Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
In dinoN
Old
  (#1)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
In dinoN - 7th August 2012, 12:16 PM

Bazm-e-dard ki mehfil ko nacheez ka salaam.

Ek adna koshish aap ko supurd kar raha huuN. Ummiid hai ke pasand aayegi.

Humse zindagii kuch naraaz hai in dinoN,
Meri khamoshi hi meri awaaz hai in dinoN.

Kuch is qadar dar kinaar kiaa usne humeN,
Mera raqiib hi hai mera humraaz in dinoN.

Chalakte pyaaloN meiN unki khanakti haNsi,
Yehi hai mera gham-e-dil-e-saaz in dinoN.

KehteN haiN wo ke marta bhi nahi behayaa,
Lillah maut ko bhi hai is se aitraaz in dinoN!

HumeiN barbaad kar ke bhi usay chain nahi,
Duaa karti hai ho meri umra-daraaz in dinoN

Uski aziiyateN kyuN aziiz haiN is ‘naadaan’ ko,
Bewafaa nahi samajhte haiN ye raaz in dinoN.

Aap ki rai ka muntazir,
Naadaan.

"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला

Last edited by naadaan; 7th August 2012 at 12:19 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Nazish
Nazish
Nazish is a splendid one to beholdNazish is a splendid one to beholdNazish is a splendid one to beholdNazish is a splendid one to beholdNazish is a splendid one to beholdNazish is a splendid one to beholdNazish is a splendid one to behold
 
Nazish's Avatar
 
Offline
Posts: 215
Join Date: May 2007
Location: Dubai UAE
Rep Power: 24
7th August 2012, 12:53 PM

HumeiN barbaad kar ke bhi usay chain nahi,
Duaa karti hai ho meri umra-daraaz in dinoN

bht khoooooooooooooooob badaa achaa laga aap ko purdh kar , keep writting

.....................................
Dil jalaa ke poochhte haiN badii masoomiyat se woh.
Shamaa ka hi kyuN muqaddar hai raat bhar jalnaa.

Dr. Imtiaz Nazish
  Send a message via Yahoo to Nazish Send a message via MSN to Nazish Send a message via Skype™ to Nazish 
Reply With Quote
Old
  (#3)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
7th August 2012, 05:01 PM

Quote:
Originally Posted by Nazish View Post
HumeiN barbaad kar ke bhi usay chain nahi,
Duaa karti hai ho meri umra-daraaz in dinoN

bht khoooooooooooooooob badaa achaa laga aap ko purdh kar , keep writting
Nazish Saheb Aadaab,

Aapki nawaazish ka teh-e-dil se mamnoon thehra janaab. Meri bazm meiN shirqat aur hausla afzaai ke liye bahot bahot shukriya. AaiNdaa bhi aap ke saath ki ummiid rahegi.

Apnaa khayaal rakhiye aur Khush rahiye.
Allah Hafez
Naadaan

"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
chanderp
Registered User
chanderp is just really nicechanderp is just really nicechanderp is just really nicechanderp is just really nicechanderp is just really nice
 
chanderp's Avatar
 
Offline
Posts: 141
Join Date: Aug 2009
Location: Dont know yet :|
Rep Power: 19
7th August 2012, 08:28 PM

bahut hi khoob Naadaan ji

dhero daad kabool farmaye

apna khyal rakhe

Zid uski mera wazood hi mita dene ki,
aur aarzoo meri sirf usko paa lene ki.
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Rashmi sharma
volunteer
Rashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud of
 
Rashmi sharma's Avatar
 
Offline
Posts: 723
Join Date: May 2010
Location: chandigarh
Rep Power: 24
7th August 2012, 10:22 PM

Quote:
Originally Posted by naadaan View Post
Bazm-e-dard ki mehfil ko nacheez ka salaam.

Ek adna koshish aap ko supurd kar raha huuN. Ummiid hai ke pasand aayegi.

Humse zindagii kuch naraaz hai in dinoN,
Meri khamoshi hi meri awaaz hai in dinoN.

