Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
saaz-e-dil*
Old
  (#1)
roshani
Registered User
roshani will become famous soon enough
 
roshani's Avatar
 
Offline
Posts: 459
Join Date: Oct 2005
Rep Power: 19
saaz-e-dil* - 4th January 2006, 11:27 AM

dil ke saaz par barbaad-mohabbat ka tarana rehne do
yaadon ki phulwadiyon mei pyaar ka woh zamana rehne do!

gul kar do har chirag meri zindagi ka doston
magar unke intezaar mein aakhon ka yeh parwana rehne do!

ro-ro kar guzari hai har shab-e-furkat meine
wasl ki chaah mein woh dil ka jalana rehne do!

tinke tinke se jiske aati thi bu-e-wafa kabhi
meri ulfat ka woh ujra hua aashiyaana rehne do!

sahil-e-ulfat pe pahunchne wali thi naav-e-mohabbat
phir mauzon ke toofan mein safina doob jaana rehne do!

kehte phirte ho ke hai humare dum se "roshani"
Ae bewafa ab to is dil pe haqh jatana rehne do!

gul karna- bujha dena
shab-e-furkat-birah ki raat
wasl-milan
bu-e-wafa-prem sugandh
sahil-e-ulfat-prem kinare
naav-e-mohabbat-pyaar ki kashti
maujhein- lehrein
safeena-kashti
   
Reply With Quote
Re: saaz-e-dil*
Old
  (#2)
kuhulika
Registered User
kuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant future
 
kuhulika's Avatar
 
Offline
Posts: 2,269
Join Date: Jul 2005
Location: New Delhi.(India)
Rep Power: 37
Re: saaz-e-dil* - 4th January 2006, 12:03 PM

Quote:
Originally posted by roshani
dil ke saaz par barbaad-mohabbat ka tarana rehne do
yaadon ki phulwadiyon mei pyaar ka woh zamana rehne do!

gul kar do har chirag meri zindagi ka doston
magar unke intezaar mein aakhon ka yeh parwana rehne do!

ro-ro kar guzari hai har shab-e-furkat meine
wasl ki chaah mein woh dil ka jalana rehne do!

tinke tinke se jiske aati thi bu-e-wafa kabhi
meri ulfat ka woh ujra hua aashiyaana rehne do!

sahil-e-ulfat pe pahunchne wali thi naav-e-mohabbat
phir mauzon ke toofan mein safina doob jaana rehne do!

kehte phirte ho ke hai humare dum se "roshani"
Ae bewafa ab to is dil pe haqh jatana rehne do!

gul karna- bujha dena
shab-e-furkat-birah ki raat
wasl-milan
bu-e-wafa-prem sugandh
sahil-e-ulfat-prem kinare
naav-e-mohabbat-pyaar ki kashti
maujhein- lehrein
safeena-kashti


hi Jas,
kafi time baad dekha tumhe yahan
per waapis aayi ho ik naye kalaam ke saath
sacch bahut hi pyara likha hai tumne
yu hi likhti rehna...


SHWETA


jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai

uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai

kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
   
Reply With Quote
roshani
Old
  (#3)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
roshani - 4th January 2006, 01:08 PM

tumhere alfaz se main ek roshni to hai
har baat main koyee zindgee to hai
bahut uljhee baten karata hai zamana
kisee kee baat main ek sadgee to hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#4)
mehul jain
haatho se haath milte rah
mehul jain is a jewel in the roughmehul jain is a jewel in the roughmehul jain is a jewel in the rough
 
mehul jain's Avatar
 
Offline
Posts: 1,429
Join Date: Feb 2005
Location: mumbai
Rep Power: 23
4th January 2006, 06:05 PM

nahut hi khubsurat jas dd


meri har chahat se pehle ek chahat hogi
wo chahat hamesha tum hogi
ab to chahna hi reh gaya hai zindagi main
na jane yeh chahat kab puri hogi
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
saakib
Registered User
saakib is a jewel in the roughsaakib is a jewel in the roughsaakib is a jewel in the roughsaakib is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 246
Join Date: Dec 2005
Location: NEW DELHI
Rep Power: 0
4th January 2006, 07:47 PM

hi roshani,

bahaut hi khoobsurat likha hai, yakeen maniye hume bahaut pasand aaya........bas yuhi likte rahiye...

