Quote
Old
  (#23)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
14th February 2007, 01:48 PM

Quote:
Originally Posted by Merul View Post
hi mayank ji
kese ho??

aapne bahut hi achchha likha hai..

yeh zindagee kee raah pyaare! muKhtaSar hee jaaniYe!
hai lamHah lamHah qeematee kuch mol to pehchaaniYe!

mayank ji ye line mujhe behad pasand aayi..
wah mayank ji wah...

DERI SE PADHA HAI PAR AAJ SIRF AAPKI IS RACHNA NE AANKHON KO NAHI DIL KO BHI CHHUA HAI
LOG KAHTE HAIN WAH KOI ISE AAPKI KALA KAHTA HAI
HUM JANTE HAI KI KAHI AAPKA DIL AAJ FIR SE DUKHA HAI
JAB JAB BHI AAPKI KOI RACHNA AANKHO SE GUJARI HAI
JO PADHKAR MUKARATE THE UNKA BHI SIR JHUKA HAI


ese hi likhte rahiyega
milte rahiyega
aapka dost
Merul.

Merul jee:

Ghazal ki pasandagii ke liye tah-e-dil se SHurkiyah! DostoN ka pyaar saath meiN raha to be-Shaq maiN yuuN hi likhata rahuNga..

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#24)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
21st February 2007, 05:02 PM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
hi mayank ji

chehre ke peechhe haiN chhupe chehre bohat, ShakleN hazaar
duShman kee kyaa pehchaan hai aur dost kis ko jaaniYe?

apka ye sher bahut acha laga. ek such ko darshata hua.

yun to puri gazal hi achi lagi.
meri daad kubul karo.
sakhi
Sakhi Jee:

Sher aur puurii ki pasandagii ke liye tah-e-dil se Shukriyah! husn-e-nazar hai aap ki jo aap ne ess koShish ko saraaha..

Dada qubool hai

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#25)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
22nd February 2007, 04:01 PM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
waah waah mayank janaab aap ko bahut din baad padhane ka yeh anubhav kaabil-e-taarif rahaa, aise hi likhte raho , khudaa aap ko aur hunarmand kare yahi dua hai

dil ki gahraayyoN se dad haazir hai aap ke is kalaam par

regards
manu
Manu Thanks a lot,

Ghazal kii pasandagii aur hausila parzaaii ke liye tah-e-dils e Shurkiyah! huzuur husn-e-nazar hai aap kii jo aap ne hame ess laayaq samjha.. dili daad dil se qubool hai.. bazm meiN yuuN hii aate raheN..

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#26)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
22nd February 2007, 04:05 PM

Quote:
Originally Posted by garima View Post
Just too Good Mayank ji.... ek ek sher sidhe me utar rahe hain... bahoot bahoot achha laga aapko padhna

Shukriyah! Garima...

Ghazal ki pasandagii ke liye tah-e-dil se Shukriyah! aap ka reply paRh kar khushii huii.. YuuN hii bazm meiN aati raho..

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#27)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
24th April 2007, 04:18 PM

Quote:
Originally Posted by ek_wafa View Post
wah! bahut khoob!

umda ghazal par daad qabool kijiyega!

chehre ke peechhe haiN chhupe chehre bohat, ShakleN hazaar
duShman kee kyaa pehchaan hai aur dost kis ko jaaniYe?
....waah!

Dear Wafa:

Daad ke liye tah-e-dil se Shukriyah! yuuN hii aate raheN.. aap ne jo SHer pasand kiya hai woh darasal mera bhii pasandidah Sher hai.. YuuN hii aati raheN..

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#28)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
24th April 2007, 04:21 PM

Quote:
Originally Posted by dilip200 View Post
mayank sir namaskar
kaise hai.n janab
bahut khoob gazal likhi hai aapne, or maqta!! maqta to kamal hai janab.
is sher per meri khas taur se daad kabool farmaiyega.

TooTaa hu'aa. looTaa hu'aa, sahmaa hu'aa, bikhraa hu'aa
ham aap ko dil de chuke haiN, maaniYe nah maaniYe!

shukriya

dilip
Dilip Jee:

aap kii daad aur Ghazal ki pasandagii ke liye maiN Shukr-guzaar huuN.. aap ne waqt nikal kar Ghazal paRhii aur hausaila afzaayi ke liye ess ke liye khaas taur par Shurkiyah!YuuN hii mehfil meiN aate raheN...

