Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
lo munh chupane aur lajane agaye
Old
  (#1)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
lo munh chupane aur lajane agaye - 15th November 2006, 06:12 PM

mere pyare dosto

ek aur ghazal aap logon ki nazr kar rahun.
eh bhi ummid hai ke pasand ayegi.

jin logon ne mere kalaam ko padha aur
meri sarahana ki main un sabhi doston ka teh dil
se shukriya ada karta hun.

---------------------------------

lo munh chupane aur lajane agaye
oh asl men hans ne hansane agaye

qatil ada tikhi nazar shirin zaban
har rang oh mujh pe jamane agaye
shirin- Sweet

tum paas aao baith kar lazzat bhi lo
hum sher fursat se sunane agaye
lazzat- Taste

ab doston se kya takalluf sharm kya
oh bhi to apna gham bhulane agaye
takalluf- Formality

pehlu men unko dekh kar mujh ko laga
phir mouj masti ke zamane agaye
pehlu- Side

meri wafa par gar bharosa hai tumhen
keh do mujhe apna banane agaye

hum zindegi ke ek ek pal ko yahan
rahe muhabbat men lutane agaye

jab ilteja bose ki main ne ki kaha
phir aaj ban ke tum diwane agaye
ilteja- Request
bosa- Kiss

yeh hai nahin mayoos hone ki ghadi
har gham tumhara hum mitane agaye
mayoos- Worried

tum par fida hain aur rahen ge yun sada
yeh baat dil ki hum batane agaye

bin kuch kahe oh muskurakar chup rahe
honton pe jab dil ke fasane agaye
fasana- Story

tum aazmalo is pe hum ko bhi zara
hum pyar ki rasmen nibhane agaye

Parwaaz jana maikada tum chod do
oh jaam aankhon se pilane agaye
maikada- Bar

------------------------------------

By
Myself
Mujeeb Parwaaz
India
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
15th November 2006, 06:32 PM

meree dost mujeeb ji adaab aur namskaar

bahot hi khub likhte ho dost
har bar kuch alag sa hota hai aapki peshkas me

achha laga ise bhi padhke mere dost

pehlu men unko dekh kar mujh ko laga
phir mouj masti ke zamane agaye

yeh hai nahin mayoos hone ki ghadi
har gham tumhara hum mitane agaye


ye do sher mujhe bahot pasand aaye

is peshkas ke liye dil se nikli daad kubul kijiyenga

khus rahiye

apna khayal rakhiye

aapka dost
dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
16th November 2006, 11:41 AM

Dear Dhavalji,

aapne is Ghazal ko padha, mehsoos kia aur iski nazakat samjhi...mujhe behad khushi hui.
main aap ka sada mashkoor rahunga.

aap ka dost
Mujeeb Parwaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
16th November 2006, 11:57 AM

Quote:
Originally Posted by mujib66 View Post
mere pyare dosto

ek aur ghazal aap logon ki nazr kar rahun.
eh bhi ummid hai ke pasand ayegi.

jin logon ne mere kalaam ko padha aur
meri sarahana ki main un sabhi doston ka teh dil
se shukriya ada karta hun.

---------------------------------

lo munh chupane aur lajane agaye
oh asl men hans ne hansane agaye

qatil ada tikhi nazar shirin zaban
har rang oh mujh pe jamane agaye
shirin- Sweet

tum paas aao baith kar lazzat bhi lo
hum sher fursat se sunane agaye
lazzat- Taste

ab doston se kya takalluf sharm kya
oh bhi to apna gham bhulane agaye
takalluf- Formality

pehlu men unko dekh kar mujh ko laga
phir mouj masti ke zamane agaye
pehlu- Side

meri wafa par gar bharosa hai tumhen
keh do mujhe apna banane agaye

hum zindegi ke ek ek pal ko yahan
rahe muhabbat men lutane agaye

jab ilteja bose ki main ne ki kaha
phir aaj ban ke tum diwane agaye
ilteja- Request
bosa- Kiss

yeh hai nahin mayoos hone ki ghadi
har gham tumhara hum mitane agaye
mayoos- Worried

tum par fida hain aur rahen ge yun sada
yeh baat dil ki hum batane agaye

bin kuch kahe oh muskurakar chup rahe
honton pe jab dil ke fasane agaye
fasana- Story

tum aazmalo is pe hum ko bhi zara
hum pyar ki rasmen nibhane agaye

Parwaaz jana maikada tum chod do
oh jaam aankhon se pilane agaye
maikada- Bar

------------------------------------

By
Myself
Mujeeb Parwaaz
India
Parwaaz Ji namaskaaR

bahut badiya likha hai aapne, kuch sher to bahut hi acchey baney hai.n yu hi likhtey rahiye aur es mahfil ko kushnuma banatey rahiye.

aapki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#5)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
16th November 2006, 12:02 PM

Sunitaji...aap ka bohut bohut shukriya.
Mujeeb Parwaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Sandhya1
Registered User
Sandhya1 will become famous soon enough
 
Sandhya1's Avatar
 
Offline
Posts: 458
Join Date: Oct 2006
Rep Power: 18
16th November 2006, 06:40 PM

mujibji namskaar,
bahut aach likha hai aapne...
   