saakib...
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
garima
Paagal Pathik
garima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of light
 
garima's Avatar
 
Offline
Posts: 1,997
Join Date: Jan 2005
Location: In the heart of universe
Rep Power: 26
4th January 2006, 08:12 PM

bahoot achha likha hai didi


Anant se bhi aage... itni si khwahish hai :)
  Send a message via Yahoo to garima Send a message via Skype™ to garima 
Reply With Quote
Re: saaz-e-dil*
Old
  (#7)
Vipinbox
ek shoonya
Vipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to behold
 
Vipinbox's Avatar
 
Offline
Posts: 1,748
Join Date: Jul 2002
Location: दिल्ली व देहरादून
Rep Power: 30
Re: saaz-e-dil* - 4th January 2006, 09:36 PM

Quote:
Originally posted by roshani
dil ke saaz par barbaad-mohabbat ka tarana rehne do
yaadon ki phulwadiyon mei pyaar ka woh zamana rehne do!

gul kar do har chirag meri zindagi ka doston
magar unke intezaar mein aakhon ka yeh parwana rehne do!

ro-ro kar guzari hai har shab-e-furkat meine
wasl ki chaah mein woh dil ka jalana rehne do!

tinke tinke se jiske aati thi bu-e-wafa kabhi
meri ulfat ka woh ujra hua aashiyaana rehne do!

sahil-e-ulfat pe pahunchne wali thi naav-e-mohabbat
phir mauzon ke toofan mein safina doob jaana rehne do!

kehte phirte ho ke hai humare dum se "roshani"
Ae bewafa ab to is dil pe haqh jatana rehne do!

gul karna- bujha dena
shab-e-furkat-birah ki raat
wasl-milan
bu-e-wafa-prem sugandh
sahil-e-ulfat-prem kinare
naav-e-mohabbat-pyaar ki kashti
maujhein- lehrein
safeena-kashti
Bahuat khoobsurat nazm likhi hai aapne, saath mein jo lafzon ke matlab hain, woh bhi lajawwab


विपिन


   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
4th January 2006, 10:04 PM

dil ke saaz par barbaad-mohabbat ka tarana rehne do
yaadon ki phulwadiyon mei pyaar ka woh zamana rehne do!

gul kar do har chirag meri zindagi ka doston
magar unke intezaar mein aakhon ka yeh parwana rehne do!

Waah... nice words Jas..!


ro-ro kar guzari hai har shab-e-furkat meine
wasl ki chaah mein woh dil ka jalana rehne do!

tinke tinke se jiske aati thi bu-e-wafa kabhi
meri ulfat ka woh ujra hua aashiyaana rehne do!

Waaaaahhh....beautifully expressed here....!


sahil-e-ulfat pe pahunchne wali thi naav-e-mohabbat
phir mauzon ke toofan mein safina doob jaana rehne do!

kehte phirte ho ke hai humare dum se "roshani"
Ae bewafa ab to is dil pe haqh jatana rehne do!

kya baat hai...!

Dear Jas,

As always u've written really very well.. tou i was amongst the lucky ones to see this first...bahut accha laga tumhe padhkar... yun hi likhti raha karo....Take goood care and keeep writing...!


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#9)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
4th January 2006, 10:36 PM

tinke tinke se jiske aati thi bu-e-wafa kabhi
meri ulfat ka woh ujra hua aashiyaana rehne do!

kehte phirte ho ke hai humare dum se "roshani"
Ae bewafa ab to is dil pe haqh jatana rehne do!


Jasleen Ji..