Kuch is qadar dar kinaar kiaa usne humeN,
Mera raqiib hi hai mera humraaz in dinoN.

Chalakte pyaaloN meiN unki khanakti haNsi,
Yehi hai mera gham-e-dil-e-saaz in dinoN.

KehteN haiN wo ke marta bhi nahi behayaa,
Lillah maut ko bhi hai is se aitraaz in dinoN!

HumeiN barbaad kar ke bhi usay chain nahi,
Duaa karti hai ho meri umra-daraaz in dinoN

Uski aziiyateN kyuN aziiz haiN is ‘naadaan’ ko,
Bewafaa nahi samajhte haiN ye raaz in dinoN.

Aap ki rai ka muntazir,
Naadaan.
naadaan ji bahut hi badhia likha aapne likhte rahain kush rahain

Rashmi Sharma
path par kaante bahut hain tere
par manjil par jaana too.ne
dar na jatilata se jeewan ki
isko saral banana too.ne
pasat na hone paye honsle
khud ka sahas khud hi juta le
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
9th August 2012, 04:56 AM

Quote:
Originally Posted by naadaan View Post

Humse zindagii kuch naraaz hai in dinoN,
Meri khamoshi hi meri awaaz hai in dinoN.

Kuch is qadar dar kinaar kiaa usne humeN,
Mera raqiib hi hai mera humraaz in dinoN.

Chalakte pyaaloN meiN unki khanakti haNsi,
Yehi hai mera gham-e-dil-e-saaz in dinoN.

KehteN haiN wo ke marta bhi nahi behayaa,
Lillah maut ko bhi hai is se aitraaz in dinoN!

HumeiN barbaad kar ke bhi usay chain nahi,
Duaa karti hai ho meri umra-daraaz in dinoN

Uski aziiyateN kyuN aziiz haiN is ‘naadaan’ ko,
Bewafaa nahi samajhte haiN ye raaz in dinoN.

Naadaan.
WaaH ! Nihayat Khoob .. NaadaaN JI !

Dilee Mubaaraqbaad ..................................

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#7)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
9th August 2012, 01:05 PM

Quote:
Originally Posted by chanderp View Post
bahut hi khoob Naadaan ji

dhero daad kabool farmaye

apna khyal rakhe
Chanderp Ji Aadaab,

Aapki dheroN daad ke liye dheroN shukriya Bhai. Bazm meiN aate raheN aur hausla badhate raheN.

Khush rahiye aur apna khayaal rakhiye.
Aadaab
Naadaan

"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
kafiir
Registered User
kafiir is a splendid one to beholdkafiir is a splendid one to beholdkafiir is a splendid one to beholdkafiir is a splendid one to beholdkafiir is a splendid one to beholdkafiir is a splendid one to behold
 
kafiir's Avatar
 
Offline
Posts: 123
Join Date: Mar 2011
Rep Power: 20
12th August 2012, 06:29 AM

Quote:
Originally Posted by naadaan View Post
Bazm-e-dard ki mehfil ko nacheez ka salaam.

Ek adna koshish aap ko supurd kar raha huuN. Ummiid hai ke pasand aayegi.

Humse zindagii kuch naraaz hai in dinoN,
Meri khamoshi hi meri awaaz hai in dinoN.

Kuch is qadar dar kinaar kiaa usne humeN,
Mera raqiib hi hai mera humraaz in dinoN.

Chalakte pyaaloN meiN unki khanakti haNsi,
Yehi hai mera gham-e-dil-e-saaz in dinoN.

KehteN haiN wo ke marta bhi nahi behayaa,
Lillah maut ko bhi hai is se aitraaz in dinoN!

HumeiN barbaad kar ke bhi usay chain nahi,
Duaa karti hai ho meri umra-daraaz in dinoN

Uski aziiyateN kyuN aziiz haiN is ‘naadaan’ ko,
Bewafaa nahi samajhte haiN ye raaz in dinoN.

