Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Tanhaiyan
Old
  (#1)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
Tanhaiyan - 20th March 2007, 11:54 AM

Hi Friends
I am very new to this forum. As i read everyone is writing their shares and ghazals, i also want to be a part of this.
Maine jo bhi likha hai woh bas mere haalat ne likhwaya hai pata nahi mujhe likhna aata bhi hai ya nahi par yeh 2 share apke sahmne pesh kar raha hun agar aap sab ki dua hui to shayad mere likhe in nagmo ka kuch mol pad jaye agar yeh kisi ek ko bhi achhe lage to.

"Fursat ke kuch lamhe nikal kar, thhey kuchh sapne sajaye maine,
Bedardo ki iss duniya se chun kar, thhey kuchh rishtey apnaye maine,
Magar waqt ko raas na aayi wafa meri aur,
Ho gaye Paraye woh mujhse, thhey kabhi jo apne banaye maine"


"Kabhi rooth jata hoon khud se, toh kabhi phir khud ko manaata hoon main,
Aata hai kabhi apne haalat pe rona, to muskura ke aansuon ko chhipata hun main,
Na jaane kaisa daur hai yeh waqt ka,
Khada to hoon main apno ki bheed mein, par khud ko tanha paata hoon main"

Hope for a reply from you very soon

Thanx & Regards
Jasdeep Singh
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
20th March 2007, 01:33 PM

hmmm,
pehle to janaab aapka is parivar me maiN swagat karta huN, aur duaa karta huN ki aap yahaaN bahut ahcha waqt guzareN, khayaalat ahche haiN, bas aap yuNhi apne khayaaloN ko kalam ka raashta dikhate rahiye aur doosroN ko padhte rahiye isse bahut madaad milegi aapko likhne me,

aapko padh kar apni pichli dino likhi ghazal ki do line yaad aa gayi,

milne ko humse yahaaN log beshumaar mile,
par mehfil me sab tanhaai ke shikaar mile...


bas aage v janaab yuNhi likhte rahiye aap...!



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#3)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
Thumbs up 21st March 2007, 01:09 PM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
Hi Friends
I am very new to this forum. As i read everyone is writing their shares and ghazals, i also want to be a part of this.
Maine jo bhi likha hai woh bas mere haalat ne likhwaya hai pata nahi mujhe likhna aata bhi hai ya nahi par yeh 2 share apke sahmne pesh kar raha hun agar aap sab ki dua hui to shayad mere likhe in nagmo ka kuch mol pad jaye agar yeh kisi ek ko bhi achhe lage to.

"Fursat ke kuch lamhe nikal kar, thhey kuchh sapne sajaye maine,
Bedardo ki iss duniya se chun kar, thhey kuchh rishtey apnaye maine,
Magar waqt ko raas na aayi wafa meri aur,
Ho gaye Paraye woh mujhse, thhey kabhi jo apne banaye maine"


"Kabhi rooth jata hoon khud se, toh kabhi phir khud ko manaata hoon main,
Aata hai kabhi apne haalat pe rona, to muskura ke aansuon ko chhipata hun main,
Na jaane kaisa daur hai yeh waqt ka,
Khada to hoon main apno ki bheed mein, par khud ko tanha paata hoon main"

Hope for a reply from you very soon

Thanx & Regards
Jasdeep Singh

Jante ho Jasdeep maine kabhi kisi mushaire mein kaha tha

Dukh tab nahin hota jab dil ke jazbaton ko log kavita kehte hai
Ashq tab nikalte hain jab Wah Wah karte hain,,,jab taliyan bajate hain.

Lekin dost aur kya kahoon aapke in ehsaason ke liye. Beautiful ho bhai tum...


Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Shukriya
Old
  (#4)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
Shukriya - 23rd March 2007, 09:50 AM

Shukriya dosto mujhe padne ka aur usko sarahne ka.
Mujhe nahi pata tha ki mere yeh lines apko pasand ayengi kyunki maine kabhi likha hi nahi tha yeh to bas mere haalat the jo lafzon mein byan kiye hain aur apke pyaar ko paa kar main kuch aur apke nazar andaaz kar raha hun shayad yeh aapko kuch pasand aaye!!!!!!