Dil ko chhu lene wale ehsaas aap ne yahaaN ek khoosoorat andaaz ke saath bayaaN kiya hai.. Padhte hi ek kasak si mehsoosh hoti hai.. Aur aakhiri ke sher to bahoot hi achchhe lage.. Ham apne kismat ko to nahi badal sakte par upar wale se yahi prathana hai ki itni shakti, dherya aur himmmat de ki ham haste haste har mushkiloN ka saamna kar sakeN... Apna khayaal rakhiyegaa..

MayanK
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Re: saaz-e-dil*
Old
  (#10)
Devangi
Registered User
Devangi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 140
Join Date: Dec 2005
Rep Power: 19
Re: saaz-e-dil* - 5th January 2006, 08:28 AM

Quote:
Originally posted by roshani
dil ke saaz par barbaad-mohabbat ka tarana rehne do
yaadon ki phulwadiyon mei pyaar ka woh zamana rehne do!

gul kar do har chirag meri zindagi ka doston
magar unke intezaar mein aakhon ka yeh parwana rehne do!

ro-ro kar guzari hai har shab-e-furkat meine
wasl ki chaah mein woh dil ka jalana rehne do!

tinke tinke se jiske aati thi bu-e-wafa kabhi
meri ulfat ka woh ujra hua aashiyaana rehne do!

sahil-e-ulfat pe pahunchne wali thi naav-e-mohabbat
phir mauzon ke toofan mein safina doob jaana rehne do!

kehte phirte ho ke hai humare dum se "roshani"
Ae bewafa ab to is dil pe haqh jatana rehne do!

gul karna- bujha dena
shab-e-furkat-birah ki raat
wasl-milan
bu-e-wafa-prem sugandh
sahil-e-ulfat-prem kinare
naav-e-mohabbat-pyaar ki kashti
maujhein- lehrein
safeena-kashti
Roshni ji,

kya khoob likha hai aapne. bahut achha kalam pesh kiya hai aapne. tc & keep writting.


Devangi.
   
Reply With Quote
Re: Re: saaz-e-dil*
Old
  (#11)
roshani
Registered User
roshani will become famous soon enough
 
roshani's Avatar
 
Offline
Posts: 459
Join Date: Oct 2005
Rep Power: 19
Re: Re: saaz-e-dil* - 6th January 2006, 03:50 PM

Quote:
Originally posted by kuhulika
hi Jas,
kafi time baad dekha tumhe yahan
per waapis aayi ho ik naye kalaam ke saath
sacch bahut hi pyara likha hai tumne
yu hi likhti rehna...
dear shweta,
well der se aayi par aayi to hoon. lolz. well thx for appreciating my thoughts buddy. its gud to hv closed ones around. surely u wud find more of my creations soon. take care n may god bless u with his finnest glitters.
with love
urs jas
   
Reply With Quote
Re: roshani
Old
  (#12)
roshani
Registered User
roshani will become famous soon enough
 
roshani's Avatar
 
Offline
Posts: 459
Join Date: Oct 2005
Rep Power: 19
Re: roshani - 6th January 2006, 03:53 PM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
tumhere alfaz se main ek roshni to hai
har baat main koyee zindgee to hai
bahut uljhee baten karata hai zamana
kisee kee baat main ek sadgee to hai
"
hi anil,
it was ur first reply to me n let me tell u , u can express anything so easily. best is u can just simply play with words. time kam hone ki wajah se was reading ur forwarded shayri , but must say u write really well. thx for being here with me. u liked it, my day is made. take care n may god bless u with his finnest glitters.
with love
roshani
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Ab dil ke saaz ko saaf-ker Harash Mahajan Shayri-e-Dard 20 23rd August 2007 10:37 PM
Saaz sudeep Shayri-e-Ishq 0 3rd September 2005 06:15 PM
saaz spandn Aapki Shayri 1 21st July 2003 11:39 PM
saaz GAZAL Shayri-e-Dard 0 7th May 2002 02:48 AM
Saaz chokari786 Shayri-e-Ishq 4 3rd January 2002 11:45 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com