Reply With Quote
Hi
Old
  (#7)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
Hi - 17th November 2006, 10:54 AM

Bhut bhut shukriya aap ka ......Sandhyaji
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
yasmeenraaz
Registered User
yasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,028
Join Date: Jun 2006
Rep Power: 34
17th November 2006, 10:28 PM

Quote:
Originally Posted by mujib66 View Post
mere pyare dosto

ek aur ghazal aap logon ki nazr kar rahun.
eh bhi ummid hai ke pasand ayegi.

jin logon ne mere kalaam ko padha aur
meri sarahana ki main un sabhi doston ka teh dil
se shukriya ada karta hun.

---------------------------------

lo munh chupane aur lajane agaye
oh asl men hans ne hansane agaye

qatil ada tikhi nazar shirin zaban
har rang oh mujh pe jamane agaye
shirin- Sweet

tum paas aao baith kar lazzat bhi lo
hum sher fursat se sunane agaye
lazzat- Taste

ab doston se kya takalluf sharm kya
oh bhi to apna gham bhulane agaye
takalluf- Formality

pehlu men unko dekh kar mujh ko laga
phir mouj masti ke zamane agaye
pehlu- Side

meri wafa par gar bharosa hai tumhen
keh do mujhe apna banane agaye

hum zindegi ke ek ek pal ko yahan
rahe muhabbat men lutane agaye

jab ilteja bose ki main ne ki kaha
phir aaj ban ke tum diwane agaye
ilteja- Request
bosa- Kiss

yeh hai nahin mayoos hone ki ghadi
har gham tumhara hum mitane agaye
mayoos- Worried

tum par fida hain aur rahen ge yun sada
yeh baat dil ki hum batane agaye

bin kuch kahe oh muskurakar chup rahe
honton pe jab dil ke fasane agaye
fasana- Story

tum aazmalo is pe hum ko bhi zara
hum pyar ki rasmen nibhane agaye

Parwaaz jana maikada tum chod do
oh jaam aankhon se pilane agaye
maikada- Bar

------------------------------------

By
Myself
Mujeeb Parwaaz
India
hi
mujib

tum bahut ziyaada achcha likhtae ho.ghazal goya

motioan ki mala hai
chaand ka haala hai
soanae ka niwaala hai
sooraj ka ujaala hai
ulfat ka rakhwaala hai
duniya sae niraala hai

aur tareef kiya karoon.khuda karae tum aur bhi aur bhi likho
razia
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
moon
Guest
 
Posts: n/a
19th November 2006, 07:33 PM

Quote:
Originally Posted by mujib66 View Post
mere pyare dosto

ek aur ghazal aap logon ki nazr kar rahun.
eh bhi ummid hai ke pasand ayegi.

jin logon ne mere kalaam ko padha aur
meri sarahana ki main un sabhi doston ka teh dil
se shukriya ada karta hun.

---------------------------------

lo munh chupane aur lajane agaye
oh asl men hans ne hansane agaye

qatil ada tikhi nazar shirin zaban
har rang oh mujh pe jamane agaye
shirin- Sweet

tum paas aao baith kar lazzat bhi lo
hum sher fursat se sunane agaye
lazzat- Taste

ab doston se kya takalluf sharm kya
oh bhi to apna gham bhulane agaye
takalluf- Formality

pehlu men unko dekh kar mujh ko laga
phir mouj masti ke zamane agaye
pehlu- Side

meri wafa par gar bharosa hai tumhen
keh do mujhe apna banane agaye

hum zindegi ke ek ek pal ko yahan
rahe muhabbat men lutane agaye

jab ilteja bose ki main ne ki kaha
phir aaj ban ke tum diwane agaye
ilteja- Request
bosa- Kiss

yeh hai nahin mayoos hone ki ghadi
har gham tumhara hum mitane agaye
mayoos- Worried

tum par fida hain aur rahen ge yun sada
yeh baat dil ki hum batane agaye

bin kuch kahe oh muskurakar chup rahe
honton pe jab dil ke fasane agaye
fasana- Story

tum aazmalo is pe hum ko bhi zara
hum pyar ki rasmen nibhane agaye

Parwaaz jana maikada tum chod do
oh jaam aankhon se pilane agaye
maikada- Bar

------------------------------------

By
Myself
Mujeeb Parwaaz
India


mujeeb ji buhut acha likha hai aur alfaz ka chunao buhut acha hai ye sher acha laga buhut ziada

bin kuch kahe oh muskurakar chup rahe
honton pe jab dil ke fasane agaye


yuhi likhtay rahain
   
Reply With Quote
Shukriya../
Old
  (#10)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
Shukriya../ - 25th November 2006, 11:50 AM

Aap ka bohut bohut shukriya...moonji.
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Unko bulaayen ham, to, wo munh kholtey nahin! abdbundeli Shayri-e-Ishq 4 8th December 2010 06:32 PM
~.. chhooti na munh se sach bolne ki aadat janumanu Shayri-e-Dard 6 5th January 2010 10:15 PM
Pyar Dil Mai Chupane... yaadein Aapki Shayri 0 16th May 2007 08:01 AM
gham chupane ki ada AAmirjani Shayri-e-Ishq 3 28th October 2003 09:32 PM
nind ne munh moad liya meena chheda Shayri-e-Dard 6 31st July 2003 11:19 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com