Aap ki rai ka muntazir,
Naadaan.

bhut bhadiya dil se daad kabool karye.....................
kafiir

na jane kon kon hume duaaon mai yaad rakhta hai
mai dobne lagta hoon samnder uchal deta hai

Us Mukaaaa pe mera junon aajaye
tujhe pukaroon mere muh se khoon ajaaye

...nm
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
13th August 2012, 03:59 PM

Quote:
Originally Posted by Rashmi sharma View Post
naadaan ji bahut hi badhia likha aapne likhte rahain kush rahain
Rashmi Ji Namaskar,

Aapko hamaari koshish pasand aai ye hamaari khushnasiibi hai. Protsahan ke liye bahot dhanyavaad. Bhawishya mein bhi aap ke saath ki aasha rahegi.

Apnaa khayaal rakhiye, Khush rahiye.

Naadaan

"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
14th August 2012, 02:07 PM

Quote:
Originally Posted by naadaan View Post
Bazm-e-dard ki mehfil ko nacheez ka salaam.

Ek adna koshish aap ko supurd kar raha huuN. Ummiid hai ke pasand aayegi.

Humse zindagii kuch naraaz hai in dinoN,
Meri khamoshi hi meri awaaz hai in dinoN.

Kuch is qadar dar kinaar kiaa usne humeN,
Mera raqiib hi hai mera humraaz in dinoN.

Chalakte pyaaloN meiN unki khanakti haNsi,
Yehi hai mera gham-e-dil-e-saaz in dinoN.

KehteN haiN wo ke marta bhi nahi behayaa,
Lillah maut ko bhi hai is se aitraaz in dinoN!

HumeiN barbaad kar ke bhi usay chain nahi,
Duaa karti hai ho meri umra-daraaz in dinoN

Uski aziiyateN kyuN aziiz haiN is ‘naadaan’ ko,
Bewafaa nahi samajhte haiN ye raaz in dinoN.

Aap ki rai ka muntazir,
Naadaan.
Waahhh kyaa baat hai Nadaan bhai... Dil ko chooo liyaa aapke kalaam ne...

Kyaa baat hai... waaahhhhhh

Shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,722
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
15th August 2012, 12:46 AM

Quote:
Originally Posted by naadaan View Post
Bazm-e-dard ki mehfil ko nacheez ka salaam.

Ek adna koshish aap ko supurd kar raha huuN. Ummiid hai ke pasand aayegi.

Humse zindagii kuch naraaz hai in dinoN,
Meri khamoshi hi meri awaaz hai in dinoN.

Kuch is qadar dar kinaar kiaa usne humeN,
Mera raqiib hi hai mera humraaz in dinoN.

Chalakte pyaaloN meiN unki khanakti haNsi,
Yehi hai mera gham-e-dil-e-saaz in dinoN.

KehteN haiN wo ke marta bhi nahi behayaa,
Lillah maut ko bhi hai is se aitraaz in dinoN!

HumeiN barbaad kar ke bhi usay chain nahi,
Duaa karti hai ho meri umra-daraaz in dinoN

Uski aziiyateN kyuN aziiz haiN is ‘naadaan’ ko,
Bewafaa nahi samajhte haiN ye raaz in dinoN.

Aap ki rai ka muntazir,
Naadaan.

wwwaaaahhh naadaan ji .... apke qalaam ki jitni taareef ki jaaye kam hai. iska bepanaah husn, khayaalon ki beintehaa raanaayee ... ghazab ki fiqr hai aapkee ....aapko dillee mubarakbaad aur lakhon karodon daad !!
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
17th August 2012, 06:18 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
WaaH ! Nihayat Khoob .. NaadaaN JI !

Dilee Mubaaraqbaad ..................................
Naresh Bhai Namaskar,

Dili khushi hui aapko apni mehfil meiN dekh kar. Puraane dostoN ki aamad pe dil bag bag ho jaata hai. Aapki mubaraqbaad sar aaNkhoN pe. AaiNdaa bhi aate rahiyega.