Unke jaane ke baad jab socha yeh hamne,
Kya yehi hai sila unse dil lagaane ka,

Phir yeh samjha ke apna hi dil bewafa hai,
Jisko ab bhi hai intezaar unke laut aane ka,

Par, na bichayenge ab nazrein unki raahon mein ham,
Ab mil gya hai hamko raasta maikhane ka,

Nahi chahiye ab koi saathi hamein,
Ab to waqt hai mehfilon se utth jaane ka

Uth chukka hai yakeen khud se hi hamara,
Mat rakhna vishwaas ham pe kisi ko apnane ka


Thanx & Regards
Jasdeep Singh
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#5)
dilo*ka*prince~
Registered User
dilo*ka*prince~ is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 36
Join Date: Mar 2007
Location: ~Sabke dilo me ~
Rep Power: 0
23rd March 2007, 02:00 PM

hellow yar.. .. really its nice .. achhi shuruwat he .. me b yaha abhi naya hu .. per bahut jaldi sab me shamil ho jayenge .. apne dosto ke sath apne zazbat share karte rahna .. sab aapke sath he .. milte rahna dost .. aapka apna :-) Prince..


MUJHE NA SAMJHNA SHAYAR YAROOO .. .. ME TO BUS EK DIWAANAA HUUN .. .. MUJHE NA CHEDNAA E DOSTOO.. .. ME KHUD ME MASTANA HUUN .. AAP DENNA MERAA SATH DOSTO .. . ME HAQIKAT SE ANJANA HUUN . .. WHARE ARE YOU MY ..
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
24th March 2007, 12:24 AM

"Fursat ke kuch lamhe nikal kar, thhey kuchh sapne sajaye maine,
Bedardo ki iss duniya se chun kar, thhey kuchh rishtey apnaye maine,
Magar waqt ko raas na aayi wafa meri aur,
Ho gaye Paraye woh mujhse, thhey kabhi jo apne banaye maine"

yahi hota hai jasdeep ji ham kisi ko apna banate hai woh chhodke chala jata hai..

"Kabhi rooth jata hoon khud se, toh kabhi phir khud ko manaata hoon main,
Aata hai kabhi apne haalat pe rona, to muskura ke aansuon ko chhipata hun main,
Na jaane kaisa daur hai yeh waqt ka,
Khada to hoon main apno ki bheed mein, par khud ko tanha paata hoon main"

bheed mein bhi tanha hona dard ka karan hai ....dard ko likhte raho kam hoga..

Unke jaane ke baad jab socha yeh hamne,
Kya yehi hai sila unse dil lagaane ka,

Phir yeh samjha ke apna hi dil bewafa hai,
Jisko ab bhi hai intezaar unke laut aane ka,

Par, na bichayenge ab nazrein unki raahon mein ham,
Ab mil gya hai hamko raasta maikhane ka,

Nahi chahiye ab koi saathi hamein,
Ab to waqt hai mehfilon se utth jaane ka

Uth chukka hai yakeen khud se hi hamara,
Mat rakhna vishwaas ham pe kisi ko apnane ka


jasdeep ji acha likh rahe ho aap....aaj apko meine pahli baar pada.....apka likha hua sahi hai....bas koshish karte jao sudhar hota jayega ...
par maikhane mein jake kya such mein apki saari kami puri ho jayengi agar aap halatoin pe hi likh rahe ho aur apne ye rasta chuna hai to yahi kahungi maikhane jana chhodke yahn aa jao aap...shayd yahan jayada sukun mile apko

likha acha hai meri daad kubul kare

sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#7)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
19th April 2007, 11:17 AM

shukriya prince ji.
khushi hui ki apko mere ehsaas pasand aaye



Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#8)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
19th April 2007, 11:18 AM

shukriya sakhi ji

ek aur baat maikhane koi shauk se to nahi jata yeh to majbooriyan hi hai jo bande ko wohi raasta dikhati hai. waise padne aur hamdardi ke liye shukriya



Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#9)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
24th April 2007, 01:39 PM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
Hi Friends
I am very new to this forum. As i read everyone is writing their shares and ghazals, i also want to be a part of this.
Maine jo bhi likha hai woh bas mere haalat ne likhwaya hai pata nahi mujhe likhna aata bhi hai ya nahi par yeh 2 share apke sahmne pesh kar raha hun agar aap sab ki dua hui to shayad mere likhe in nagmo ka kuch mol pad jaye agar yeh kisi ek ko bhi achhe lage to.