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#29)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
24th April 2007, 04:24 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
janab mayank bhai aadaab..aapki aaj ki nazm bhi kaabile tareef hai..plzz yoon hi likha karen..apna khayal rakhen...
shaad
Sameer SaaHeb,

aadaab! kahaaN haiN aap aaj kal nazar hi nahiIN aate.. amashruuf haiN ya phir laparwaahi ho rahi hai..

Ghazal kii pasandagii ke liye maiN aap ka SHukr-guzaar huuN.. aap jaise sabhii dostoN ka saath raha to maiN yuuN hii likhata rahUNga,. Hamesha.. aap bhii apna Khayal rakhiye...

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#30)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
24th April 2007, 04:24 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
Pyaare dostoN,

ek Ghazal pesh-e-khidmat hai, paRhiye aur izhaar-e-khayaal zaroor farmaayeN:

***************************************

Matla arz hai:

maiN baat dil se kahta huuN yah baat merii maaniYe!
mil jaaYe gaa sab kuch waheeN dar par Khudaa ke jaaniYe!

yeh zindagee kee raah pyaare! muKhtaSar hee jaaniYe!
hai lamHah lamHah qeematee kuch mol to pehchaaniYe!

Sher:

gar HauSile ooNche hoN to baadal bhee Khud chhaT jaaYeN ge
kaT jaayeNgii duShwaariyaaN jo kaam dil meiN Thaaniye!

jab un ke paas aataa hooN maiN woh door mujh se jaate haiN
hai un ke dil meN baat kyaa yeh raaz kaise jaaniYe?

chehre ke peechhe haiN chhupe chehre bohat, ShakleN hazaar
duShman kee kyaa pehchaan hai aur dost kis ko jaaniYe?

TooTaa hu'aa. looTaa hu'aa, sahmaa hu'aa, bikhraa hu'aa
ham aap ko dil de chuke haiN, maaniYe nah maaniYe!

Maqta Haazir hai:

kucHh lafz^ haiN TooTe :Mayank:, eHsaas kucHh bikhre huwe
yaaroN se maiN kehtaa huuN :mujh ko jaaniye, pehchaaniYe:!


-Mayank
aji mayank saheb....aapko pahchantey bhi hai.n aur jantey bhi hai.n
aapki gazal ka har sher bahut accha lagga...lajwaab khayaal pesh kiye hai aapne. yu hi likhtey rahiye....!

regards


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#31)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
24th April 2007, 04:34 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
Pyaare dostoN,

gar HauSile ooNche hoN to baadal bhee Khud chhaT jaaYeN ge
kaT jaayeNgii duShwaariyaaN jo kaam dil meiN Thaaniye!


TooTaa hu'aa. looTaa hu'aa, sahmaa hu'aa, bikhraa hu'aa
ham aap ko dil de chuke haiN, maaniYe nah maaniYe!

Maqta Haazir hai:

-Mayank
MayanK Sir..

aana hi pada ek purasar kavish pe apne lafzoN ko bikherne .. aur yakeen maniye in do sheroN ne ek gazab ka jaadoo chalaya dil pe ... ek taraf himmat se bhare baaju .. aur doosri taraf apne andar ke haal ko kisi ko keh dene ki khata wo bhi itne dilkash andaaz maiN .. mera salaam aapki koshish ke liye ...

aise hi likhte raho ...

khaaksaar

Kunaal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#32)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
24th April 2007, 04:36 PM

Quote:
Originally Posted by reena View Post
wah wah mayank ji bahut hi achha likha hain aapne seedhe dil tak baat pahuchi hai. padhkar bahut achha laga.
aise hi likhte rahiyega

Reena jee:

dil kii baat dil tak pahuNchi ess se zeyaadah khushii kii baat kya ho sakti hai?.. aap ko Ghazal paRh kar achchhca laga jaan kar khushi huii.. koShish karuNga kii aage bhii likh sakuuN.. aap bhii yuuN bazm meiN aati raheN.. ijjat aur hausila afzaayi ke liye Shukriyah!

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#33)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
24th April 2007, 04:38 PM

Quote:
Originally Posted by talib View Post
Mayank Sahaab Adaab,

TooTaa hu'aa. looTaa hu'aa, sahmaa hu'aa, bikhraa hu'aa
ham aap ko dil de chuke haiN, maaniYe nah maaniYe!