Apnaa khayaal rakhiye. Khush rahiye,
Aapka dost
Naadaan

"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
23rd August 2012, 12:57 PM

Quote:
Originally Posted by kafiir View Post
bhut bhadiya dil se daad kabool karye.....................
kafiir
Janaab Kafiir Saheb Aadaab,

Aap ki dili daad dil se qubool bhaijaan. AaiNda bhi hausla afzaai ki ummiid rahegi.

Apna Khayal rakhiye, Khush rahiye.
Allah Hafez
Naadaan

"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
palulovable
Registered User
palulovable is on a distinguished road
 
palulovable's Avatar
 
Offline
Posts: 178
Join Date: Jan 2005
Location: delhi
Rep Power: 20
30th August 2012, 01:09 PM

hello naadaan ji

very nice...keep writing

If you have it [love],
you don't need to have anything else.
If you don't have it,
it doesn't matter much what else you do have.
  Send a message via Yahoo to palulovable  
Reply With Quote
Old
  (#15)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
4th September 2012, 05:25 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Waahhh kyaa baat hai Nadaan bhai... Dil ko chooo liyaa aapke kalaam ne...

HumeiN barbaad kar ke bhi usay chain nahi,
Duaa karti hai ho meri umra-daraaz in dinoN

Kyaa baat hai... waaahhhhhh

Shaad...
Sameer MiyaN Aadaab,

Ba.De diniN baad aamad hui aapki is naachiiz ki bazm meiN. ChaleN der aaye durust aaye. Hausla afzaai ke liye mamnoon huuN aapka. Aate rahiyegaa, bhalaa lagta hai puraane dostoN se mil kar.
Khush rahiye,
Allah Hafez
Naadaan

"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Tausif shaikh
Azaad Khayal
Tausif shaikh is a splendid one to beholdTausif shaikh is a splendid one to beholdTausif shaikh is a splendid one to beholdTausif shaikh is a splendid one to beholdTausif shaikh is a splendid one to beholdTausif shaikh is a splendid one to beholdTausif shaikh is a splendid one to beholdTausif shaikh is a splendid one to behold
 
Tausif shaikh's Avatar
 
Offline
Posts: 431
Join Date: Feb 2005
Location: Mumbai, Maharashtra
Rep Power: 29
Thumbs up 5th September 2012, 03:05 PM

Wah! Kya baat hai! Har lafz dil me ghar kar jata hai! Dili Daad kubul kijiye....!

SamandaroN mieN muaafiq havaa chalaata hai...
Jahaaz khud nahiiN chalte Khudaa chalaataa ha...

Tausif I. Shaikh

  Send a message via Yahoo to Tausif shaikh  
Reply With Quote
Old
  (#17)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
26th December 2012, 07:02 PM

Quote:
Originally Posted by naadaan View Post
bazm-e-dard ki mehfil ko nacheez ka salaam.

Ek adna koshish aap ko supurd kar raha huun. Ummiid hai ke pasand aayegi.

humse zindagii kuch naraaz hai in dinon,
meri khamoshi hi meri awaaz hai in dinon.

Kuch is qadar dar kinaar kiaa usne humen,
mera raqiib hi hai mera humraaz in dinon.

Chalakte pyaalon mein unki khanakti hansi,
yehi hai mera gham-e-dil-e-saaz in dinon.

Kehten hain wo ke marta bhi nahi behayaa,
lillah maut ko bhi hai is se aitraaz in dinon!

Humein barbaad kar ke bhi usay chain nahi,
duaa karti hai ho meri umra-daraaz in dinon

uski aziiyaten kyun aziiz hain is ‘naadaan’ ko,
bewafaa nahi samajhte hain ye raaz in dinon.

aap ki rai ka muntazir,
naadaan.
wah!!...bohat khoob........................................

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#18)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
26th December 2012, 07:06 PM

bahuthee umdaa ghazal rahi naadaan jeee....har sher khoob laga lekin ye khaas lage........

KehteN haiN wo ke marta bhi nahi behayaa,
Lillah maut ko bhi hai is se aitraaz in dinoN!

