Yaar ko maine, Mujhe yaar ne sone na diya -
12th October 2009, 02:53 PM
Movie : Shisha
Yaar ko maine mujhe yaar ne sone na diya
Pyar hi pyar kiya, Pyar ne sone na diya
Yaar ko maine mujhe yaar ne sone naa diya
Pyar hi pyar kiya, hoo Pyar ne sone na diya
Uski chudiyoN ki khanak uski woh bindiya ki chamak
Uski chudiyoN ki khanak uski woh bindiya ki chamak
Hay gajre ki gazab dhar ne sone na diya
Yaar ko maine mujhe yaar ne sone na diya
Pyar hi pyar kiya, Pyar ne sone na diya
Uski angraii ne kya kya na kayamat dhayi
Uski angraii na kya kya na kayamat dhayi
Dhadkano ki badi raftaar ne sone na diya
Dhadkano ki badi raftaar ne sone na diya
Yaar ko maine mujhe yaar ne sone na diya
Pyar hi pyar kiya, hoo Pyar ne sone na diya
Some mirrors are lie.........................
|