Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Kabhi unaki khamoshi ki awaaj sunati
Old
  (#1)
MEDHA_JAIN3
Registered User
MEDHA_JAIN3 is a splendid one to beholdMEDHA_JAIN3 is a splendid one to beholdMEDHA_JAIN3 is a splendid one to beholdMEDHA_JAIN3 is a splendid one to beholdMEDHA_JAIN3 is a splendid one to beholdMEDHA_JAIN3 is a splendid one to behold
 
MEDHA_JAIN3's Avatar
 
Offline
Posts: 193
Join Date: Oct 2006
Location: Bhilwara
Rep Power: 24
Kabhi unaki khamoshi ki awaaj sunati - 12th May 2007, 02:22 PM

Is rachana me mene mata pita ke pyar or vishvas ko shabdo.n me piroya hai jo ve apne bachho.n se karte hai......magar fir bhi kuchh bachhe ese bhi hote hi jinhe lagta hai ki unake mata pita shayad unaki jindagi me dakhal andaji karte hai....bachhe anjane me unhe bahut dukh bhi pahunchate hai magar fir bhi mata pita kabhi apne bachho.n se shikayat nahi karte......bas kuchh bhavnao.n ko pesh kar rahi hun is ummid ke sath ki shayd kuchh apne mata pita ko samjh sake...ummid karti hun ki aap logo ka sath milega


Ek chattan
Lahro.n se til til ktati
Aur lahro.n ko panah deti
Kabhi unaki khamoshi ki awaaj sunati
Kabhi unake sath sagar ki gahrai napti
To kabhi usaki athah seemao.n ko
Ek dayre me kaid karne ki nakam koshish karti
Kabhi sooraj ke nikalne ka swagat karti
To kabhi usake doobane ke dard ko bant ti
Shayad is kadar hi chattan
Anek gum apne me samet kar bhi
Jindagi ki tarah adig rahti

medha jain


"jalta hai charag bhi kisi kone me pda,
magar ye raj un tez hawao.n ko kya pta"
   
Reply With Quote
very beautiful
Old
  (#2)
___$immY___
Registered User
___$immY___ is on a distinguished road
 
___$immY___'s Avatar
 
Offline
Posts: 6
Join Date: May 2007
Rep Power: 0
very beautiful - 14th May 2007, 11:44 AM

u r true.. thanks for sharing it with us ji..
Quote:
Originally Posted by MEDHA_JAIN3 View Post
Is rachana me mene mata pita ke pyar or vishvas ko shabdo.n me piroya hai jo ve apne bachho.n se karte hai......magar fir bhi kuchh bachhe ese bhi hote hi jinhe lagta hai ki unake mata pita shayad unaki jindagi me dakhal andaji karte hai....bachhe anjane me unhe bahut dukh bhi pahunchate hai magar fir bhi mata pita kabhi apne bachho.n se shikayat nahi karte......bas kuchh bhavnao.n ko pesh kar rahi hun is ummid ke sath ki shayd kuchh apne mata pita ko samjh sake...ummid karti hun ki aap logo ka sath milega


Ek chattan
Lahro.n se til til ktati
Aur lahro.n ko panah deti
Kabhi unaki khamoshi ki awaaj sunati
Kabhi unake sath sagar ki gahrai napti
To kabhi usaki athah seemao.n ko
Ek dayre me kaid karne ki nakam koshish karti
Kabhi sooraj ke nikalne ka swagat karti
To kabhi usake doobane ke dard ko bant ti
Shayad is kadar hi chattan
Anek gum apne me samet kar bhi
Jindagi ki tarah adig rahti

medha jain
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
fakira
Registered User
fakira will become famous soon enough
 
fakira's Avatar
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 0
14th May 2007, 06:38 PM

wah medha ji kya likhti hai aap . kya kaha hai aap naaaaaaaaaaaaaaaa

"main jameen par ghana andhera hun
mere saye ka ahsas bas rat ko hai"

" tum jameen par gahna andhra hun or
mai us raat ko ujala dena wala chand "


SUN FAKIRA KI KAHNEE

USKA DARD OR SHERO. KI JUBANI.....
KUCH NHI IS DUNIYA MAI " DOSTI KA SIVA
NHI KOI DOST IS DUNIYA MAI MAUT KA SIVA
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
16th June 2007, 03:09 PM

Quote:
Originally Posted by MEDHA_JAIN3 View Post
Is rachana me mene mata pita ke pyar or vishvas ko shabdo.n me piroya hai jo ve apne bachho.n se karte hai......magar fir bhi kuchh bachhe ese bhi hote hi jinhe lagta hai ki unake mata pita shayad unaki jindagi me dakhal andaji karte hai....bachhe anjane me unhe bahut dukh bhi pahunchate hai magar fir bhi mata pita kabhi apne bachho.n se shikayat nahi karte......bas kuchh bhavnao.n ko pesh kar rahi hun is ummid ke sath ki shayd kuchh apne mata pita ko samjh sake...ummid karti hun ki aap logo ka sath milega


Ek chattan
Lahro.n se til til ktati
Aur lahro.n ko panah deti
Kabhi unaki khamoshi ki awaaj sunati
Kabhi unake sath sagar ki gahrai napti
To kabhi usaki athah seemao.n ko
Ek dayre me kaid karne ki nakam koshish karti
Kabhi sooraj ke nikalne ka swagat karti
To kabhi usake doobane ke dard ko bant ti
Shayad is kadar hi chattan
Anek gum apne me samet kar bhi
Jindagi ki tarah adig rahti

medha jain
maata pitaa ko chaTTAn ke saath aur bachchoN ke samundra ke lahroN ke saath.. kaafio achchha taalmel hai.. yuuN hii likhate raheN.. daad haazir hai..

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
awaam k haq mein.........ik awaaj prem_anjana Hindi Kavitayen 4 20th November 2012 01:27 PM
Ek Dil Ni Sachi Awaaj gaurav_shah1619 Gujarati Poetry 2 9th October 2009 04:14 PM
kabhi wafaon ki doli utthi, kabhi armanon ki artthhi sajti hai.. pooja_d Shayri-e-Ishq 23 4th January 2009 07:20 PM
kabhi khamoshi bhi............ ashiq awara, Shayri-e-Dard 2 18th March 2006 08:53 PM
Kabhi abr, kabhi pohar, kabhi badal ... hayabaji Aapki Shayri 1 3rd December 2005 05:44 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com