Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
yun hi bas...
Old
  (#1)
ghayalparwana
Registered User
ghayalparwana will become famous soon enoughghayalparwana will become famous soon enough
 
ghayalparwana's Avatar
 
Offline
Posts: 1,128
Join Date: Nov 2002
Location: London
Rep Power: 24
yun hi bas... - 13th January 2006, 02:21 AM

yeh jo dil ki dhadkhan hai
tere naam ki sargam hai..

janam janam ka saath hai ye
atoot ab apna bandhan hai

Hawas ki isme bhookh nahin
aatmaon ka ye sangam hai

patjhar si thi ram-kahani
rimjhim rimjhim sawan hai

'parwane' ka jeewan hai
ghayal dil ka marham hai
   
Reply With Quote
Re: yun hi bas...
Old
  (#2)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
Re: yun hi bas... - 13th January 2006, 10:17 AM

Quote:
Originally posted by ghayalparwana
yeh jo dil ki dhadkhan hai
tere naam ki sargam hai..

janam janam ka saath hai ye
atoot ab apna bandhan hai

Hawas ki isme bhookh nahin
aatmaon ka ye sangam hai

patjhar si thi ram-kahani
rimjhim rimjhim sawan hai

'parwane' ka jeewan hai
ghayal dil ka marham hai

yun hi bas

mere varinder,

aaj ki meri khushi shabdo mai bayaan karu to kaise?
shayed fir kaabhi kuch kah paau taarif mai... abhi to khushi batorne ka maan hai..

tumhari meena
   
Reply With Quote
Re: yun hi bas...
Old
  (#3)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: yun hi bas... - 13th January 2006, 10:30 AM

Hawas ki isme bhookh nahin
aatmaon ka ye sangam hai

patjhar si thi ram-kahani
rimjhim rimjhim sawan hai

'parwane' ka jeewan hai
ghayal dil ka marham hai

ghayal bhai
namshkar
kya baat hai saheb..!!! ek arse baad aapkol padh raha hoon,,aur kya shaandaar kalaam ke saath aapne waapsi ki hai...bahooot pasand aayi aapki tehreer.,..meri dil se nikli daad kuboool kijiye..apna khayal rakhiye...
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#4)
anjaani awaaz
Registered User
anjaani awaaz is on a distinguished road
 
anjaani awaaz's Avatar
 
Offline
Posts: 417
Join Date: Jan 2005
Location: Office 24x7
Rep Power: 20
13th January 2006, 02:33 PM

patjhar si thi ram-kahani
rimjhim rimjhim sawan hai

Varinder Ji,
Saral shabdon mein itni badi baat keh jana mushkil hai... par aapke liye nahin
Yun hi likhte rahiye!


^^^Shalini^^^
... jab se kisi ne
karli hai suraj ki chori
aao
chal ke suraj dhoondhein
aur na mile toh
kiran kiran phir jama karein hum
aur ik suraj naya banyein
-NM
  Send a message via Yahoo to anjaani awaaz  
Reply With Quote
Re: yun hi bas...
Old
  (#5)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
Re: yun hi bas... - 22nd January 2006, 04:46 PM

Quote:
Originally posted by ghayalparwana
yeh jo dil ki dhadkhan hai
tere naam ki sargam hai..

janam janam ka saath hai ye
atoot ab apna bandhan hai

Hawas ki isme bhookh nahin
aatmaon ka ye sangam hai

patjhar si thi ram-kahani
rimjhim rimjhim sawan hai

'parwane' ka jeewan hai
ghayal dil ka marham hai

mere varinder,

yun hi bas.....
itni saral bhasha ... saral shabd ... k sahare pyaar ko vyakt karna ...
aisa lagta hai jaise kisi dulhan ne sringaar mai kya kiya tha to sirf mushkura di thi... aur soondarta oobhar aayi thi ...
yun hi bas... likhte rahna

tumhari meena
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
22nd January 2006, 07:31 PM

mere azeez varinder....kaise hain aap????
aapko itne dino baad padhke dil ko bahaut sukoon mila hai aaj....
aapko padhne ki khwaish bahaut hoti thi...aaj padh liya toh jaise chain mil gaya...aapka kalaam accha laga mujhe...yuhin aate rahiyega aage bhi...umeed hai aap mehfil ko apne kalaamon se roshan karte rahenge.apna khyaal rahiyega....


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com