Bohot khoob bhai..bohot khoob..yeh sher kaafi pasand aayaa... daad qubool farmaaiyye.
Talib jee:

aadaab aur namaste:

reply karne meiN der huii, ess liye ma-azrat khwaah huuN.. pata nahiiN yeh post kahaaN chhup gaya tha.. kahiiN nazar hii nahiiN aa raha thaa.. aaj nazar aaya to sochaa kii sab se pahle yehi kaam kar luuN.. aap ne Ghazal ke Sher pasand kiye yeh ham jaise nau-maShq ke liye behad khushi kii baat hai aur maiN aap ka mamuun huuN.. aap kii daad hame dil se qubuul hai. mehfil meiN aate raheN..

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#34)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
25th April 2007, 12:26 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
aji mayank saheb....aapko pahchantey bhi hai.n aur jantey bhi hai.n
yeh to un ke liye hai jo mujhe jaan,te aur pehchaante nahiiN haiN, aap ke liye thoRe na hai

Quote:
aapki gazal ka har sher bahut accha lagga...lajwaab khayaal pesh kiye hai aapne. yu hi likhtey rahiye....!

regards
Sunita jee:

aap ne ek baar phir se khaaksar kii hausila afzaayii kee, aur Ghazal ke har Sher ko pasand kiya jaan kar behad khuShi huii.. koShish rahegii kii aahe bhii bazm meiN kuchh na kuchh likh kar pesh karta rahuuN.. maiN aap ka Shukrguzaar huuN dil se.. yuuN hii aati raheN..

Mayank


Last edited by Mayank; 25th April 2007 at 12:42 PM..
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#35)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
25th April 2007, 12:35 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post


yeh to un ke liye hai jo mujhe jaan,te aur pehchaante nahioiN haiN, aap ke liye thoRe na hai



Sunita jee:

aap ne ek baar phir se khaaksar kii hausila afzaayii kee, aur Ghazal ke har Sher ko pasand kiya jaan kar behad khuShi huii.. koShish rahegii kii aahe bhii bazm meiN kuchh na kuchh likh kar pesh karta rahuuN.. maiN aap ka Shukrguzaar huuN dil se.. yuuN hii aati raheN..

Mayank

hehehehe

aapka jawaab dene ka andaaz bahut pasand aaya....
yu mahfil ko hamesha kush-gabaar banaye rahkiye.

god bless u


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#36)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
4th May 2007, 07:21 PM

Quote:
Originally Posted by sacccha_pyar View Post
MayanK Sir..

aana hi pada ek purasar kavish pe apne lafzoN ko bikherne .. aur yakeen maniye in do sheroN ne ek gazab ka jaadoo chalaya dil pe ... ek taraf himmat se bhare baaju .. aur doosri taraf apne andar ke haal ko kisi ko keh dene ki khata wo bhi itne dilkash andaaz maiN .. mera salaam aapki koshish ke liye ...

aise hi likhte raho ...

khaaksaar

Kunaal
Dear Kunaal,

aap kii yeh taariif to mere Ghazal se bhii bhaari lagii mujhe.. yeh mere liye bohat hausilah afzaayi hai..tah-e-dil se Shukrguzaar huuN maiN aap ka.. maiN to saaf lafzoN meiN yehii kahuuNga kii husn-e-nazar hai aap kii... jo aap ne ess tarah Ghazal ko saraaha hai.. ummeed hao yeh dilkash daad aage bhii yuuN hii miltii rahegii..take care

-Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#37)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
8th May 2007, 02:16 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
hehehehe

aapka jawaab dene ka andaaz bahut pasand aaya....
yu mahfil ko hamesha kush-gabaar banaye rahkiye.

god bless u
Thanks, husn-e-nazar hai aap kii...
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
' Baat Baat Par Baatein Banaana Koyi Dilkash Adaa Nahin...! ' Amanush... Shayri-e-Dard 26 16th December 2009 04:48 PM
Ghazal: kya baat hai? yahi puch jaaye to kya baat hai... Pradhyuman Shayri-e-Ishq 17 1st June 2009 10:40 AM
Dil ki baat Ek Ghazal... anjelz_princess Anjuman-e-Shayri 4 21st February 2006 02:04 AM
yunn baat baat pe aakhoN ko tarr nahi karte talib Shayri-e-Dard 20 5th January 2006 07:10 AM
Thii muqtsaR* sii baaT woh merii na thii... sanjoo Shayri-e-Dard 7 12th May 2004 07:54 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com