"Fursat ke kuch lamhe nikal kar, thhey kuchh sapne sajaye maine,
Bedardo ki iss duniya se chun kar, thhey kuchh rishtey apnaye maine,
Magar waqt ko raas na aayi wafa meri aur,
Ho gaye Paraye woh mujhse, thhey kabhi jo apne banaye maine"


"Kabhi rooth jata hoon khud se, toh kabhi phir khud ko manaata hoon main,
Aata hai kabhi apne haalat pe rona, to muskura ke aansuon ko chhipata hun main,
Na jaane kaisa daur hai yeh waqt ka,
Khada to hoon main apno ki bheed mein, par khud ko tanha paata hoon main"

Hope for a reply from you very soon

Thanx & Regards
Jasdeep Singh

dear jasdeep

tumne kaha tha, ki main tumharey kalaam padugi to samaj aa jayega....so maine padda hai, samaj bhi rahi hoon....yehi zindgi hai....aapne dil ke mutabik kuch bhi nahi hota..jo upper wale ko thik lagta hai wahi hota hai...to kyu na...uske faisley ke saath hi kush raha jaye.

kush raha kijiye...aapna khayal rahey.

god bless u


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#10)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
24th April 2007, 03:42 PM

Sunita ji woh to aapne suna hi hoga mujhe achhe se yaad nahi par shayad kuch aise hai

"Dil ko behlane ke liye zaalim yeh khyal bhi achha hai"

theek usi tarah jaise apne kaha ke "jo upar wale ko theek lagta hai wohi hota hai to kyu na uske faisle ke saath hi khush raha jaye"

main yeh to nahi kehta ki main dukhi hoon aur udaas hoon. main ab bhi wohi hoon jo mehfil mein baith jaye to sab ko hasaa hasaa kar pet mein dard laga deta hai, main ab bhi wohi hoon jise log milna aur jiske saath baatein karna jiski hasi waali baatein sunna sab log pasand karte hai, aur main ab bhi wohi hoon jo apne ghamon ko chhipaate hue sab ko hasata hoon. lekin badlaav hai to itna ki ab kisi ke liye marr nahi sakta aur kya kahu.... rehne dijiye bas..... yeh aapke nazar ek sher kar raha hoon mera likha to nahi hai par ek gehri sachai chhippi hai isme.

(NOT MINE)

"MOHABBAT KE BHI KUCH ANDAAZ HOTE HAI,
JAAGTI AANKHON MEIN BHI KHWAAB HOTE HAI,
ZAROORI NAHI KE GHAM MEIN AANSOO NIKLE.N,
MUSKURAATI AANKHON MEIN BHI SAILAAB HOTE HAI"

himmat badhaane ke liye shukriya. bhagwaan aap jaise dost aur aap jaise bade(elders) har chhotton(youngers) ko de.....



Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#11)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
24th April 2007, 03:46 PM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
Sunita ji woh to aapne suna hi hoga mujhe achhe se yaad nahi par shayad kuch aise hai

"Dil ko behlane ke liye zaalim yeh khyal bhi achha hai"

theek usi tarah jaise apne kaha ke "jo upar wale ko theek lagta hai wohi hota hai to kyu na uske faisle ke saath hi khush raha jaye"

main yeh to nahi kehta ki main dukhi hoon aur udaas hoon. main ab bhi wohi hoon jo mehfil mein baith jaye to sab ko hasaa hasaa kar pet mein dard laga deta hai, main ab bhi wohi hoon jise log milna aur jiske saath baatein karna jiski hasi waali baatein sunna sab log pasand karte hai, aur main ab bhi wohi hoon jo apne ghamon ko chhipaate hue sab ko hasata hoon. lekin badlaav hai to itna ki ab kisi ke liye marr nahi sakta aur kya kahu.... rehne dijiye bas..... yeh aapke nazar ek sher kar raha hoon mera likha to nahi hai par ek gehri sachai chhippi hai isme.

(NOT MINE)

"MOHABBAT KE BHI KUCH ANDAAZ HOTE HAI,
JAAGTI AANKHON MEIN BHI KHWAAB HOTE HAI,
ZAROORI NAHI KE GHAM MEIN AANSOO NIKLE.N,
MUSKURAATI AANKHON MEIN BHI SAILAAB HOTE HAI"

himmat badhaane ke liye shukriya. bhagwaan aap jaise dost aur aap jaise bade(elders) har chhotton(youngers) ko de.....
dear jasdeep....main tumhari har baat se sahmat hoon.

aur aapka sher masha-allah bahut khoob lagga...very touching.


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#12)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
25th April 2007, 08:57 AM

shukriya Sunita ji



Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Meri TanhaiyaN Sochna ... zainy Shayri-e-Dard 12 16th August 2010 06:16 AM
Tanhaiyan Aur Yaaden kwahish Aapki Shayri 5 28th March 2009 03:53 PM
Tanhaiyan mbrk_qrsh Shayri-e-Mashahoor Shayar 1 6th February 2007 05:32 PM
raks karti hain tanhaiyan............ sameer'shaad' Shayri-e-Ishq 1 20th September 2006 07:48 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com