HumeiN barbaad kar ke bhi usay chain nahi,
Duaa karti hai ho meri umra-daraaz in dinoN

एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#19)
peepalala
Registered User
peepalala is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 74
Join Date: Jul 2012
Rep Power: 12
29th December 2012, 09:18 PM

Agar mohbat unse n mile
jise tum pyar karto ho
to mohbat unko jarur dena
jo tumko pyar karte hai.....
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
31st December 2012, 04:48 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
wah!!...bohat khoob........................................
Zainy Ji Aadaab,
Muafi ka talabgaar huuN, kalaam kahiN dab gaya tha aur aap ki daad par nazar na pa.Di Beherhaal, aapki daad sar aaNkhoN pe. Hausla afzai ke liye tah-e-dil se shukriya.
Khush rahiye, muskurate rahiye.
Aaadaab
Naadaan

"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
Ahmad Hyderabadi
Registered Member
Ahmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant future
 
Offline
Posts: 933
Join Date: Oct 2011
Location: Hyderabad (Deccan)
Rep Power: 31
1st January 2013, 07:36 PM

Quote:
Originally Posted by naadaan View Post
Bazm-e-dard ki mehfil ko nacheez ka salaam.

Ek adna koshish aap ko supurd kar raha huuN. Ummiid hai ke pasand aayegi.

Humse zindagii kuch naraaz hai in dinoN,
Meri khamoshi hi meri awaaz hai in dinoN.

Kuch is qadar dar kinaar kiaa usne humeN,
Mera raqiib hi hai mera humraaz in dinoN.

Chalakte pyaaloN meiN unki khanakti haNsi,
Yehi hai mera gham-e-dil-e-saaz in dinoN.

KehteN haiN wo ke marta bhi nahi behayaa,
Lillah maut ko bhi hai is se aitraaz in dinoN!

HumeiN barbaad kar ke bhi usay chain nahi,
Duaa karti hai ho meri umra-daraaz in dinoN

Uski aziiyateN kyuN aziiz haiN is ‘naadaan’ ko,
Bewafaa nahi samajhte haiN ye raaz in dinoN.

Aap ki rai ka muntazir,
Naadaan.
Adaab Naadaan Sahab!

Aaala buhat aalatareen ghazal rahee! Lutf aaya kehna kaafi hargiz nahee hoga! In do ashaaraon nay dil par khaasaa asar chchoda haye...

KehteN haiN wo ke marta bhi nahi behayaa,
Lillah maut ko bhi hai is se aitraaz in dinoN!

HumeiN barbaad kar ke bhi usay chain nahi,
Duaa karti hai ho meri umra-daraaz in dinoN

Bas ayk hee ilteja haye aapsay... aysay lutf uthaanay kay mawqay aap aur ataa keejaygaa! Dhayron daad qabool karayn!

Duagoh
Ahmad
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
7th January 2013, 01:03 PM

Quote:
Originally Posted by Ahmad Hyderabadi View Post
Adaab Naadaan Sahab!

Aaala buhat aalatareen ghazal rahee! Lutf aaya kehna kaafi hargiz nahee hoga! In do ashaaraon nay dil par khaasaa asar chchoda haye...

KehteN haiN wo ke marta bhi nahi behayaa,
Lillah maut ko bhi hai is se aitraaz in dinoN!

HumeiN barbaad kar ke bhi usay chain nahi,
Duaa karti hai ho meri umra-daraaz in dinoN

Bas ayk hee ilteja haye aapsay... aysay lutf uthaanay kay mawqay aap aur ataa keejaygaa! Dhayron daad qabool karayn!

Duagoh
Ahmad
Ahmad Bhai ASW,

Aapki daad sar aaNkoN pe. Zarra nawaazi aapki ke aap ne meri mehfil meiN shirkat ki, aur apnaa kiimati waqt diya. Inshallah koshish karuNgaa ki apni masroofiyat se kuch waqt nikal kar aapki iltejaa pe gaur karooN.

Apna khayaal rakhiye,
Khush rahiye,
Aadaab
Naadaan

"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com